leverage or margin main kya farq hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Muhammad44 پيغام ديکھيے
    all users mujhay ye maloom karna hay ke leverage or margin main kya farq hay aur hum in donon cheezon ko froex main kistarhan istimal kar saktay hain.
    brother, leverage ki madad say margin kam aur ziada hota hay, misal k tor par agar ap 1:100 ki leverage rakhtay ho to 0.01 ki trade par margin aye ga 12.58 ka, aur agar ap nay leverage barhaya to yeh percentage kam ho jaye ga, actually leverage ki madad say ap ko aik tarha say extra equity mil jati hay, leverage agar kam hogi to margin barh jaye ga, aur agar margin barh gaya to phir market k against janay par ap k margin call jaldi ajaye ga. Lakin leverage k kum honay ki waja say ap k account ka stop loss honay par ap k account may equity bachay gi, jab k high leverage rakhnay par equity bachti nahi hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      mere knowledge kay mutabik leverage ap ki money ya investment ko kahte hain lakin margin wo cheez hoti hy jis may ap ratio ko set karte hain ap forex trading may ratio ko jis nisbat say set karte hain ap ko profit ya loss bi usi nisbat say hota hy.
      • #18 Collapse

        ap ko ye answer dena chahun ge k mai to is mai new aya hun or mujhe is k bare mai itna to nhe pata leverag kya cheez hoti hai. apko bata raha hota he ke aapka abi ketna loss ya profit ho raha he or leverage apko batata he ke aap ketni investment se trade le rahe ho
        • #19 Collapse

          Leverage is that money which you invest and which ratio you want from this invest is called margin.
          • #20 Collapse

            Leverage trading kay liye hoti he, e.g 1:1000 agar ap ki leverage he to ap agar 0.01 volume rakhty hein to ap ki trade bhe 0.01 he rhy gi, agar 1:100 he to pher 0.01 equal to 0.1 hogi, margin call wo hoti he jab ap counntinuosly loss mein ja rahay hon or trade ap k capital ko touch kary to wo margin hota he.
             
            • #21 Collapse

              Sab logoun nay behtar tarah Say describe Karnay ki Koshish Ki Magar Abdullah Sir nay buhaat Achay say hamain leverage or marginMain Fark Samjhaa diyaa Aap Sab log Sir Abdullah Ki post parhain... i hope K aaap Sir ki post parhnay k baad MARgin or Leverage main Fark ko Samajh sakain gy.
              Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
              • #22 Collapse

                dear leverage se murad forex mein broker se money borrow karna hai..broker ap se puchta hai k ko kitni leverage chahye..investment kam ho to levarage zayada rakhna chahye q k is se aap zayada trades open kar sakte ho aur margin wo amount hoti hai jo trade mein ap use ka rahe hote ho
                • #23 Collapse

                  my friend i do not having the too much knowledge about the forex but my friend according to my point of view the leverage is the in the simple words the borrowed amount from the company but the margin is the amount that we put on the investment for the trading
                  • #24 Collapse

                    g janab ye dono chezain bht zaroori hain leverage wo hota hai jo miney app trade main invest kertay hain or margin wo hota hai jo app trade main lagatay hain k kis had tk profit hoga .. ager ye dono chezain app achay tariqay say kerlain to ap achay trader ban saktay hain..
                    • #25 Collapse

                      Leverage means that amount that you invest in trading. And margin is a ratio which shows you the trade limit and profit you can get. Thanks for asking.
                      • #26 Collapse

                        bhai jan leaverage k barey me jo me janta hun wo ye ha k leaverage jitni ziada ho gi ap k account ki ap utna hi account merisk ziada le skte ho forex businuss me ager ap expert trader ho to ap k lie ye batana zruri ha ka p leaverage ko ziada rakh lo nahi to nahi rakhna ap ne
                        • #27 Collapse

                          leverage broker ki turf sy aik qarz hota hy jis ki badolat aap kum invest ment sy zayada qimat ki lot buy ya sell kur saktay heen,1:500 ki leverage ka mutlab hy ky aap apni investment sy 500 guna zayada qaimat ki trading kur saktay heen,jubky margin wo raqam hoti hy jub koi trader koi order lagata hy tu brooker butoor zamant aap ky balance sy kaat laita hy, oor jub aap trade close kurtay heen tu wo raqam wapis aap ky account meen aa jati hy.
                          • #28 Collapse

                            leverage ye hoti hai k jo hamaari lots ka size hota ahi us sko leverege kehtay hain is sliy emargin wo hai jub ham ko profit hota hai ya loss wo iss main kam ya zaida hota hai
                            • #29 Collapse

                              margin to wo amount hooti hai jo kay trade main use ho rhi hooti hai.leverage broker provide karta hai.ye ik tarah ka loan hoota hai jo kay broker traders ki help kay leiy daita hai.leverage ki help say hum kamm invest kar kay bhi zyaada bari trade open kar sakty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Leverage and margin ka bhe ek dory pe direct sa effect hota hy. Q k agr tum ziada leverage use krogy toh per loss ke sorat me apky pas buhat kam margin rhyga oor tum dosre order shayd na open kar sako. So mery hyal se us wqt huym leverage ko kam se kam kr dena chahey taky free margin barh jay..
                                Last edited by ; 06-02-2014, 09:35 AM.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X