D1 time frame

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    bhai jee ... trading kay liye ..sb se acha time hai jab apk apna mi dfresh ho tb app tardig kro .... lekin app jo keh rhe ho ka d1 time frame is sb ak muhe ahi pata
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      My all dears friends Assalam O Alaikum, main aik job holder person hon to is forex main mera kio time frame nahi he main jab bhi free hota hon to usi waqat trade kar leta hon lakin mera ye khal he kay hamain apna aik time frame selcect karna chaye kay hum nay kis time pay trade karna he laikn market ki jo movements hoti he unka kio time frame nahi hota to is main hum 24 ghantay without time frame kay hum kam kar sktay hain
      • #33 Collapse

        m5 time frame achay hain aur forex aik good business hai sab ky liye aur is business mein aap ko postive think rakni parti hai aur loss ho janay sy aap ko tension nai leni chaiye aap ko yeh dehna chaiye ky mujay loss kis wajah sy hua is tarah aap ka experince much increase ho ga aur aap ka result bi postive ho gaa.
        • #34 Collapse

          m5 time frame mein use karta hn aur mein forex mein part time job karta hon mera pass acha knowledge hay isi liye mein thoray say time mein achi earning kar leta hon agr aap bhi forex ko learn karna chata hay tu demo account par practice karay takay aap ka knowledge increase ho .
          • #35 Collapse

            m1 best time frame hai d1 nai aur is business mein kafi traders success hasil nai kar patay wo is liye ky wo forex tips ko follow nai kartay aur wo is business mein hardworking kartay hain aur yehi best root hai success ky liye is liye sab sy phlay practice kiya kary aur forex sites sy information liya karey.
            • #36 Collapse

              m1 time frame bst hai aur aap ko is mein care karni hoti hai aur forex mein aap ko full confident hona chaiye aur discpline ko must follow karna chaiye aur is tarah aap forex mein success hasil kar saktay hain aur aik professional trader ban saktay hain so aap is real business ko join kary aur money make kary.
              • #37 Collapse

                mein tu m1 time frame use karta hn aur ap forex say bahot achi earning kar saktay hay ager ap forex say profit made karna chatya hay tu ap forex ko learn kar layn takay ap aik good trader bno aur phir ap lifetime earning karo mein tu forex mein feature mein bi earning karna chata hon .
                • #38 Collapse

                  dost main 4 hour daily aur weekly time frame use karta ho muje in main se jis time frame pe koi b trade mil jae main laga deta ho i think bohat ziyada tader d1 time frame use krty hai aur professional traders tu weekly aur month chart pe trade karty hai
                  • #39 Collapse

                    my opinion some other people EMPLOY various other night out OUR dear many connected with then EMPLOY scalping and so they MAKE USE OF m15 day It is definitely EMPLOY Using your analysis MY PERSONAL dear and so do hard perform extra AND ALSO further after that You will decide your suitable time dear
                    • #40 Collapse

                      m5 par mein trading karta hn aur forex mein success honay ky liye aap ko forex tips ko follow karna ho ga aur aap mistake ko again repeat nai karna ho ga is tarah aap forex mein success hasil kar saktay hain otherwise yeh risky business hai aur aap is mein loss kar deh apni money so aap ko care karna ho ga.
                      • #41 Collapse

                        dear brother i think you are right ku k ma b d1 time frame use kerta hun or mery hisaab se ya he best frame ha baki ager koi or best ha to ma usy try zaroor krun ga .
                        • #42 Collapse

                          mai hamesha D1 time frame per hi trade krta ho
                          aap ky experience ky mutabiq mostly log or professional trader kon sa time frame zaida used karty forex mian ap ko bot se aim ki zrorat hoti hi ;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;;
                          • #43 Collapse

                            m1 best time frame hai aur forex aik online trading business hai aur is business mein ap acha kama saktay hain forex mein anay sy phlya aap ko learn krnay parey ga aur is business mein aap ko care ki bohat need ho gee tab aap forex mein success hasil kar skaty hain.
                            • #44 Collapse

                              mein bi d1 nai m1 time frame use karta hoon aur forex aik quick making money business hai aur forex mein success honay ky liye aap ko forex tips ko follow karna ho ga aur aap mistake ko again repeat nai karna ho ga is tarah aap forex mein success hasil kar saktay hain otherwise yeh risky business hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                forex trading main aap pr depend karta hy keh aap kis qism ka time frame rakhna pasand kartay hain aur kis time frame say aap ko market ko judge karnay main asani hoti hy. Main D4 wala time frame use karta hoon is main mujhay market ko judge karnay main kafi asani hoti hy, because 4 hours main market ki movement aap ko future ka aik acha andaza deti hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X