Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

    Greed Control
    Greed humara bohat bada dushman hay agar hum es say chutkara pa lain gay to humari trading bohat he achi ho sakti hay kyun keh greed ki zad main aa kar hum nay forex market main jo kuch earn kea hota hay hum wo bhi ganwa lety hay es liye humay chahiye keh apny es lalach karnay ki adat ko khatam kar kay shafaf trading karen esi main he humara faida hota hay aur esko hum take profit aur stop loss use karty huway bhi kam kar sakty hay aur eskay sath sath agar hum target set kar kay trading karen gay to bhi humari trading main lalach ka ansar kam say kam hota hay
    "The mind is everything, What you think you become"
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
      Dear members forex trading main kafe traders fail hoty haen our us maen failure ki ratio 90% hy our jo successful traders haen un ki ratio 10% hy our us k pechy kafi factors haen liken maen jo maen reason app k sath discuss kerny ja raha hoon wo sb khuch forex say app ka khatm ker dete hy
      Greed : dosto meri nazar maen forex maen fail hony ki reason maen aik trader ka greed main reason hy koin k jb app lalauch maen aa k trade kerty haen to app kin kin rules ko break ker rahy hoty haen
      Money management break hota hy
      Strategy destroy hoti hai
      Capital ka loss hota hy
      App ka confidence khatm ho jata hy

      Ager deikha jaey to market itni against humery itna nahe jate hy lekin hum jaldi loss k dar say trade close ker detay haen to humean dosto us maen sirf greed ko khatm ker dain to humean us maen easily success mil sagte hy our hum 10% traders ki door maen shamil ho jaen gy
      App log apna experience share karean main ny theek tajzeaya kia hy ya wrong.....
      Assalamualaikum Ji Bhai Jaan Aapne jis cheez ke baare mein baat ki hai Woh laalach Hai Aur Lala ji jo hai woh bahut hi jyada Buri cheez hai agar Hum Duniya ke kisi bhi Business mein lalach se kaam karte hain to Humein usne profit Hasil karne ki ratio bahut kam hoti hai loss ki bahut jyada agar aap Chahte Hain gap trading business Mein Rehte Hue laalach ko Khatam Kare Tu apni tradeco baar baar mat Dekhe Baal ke aapki strategy Mein Yeh add hona chahiye aap kitna time ke baad apni tradeco check Karenge bus Usi par Apne trade ko check kare baar baar dekhne se Aapke Dil Mein laalach Paida ho jata hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

        lalich ko control krna hai to apko trading ko sekhna ho ga forex trading ma Pakistan forex forum ma jo jo knowledge share hota hai is ma apko zehn nasheen krna chye aor trading strategies ko use krty huy kam krna chye Pakistan forex forum ka waqai aik leading role hai yahan py bahot achy trader tyar ho rahy hain ma apko yeh kehna chahta hun ky knowledge aor experience ko use kro aor is sy faida uthaty jao aor agy brhty jao ma apko yeh bat btana chahta hun ky humen trading ma expert soch rakhni hai lalich sy bchny ky leay demo account ma z3yada bahot zeyada practice krni hai practical work kren gay zehn ma mashq ho gi to he apko achi soch ky sath trading krny ka moqa mily ga ma apko yeh btana chahta hai aor sub yahan earning ki garz sy aty hain to apko strong support and resistance find out krnu chye market ma apko technical aor fundamental amjh ajain to bhi stoploss must use kro
        apko ma btata chalun ky apko stoploss ky sath trading krni chye trading ky leay apko stoploos ya trailing stop use krna chye aor is ma apko faida he faida hai
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

          dear forex ek world wide business ha is mein koi bhe refference nahi cahlta ha is liye is mein apko achi trading karna he apko kamyab bna sakta ha otherwise ap ko is mein koi earning nahi milti is liye forex mein greedy ko door krna bohathe zarori ha kiyon kay bari lot or zyada profit ki lalich he apko forex mein nakam bna dyti ha wo is tarha kiyon aky ap bari trad open kar dyty hein or lot size bra lga dyty hein or jabhi apko lgta ha kay market bohat he acha profit day gi to tabhi apl us ek trad kay sath apna sara balance loss kar sakty hein is liye loss ko control karfnay kay liye
          1. account mein leverage ko kam rakhen
          2. account mein kam lot size use kareen 0.0.1
          3. stop loss ka use har trad open hoty he kareen
          4.confidence kay sath work kareen
          5.monthly target setup karen ta kay zyada lalich mein loss na ho
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

