Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?
    Mera dosto ye sawal hai k kia forex main mt4 k jo standard indicators hain us main aik stochastic indicator hai our aik CCI hai to kai un dono main koi khas fark hai?
    mujey to us main koi fark nahe nazar ata hai us main humean same oscillator indicators hain our jitnay bhe indcators use ho rahy hain wo sab k do do levels hain to us main our humean over bought our over sold area btatay hian our pher humean divergnce k oper trade kerty hain or pher us say hum acha profit aik he strategy ko use ker k earn ker sagty hian mujhey to koi khas difference nazar nahe ata hia app log kia khety hain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

    Bhae forex main mt4 k jitny bhe standard indicators humery pass hain un main oscillators indicators main RSI CCI our Stochastic jo hain un ki move our strategy almost same hoti hia us main un teeno main humery pass jo default setting hoti hia us main do levels hoty hain baki app do ya 3 app apni marze say apni strategy k mutabik add ker sagty hain us main jesay mera favorite Stochastic hai us main main do he levels pay kaam kerti hoon our us main sirf setting change kerti hoon our us miain mujhey divergence k oper ache trade milti hai our jo CCI hai us main do levels hain us main mazeed app add ker sagty hain our ager app standard setting pay bhe kaam kerty hain to poher bhe app ko ache strategy k oper kaam kerny ka moka mil jata hai our app acha profit bna lety hain
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

      yes of course stockist only for commodity channel index 1 indicators in nicosia the difference commodity channel index ka formula.
      Hame chahiye Kaise Lamba Kitna trading Kare Toh Hum commodity channel index ke upar trading Kiya Kare Kyunki yeh ek bahut accha indicator hai.
      aur stockist indicator ki Hame setting karni padti hai different time frame ke upar trading strategies certificate.
      stock is trolling indicator configure the best result Deta Hai Jab Hum support all registrants ko follow karke usne overbought oversold condition ke upar trading Karte Hain To.
      Hame chahiye ki chubhan market trading current Army opportunities available karne ke liye market Mein Hamesha limit Lagana chahiye Punjabi channel indicator.
      Agar Hum divergence ke upar trading Karte Hain Tum Hame forex market Mein kaafi accha income Khan Silk Hota Hai.
      stochastic indicator previous in different Kisan ki moving averages ko formulae Meerut to get rid banta hai.
      lekin Uske Alawa note 4x market Mein trending karte hain aur aap market Mein Apne motions control Karke Hamesha commodity channel index ki divergence Faizabad trading Karenge.
      commodity channel index ki divergence kayo Kajal of market Mein trending Karte Hain Tumko kaafi accha profit Hasil ho sakta hai.
      Hame chahiye kya Hum both indicators ko ek Sath apply Kare Jab Dono indicator Ek Jaisi situation Shor Kare tab Hame market trading leni chahiye.
      Uske Alawa Humne Kisi bhi Surat stock is falling indicator or commodity channel index indicator ke upar trading nahi leni chahiye Hame Sath Sath support resistance or trend channel gobi follow karna chahiye.
      • #4 Collapse

        Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
        Mera dosto ye sawal hai k kia forex main mt4 k jo standard indicators hain us main aik stochastic indicator hai our aik CCI hai to kai un dono main koi khas fark hai?
        mujey to us main koi fark nahe nazar ata hai us main humean same oscillator indicators hain our jitnay bhe indcators use ho rahy hain wo sab k do do levels hain to us main our humean over bought our over sold area btatay hian our pher humean divergnce k oper trade kerty hain or pher us say hum acha profit aik he strategy ko use ker k earn ker sagty hian mujhey to koi khas difference nazar nahe ata hia app log kia khety hain
        Dear jaisy ap ne baat ki hai CCI aor Stock oscillator ki to ain mai atna zayda diffrence ni hai agar ap ne dekha ho to kuch log ais ko period chnage kar k aik hi window mai lagaty hai jis se croess over wali strategy ban jati hai aor jab bhi ais mai short time period wala long period waly ko cross karta hai to aus mai trade lagaty hai ais mai ap ko bahot hi acha result milta hai ais mai time frame wala bhi bara seen hota hai jaisy agar ap ne ais mai H4 mai koi trade dondh li hai magar aus chart par jab ap time frame change karo gay to aus mai ye trade ni ban rhe hoti hai ais liay agar ap ne ais mai trade karni ho to ais mai risk aik hisab se ley ye jitny bhi indicators hoty hai ain mai ap ko confrom trade ni mil rahe hoti hai ais liay jab bhi ain mai trade lagani ho to ap ais mai stop loss zaror lagye kun k jab ap ais mai stop loss lagao gay to ap ko tension ni ho gi k market ap ko bahot zayda loss dey gi.
        • #5 Collapse

          Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

          Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed Karti Hoon Harriet se Honge bhai actually mein baat Yeh Hai Ke Main abhi Junior new user hone ki wajah se Mujhe Kuch Khaas Maloom Nahi Hai Lekin Phir Bhi Jahan Tak Mujhe Pata Hai Hardoi cheezon ke Darmiyaan difference lazmi hota hai Chahe Woh thoda ho ya Jyada lekin difference lazmi hota hai ab ja sake aapne Sawal Kiya Hai Ke stochastic indicator or CCI indicator mein kya difference ho sakta hai main nahi Janti ke exact difference kya hoga lekin Main Itna zaroor Janti Hoon ke Kafi Jyada difference hoga Mujhe aap se Ye Umeed hai ke aap mere maloomat mein music Zafar Karenge Aur Main Yeh Bhi Umeed rakhti Hoon ke aapko mera jawab Sahi Laga Hoga Kya Aap Mere jawab se Mukammal store par Nahi Tu Kamal Kum thoda to Ittefaq Karte Honge Shukriya fee amanillah
          • #6 Collapse

            Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
            Mera dosto ye sawal hai k kia forex main mt4 k jo standard indicators hain us main aik stochastic indicator hai our aik CCI hai to kai un dono main koi khas fark hai?
            mujey to us main koi fark nahe nazar ata hai us main humean same oscillator indicators hain our jitnay bhe indcators use ho rahy hain wo sab k do do levels hain to us main our humean over bought our over sold area btatay hian our pher humean divergnce k oper trade kerty hain or pher us say hum acha profit aik he strategy ko use ker k earn ker sagty hian mujhey to koi khas difference nazar nahe ata hia app log kia khety hain
            Hum trading karne ke liye koi bhi indicator use kar sakte hain Sare indicators Hai trading karne mein Kafir useful hote hain lekin traders ko ek baat Apne mindware rakhni chahiye K trading karte huye kabhi bhi indicators pay 100% believe Na Kare Kyunki indicators be wrong ho sakte hain aur unko use Karke bhi Hame trading Mein loss ho sakta hai isliye trading ke liye Apna pura plan Banaye aur pair trading kare
            • #7 Collapse

              Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

              me samjta hon key jo be technical indicators hoty hey ye different techniques key base par banaye jaty hey har indicator me koch na koch difference zaror hota hay.

              Commodity Channel Index (CCI)

              Commodity channel index (CCI) indicator new trend ko identify karny key ley use kia jata hay, market ki extreme condition jo be hoti hay CCI indicator new trend jo key bahot zeyda strong ho es ko find karny me help kar sakta hay.

              stochastic oscillator indicator

              stochastic oscillator momentum indicator hay jo key support and resistance levels ko find karny key ley be use kia ja sakta hay, es indicator ko time period key mutaeq use kar key price range information ko hasil karny key ley be use kia ja sakta hay.
              • #8 Collapse

                Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

                Commodity channel index Forex trading mein bahut accha result produced karta hai knowledge or experience ke sath aapko indicators or oscillators ka istemal karna chahiye technical analysis market ki read ki haddi hai aapko skills ke sath basic knowledge Forex trading economic calendar best method news ko follow karna trend ko follow karna aur Pakistan Forex forum Mein senior members ki guidance se fayda uthana hai jo log knowledge or experience ko importance death and demo account mein Zyada baat karte hain unko indicator ki Jyada samajh Aati Hai
                stochastic indicator bhi market ki achi predictions deta hai agr apko combination ky sath indicators aor moving average ka maloom ho to ap yahan sy bhi achi trah kama kr apni earnig kr skty ho ma yeh btana chahta hun apko ky lpakiatan ma humen forex trading sekhny ky leay forum he nest option hai isko he use kren
                • #9 Collapse

                  Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

                  stochastic indicator aik best indicator hai agr isko hum achi trah sy smjh ky use krn to bhot zeyada faida utha skty hain knowledge and experience ky leay apko ma indicators ki important btana chahta hun forex trading ma Pakistan forex forum ka leading role hai bahot sary members yahan py trading start kr chuky hain kafi sary investment bhi krty hain kch log to trading ma knowledge aor experience ky leay Pakistan forex firum ma practice krty hain aor yahan st he gain and share kr ky achy expert bn chuky hain yeh aik bewt sources ma sy hai relative strength index indicator bhi aik best indicator hai relative strength index indicator b the best indicator hai isme aapko readings note down Karni hoti hai above 20 market range mein move karti hai below a 80 market arrange count ki Jati Hai Jab Ke above 80 market oversold count ki Jati Hai below 20 market over sold count ki Jati Hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

                    Mere Khayal mei In Dono indicator is Mein Koi Khaas difference Nahi Hai Yeh Dono same taraf se baat karte hain aur hum logo ko in ka fayda is Waqt ho sakta hai Jab Hum log in ko follow Kar Ke trading karte hain toh phir Hum Logon Ko iska bohot hi Zyada by Nafrat mil sakta hai iska bahut hi jyada fayda Hota Hai
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                      Mera dosto ye sawal hai k kia forex main mt4 k jo standard indicators hain us main aik stochastic indicator hai our aik CCI hai to kai un dono main koi khas fark hai?
                      mujey to us main koi fark nahe nazar ata hai us main humean same oscillator indicators hain our jitnay bhe indcators use ho rahy hain wo sab k do do levels hain to us main our humean over bought our over sold area btatay hian our pher humean divergnce k oper trade kerty hain or pher us say hum acha profit aik he strategy ko use ker k earn ker sagty hian mujhey to koi khas difference nazar nahe ata hia app log kia khety hain
                      Assalamualaikum bhai Mere Khayal Mein aapne bahut hi accha question bolta hai main aap ki baat hai bilkul agree karta hoon ke market Hum logo ko bahut Sare indicator provide Karti Hai Jis Se Hum Log Naina ka friend dekh sakte hain isliye Hum logo ko in ko follow kar ke bhajan Karenge Phir Hum Log market Mein Se Acha profit Hassan kar sakte hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Kia dosto Stochastic indicator our CCI indicator main koi khas difference hai?

                        Mera dosto ye sawal hai k kia foreign exchange fundamental mt4 k jo standard signs hain us main aik stochastic indicator hai our aik CCI hai to kai un dono fundamental koi khas fark hai?
                        mujey to us predominant koi fark nahe nazar ata hai us major humean equal oscillator signs hain our jitnay bhe indcators use ho rahy hain wo sab okay do do stages hain to us foremost our humean over bought our over bought region btatay hian our pher humean divergnce k oper trade kerty hain or pher us say hum acha income aik he strategy ko use ker okay earn ker sagty hian mujhey to koi khas distinction nazar nahe ata hia app log kia khety hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X