Indicators, Pattern or Trend main ap ki kamyabi

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators, Pattern or Trend main ap ki kamyabi
    Dear Forex Members

    Ap jab apni trading main jab tak Indicators ka use nahi seeekhain gy tu ap ko analysis karna yani technical analysis karna nahi ayain gy us kay leye zarori hai ap indicators ki kuch khas types ko samjain. zarori nahi ap sub kay sub indicators ko use karain. ap kuch important jo ap ko samaj aty hain woh indicators ka use karna seekhain. un ki pair kay hisab sy kon c values achi hai un ka use karain

    Ap jab indicators ko draw karty hain apny chart pay tu ap us kay pattern ko time frame ki madad sy bana kar us ka tajzeeya karain or ap apni trend line ko draw kar kay support or resistance find kar sakty hain


    Shukriya.

اب آن لائن

Working...
X