Candle stick patterns

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Aslam o alikoum dear brother aap nay too kafi achi tarhn samjhya hai kay candle ksy kam krti hain aur es say hum kai sekh sakty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mujeebshah پيغام ديکھيے
      candle sticks ki pics aur un ki khasusiaat ap google search k zarye hasil karein aur phir apney account mein kisi b currency pair ko open kar k us ka chart study karein aur un ka effect chk karein. phir next time trading karty waqat ussy use kar k earn karein
      candle stick chart pattern ka istemal trading mein rozana hota he aur es ke sahih istemal krne se trader ko trading mein market ke trend ka pta chl skta he aur trader candle stick patterns ko ache trah se smjhe aur es mein acha knowledge ho aur trader es ke information online google se search kr skta he aur senior traders se candle stick patterns ke sahih istemal ko smjh kr apne trading mein istemal krein to trading mein ache profitable trading ke ja skte he
       
      • #138 Collapse

        Re: Candle stick patterns

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Dilshadyaseen پيغام ديکھيے
        Aslam o alikoum dear brother aap nay too kafi achi tarhn samjhya hai kay candle ksy kam krti hain aur es say hum kai sekh sakty hain
        Dear Ap ki knowledge kay leye bata do kay candlestick aisa pattern hai ap kay chart main jo ap ko ap kay pair ki movement ko batata hai. ap ko ik candle jo ap nay time frame mai set ki hai woh us time frame kay hisab se ap ko us time frame ka low high open close sub batata hai tu trader ko pata chal jata hai kay us kay pair nay kitni movement ki hai or phir woh apny hisab se judge kar sakta hai kay us ki prediction kis had tak theek thi
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #139 Collapse

          Re: Candle stick patterns

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ismailraza پيغام ديکھيے
          forex market ke bary mi ap ki ye candle stick pattren kafi achy hien and na sirf new person ko and is ke elawa old person and forex tarders bhi is se kafi faida utha sakty hien ye market ko samjny mi and us mi profit able tarding kerny mi traders ko kafi help ker sakti ha.
          Dear jab tak ap apny indicators ko sahi follow nahi karian gy tu candlestick ka faida nahi hoga. ap ko candlestick ka faida ye hota hai jo time frame us kay mutabiq candle show hoti hai us mai woh apna high,low,open or close ko show karwati hain. es kay alawa us ka koi or function nahi hai. sath main ap apny indicator ki madad sy pattern ko find kar kay apni trade ko behtar karain gy tu us kadar ap ko faida ho sakta hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X