Hum jantay hain kay banks financial institutes hain, jo kay society ki financial zaruriyat ko pura karti hain. Bank kay cash ko raise karny kay apnay qaiday qanoon hain lekin kabhi kabhar bank in qiaday qanoon kay mutabiq cash raise nahi kar patay aur unhain Recapitalize karnay ka kaha jata ha, to ye recapitalize se kiya murad ha?