Jaisa: Trading strategy ko change kerna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaisa: Trading strategy ko change kerna
    Trading strategy ko change kerna :

    Aksar new trader ko idea nahi hota kay kay trading strategy ko kaisay banaya jata hay. wo wo samagtay hain kay trading strategy ko bar bar change kia ja sakta hay.

    Trading strategy :

    Trading strategy ko banay kay liye kafi mehnat kerna perti hay. is kay liye trader ko demo per trading ker kay apnay ilam kay lehaz say trading ka aik tarika kar banata hay jis main kam say kam aik weeks say aik month ka time lag sakta hay. ager wo tarika kar trader ki khwahish kay mutabiq result na dey to phir us main mazeed changing ker kay phir test kerna perta hay. aur yeah amal tab tak chalta hay jab tak trader apna mutayyan kerda result hasil nahi ker leta.

    New Trader aur trading strategy :

    Tamam new trader ko chahye kay trading strategy ko bar bar change na karen. jab demo trading kerty hain to us main jo trading strategy banatay hain us ko us time tak test aur change kertay rahen jab tak wo trader ka result show nahi kerti. aur jab trading strategy ban jaye to usi kay mutabiq trading karen.
    Is say trader ki trading din ba din achi hoti jaye gi. aur trader main confidence ata jaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

    Trading strategy wo set of techniques and steps hoti hain jo aik traders aksar trading kay liye use karta ha. Aik achi strategy long time tak trader ko benefit day sakti ha aur strategies ka bar bar change karna sahi nahi ha. Jab aik trader ki koi strategy kisi waja se kam nahi karti, to bajaye strategy ko modify karnay kay wo strategy change kar detay hain, is tarhan jab bohot si strategies change ki jati hain to trader ka khud par se confidence khatam ho jata ha, aur wo kuch ziyada seekh bhi nahi pata. Aik achi strategy, even agar us se kam lekin consistenet profit hasil ho raha ha to wo bohot behtar ha.
    • #3 Collapse

      Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

      G han trading strategies ki develpment me bahot zeyda time lag sakta hay, strategies ko etni asani se nahi banaya jata hay, strategy esa method hota hay jes me traders demo account me esi techniques ko use karny ki koshish karta hey jes me traders ko market ki analyzing be easy ho aur profit result be behtar mily, ye method weekly base ya monthly base key sath daily base par be developed key jaty hey, agar ye trading strategy method traders ko acha result na de saky to traders es me bahot si changing be self base par kar sakta hay aur agar jo trading strategy acha profit de saky to es ko winning trading strategy ka name dia jata hay.
      • #4 Collapse

        Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

        اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
        Trading strategy ko change kerna :

        Aksar new trader ko idea nahi hota kay kay trading strategy ko kaisay banaya jata hay. wo wo samagtay hain kay trading strategy ko bar bar change kia ja sakta hay.

        Trading strategy :

        Trading strategy ko banay kay liye kafi mehnat kerna perti hay. is kay liye trader ko demo per trading ker kay apnay ilam kay lehaz say trading ka aik tarika kar banata hay jis main kam say kam aik weeks say aik month ka time lag sakta hay. ager wo tarika kar trader ki khwahish kay mutabiq result na dey to phir us main mazeed changing ker kay phir test kerna perta hay. aur yeah amal tab tak chalta hay jab tak trader apna mutayyan kerda result hasil nahi ker leta.

        New Trader aur trading strategy :

        Tamam new trader ko chahye kay trading strategy ko bar bar change na karen. jab demo trading kerty hain to us main jo trading strategy banatay hain us ko us time tak test aur change kertay rahen jab tak wo trader ka result show nahi kerti. aur jab trading strategy ban jaye to usi kay mutabiq trading karen.
        Is say trader ki trading din ba din achi hoti jaye gi. aur trader main confidence ata jaye ga.
        Agar Hum Log sabse achi planning Karte Hain To Phir iska Hum logo ko bahut hi zyada fayda hota hai hum log acche planning Karke achha profit bana sakte hain Jiske Hum logo ko bahut hi jyada fayda ho sakta hai isliye Hum logo ko achi se achi planning Karni chahiye tha Ke Hum Log market Mein kamyabi Hasil kar sake
        • #5 Collapse

          Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

          اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
          Trading strategy ko change kerna :

          Aksar new trader ko idea nahi hota kay kay trading strategy ko kaisay banaya jata hay. wo wo samagtay hain kay trading strategy ko bar bar change kia ja sakta hay.

          Trading strategy :

          Trading strategy ko banay kay liye kafi mehnat kerna perti hay. is kay liye trader ko demo per trading ker kay apnay ilam kay lehaz say trading ka aik tarika kar banata hay jis main kam say kam aik weeks say aik month ka time lag sakta hay. ager wo tarika kar trader ki khwahish kay mutabiq result na dey to phir us main mazeed changing ker kay phir test kerna perta hay. aur yeah amal tab tak chalta hay jab tak trader apna mutayyan kerda result hasil nahi ker leta.