            market main hum jab kam karty hain to is main aik greed factor hota hay jis ki zadd main har koi a raha hay jaisy kay market main boht say log kam karty hain or is main profit b kar rahy hain or loss b kar rahy hain magr yaha profit hasil karna boht km ratio main hay or loss ziada ratio main paya ja raha hay jis main ye bat dykhny ko milti hay kay log greed ki waja say more kay chakron main hasil kia hoa profit b loss kar dyty hain humain agr kuch gain karna hay to kafi mehnat karna ho ga is main agr full focus say kam karty hain to loss km ho ga greed kay boht say nusksanat say b bach sakty hain jaisy kay hum hurry karn start kar dyty hain or emotional ho jaty hain or market ko stress main ho kar analysis karty hain is kay sath sath stratgy par dyhan nai jata hay or planing b achi nai kar paty hain
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

              mujah ni pata ka ap sub mari bat say agree ho ga k nai mager bunday main greed itni honi chaya k who ap ko faida day na ka nuksan ager ap apna profit zeyada kerna chaya hain oar is k liya ap apna bonus k mutabik trade kertain hain to acha hay mager ager ap apnay bonus say aga jatain hoon trade lagata hain k ap ko eik sat he bahot faida ho to ya theek nai hay
              trader main greedy do jaga aa jati hay eik is time jub who apni is trade main loss ker jata hay jahan is ko profit ka pura yaqeen ho
              dosera is jaga per jub who koie bari trade lagata hay or acha profit hasil ker lata hay to is ko lagta hay ka ap jo bhi trade lagaya ga is main bi is ko profit ho ga
              greedy say buchna k liya humaray her trade say pahliy apni trader main profit hasil kerna k liya plain ready kerna ho ga
              market ko theek tarah say study kerna ho ga oar ya dkhna ho ga ka market k behavior kiya hay phir trade kerni ho gi oar sarif market main trade k time he nazer nai rakhni ho ki bulkay her time market ko apni nazer main rakhan ho ga phir he hum greedy ka bagher eik profitable trade laga saktain hain
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                boht say traders market main kam karty hain magr is mai achi earning hasil karny kay chakar main greedy ho jaty hain jis main ye hota hay kay km ko hasil nai karny kay inkar say ziada profit kay chakar main par jaty hain jis main km profit say b hath dhoo baithty hain market main greedy ho kar kam karny kay kafi nuksanat hay jis main ye hota hay kay hum is main emotional ho jaty hai nor emotional ho kar trade karna kafi loss ka sabab banti hay is kay sath sath humain mehnat say kam karna ho ga or kuch aysy way to trading sikhny ho gay jis main gredness ko avoid kia ja sakay or kam karna huamry liye benificial ho sakay so humain active ho kar practice kar kay kam karna ho ga or greed kay nuksanat sy bachna chahiye or active ho kar full focus say kam kar lyna chahiye
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                  Dear forex trading business mai ap ki greedy nature ap ko sab se zyda nuqsaan deti hai es mai koi shak ki baat nhn hai lekin os ko rokne k liye ap ko market ko smjhna ho ga aur apne account ko money management formula k zariye chalana ho ga k ap ko risky trading nhn karni ap ko data aur news ko smjhna hai aur sab se barh kar market ki ko trend k hisaab se he trade karna ho ga ta k ap ko ye idea ho jaye k ye business ap kese kar skte ho aur ap kese es business mai acha earn b kar lo gy lehaza ap ko mehnat k sath he kam karna hai aur acha kam karna hai...
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                    forex trading main akasar jab insan ko profit hota ha tu wo bhut ahista ahista trade krny ko chor ka greed main a ka bari bari trade lagna shuro kar deta ha jis sa usk account khali ho jata ha r us k badly usa kafi lose hota ha forex trading main greed krna insan k lea bhut nuqsan da ho sakta ha islea tradetr ko chaiya k usa ak acha trader banny ka lea sub sa pehla is chez k bary main informaintion hasil kary us ka bad learing kry r experinced ho taky wo is forex trading main greed ko smjhy r is sa door rahy r apny emotios ko control krna sekha tab e banda ja ka ak acha trader ban sakta forex trading main greed sa sirf nuqsan e hota ha or kuch ni islea bandy ko chaiya ka is sa zyda sa zyda avoid kry
