Scalping kia hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Scalping kia hai?
    Is there any rule of scalping. For new trader scalping is good or bad. What is the time limit for scalping?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading business ma market ki movement aur news par nazar rakhna hoti ha. ye bhi daikhna hota ha ka market up jati ha ya down aur fast move kati ha ya slow is ka sath apni investment bhi daikhna hoti ha is ko money management kahta han. agar ap ki investment ksi bari trade ki ijazat nahi daiti to zahir ha ap chooti chooti trades low pips maslan 5-8 pips ki laga kar earning karna ki koshish karan ga to isi ko scalping kaha jata ha. aksar traders apna loss scalping kar ka hi recover karna ki koshish karta han aur ye bad bhi nahi ha new traders ka lia acha tareeka ha.
    • #3 Collapse

      scalping jo mujay samj aaie hay wo yah hay kay agar aap 1 mint yah 5 mint may trading kartay ho or jaldi hi position open or close kartay ho chahay loss ho yah profit ho es ko scalping kahtay han.
      • #4 Collapse

        My dear friends main ne forex main scalping ke bare main bohat suna ha. but main ne forex main kabhi scalping nai ki kiyun ke main forex main new hon ic liye main ic main ziada risk nai lena chahta.
        • #5 Collapse

          Dear Brother, Scalping aik experienced trader he kar sakta hey. New trader itna risk nhi lay sakta q k loss k chances bohat ziada hotay hain.
          • #6 Collapse

            dear short term may candles par trading karna yaani candles kiss taraf ja rahay hane ya daykhtay hoay trading karna scalping kahlata hay ya aap 1 mint 5 mint 15 mint or 30 mint may kar saktay ho iss kay ilawa aagar aap karna chaho to wo long term may shumar hota hay.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: mahmudul2014 پيغام ديکھيے
              Is there any rule of scalping. For new trader scalping is good or bad. What is the time limit for scalping?
              G brotehr ap ne bhot hi achi thread chalai hi mujhe bhi scalping ke bare min ni maloom tha aur pta chal giya hi ke scalping kiya hoti hi aur mere khiyall min ye new traders ke liye kafi mufeeed hoti hi.
              • #8 Collapse

                Meray knowledge k mutabik scalping short term main zeada bare lot size k trade laga k acha profit earn ker sagty hain our ye normal trading say zeada risky hota hy
                • #9 Collapse

                  dear ager kisi ne scalping kerni ho to us ko chart main 5 minute se 15 minute ka time frame use kerna chahie aur jeb trader ko sell ya buy ka signal milay to trade open ker dani chahie but mare khyal main new traders ko scalping ni kerni chahie is ko only expert trader he kertay hain aur ye trade am tor per evening main he ki jati hay.
                  • #10 Collapse

                    Scalping mean k app kum time main bare lot laga k acha profit bnanaty hain us ko scalping khety hian our wo bhe us main kum pips earn kerty hain new traders k leay ache nahe hy app ko normal manual trading small volume k sath kerni chahy
                    • #11 Collapse

                      scalping bohat kam time frame main ki jaane wali trade hai jo k huge volume se ki jaati hai aor sirf kuch pips le kar trade close kar di jaati hai is k liye capital huge hona zaroori hai aor expert hona bhi bohat zaroori hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Scalping kia hai?

                        Scalping ik trick hai trading mai jis mai ap bhout he kaam pips ko hasil kar k bhout zaida profit bhout he kaam waqt jis ka duraniya 5 min tak ya es se kam ka hota hai. es mai ap apni learning ki base pay trade karty hai tu trader kafi bari lot open karta hai or phir woh us ko 5 min ya us se kam mai band kar k profit earn kar laita hai. Scalping mai jo zaida zoor hota hai news trading ka hota hai or news k leye fundamental analysis ko zaida prefer kiya jata hai.
                         
                        • #13 Collapse

                          Re: Scalping kia hai?

                          Scalping trading karne ka ek tareeka hai, is mein trade ko buhat hi kam time ke liye hold kia jata hai aur thora sa profit leke trade close karni hoti hai. Misal agar ap kisi bhi pair mein trade lagate hai to us mein 4 ya 5 pip ka profit hote hi trade close karde ni hoti hai.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Scalping kia hai?

                            Me nay suna to ha Scalping k baray lekin mujhay abi tak sahe tarha clear nai ha k Scalping kia chez ha. Me abi fourm pay new hun aur ic fourm ki badolat roz kuch na kuch seekh rahi hun. Me insta forex ki shukar guzar hun k fourn ki vja say me kafi seekh rahi hun
                            Kinza789 Trading Journal
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Scalping kia hai?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: kinza789 پيغام ديکھيے
                              Me nay suna to ha Scalping k baray lekin mujhay abi tak sahe tarha clear nai ha k Scalping kia chez ha. Me abi fourm pay new hun aur ic fourm ki badolat roz kuch na kuch seekh rahi hun. Me insta forex ki shukar guzar hun k fourn ki vja say me kafi seekh rahi hun
                              Scalping main ap bhout shor trade karty hain 5 min se 10 min ki usi trade mai ik bari lot ki trade open karty hain or bhout kam time mai ap acha profit ya loss kama laity hian or ap pay depend karta hai ap kis tarha ki trade open kar rahy hain. ap ky fundamental analysis jis kadar zaida achy hogay ap us kadar zaida achi earning kar lain gy.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X