Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?
    Dear traders akser mein ne daikha ha k forex mein ziada ter percentage nuqsan krny waloon ki ha bht kem traders aisy haen jo forex mein kamyabi haen aur acha profit daily basis pe kama rahy haen aisa q ha us ki Waja jo mein ne apni research se akhaz ki ha wo ye ha k trading mein bechaini ziada ter traders jb trade krty haen tu wo hr waqat es soch mein hoty haen k wo ziada se ziada trade lagaen Un k zehn mein ha k jitni ziada trades lagaen ge utna acha profit aye ga magar Mery khayal mein aisa ni ha Mery khayal k mutabiq trader jitni kem aur achi trades lagaen ge wo utna hi ziada kamyab hn ge q k jb aik trader chahta ha k us k account mein hamaisha koi na koi trade chalti rahy tu us k lye wo hr time trade ki talash mein rehta ha jb wo hr time trade ki talash mein rahy ga tu jb usy koi achi trade ni mily ge tu wo weak trades bhi le le ga jis se us ko nuqsan hota rahy ga es liye behter yehi ha k traders trade lagany k lye betab na howa krean aur sakoon se Beth k achi trades ka intezar krean jb achi trade mily achi lot le k trade lagaen yaqeen krean wo aik trade ap k poory hafty ki kamai ap ko de de ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

    forex trading main zyda tar fail hony ki jo major wjah hai hmari trading information or knowledge hai q k jis trador k pass trading ka knowledge kam hai wo kbhi bhi apni trading main kamyb nahi ho skty hain loss hony ki bhi sub se bari wjha bhi yahi hai k wo forex k bary main itna knolwedge nahi rahty hain jis se ap osko apni trading main acha result hasil kar saken es liye aghr forex main kamyb hona hai tu hmain sub se [ahy forex ko smjhna chahye oska proper knowledge gain krna chaye jis se hum market ko achi traha se smjh skty hain or os ko apni trading main use kar skty hain q k esi se he hum loss k factor ko kam kar skty hain or achi trdaing se acha profot eran kar skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

      forex trading main nakam hony ki boht se wjoaht hain jis mian zayda tar tu wo log nakam hoty hain jo es business ko seroius nahi lety hain or just time pass k liye karty hain q k es business main kamyb hony k liye zarori hai k es business ko aik business he smjhna chahye or aghr es main pass hona hai tu es k liye hard work krna zarori hai jis k liye apko trading ki leraning karna hoti hai or sath main trading ka knowledge gain krna hota hai jis se ap apni trading main pass ho skty hain or es k ilwa boht se tradors ko loss hony ki yah bhi bari wjah main se aik hai k wo apni trdaing main lalach se kam lety hain or esi lllach se apni trdaing karty hain jin se wo fail ho jaty hain tu hmain chahye k hum apni trdaing main loss hony k sub he factors ko avoide krna chahye ta k hmain loss na ho
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

        Mery piary dosto Forex trading aik mushkil karobar hay is waja se yahan loss karny waly ziada hoty hain, kush mahereen ke nazar main 100% main se just 10% log is bussiness main kamyabi hasil kary hain and baqi 90% loss karty hain and phir forex se choor daity hain. Darasaal 90% wo log hoty hai jo sekhna nai chahty, bus jald se jald ameer hona chaty hain, is jaldbazi main wo apna tamam sarmaiya loss kar daiy hain.There are many other reasons for loss your trades lekin un main chand eham main ap ke sath shar karun ga taky ap ko khush faida ponch saky.
        1-Trend ke ghalat selection.
        2-Fundamental analaytics ko ignoor karna.
        3-stop loss ya take porfit ka target select na karna.
        4-Trade open kar ke choore daina for long time.
        5-Trade size ko barha kar trade karna.
        6- with bout pre plan trade.
        There are many other reasons for a trading loss but first of all maintain your trading discipline.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

          Forex main zayada logoon k fail honay ki waja Dosroon ki mistakes se sabak Na seekhna ha. Kuch members jaan boojh kar dobara wohi ghalti repeat karte hain jo pehle unka friend kar Chukka hota ha, bajae is k, k woh correction karain or same mistake repeat na honay dain, wo bhi wohi ghalti kar baithtey hain or loss ho jata ha.
          Is k ilawa or bhi bahut sari wajoohat hain;
          _ Dosroon ki mistakes se sabak na seekhna
          _ working strategy main bila waja changing
          _ seniors or experts k opinion se ignorance
          _ over trading
          _ over confident trading
          _ wrong time main entry
          _ Big risk on small capital account
          _ SL use na karna
          _ News and charts ko follow na karna

