Doubt in my mind about forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    bhai jan forex trading aik aysa business hy jis men success hasi krny ky liy knowledge or experience aka hona bioht zarori hy knowledge or experience kamyabi ki key hy bagher knowledge or experience ky is men sirf loss hi loss hy is liy luck base trade na kren
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: decnetazeem
      forex trading new trader ko nuqssan hota hi q k wo unmchor hoty hi or wo itni practic bhi nahi krty or na analsis ko bhi read nahi krty iss ley loss krty hi agar wo achi trha practic kr k or analsis read kr k or sekh kr kry to to loss nahi ho ga.
      You are right! so it necessary for every new trader that he learn about forex market then he invest hi money into the forex business for success.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: zahidhassan4877 پيغام ديکھيے
        i think initially we should not invest because we do not have complete knowledge about Forex trading so we can start Forex trading with demo account because in Forex trading there is high profit and high loss if you invest without knowing about forex trading then you my have to suffer from loss.
        wah zahid bahi aap thek ekh rhy ho mujhy buia es ahe lagta hai humy iss ma iss teha s ainvet nhi krna chaye jab tk hum.kamyab nhi ho jaty hain
        • #19 Collapse

          Forex trading mein profit aur loss aik business ka hisaa han agr forex trading mein profit ho ga tu loss bhi ho ga is mein darne ki koi baat nhi hy loss bhi business ka hisaa hy ap forex trading ko join karen aur forex trading ki learning achi tarha se karen aur knowledge hasil karen phr loss nhi profit ho ga
          • #20 Collapse

            dear freidn jo b ap nain suna hai wo theek suna hai is main jahan tak faida hail hota hai doosri teraf say ius main nuksaaan b b hota hai laikn yeh experience per depend kerta gai.
            • #21 Collapse

              wa alaikum us salam brother ! Brother main apko forex ke bare me aik cheez batana chahta hoon aur wo yeh hai ke kisi bhi kam ko shuru karne se pehle us kam ko hamain seekhna chhaiye kyun ke jab tak ham koi bhi kam seekh ke nahi Karen ge tab tak hamain us kam me loss hi hoga is liye agar ap bhi is ko proper tarike se seekh ke Karen ge to is me apko loss nahi hoga bal ke profit hi hoga kyun ke starting me loss sirf un ko hota hai jo forex ko seekhe bina start kar dete hain aur dosri bari ghalati wo yeh karte hain ke forex ko aik game samajh ke khelne lagte hain jab ke forex aik game nahi hai bal ke forex aik business hai aur yeh business poori world me aik sath kam kar raha hai.
              • #22 Collapse

                Aslam o alikum bhai ager ap forex trading ko achi tara seekhin aur iss ke knowledge aur experience ko hasil kar ke trading karin tu ap iss me success ho sakte hain
                 
                • #23 Collapse

                  Aslam o alikum bhai ager ap forex trading ko achi tara seekhin aur iss ke knowledge aur experience ko hasil kar ke trading karin tu ap iss me success ho sakte hain
                   
                  • #24 Collapse

                    Nai aisa bilkul nai ha kay new trader ko nuqsan buhat hota ha kay trading kay liye aik experience ke zarorat hoti ha jo kay ap ko demo account main as a practice mil jata ha.
                    • #25 Collapse

                      ap ki ye bat sahee ha ke is business mi loss ka ratio bohat eh ziyada ha and isi waja se new person ko jo ke is business ko join kerny ka irada rakty hien un ko ye mushwara dia jata ha ke wo is business ko agar join kerna chahty hien tu is business ke bary mi her aspect per fully hold hasil kerna lazmi ha.
                      • #26 Collapse

                        Ager to app with out knowledge our experience shuro karean gy to pher to confirm loss ho ga koin k sirf ache investment he zarori nahe hy knowledge ka hona bhe zarori hy
                        • #27 Collapse

                          fx ak bohat acha business hia jis sy hama ca earan karty han is ma hamys abr sy kam karna ho ga tab ham fx ma kamyab hjskaty han ya ak real kam haij is sy ham achi eraning haseel karty han
                          • #28 Collapse

                            G new kmr ko firstly los hone ka chance hote han q k starting mn hmare pas os tra ka na experience hota ha na proper knowledge hota ha him atne machor b nae hote but him ager firstly he dmo pa practices kr k real pa work krn to ham is business mn successful hu skte han then hmare los k atne chances nae hote
                            • #29 Collapse

                              Bhai mai apko btana chahoo ga k agr forex trading mai profit hota hai to loss b ho skta hai.No doubt k k account b wash ho skta hai.lakin account wash or loss say btchnay k liye trader ko phlay trading ki proper learning krni chahiye.Trading ko smjna chahiye or real account mai trading krnay say phlay demo account mai prectice zroor krni chahiye or successful strategies k sath hi forex market mai trading krni chahiye.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Forex trading aik business hy aur agr Is business mein profit buht ziada hy tu loss bhi buht ziada hy aur agr ap profit earn kar sakty han tu loss bhi ho sakta hy ap forex trading ko karen aur forex trading ki learning kar k forex trading ko start karen profit hasil kar sakty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X