          New Trader aur trading strategy :

          Tamam new trader ko chahye kay trading strategy ko bar bar change na karen. jab demo trading kerty hain to us main jo trading strategy banatay hain us ko us time tak test aur change kertay rahen jab tak wo trader ka result show nahi kerti. aur jab trading strategy ban jaye to usi kay mutabiq trading karen.
          Is say trader ki trading din ba din achi hoti jaye gi. aur trader main confidence ata jaye ga.
          Agar Hamari Pehle wali planning Kamyab nahi ho rahi Aur Hum logo ko benefit nahi ho raha is Se Toh Phir Hum logo ko chahiye Ke Hum Log Woh wali planning change karke new planning Banaye aur uske sath trading Kare Phir Hum Logon Ko iska fayda Hoga Aur Hum Log achha profit bana sakte hain
          Removed by Moderator.
          • #6 Collapse

            Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

            Han g ap ny sahi kaha hai trading me strategy zroori hai earning k liye or agar ap acha earn karna chahty hai to ap ko achi strategy chahiye or achi strategy k liye ap ko acha knowledge chahiye market k bary me agar ap ko knwledge ho ga to hi strategy achi hogi ap ki.
            Or ha dafa same strategy ap ko profit b nahi dy gi ap ko waqt k sath sath chalna pary gy ap apni strategy ko use kary jab tak ho saky or phir market k lehaz sy change kar ly ap strategy q k market ki movement or price b change hoti rehti hai is liye ap ko b market k sath rehny k liye ap ko b update hoty rehna hai yani ap ko b strategy change krty rehna hai.
            • #7 Collapse

              Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

              je bilkul sab se pehlay to hamain forex trading ki ashi tarah knowledge lena chahye aur phr os ko demo pe ashi tarah practice karni chaye tab hi ham forex business ma kamyab ho saktay hian is lye hamain khud important indicators ko samjhna chaye aur apni aik trading strategy banani chye aur os ko demo pe ashi tarah practice karni chaye aur phr real account pe os ko appply karna chaye
              lakin some trader apni trading strategy ko baar baar change kartay rehtay hian k woh is new strategy ko apply karain to unain faidah ho ga
              Baar Baar strategy karnay ki wajah:
              == aksar traders samjhtay hain k new strategy se woh shayd ziadah munafah kama lain gay
              == Dosron ko dekh kar woh apni trading strategy change kartay rehtay hian
              to hamain baar apni trading strategy ko change ni karna chaye q k
              == is se ham aik professional trader ni ban saktay hian
              == ham aik asah profit ni kama ni saktay hian
              == new trading strategy ko apply karnay ma time lagta ha is lye pehli pe kam karn ziadah behtar ha
              • #8 Collapse

                Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

                trade karny kay liye is main stratgy ka use karna zrori hota hay kun kay jab b order lagaty hain to is main kafi tools hoty hain jin ka sai say use karna hota hay tab hi hum order place kar sakty hain kun kay hum youn hi koi pairs say earning hasil nai kar sakty hain is kay liye kafi mehant say kam karna ho ga agr huma is main take profit ka use karty hain or stop loss ko use karty hain to kafi ahmiat hoti hay or humain active ho kar kam karna ho ga kun kay news ko follow karna ho ga kun kay trends kay hwaly sy humain market main order ko place karna hota hay jis say market main profit kama sakty hain magr high risk main b kam karha hota hay or low risk main b hota hay kun kay trade karny kay liye humain planing karna humary liye or b asan ho sakta hay
                "The mind is everything, What you think you become"
                • #9 Collapse

                  Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

                  market main hum jab order ko place karty hain to is main youn hi kam nai karna ho ga is kay liye humain pairs ka use karna ho ga magr is main pairs kay use kay liye humain price ko set karna ho ga jis say price kay ups and down ko dykhana ho ga kay market main kitni movment ho rahi hay humain profit ho sakta hay kay nai or is main phir levrage ka use b karna ho ga kun kay levrage ka use karty hain to is main high risk ya low risk main kam karna hota hay ye b khud final karna hota hay is kay sath sath humain stop loss ka use b karna ho ga or is main take profit ka b use karna ho ga ta kay market main stay karna ho huamry liye asan ho sakay magr humain demo ka use karty hain to kafi practice ho sakti hay kun kay practice say hi market main earning hasil ho sakti hay
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

                    market main b hot say log kam kar rahy hain or is main kuch log to seniour hoty hain or kuch tradrs abhi neew comer hoty hain agr market main humain kam karna hay to is main active ho kar kay achy say kam karna ho ag kun kay market main planing kar kay trade karna hoti hay is main stratgy ka use karna ho ga kun kay market main agr practice karty hain to humain is main planing kar kay achy sya ana ho ga humain agr stop loss ka use karna hay to is main take profit ka use karna ho ga kun kay in dono ka use karna humary liye kafi aham hota hay humain is main indicators ka use b karna hota hay humain lain dain karna hay to kafi maloomat hoti hay to hi achi earning hasil ho sakti hay magr humain kisi seniour say kafi maloomat lay kar kam karna ho ga
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

