What is Spread????????

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is Spread????????

    A spread is simply defined as the price difference between where a trader may purchase or sell an underlying asset.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is Spread????????

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonzer Trader پيغام ديکھيے
      SPREAD kya hota hai???
      PRICE OF BUYING and PRICE OF SELLING ke darmeyan jo difference hota hao usko spread kehtay hain.
      Spread 0,3,6 ho sakta hai our ha 4 bhi ho sakta hai. Spread 0 say lekar 6 tak Hota hai. Aik Achay broker ka Spread hamesha munasib hota hai our jo trading ke doran galat tareekay say bhi Spread nai lyta...
      Jitna Kam Spread hoga utna hi zyada Profit hoga kiyoun ke humnay khareeday huy shares/currency bechni hoti hai.
      Thankz
      Jab Ham Kisi currency per ya commodity ko by Asha Karte Hain aur uske Bhed aur ask mein jo difference hota hai to usko separate Kaha jata hai aap isko brokers ki Commission bhi kah sakte hain broker yahan se earning karte hain Yahi Unki earning karne ka jariya hota hai
      • #18 Collapse

        Re: What is Spread????????

        je spread generally kisi bhi currency ma ask aur bid k darmyan jo difference hota ha woh spread kehlta ha, spread brokers ka apna hisah hota ha jo woh traders ko forex market tak rasayi deta ha, is lye different brokers apna har currency pair k apna spread rakhtay hain leverage k hisab se, jaisay GBPUSD ki price ma hamin dekhtay hain 1.3000 se 1.303 something to is m 3 pips spread ha jo broker pehaly hi kaat leta ha isi lye ap ki trade minus ma open hoti ha aur woh loss ap ko pura karna padta ha
        • #19 Collapse

          Re: What is Spread????????

          ji theak bataya ap nay price of buying and selling kay darmiyan jo difference hotahey us ko spread kahtay hain or instaforex wahid broker hey jis ka dosray brokers say kam spread hey or ye spread bhe aik broker ki commission hoti hey jo ap ki her trade say woh kat,ta hey chahay ap ko loss ho ya profit laiken us naya p say apni commission zaror laini hey spread ki shakel may.
          • #20 Collapse

            Re: What is Spread????????

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Bonzer Trader پيغام ديکھيے
            SPREAD kya hota hai???
            PRICE OF BUYING and PRICE OF SELLING ke darmeyan jo difference hota hao usko spread kehtay hain.
            Spread 0,3,6 ho sakta hai our ha 4 bhi ho sakta hai. Spread 0 say lekar 6 tak Hota hai. Aik Achay broker ka Spread hamesha munasib hota hai our jo trading ke doran galat tareekay say bhi Spread nai lyta...
            Jitna Kam Spread hoga utna hi zyada Profit hoga kiyoun ke humnay khareeday huy shares/currency bechni hoti hai.
            Thankz
            Spread Ved aur ask ke between Jo difference hota hai usko Kahate Hain yah brokers apni Marji se use karte hain Kuchh brokers Jyada spread rakhte hain aur kuchh broker se thoda spread rakhte Hain aap isko brokers ki Commission Bhi Kya sakte ho
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: What is Spread????????

              ap kay trading pair main jo gap ka fark hota hai us ko spread kaha jata hai. ap spread mai daikhty hain long term trading karin ihai ya short term trading karni hai yeh ap pay depend karta hai jab ap scalping karty hain tu kam spread ho g tu ap ko us kadar faida ho ga us se ap ko pips jaldi mily gay or ap ko nuqsan ka andhesha nahi hoga.
                 
              • #22 Collapse

                Re: What is Spread????????

                Forex trading mein spread ko broker ki fee bhi bol sakte hai, bid aur ask prices ke darmiyan jo difference hota hai use kahte hai spread. Aur ye hum apni her trade pe pay karte hai broker ko. kuch brokers mein spread fix hota hai aur kuch brokers ka fix nhi hota.
                • #23 Collapse

                  Re: What is Spread????????

                  The trading spreads is a big deal when choosing a broker, despite of good trading knowledge that’s not possible at all to lead a successful trading life if you don’t have a comfortable trading spreads. now I am looking for lowest trading spreads which is very supportive to make profit with certainly by using any kinds of trading strategies in particularly the scalping that brings profit in a short time.
                   
                  • #24 Collapse

                    Re: What is Spread????????

                    G han bhai g jo buying or selling k drmyan ka jitna bhi difference hota hy os ko spread kehty hn jo k 0 sy 6 tak hota hy ye ap k mrzi hoti hy jitna mrzi rakh lin jo 1 acha trader hota hy wo es ko munasib rakhta hy na itnan kam or na itna ziada
                    • #25 Collapse

                      Re: What is Spread????????

                      ap ka pair like eurusd in dunu currencies mai jo buy or sale ka difference hota hai woh spread hota hai. ap dunu ko minus kar kay spread maloom kar sakty hain. ap trading mai different currencies pair mai different hota hai. ap pair ko daikhain kaisy pair ka fark hota hai. or phir ap apny hisab se chose kar lain. es leye ap jab daikhain spread jo ap ko suit karta ha woh ap chose kar lain.
                       
                      • #26 Collapse

                        Re: What is Spread????????

                        Gentleman spread is actually the difference between bid and ask prize. Ek ache or kamiyab broker ka spread hamesha munasib hota or ye broker hamein ye charge krta ha kion k wo hamein ek platform deraha ha trade krne ka
                        • #27 Collapse

                          Re: What is Spread????????

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Caprice پيغام ديکھيے
                          Forex trading mein spread ko broker ki fee bhi bol sakte hai, bid aur ask prices ke darmiyan jo difference hota hai use kahte hai spread. Aur ye hum apni her trade pe pay karte hai broker ko. kuch brokers mein spread fix hota hai aur kuch brokers ka fix nhi hota.
                          Dear bilkul aisa he hai ask or buy price ka jo difference hota hai us ko spread kaha jata hai. esi leye koshish ki jati hai major pairs ka use kiya jaye major pair mai spread bhout kam hota hai or hum us ko ager scalping kay leye use karty hain tu woh kafi faida mand sabit hota hai. major pairs kay alawa sub spread zaida ap ko mily ga. esleye koshish karain un ka use na karain or apny spread ko long term kay leye use karian ager woh ap ka major pair hai ya nahi. us sy koi issue nahi ata long term mai.
                          • #28 Collapse

                            Re: What is Spread????????

                            friends meri tarha bohat se new forex traders hain jin ko forex ki spread ke bare main kuch nai pata hota. mujhe bhi naihai q k wo ham ko aik plate form dai rha hoa hai at door step jo k ham trading kr rahe hote hain to bhai jaan ye ha is ka answer mery mutabiq.bare main ziyada maloomat to nahi bas jo muje laga mene share kardya baki is bare main apko seniors hi bata sakte.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              Re: What is Spread????????

                              wats spreed
                              the spreed is broker kmshan and forex trading and ap ko malom hon acha ka forex broker ka kmash kis bai broker par ap accoutn bant ha to kos ak kamshn ota ha ap ko par
                              trader kamshn dan hont ha or ap ko forex broker ko kmash dan hot ha forex me ap ki tradeing broker ka thro hoti ha or as ko broker spreed forex me ap ko spreed ma kami ho
                              wala accoutn lan ha or kamshan charg karn hja to ap forex me good erning hasal kar sagta ha.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X