What is pip and how to calculate
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is pip and how to calculate
    What is pip and how to calculate
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Pip Price in Percentage aik eisa important tool hai, jiski basis per aap market ki exactly movement ko calculate kar sakhty Hain. Kunk effective Trading karne ke liye aapko market ki movement ko properly calculate karna zarori hota hai.PIP ki calculation is liy zarori hoti hai qk jab aap market ko international standard ki basis per study krna chaty hain, to different currency pair ki waja say standardization krny k liy pip ka word use kiya jata hai. Pip ki bases per ap market movement ko identify kr sakty hain. Puri duniya main different pairs ki waja say understanding ko easy krny k liy same parameters ka available hona zarori hota hai, Is liy pip ki understanding zarori hoti hai. Importance of pip Jab aap PIP ki calculation karte hain, tu aapko mind main ya question ah sakhta hai, Kay hum iski calculation Kun krty Hain, no doubt definitely iski aik important reason hai, jab aap market ko international standard ki basis per study krty Hain, or iski movement ko find krna chahte Hain, tu PIP ki mukammal information aapko market ki exactly movement said related information provide kar rahe hote hai. All over the world market ko calculate krny Kay liye same parameters ka available hona zarori hota hai, is liye PIP ki calculation according to international standard aapko ya facility provide krti haiForex trading per trade karne se pahle aapko bahut soch samajh Kar decision Lena chahie. Agar aap Price in percentage ki complete learning nahin krty Hain tu aapki decision making bahut zyda negatively affect ho sakhti hai. Kunk jab aap kei trade open karte Hain, tu us main exactly TP / SL ki limit identify nahin krty hain, tu aap khabi bhi effective trading nahin kar sakhty Hain. Kunk agr aap PIP calculation process nahin janty Hain, tu aap khbi bhi Take profit and stop loss ki value ko examine nahin kar sakhty Hain. Aur aapko trading Mein hamesha loss hota hai How to calculate market mein PIP ki calculation krna bahut aasan hota hai. Liken different pairs per iski calculation totally different hoti hai. Is liye aapko PIP calculation process ko acchi tarah samajh Kar apni working karna hoti hai. Jab aap different commodities aur currency pairs ki prices per PIP Calculate krty Hain, tu aapko iski requirements ko achi tarah understand or Lena cheye. Agr aap currency pairs per trading karte Hain, tu following mentioned explanation ki basis per aap PIP Calculation Process complete kar sakhty Hain.
    • #3 Collapse

      What is Pip In Trading Forex trading mein pip pemaiesh ki aik ikai hai jo do krnsyon ke darmiyan qader mein tabdeeli ko zahir karne ke liye istemaal hoti hai. pip ka matlab hai" fi sad point" ya" qeemat mein dilchaspi ka nuqta ". yeh qeemat ki sab se choti harkat hai jisay currency ka jora bana sakta hai aur usay aam tor par aashariya nuqta ya sharah mubadla mein juzwi tabdeeli ke tor par zahir kya jata hai . Ziyada tar currency ke joron ke liye, aik pipe 0. 0001 ya aik feead ke 1 / 100 win hissay ke barabar hai. taham, currency ke joron ke liye jin mein japani yan shaamil hota hai, aik pipe 0. 01 ya aik feead ke 1 / 100 win hissay ke barabar hai. misaal ke tor par, agar eur/usd currency jora 1/2000 se 1/2005 tak muntaqil hota hai, to is mein 5 pips ka izafah sun-hwa hai . Forex trading mein pipe ki naqal or harkat ahem hai kyunkay yeh tijarat par mumkina munafe ya nuqsaan ki numaindagi karti hain. tajir –apne mumkina munafe aur nuqsanaat ka hisaab laganay ke sath sath tijarat ke liye un ke dakhlay aur kharji raastoon ka taayun karne ke liye pips ka istemaal karte hain. kamyaab forex trading ke liye pipe movement ko samjhna bohat zaroori hai .purpose of pip in forex trading Forex trading mein pips ka maqsad do krnsyon ke darmiyan qader mein tabdeeli ki pemaiesh ka aik mayaari tareeqa faraham karna hai. chunkay krnsyon ki tijarat joron mein hoti hai, is liye un ke darmiyan zar mubadla ki sharah musalsal badalti rehti hai. pikes taajiron ko bamani andaaz mein un tabdeelion ki miqdaar durust karne ki ijazat dete hain .
      • #4 Collapse

        pip is the unit you count profit or loss in. Most currency pairs, except Japanese yen pairs, are quoted to four decimal places. This fourth spot after the decimal point (at one 100th of a cent) is typically what one watches to count "pips". Every point that place in the quote moves is 1 pip of movement. For example, if the EUR/USD rises from 1.4022 to 1.4027, the EUR/USD has risen 5 pips.
        • #5 Collapse