                      Jo traders Aisa Karte Hain ke pehle Apne Seene Se se trading co learning karte hain aur Baad Hi Main Hoon hi seniors ke sath competition karne lag Jate Hain Aise Aise jalay traders Apne Sath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka Hai Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge Kis Liye Apne seniors all teachers ko request bhej
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

                        Ji ha Janab aapne bahut acchi baat ki hai agar aap ek Kamyab trader Banna Chahte Hain To aapko sabse Pehle apni strategy Banani padegi. strategy banane ke liye demo account aap ke liye ek bahut accha platform hai. aap us Par different kind of strategies bana sakte hain. Main Khud apni Ek strategy par kaam kar raha hoon Jo k Main Khud demo account par Banai thi aur Woh Yeh thi k Jab Bhi aap koi bhi trade lagate ho Tu sabse Choti lot size ke sath pahle trade Lagaye Agar wo aapko profit De Toh thik hai Agar wo opposite direction mein move kar Jai toh Ek Aur trade Lagaye double lot size ke sath Agar wo Wapas aapke analysis K motabiq move karegi tu Woh aapko double profit Degi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

                          Forex trading ek aisi field hai jis mein market 24 hours move karti rehti hai and ek trader ke liye ye zaroori hota hai ke wo according to market and analysis hi strategy ko develop karke trade kare kyun ke har baar same strategy of trade work nahi kar sakti hai trading iss se ek ya 2 baar profit gain ho sakta hai lekin har baar nahi loss hoga in further traders kyun ke hum current situation ke according trades nahi laga rahe to iss liye trader apni trading strategy ko improve karne ke liye usko change karne ka sochta hai but usko implement karne se pehle ke trader ko chaye wo as a test usko demo account mein check zaroor kare ke through that strategy kia usko trading main profit milega agar according to him trade jaati hai to usko wo strategy use karni chaye live trade mein bhi to iss hisaab se trading ki strategy ka change hona ek cycle hai jo har time period ke sath different different karni parhti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: hony2018 پيغام ديکھيے
                            Trading strategy ko change kerna :

                            Aksar new trader ko idea nahi hota kay kay trading strategy ko kaisay banaya jata hay. wo wo samagtay hain kay trading strategy ko bar bar change kia ja sakta hay.

                            Trading strategy :

                            Trading strategy ko banay kay liye kafi mehnat kerna perti hay. is kay liye trader ko demo per trading ker kay apnay ilam kay lehaz say trading ka aik tarika kar banata hay jis main kam say kam aik weeks say aik month ka time lag sakta hay. ager wo tarika kar trader ki khwahish kay mutabiq result na dey to phir us main mazeed changing ker kay phir test kerna perta hay. aur yeah amal tab tak chalta hay jab tak trader apna mutayyan kerda result hasil nahi ker leta.

                            New Trader aur trading strategy :

                            Tamam new trader ko chahye kay trading strategy ko bar bar change na karen. jab demo trading kerty hain to us main jo trading strategy banatay hain us ko us time tak test aur change kertay rahen jab tak wo trader ka result show nahi kerti. aur jab trading strategy ban jaye to usi kay mutabiq trading karen.
                            Is say trader ki trading din ba din achi hoti jaye gi. aur trader main confidence ata jaye ga.
                            Agar Kisi trading co exiting separate be pe kaam karke loss ho to usko apni trading strategy ko change karna chahiye Agar aapko aapki trading close nahi hota Toh Apne trading strategy ko change Na Kare bulke Usi trading strategy pe kaam karte hain aur Forex trading share consistently profit banate hain jab tak aap ki ek trading strategy on successful Na Ho To Apne trading strategy ko change Na Kare
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaisa: Trading strategy ko change kerna

                              Hame forum Pe Aisi post karne chahiye Jis Ke quality or quantity Dono Jyada hona chahiye phone pe Hamesha trading se related hi posts Karni chahiye Kitni acchi Hamari post Hogi Humein itna bhi accha forms a bonus Milega Is liye Hamesha forms is Forex trading se related knowledge share Kare usse aapki post key values of the Hogi Woh Jo bonus Milega wo Bhi Jyada hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X