Jaiza: Trading strategy
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Trading strategy
    Sab se best aur ideal trading strategy meri nazar me money management hay esi maqsad key ley ham es ka jaiza lety hey ta key new traders ko money management me asani ho,

    1. Risk aur reward ka ratio single trade me etna hona chaye key traders ko return karny ya recovery karnyme asani ho, (loss be etna kam hona chaye key esi ki recovery asani se ho aur profit ratio be etna hi kam rakna chaye key market agar reverse be ho to us key trades es se pehly profit me hi close ho jaye.

    2. Profit targets agar zeyda be hon to wo specific date me hi achieve hona bahot zarori hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: Trading strategy

    Strategy : Achi strategy har trader ko apnani chaiye kabhi strategy money management ki ya loss ko recover karnay kay liye hum strategy ka he use kartay hai so honay walay loss k liye tou strategy bohat he zyaad eham maani jati hay so strategy kay bagair trader ka kamyab hona mushkil hojata hay esliye hamay lazma strategy ka use karna chaiye apni trading mei strategy basically aik way hay method hay jispe chal kar ap trading mei achi tarah sey kamyab hojatay hain risk aur reward ko bhi ap achi strategy mei he set kartay ho k ap ki strategy itni best honi chaiye k agar ap ko trading mei loss bhi ho to ap osko strategy sey asani sey cover kar sako
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: Trading strategy

      Trading strategy : Forex trading main achi stretige ki boht ehmiat hay achi strtige k bina humare liay liay achi aur aave trade karna boht mushkil hay is liay humaim apne liay khid aik achi strtige bnani cahiay aur us k mutabik kam karna cahiay trading se acha profit hum tab hi hasil.kar pate hay jab humare pass achi stretige ho aur hum us k mutabik trade karain aur is k liawa humain trading maim apbe loss ko recover karne k liay k liay bhi achi stretige ki zarorat hoti hay money manegment bhi humare liay achi stretige main aata hay jis k istmal se hum achi save aur profitable trdae kar sakte hay aik ache trdaer ki yehi nishani hay k wo k kabhi achi stretige k bina koi trade nai karta is liay ap bhi agar trading main success full hona cahte hay aur save traders karna cahte hain tou us k liay apni aik strtige bnay aur us k mutabik trade kraik is k ilawa humain apni stretiges ko bar bar change nai karna cahiay aik hi string stretige bnay aur us k mutabik trdae karain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: Trading strategy

        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
        Sab se best aur ideal trading strategy meri nazar me money management hay esi maqsad key ley ham es ka jaiza lety hey ta key new traders ko money management me asani ho,

        1. Risk aur reward ka ratio single trade me etna hona chaye key traders ko return karny ya recovery karnyme asani ho, (loss be etna kam hona chaye key esi ki recovery asani se ho aur profit ratio be etna hi kam rakna chaye key market agar reverse be ho to us key trades es se pehly profit me hi close ho jaye.

        2. Profit targets agar zeyda be hon to wo specific date me hi achieve hona bahot zarori hey.
        Achi trading karne ke liye trading strategies board Matric aati hai agar Hum successful trading karna chahte hain to uske liye Aman trading strategy Karni hoti hai isliye jaldi trading Kare Toh Pehle Ek trading ka accha Sa plan Banaye aur secretary Banakar trading kare ta k ap achi trading kar sake all trading Karke successful wale ho sake is liye Hamesha strategy Banakar trading kare
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: Trading strategy

          اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
          Sab se best aur ideal trading strategy meri nazar me money management hay esi maqsad key ley ham es ka jaiza lety hey ta key new traders ko money management me asani ho,

          1. Risk aur reward ka ratio single trade me etna hona chaye key traders ko return karny ya recovery karnyme asani ho, (loss be etna kam hona chaye key esi ki recovery asani se ho aur profit ratio be etna hi kam rakna chaye key market agar reverse be ho to us key trades es se pehly profit me hi close ho jaye.