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                      Assalamualaikum Bhai aap log kaise Hote Hain Uske baare mein dekhna chahta Hoon hum log ki trading us Waqt Humse nahi control hoti this Waqt Hum Log Bina soche samjhe hi trading Laga Dete Hain Woh software Humse control nahi hota Phir Hame bade log ka Samna karna padta hai aur Feroz Waqt Hame bahut bada nuksaan bhi Utha na padta hai
                      Removed by Moderator.
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                        G han friend ap ny bilkal tek kaha ha forex m loss ki aik hi bari wja hoti hy k hum log both lalich karty han lalich ko khatam karna ha to simple demo account main practice karny jtni ap practice karny gy utna AP ka knowledge or experience ziada ho ga jab ap ka confidence ziada ho ga is sy ap easily trading kar saken gy lalich ni karny gy analysis kar k trading karny gy to ap easily successful hon gy forex trading main lalich sy bachna tohra muskal ha q k hum log rat o rat ameer bana chahty han par isi chaker main hum apna account wash karwa daty han is ley money management k sath or small lots use karny ta k ap ko loss na ho ap ko acha profit hasil ho
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                          Ji bhai jan main ap ki bat say bilkul mutafiq hon Forex main greed bohat hi khatar nak hay hota yoon hay k trader Forex poori taran learn kiay baghair trading start kar daitay han jo k itfaq say kamyab ho jati hay aor us say kuch hat tak profit bhi hasil ho jata hay ab us choti kamyabi ki waja say trader big profit ka lalch paida kar laty han aor is greed ki waja say big trade laga datay han jab k market ki movement un ki is trade kay haq main best nahen hoyi jis say un ko na talafi bhi uthana parh jata hay aor un ko bohat bara loss bhi ho jata hay kisi bhi business main greed ki koi gunjaish nahen hoti isi taran Forex main bhi graad ki koi gunjaysh nahen hay lehaza trader ko chahiay Forex main ziada profit kay lalach main kisi bhi kisam kay lalch say bachna chahiy.
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                            Pagal traders feel kar rahe ho toh unko trading Nahin Karni chahiye Kyunki Jab aap 17 seal Karke trading Karte Hain To proper planning nahi kar sakte aur loss ke chances increase ho Jate Hain Kyunki aap ko market share trend ki samajh nahi aati
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                              Saman chahiye ki hum Yahan Par Apna Delhi ke type Ka hisab se ek Apne wala achha wala target Rakhe se sabse murkh Karti Hai Jiska sabse accha hai hisab Se Mohabbat Karti Hai Hum Bhi earning Jiska sabse Garrix target hit ho jaye to Hame bhi chahiye kya main Jyada investment Nahin Karni chahiye aur Market Mein Kisi Aur tuition Ka Intezar kar lena chahiye Jo se acche wale collision Hogi usse Hum investment Karenge to achha hai Jis se kam karne mein health bhi mil jati hai aur confidence bhi Mil Jata Hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: forex main greed ko kesay control kia jaey us k nuksanaat kia haen...

                                Bhai meri nazar mein lalach ka srf ek hi nuksan hai aur wo hai, hamare trading account ka zero ho jana. Trading ke doran agar hum lalach kar ke ya to bare volume ki trade lagate hai jis ke nateeje mein hamare account mein trade ko hold karne ki bilkul kam jagha hoti hai aur hamara account zero ho jata hai ya phr hum apni trade ko profit mein sahi jagha close nhi kar pate aur lalach karte rahte hai ke mazeed profit ho to close kare aur market ek dam hamare against mein jake account ko zero kar deti hai. Mujhe is greed ko control karne ka sab se asan hal take profit aur stop loss ko use karna lagta hai. agar hum apni her trade pe risk reward ratio bana ke tp aur sl use kar to greed se bach sakte hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X