Part timers can't Forex Trading - PAKISTAN Forex Forum

 | 
رجسٹریشن
No announcement yet.

تمام موضوعات

Part timers can't Forex Trading

pipcollectors

pipcollectors

جونیئر ممبر

Re: Part timers can't Forex Trading

Part time trade ap kar sakty hain ap apni job ko talash karain ya phir ap jab apni trade karty hain extra time mai tu ap apny analysis kiya karain. ap kay analysis jab karty hain tu pa ko cheye kay ap apni trade ko us time open karain jo ap kay analysis ka time ho ya ap us ky leye pending order b use kar sakty hain esleye koshish karian jab ap us mai trade karain tu ap achy sy us ko manage kar lain or phir trade karain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/en/?x=investsocial">InstaForex</a>
    Caprice

    Caprice

    جونیئر ممبر

    Re: Part timers can't Forex Trading

    Main ap ki bat se mutafiq nhi ho. Forex trading ko part time bhi kar sakte hai aur mere khayal se part time trader hi buhat kamiyab hote hai. Ek wajha ye hai ke wo totaly rely nhi karte trading pe aur wo her waqt terminal ke samne nhi rahte jis se un ko overload hone ka ehsas nho hota. Wo ek makhsos time trading ke liye waqf karte hai aur sath main apni routine life main bhi khush rahte hai.
  • neatpassion30

    neatpassion30

    جونیئر ممبر

    Re: Part timers can't Forex Trading

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Tanveer512 پيغام ديکھيے

    Senior Member

    ni dear ye zrori ni hai k part time frndz is me trade ni kar sakte wo bhi is me acha experience hasil kar k is me achi earning kar sakte hain or is me acha business kar sakte hain ye ak best online job hai sab klea.

    Dear Part time traders es mai zaida kamyab hai. es leye k woh apni baqi life ko jab manage karty hain tu apni trade k leye khas waqt nikal k bar bar ik trade ko daikhty nahi hai or jo learning ki hoti hai usi pay focus karty hain esleye na un mai greed ati ha ior na he fazool trade ko daikh k apna time waste karty hain
  • Tanveer512

    Tanveer512

    جونیئر ممبر

    Re: Part timers can't Forex Trading

    ni dear ye zrori ni hai k part time frndz is me trade ni kar sakte wo bhi is me acha experience hasil kar k is me achi earning kar sakte hain or is me acha business kar sakte hain ye ak best online job hai sab klea.
  • MariaKhan

    MariaKhan

    جونیئر ممبر

    Re: Part timers can't Forex Trading

    اصل پيغام ارسال کردہ از: net پيغام ديکھيے

    Senior Member

    ni dear ye zrori ni hai k part time frndz is me trade ni kar sakte wo bhi is me acha experience hasil kar k is me achi earning kar sakte hain or is me acha business kar sakte hain ye ak best online job hai sab klea.

    Yes dear thek kaha hai ap part time bi trde kr skty hai but is ka liy zarori hai ka hamery pas trade ka bry me knowledge ho hamey market ka bry me malom ho tbi hum is trade se achi earning kr saky gay
  • pakistan14n

    pakistan14n

    جونیئر ممبر

    Information of ke pass Hona zaroori hai. Hoga toh aap ke liye Kisi bhi time for action kaam karna bahut Haseen ho jata hai agar aap part time maybe kaam karna chahte ho toh aapke paas in Teen cheezon Ka Hona zaroori hai agar experience knowledge. Ehsaan ho jayega.
  • Frd07

    Frd07

    جونیئر ممبر

    Nahi bhai main apki baat sy agree nahi krta forex main trade krny k liye trader ko full time dainy ki zroorat nahi hai starr main forex ko seekhmy main tome lgta hai us k baad is main kam krny main time nahi lgta traders part time b isko easily kr skty hain
  • Frd07

    Frd07

    جونیئر ممبر

    Bhai ham forex main trade aram sy part time kr sktt hain is main sirf tab time ziada lgta hai jb hamain kam ko seekhna hota hai us k baad is main hamain trade krny main ziada time nahi.lgta ham aram sy thory time main trade kr skfy haina
  • Rihan

    Rihan

    رکن

    Yes my brother freaks trailer Mere Khayal Se Forex trading co Main Apne Saiya Se Keh Raha Hoon ke main part time job karta hoon Forex trading co job Samajh Kar Toh Mujhe achha lagta hai aur Aise free time Mein Main trading kar Leta Hoon
  • pipcollectors

    pipcollectors

    جونیئر ممبر

    Aisa hargiz nahi hai . Ap Forex mai kisi b time jo ap ko suit krta hai ap es ki learning kar sakty hain apny marzi k time ki trading kar sakty hain or ap sell limit or buy limit se apni trade ko pending kar k b laga sakty hain or es mai koi waqt muqarar nahi jo ap ko acha lagy ap es ko as a part time use kar sakty ho
  • loading_messages
    X