          2. Profit targets agar zeyda be hon to wo specific date me hi achieve hona bahot zarori hey.
          acchi wedding karne ke liye trading strategy bahut jyada Jaroori Hoti Hai Jab Bhi aap strategy Banakar trading Karte Hain To aap acchi trading kar sakte hain aur aap ko successful trading karne mein Kafi ahsani mil Jati Hai Is liye Hamesha satellite jibanara trading kare Rediff Giri trading strategy Hamesha simple hona chahiye jisse bridal ko Banane Wale Saal Ko aur uske trading Karke greatest profit bi asani sy gain kr skain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: Trading strategy

            Asslam o alaikum dear all forex forum members. I hope you will be good. And dear friend main apki baat sa agree karta hoon. And apko btana chahta hoon k sab sa phli baat ya hy k hamain tradding krty hoy acha stop loss and acha take proffit ka order place.karna chaheye. And apko yah baat btaty chalta hoon k brothers ap jab bhi tradding start karny lagain to us sa thora pahly ap markeet ki movment and markeet k oopar candles ki movments ko zyada sa zyada focus kar k ap idea hasil kar lain and us sa faida ya hoga k ap achi tradding kar skain gy. And jaisa k ap k sawaal k mutaabik to main apko btaty chalta hoon k ager ap achi tradding krna chahty ho and ap expert tradding banna chahty ho to is k liye beat startegy bahot zyada zaroori hy. And hamain achi strategy made kr k tradding karni chaheye is sa hamain faida hoga. And tradding strategy hamain aadi hi rkhni chaheye. Thanks
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: Trading strategy

              Dear forex main trading strategy kisi bhe trader ki success main important tole play kerti hia us main ager app ki success 100% hai to us main strategy app ki 20% work kerti hai app forex main mehnat karien gay to pher he app us main ache earning ker pain gay
              meri strategy VSA our kisi bhe technical indicator k oper work kerti hai main volume ko use kerta hoon our sath main RSI ko use kerta hoon our pher main money management or risk reward ko manage ker k trade kerta hoon our pher us main mujhey slow wining hoti hai our forex main slow work kernay wla kamyaab hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Trading strategy

                Asalam o alikum dear ap n bilkal tek kaha ha main app sy agree karta hon forex trading best online business ha to is k ley best startagies honi ha is k ley ap k pass demo account main practice karni ho ge is sy ap ko knowledge or experience mily ga jab ap k pass knowledge or experience ho to ap easily analysis kar sakeny gy or jab ap analysis kar lan gy to ache sy ache startgies Bi bana lan gy or ap ko loss k chance both kam hon gy or ap maximum earning kar k forex trading main successful ho sakty han is I ley forex trading main startgies ki both important ha
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Trading strategy

                  ap ne bht ashi baat ki ha k aik mahir trader aik asha profit kamanay k lye aik trader ko apni strategy banani padti tab hi woh forex ma kamyab ho sakta ha aur sab se pehli aur ehm cheeze is ma money management ati ha, k hamain apnay account m jo capital ha os k check karna chahay aur os hisaab se apni trading ka lot lagana chaye jis risk bht hi ho jata ha maslan agar ap ka 100 dollar ya os se ziadah ka account ha to ap ko 0.01 ki lot laga kar trade karni padjay gi
                  Dosri baat k makret ko analyse karna chahye aur resistance and support ko dekh kar andazah lagana chahye k market kitna move kar sakti ha to os hisab se hamain stop loss and take profit rakhna chahye ta k matlooba hadaf hasil kia ja sakay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Trading strategy

                    gee brother her trader ke different trading strategy honi chaahiye jab insaan apni trading strategy bana ker uss ko follow kerta hay or proper trading plan kay mutaabiq trading kerta hay toh insaan ko profit hota hay trading strategy banaate howay kuch cheezon ka khayal rekhna chaahiye:

                    pehli baat yeh kay aap sab say pehlay risk ko define kerain yaani apna risk maintain kerain kay aap ka capital kitna hay or woh kitna loss bardasht ker sektaa hay uss kay mutaabiq lot size manage kyaa jaaye

                    secondly jo bat important hay woh yeh hay kay aap indicators zaroor use kerain or unn ko soch samajh ker select kerain kiun kay unn say bohat faiad hojaata hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Trading strategy

                      g han bhai apki bat sahi hai or main apki bat se sehmat bhi karunga forex trading main aik best satrtgy ki boht ahmiyat hoti hai q k satrtgy ka basic yahi hota hai k hum apni trading ko profotable bna saken forex main har tradr ki alag alag startgy hoti hai or sub apny expiernce ki base par he koi na koi startgy bnaty hain or mera khyal hai k startgy ka maqsad yahi hota hai k hum apni trading ko profitable bana saken or hum loss ki ratio kam kar skaen or en sub point ko dekha jay tu en sub ka hal money mangemnt se kiya ja skta hai jis main hum apni trading main risk bhi kam kar skty hain or acha profit bhi eran kar skty hain tu hmain loss kam se kam ho yai soch kar apni trading karni chahye
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Trading strategy