          Sab se barhi waja Laluch or uncontrolled emotions k saath trading karna ha.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

            forex trading k es buiness main zayda tar los jo fail hoty hain un k apss trading ka knowledge kam hota hai or jub un k apss trading ka knowledge kam hota hai os k bawjod apni trading ko leran nahi karty hain or apni trading ko bina laern kiye he ser anjam kar jaty hain jin se hota hai k aik tu un ko loss ho jata hai dosra wop apni trdaing main loss ki wjah se apny account ko bhi waste kar jaty hain tu mera sub ko yahi mashwra hai k trdaing ko pahly leran karen or es ko sikhen k kiya hai es business main or es main kis trha hum ny kam krna hai aghr hum yah sub pahly trdaing ko start karny se soch len tu hum kafi had tak apni trading ko boht bahtr bana skty hain jesa k hum sub janty hain k trading ak knowledge boht he waseh hai es ko gain karny main salon ka waqt lag jta hai laken apni trdaing ko boht kam knowledge k sath start nahi krna chahye ayse ap kbhi bhi apni trading ko sikh nahi skty or na e profitable ban skty hain learning ka yah fiad hota hai hmain k hum market ko achi trha se analysis kar skty hain or apni trading main acha profit kesy eran krna hai yah sikh skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

              Bhai jan ap nay bohat acha sawal kia hay dar asal bhai jan kisi bhi kam ko karnay say pehlay us kay baray main information rakhna bohat zarori hota hay us ka knowledge hona bohat zarori hota isi taran Forex trading ka knowledge bhi trading kay liay lazmi hay Forex trading main logon kay fail honay ki sab say bari waja Forex ka knowledge na hona ya phir bohat hi kam knowledge hona hay kam knowledge ki waja say trader ghalt trading karta hay jis say woh kai mistakes karta hay ziada tar trader big profit kay lalach main wrong trade lagatay han jo loss ka sabab banta hay isi taran jald bazi bhi Forex kay fail honay ka aik sabab hay forex trading main ziada experience na hona, over trading karna, risk ko manege na karna waghaira Forex main fail honay kay asbab main say han.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                Dear traders akser mein ne daikha ha k forex mein ziada ter percentage nuqsan krny waloon ki ha bht kem traders aisy haen jo forex mein kamyabi haen aur acha profit daily basis pe kama rahy haen aisa q ha us ki Waja jo mein ne apni research se akhaz ki ha wo ye ha k trading mein bechaini ziada ter traders jb trade krty haen tu wo hr waqat es soch mein hoty haen k wo ziada se ziada trade lagaen Un k zehn mein ha k jitni ziada trades lagaen ge utna acha profit aye ga magar Mery khayal mein aisa ni ha Mery khayal k mutabiq trader jitni kem aur achi trades lagaen ge wo utna hi ziada kamyab hn ge q k jb aik trader chahta ha k us k account mein hamaisha koi na koi trade chalti rahy tu us k lye wo hr time trade ki talash mein rehta ha jb wo hr time trade ki talash mein rahy ga tu jb usy koi achi trade ni mily ge tu wo weak trades bhi le le ga jis se us ko nuqsan hota rahy ga es liye behter yehi ha k traders trade lagany k lye betab na howa krean aur sakoon se Beth k achi trades ka intezar krean jb achi trade mily achi lot le k trade lagaen yaqeen krean wo aik trade ap k poory hafty ki kamai ap ko de de ge.
                Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Sake Hum Sab Jante Hain Ki Forex recording bahut Hai Mushkil aur complicated or risky business hai bhai kisi ke saath saath Hum Se Bhi Jante Hain Ki Forex Mishra wife karna bahut Mushkil Hai Lekin Namumkin nahi hai aur na hi phone karna Itna Aasan hai Jitna ke Aksar log samajh Dete Hain buy Forex Mein Aksar log isliye na kam ho Jate Hain FIR isliye ho Jate Hain Kyunki unke Paas knowledge Nahin Hota aur foreign save karne ke liye sabse pahle shirt knowledge hi hai Agar mere paas knowledge Nahin Hai 24 ke bare mein kuch Nahin Jante Denge kuch nahin Hasil kar Sakenge aur FIR Ho Jaenge jo bhi member 4 join karta hai usko Forex ka basic knowledge Jarur Hona chahie Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                  Dialogue forex market Mein hard work nahi karte hain wo log is main fail ho Jate Hain isliye Hum Sab logo ko forex