kia hum online urdu nes

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #61 Collapse

    Settings For Forex Megadroid For Best Profit: It will take care of your account without the help of a broker. Stress causes us to cut corners and not do enough research and analysis necessary to know if the trade is profitable. It's also a great learning tool because it exhibits .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #62 Collapse

      gi nahi bhai jaan meray khayal say urdu news nahi hasil kar sakty kyun kay main bi aj tak search kar raha hn mujy bi nahi mili agar kissi bhai ko mily to plz wo mera bhai sab dosto ko share kary
      • #63 Collapse

        bhauii mene aj tak uru news hasil nhi ki so mjhe iski info nhi hai online urdu news kesy hasil krty hai q k me new aya hu na forerx me abhi mjhe asi koi zrort nhi parhi
        اصل پيغام ارسال کردہ از: usali پيغام ديکھيے
        mera ap se sawal hai hum online urdu news hasil kr sakte hai instaforex ki
        • #64 Collapse

          forex news sir eng mail milti hain forex news urdu main kisi site sa nahi mili hain kyon ka eng sub country main hain is laye forex business aur forex news sari eng maih he hain ap eng ko smj sakte ho ja thori sa mahant ka sath ap news ko smj sakte ho
          • #65 Collapse

            Assalam o alikum. Brother forex trading aik world wide business hy or urdu international language nahi hy. Is waja se news urdu language may nahi milti wo aapko english language may he milengi jahan tak meri knowledge hy..
            • #66 Collapse

              G nah bhai jan man ane aj tak urdo news online hasil ke naha ha is liy mujhy es k bary man zeada pta naha ha or es y liy m,an ap ko koi ghlat mashwra nahan dena chta hon.
              • #67 Collapse

                nahi mjhay abhi tak aesi koi b news ki web site nahi mile hai jiss k zarye hum yha pay online urdu news dekh sake ku k ye ek aesa business hai jiss me aap ko zyada tar english me he kaam karna hota hai.
                • #68 Collapse

                  g ap forex trading ki news urdu me hasil kar sakte hai isi forum per ap ko yaha boht si tips milti rahe gi urdu me be aur english donu me
                   
                  • #69 Collapse

                    nahi aeis koi b website nahi hai jiss k zarye hum yah apay online news dekh sake hame yaha pay online news dekhnay k lye sirf english me he data mil sakta hai jiss k sath hum kaam kar sakty hain.
                    • #70 Collapse

                      mery bhai men forex trading business men new hon men ny forex trading business ko aik month pehly susru kia hy is liy mujhy ye nahi pata ky hum forex news urdu men bhi hasil kar sakty hen men ny jitni search ki hy mujhy to english men hi forex news mili hen agtr ap ko urdu men news milen to mujhy zaror batana
                      • #71 Collapse

                        i dont think so k ap ko forex trading ki news urdu me mil skti hai,. because its a world wide business, jahan p enlish language basically use hoti hai. bt ap translator ki help se english ko urdu me translate kr skty hain ya kisi se help le skty hain k wo ap ko is k bary me info dy
                        • #72 Collapse

                          mera nahi khayal ke hum forex main Urdu new hasil kersakte hain kyun ke ye world wise business hai yahan Urdu main kam nahi hota Urdu only Pakistan main istamal hoti hai
                          • #73 Collapse

                            Jhan tak maraey knowkedge3 ha to ham Forex trading key market news ko is key website say hasil kar saktayhainor is ko ham urdu mainb hasil kar saktayhain . is leya hamain is ko dakh kar apney trading karney chheya .
                            • #74 Collapse

                              mery bhai men ya he kaho ga ya kam mushqil kam han keu ky ismen hamen vahe koch hasil hota han jo hamen best lagta han or online news urdu men ni hoti english men hoti han or hamen english ka ana bhut zaroori han keu ky is men hamen aik ay sa kam krna cha he ya jisy hamen ki pareshani na ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #75 Collapse

                                Mere Bhaii app trading urdu roman mai toh agai ha app ko yaahaa se hi mil sakti hann NEWS wagiara aur raahai baat new mob par ane ki yeh bhi Hota ha agar apka pass android mob ha toh mil jayegi lekin mujhe iss bare mai ziada idea ni kiu k mai new hun SENIor app Ko sehi tarah se samjhaa daigee
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X