news trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    news trading main ahm role kirdar ada kera hain jo kamyab traders hain unain hamesha news per depend kiya hai news ko follow kernain k baad trade kiya hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      bhai jan forex trading bsiness men do qism ki trading hoti hy aik ko technical tardig or dosri ko fundamental trading kehty hen fundamental trading men hum new ko dekhty hen new ko dekhna bhi boht zarori hy q ky jub new ati hy to market new direction men move kr jati hy
      • #48 Collapse

        g han forex mai news k bohat aham bat ha k apko news ko kese read karna ha is ka tarika boot asan ha forex factry mai jake calender mai jakye ap ko filter ko select karna ho g aor phir jis curency ko ap ko need ho us ko check ka sign lagado or phir wo news mai jakye dekh lo k news k agye kiya ha jo green wali ha us ka mutlub ha wo positive ha or jo red mai ha or nagitive ha or jo black mai ha wo nutral ha
        • #49 Collapse

          jee janab yeh aik onilne busnsie hai is amin news b atyi hain aap ko cheya k aap news ko samny rahk kk he trading karo tah k aap ko loss na ho
          • #50 Collapse

            News trader k lie boht important hn is main ap ko trading k best mokay milty hn news kko dekh k trading krni chahye , new traders ko news ki bhi samjh nai ati usay chahye k wo ziada se ziada forex ko learn kary.
            • #51 Collapse

              Dekhay agar Kisi crancy ka koi news aay tu aap ne dekhna he ke ye news us crancy ke liay positive he ya negative or us ke mutabik us crancy me trading karin.
              • #52 Collapse

                news trading mera style hia and forex aik profitable aur trusted business hai aur aap agar forex sy money make karna chatey hain tu aap ko is mein sab sy phlay forex basic learn karna ho ga aur is ky baad aap ko is ki achay sy practice karna ho ga approximately 1 month enough hai practice ky liye .
                • #53 Collapse

                  bhai jan aisa to nahi pata chalta k kia ho ga
                  ager aisa hota to har koi ye hi kam kar raha hota
                  q k is mn kisi ko loss hi nahi hona tha
                  • #54 Collapse

                    dear news ko ap sirf dekha kary aur sirf news ki bunyad py tradinng na kary ap ko loss b ho sakta ha .news ma sirf tajzeya pesh karty ha aur tajzeya galt b ho sakta ha aur theak b is liye soch smj k fasly kary
                     
                    • #55 Collapse

                      agar aap news nahee samajh sakte to technical analysis ki taraf attention dain wo mera khiyal hai k itni typical nahee hain jitna k news ki base pe trade karna
                      • #56 Collapse

                        bhai jaan mera nahi khayaal ke aisa koi tareeqa hai kuen ke agher koi tareeqa hota tu sab usey hi follow karte phir busniss kiya reh jata .
                        • #57 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: saqibsaeed پيغام ديکھيے
                          kaya koi bata sakta hain ka news ko kasay follow karye kasay pata chal sakta hain ka news postive aye gai ja nagtive news ko hum kis trah sa smj sakte hain muje to news ki kuch smj nahi a rahi hain
                          Bhai jaan aap sab se pehlay to ************ mein apna account bnayein gay or uss k baad login ho jaein gay login honay k baad aap sab currency ka hight or low impact check karna hai jiss currency ka high impact ho ga or jis time ho ga uss time se jo b trades lagein hon gein un sab close kar daina hai ta k high impact parrnay se aap ka account wash na ho jaye .
                          • #58 Collapse

                            jo keey speed keey saaath chalti heey weseey to aap day timing meey bi market ko teez daikh kerr trading kaa work kerr sakteey heey forex ki requirement heey aur iss keey rule keey mutabiq hum kaam kareey geey tu hum ko ussi hisaab seey benefit millta jayee gaa jitni dair tekk aap forex keey bareey meey trading kernaa complete jaan nahi jaateey
                            • #59 Collapse

                              bhai ya samjana or samjna itna easy nai hai k news kasi aye gi bas app apni web site jis say app news dakhty ho us ko gor say dakho wo kay show kar rahi hai news k bary main k kya ho ga is k ley news ko mukamal follow karna parta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #60 Collapse

                                bhai ager hum news k mutabik trading kerty hain to iss se humari trading main akk acha khasa positive change ata hai app ko news yah he to btati hai k ajj market ki movement kiss traf ho sekte hain jis k mutabik app easily trading ker sekte hain :)

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X