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                        Sab se best aur ideal trading strategy meri nazar me money management hay esi maqsad key ley ham es ka jaiza lety hey ta key new traders ko money management me asani ho,

                        1. Risk aur reward ka ratio single trade me etna hona chaye key traders ko return karny ya recovery karnyme asani ho, (loss be etna kam hona chaye key esi ki recovery asani se ho aur profit ratio be etna hi kam rakna chaye key market agar reverse be ho to us key trades es se pehly profit me hi close ho jaye.

                        2. Profit targets agar zeyda be hon to wo specific date me hi achieve hona bahot zarori hey.
                        Assalam-u-alaikum Bhai umeed hai k ap kheriyat se hon ge.Me ubhi new user hun or junior hun mjhe ubhi itna zyada knowledge nahi hai lekin me apk jwab se bilkul ittafaq krti hun q k mjhe bhi aisa lgta hai k AGR zyada ya thora munafa dene wale targets zyada b hote hn to bhi wo specific date me hi achieve krna bohat zyada zroori hote hn or ye bhi apne bilkul thk farmaya k risk or reward ka ratio itna zroor hona chaiye k trader yani tijarat krne wale ko recover krne me ya wapis krne main bht nahi to kmaz kum thori to asani muyassir ho.
                        Shukriya Fee Amanillah
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Trading strategy

                          bhai ap ny boht achi bat ki hai forex trading main aghr acha profit eran krna hai tu apko apni trading main achi satrtgy ko use karna hota hai jo k ap k best expiernce ki base par he bnati hai es liye hmain achi startgy ko set krna chahye startgy ka asal maqsad yahi hota hai k hum apni tading main loss ki ratio ko kam kar k achi trading kar skaen or hmain loss hony k chanches bhi kam ho jaty hain tu sub se best satrtgy hmari money mangent he hoti hai jis main hum apni trading ko achi trha se kar skty hain or es main loss ko bhi kam kiya ja skata hai or apni trading main acha profit bhi earn kiya ja skata hai risk ki ratio jitni kam ho gi otna he apko loss hony k cahces kam hoty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Trading strategy

                            Yes dear ais market mai bahot sari trading stratgies aisi hai jin mai hum agar risk reward ratio use kary to hum ko aun par bahot acha result milta hai kun k ais market mai agar hum ne kaam kia ho to hum ko pata chal jaye ga k ais market mai bahot sary tareeky hai jin se hum ais market mai kamyab ho sakty hai ais k liay ap ko aik simple trading strategy banatny ja raha hun ais se ap ko ye faida ho ga k achi trades mily gi aor ais mai ap ko kafi zayda profit ho sakta hai.
                            Dear ap ne simple 2 moving averge lagani hai apny chart par ain mai se aik moving average 50 ki set kani hai jis ka color bule ho aor aus k sath ap ne ais mai 200 ki moving average set karni hai jis ka color Red ho ais mai jab bhi Blue moving average red ko cross kary gi aik to ap ne tab trade lagani hai aor aus k sath jab bhi market 50 ki moving avrerage par ya 200 ki moving average par koi andle stick pattern banye ya aus ko touch kary to ap ne ais mai trade laga leni hai ais mai ap ko kafi zayda profit ho ga. agar market moving average ko touch karti hai aor aus mai ap ne trade laga di hai to moving average se oper ap ka stop loss ho ga ais mai ap agar risk reward ratio dekhy to ap ko kam az kam 1:2 k hisab se profit ho ga. ap k liay picture bhi upload kar raha hun ta k ap ko asani se ais ki samjh aa jaye aor ap ais par trade kar saky.
                            Click image for larger version

Name:	moving.png
Views:	3
Size:	23.5 کلوبائٹ
ID:	12321703
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Trading strategy

                              Hum Log forex market Mein jitni Jyada mehnat Karte Hain Hum Logo Ko Itna hi jyada profit Milta hai isliye Hum logo ko forex market Mein Zyada Se Zyada hard work karna chahiye Phir Hum Logon Ko iska bahut hi jyada fayda ho sakta hai aur hum log Kafi achha bana sakte hain
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X