          Assalamu alaikum my dear friend and all members ji han ji bilkul theek hai ki what is a pip Pakistan Forex mein jab bhi Ham trading karte Hain to ismein ek PIP se Murad kisi bhi pair ki ek darja movement hai jab bhi Ham Pakistan Forex mat reading karte Hain to usmein Koi Na Koi trade open karte Hain jismein market car exchange hota hai aur koi bhi pair jab bhi ek darja up ya down move karta hai to isko ek PIP kahate Hain humko Pakistan Forex mein trading mein tab hi profit hota hai ya loss hota hai jab koi bhi market jyada se jyada pips movement Karen agar vah hamari trade ke mutabik movement Karen jitne jyada pipvah movement karegi humko itna jyada profit hoga isliye der humko chahie ki Ham jab bhi Pakistan forest mein trading karen to humko market ko analyses karna chahiekyunki Ham Pakistan Forex trading market analysis karke hi kar sakte hain agar Ham market karna licence karenge to humko Pakistan Forex mein profit hoga ismein analysis se Murad insan ki soch hai ki koi pair kitne pip movement karega kisi pair ki movement ko ek darja movement ko ek pip kahate Hain
          • #6 Collapse

            What is peep peep kisko kahate Hain to main aapko Bata deta hun jab bhi aap market mein currency period ya kisi bhi pyar ko dekh rahe hote hain jismein aapko 4 digit decimal ke bad yah decimal se pahle 4 digit dikhai diye ja Rahe hote hain ya decimal ke bad hi nahin kiya Aishwarya ke bad 2 digit 4 digit dikhai diye ja rahe ho 304 4 digit ke hand mein sabse chhoti jatt hota hai usko PIP kaha jata hai aur agar 5 digit aap ko dikhaya ja rahe hain to 5 decimal ko aap pipat kahate Hain ya nahin ke piche ek chhota Jo measuring instrument hai vah paper hota hai aur usse Bada hota hai keep ko aap last 4 digit per kaun karte hain ek kam hona ya jyada hona market mein aapki trade ke mutabik loss or profit ko jawahar karta hai
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum my expensive buddy and all members ji han ji bilkul theek hai ki what is a pip Pakistan forex mein jab bhi Ham trading karte Hain to ismein ek PIP se Murad kisi bhi pair ki ek darja motion hai jab bhi Ham Pakistan foreign exchange mat reading karte Hain to usmein Koi Na Koi change open karte Hain jismein market automobile change hota hai aur koi bhi pair jab bhi ek darja up ya down move karta hai to isko ek PIP kahate Hain humko Pakistan foreign exchange mein trading mein tab hi profit hota hai ya loss hota hai jab koi bhi marketplace jyada se jyada pips motion Karen agar vah hamari trade ke mutabik movement Karen jitne jyada pipvah motion karegi humko itna jyada earnings hoga isliye der humko chahie ki Ham jab bhi Pakistan forest mein trading karen to humko market ko analyses karna chahiekyunki Ham Pakistan foreign exchange buying and selling market analysis karke hello kar sakte hain agar Ham market karna licence karenge to humko Pakistan forex mein profit hoga ismein evaluation se Murad insan ki soch hai ki koi pair kitne pip motion karega kisi pair ki movement ko ek darja movement ko ek pip kahate Hain
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Forex trading me pips bohut aham point hai. Forex trading me pips se murad wo value hai jo kisi pair ki movement k dowran changes ko zahir karti hai. Jab bhi market me kisi pair ki movement hoti hai to is se murad pips ki changing hoti hai. Agar market ki aik pair ki pips ki movement positive hoti hai to us se murad hota hai k ye pair ki uptrend hai aur market ki movement downward hoti hai to pips pair ki kam hoti hai. Jitni ziada pips ki movement hoti hai utni hi ziada market ki up down movement ki teezi show karti hai. Forex trading market me buy aur sell k darmeyan jo difference hota hai jis ko spreads kaha jata hai wo pips ki sorat me hi hota hai. Forex trading market me lot size se pips ka bara taluq hota hai, jitna hum lot size ko increase karte hen to is se pips ki value increase hoti hai jis se murad hai k aik bare lot size se pips strong hota hai aur jab k small lot size pips ki weak hota hai. Agar incase hamara lot size 1 ho to aik pip ki movement se 10$ ki difference ata hai lekin agar market me lot size hum 0.001 (jo sab se small lot size hai) ka istemal karte hen to aik pip ki movement se account me 0.01$ ki faraq ata hai. Forex trading market pips ka har aik pair me mukhtalif movement hoti hai, kisi pair me ye movement 3 digits pe hota hai aur kisis me ye pair 6 digits pe bhi hota hai. Forex trading me pair ki movement se lot size ki movement se hota hai. Spreads ziada hone se pips ki ziada faraq hota hai jo k hamare leye nuqsan deh hai. Pips ko sahi andaza hona chaheye, ta keh hamare pair jis pe trade karte hen us se hamen faida mel jaye. Forex trading me pips ki movement hi ki waja se hum forex trading me benifits hasil karte hen. Agar forex trading market me pips ki movement fast hoti hai to ye market ki fast volition kehlati hai. Jab k agar market ki movement me pips ziada move ho rahi ho to ye forex trading market ki fast move nahi hoti hai bulke ye kisi pair ki zyada trading kehlati hai. Q k EURUSD me sab se ziada trading hoti hai aur is k pips daily base pe 100 se bhi ziada pips ki movement hoti hai, to is ka ye matlab nahi hai k ye ziada volitile hai. Bulke ye ziada istemal hone wala pair hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X