market Mein hard work karna chahie Itna Jyada Hum Log hardwork karte hain itna hi jyada Hum logo ko is ka fayda hota hai aur iski vajah Se Hum Log itna hi jyada profit hassil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                    Ap nay boht acha experience share kia hay. maximum yeahi wajohat hain jo kay ap nay bayan ki hain. logo main yeahi khamian hoti hain jis ki waja say wo forex shoro kertay hain to baray confident hotay hain kay wo forex main boht sari earning karen gay. lakin jesay hi wo trading shoro kertay hain to wo apni khamion aur mistakes ko ignore ker detay hain jis say wo fail ho jatay hain. hala kay ghaltian sab say hoti hain aur ghaltion ko sahi kia jata hay ta kay anay walay time main aisi ghalti na ho lakin trader wohi ghaltian bar bar dohra rahay hotay hain. jo trader apni ghaltion ko khatam kernay main kamyab ho jatay hain wo kamyab trading kertay hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                      Jo log forex market Mein hardworking Nahin karte hain UN logo ko ismein loss hota hai isliye Hum Sab logo ko Jyada Se Jyada hardworking Karni chahiye Agar Hum Log hardworking nahi karenge to hum log fail ho jayenge
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                        Forex aik real business Hy our dear us main success in traders k leay Hy Jo k boht he patients rakhty Hain Jin k andar bechsni nahe Pai jati Hy wohi us main kamyaab Hain our successful trader ban sagty haen humean forex main na to trade ki bachani honi chahy na he humean profit ki honi chahy koin k aik baat mind main rakhni chshy ye market aj the idhar Hy our Kal bhe udher he hoo gee
                        Jo bhe sabar k sath forex main kaam kerta Hy wohi dosto us main kamyaab hota Hy koin k humesha forex business main money impatients say patients traders ki traf transfer hoti Hy Jo bhe panic jaldi ya hurry up k sath forex ko Kerny ki koshsh kerta Hy wohi us main failure traders banta Hy Jo looser hoty Hain in k sath jota Hy yahi reason hay forex main failure zeada Hain our kamyaab hony waly traders just 5 to 10 percentage main hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main maximum log fall ho rehe han or successful hony waly both kam han is ki both c waja ho sakti han Mary khayal sab sy bari waja ha k hum log rat o rat ameer hony ki koisish karty han lalich karty Han aik he trade main humy both ziada profit ho jay is ley humy loss he ho jata ha is k alawa hum money management sy trading Ni karty han humara account small hota ha or bari bari lots use karty han or aik time main both c trade open kar daty han is let main reason ye han
                          Lalich
                          Big lots
                          No money management
                          Juldbazi
                          Analysis na karna
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                            Main samajhta Hoon ke short term trading case Jyada benefits new traders hi hote hain Kyunki wo Sambhal trading Karke Samanya profit bana sakte hain aur tera apni trade close kar dete Hain Jab Se experience do aur Bade trading co short term trading ka Jyada fayda nahi hota Kyunki Jab aap planning Karke trading karen to long term trading Karni chahiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza. Kiya ap janty haen k forex Mein log q ziada ter fail ho jaty haen?

                              Jee janab Forex trading main logon ky fail hony ke common wajoohat hain. Tamam traders taqreeban aik jaisi mistakes karty hoy nakami sy do char ho jaty hain. Sab say pehly to log yeh samajhty hain kay forex trading koe lucky game hay is man sirf buy ya sell par click karny say banda paisy kama leta hay. Aksar log kici say sun suna kar proper education hasil kaiye baghair aur proper practice kiye baghair is field man enter ho jaty hain aur buy ya sell par aisy click karty hain jaisy wo apni qismat azma rahy hoty hain. Agar thora boht knowledge hasil kar bhi lain to phr soch smajh kar , market ko analyze kiye baghair aur market ka trend talash kiye baghair andha dhund trading start kar dety hain jis say onhain loss ho jata hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X