Jaiza: trailing stop
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: trailing stop
    Forex market me risk factor ka knowledge to har senior trader ho hi hota hay es ley trading me risk ki management be ki jati hay magar me newbies ko ye be batana chahta hon key risk management key sath reward/profit ki management be bahot zarori hay risk ki management key ley terminal me stop loss use ho sakta hay jab key reward/profit ki management key ley trailing stop order use hota hay, sab se best yahi hay key ham apny har order me stop loss key sath take profit order be place karen aur es be zarori ye hay key take profit order key down point par trailing stop order be place kar dia haye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trailing stop tools be (take profit aur stop loss) ki tarha use karna hamari trading key ley best ho sakta hay, some time ham profit earn karny me to kamyab ho hi jaty hey magar trailing stop order na hony ki waja se market revers ho jati hay aur back price par any key ley come back karny lagti hay es waja se hamara profit mange nahi hota aur account me jo trade profit me chala jata hay wo market key revers hony ki waja se loss me chala jata hay, Terminal key esy tools ko use karny chaye jes se profit aur risk dono hi mange ho saken.
    • #3 Collapse

      Jo bhe trader chahy new ho ya old trader hoo jab wo forex main apny risk ko manage nahe kerta hai wo us main loss kerta hai forex aik risky business hai app bhalay ache trading ker rahy hon but jab bhe app us main over confident hon gay our stop loss our take profit lagaey bagheer traders lain gay to pher app us main loss kreain gay last days main mera aik to dost nay apna account sirf our sirf stop loss na denay ki wja say wash kia our sl koin nahe deaya koin k us nay kafi huge lots k saath trades lee hoi thee to dosto forex main risk ko minimize karein gay to app ka profit auto pay increase kreay ga patients forex main boht zarori hai
      • #4 Collapse

        As-salamu alaykum bhaijaan Agar Hum logo ko forex market Mein kamyabi Hustle karni hai to uske liye Hum logo ko chahiye Ke Hum Log Jyada Se Jyada hard work Kare Apne Xperia new Scorpio car trade Kar Hum logon ka fayda Hoga Aur Hum log new scooter bike trading karne Chahiye Pyar Hum logo ko bahut fayda Hota Hai Hum Log Kafi acha profit bana sakte hain
        • #5 Collapse

          yah aik best stop hai jo k hum apni trde main mange kar apny order ko profit main rakh skty hain forex main trading k liye zarori hai k hum trading ko sahi point par ly kar aen jis se hmain loss na ho jis k liye hum apni trading mai take profit or stop loss ko use karty hain es k ilwa bhi aik stop hota hai jis ko hum tariling stop kahty hain yah thora laga hota hai es ko use krna boht asan hota hai jub hum apni trading ka order lga dety hain tiu es order k right click se hmain trailling stop ka option mil jata hai es main boht se points hoty hain jis main se hmain koi aik sa point lgana hota hai or jis point ko hum lagty hain osi point k according hmain profot mil jata hai yah bhi aik trading mehod hai jis main trailling stop ka use kiya ja skta hai or profit eran kiya ja skta hai
          • #6 Collapse

            ​ Assalamualaikum mai aap ne Jo Kaam Kiya Hai Mere baare mein advise Hai mai aap ne Jo Kaam Kiya Hai Mere baare mein advice Hai Ke Hame stop loss top trading Dono ke baare mein likhna chahiye aur uske baare mein Dono ke baare mein likhna chahiye aur uske baare mein information Hasil karna chahiye
            Removed by Moderator.
            • #7 Collapse

              Trailing stop aik stoploss ki hi kisam hay jo trader apnay trade ko secure kernay kay liye use kertay hain. stop loss tab use kia jata hay jab trade main entry li jati hay aky itnay pip kay loss kay bad mazeed loss na ho aur trade is level per a ker close ho jaye. jab kay trailing stop bhi same cheez hay per ye trade kay positive ho janay kay bad lagaya jata hay hay kay ager trade positive ho gai aur kuch move trade ki favour main market ker gai to market dobara wapas na a jaye aur trade ki jo profit hay wo loss main tabdeel na ho jaye to us kay liye trailing stop laga dia jata hay jo market kay sath sath trade ki favour main move kerta rehta hay aur jitni limit trader nay apnay trailing stop main d hoti hay us kay bad jab market wapas trade kay oposite move kernay lagti hay to wo trade ko exit kera deta hay . ye aik acha option hay jis say trading ko mazeed secure kia jata hay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: trailing stop

                I'm a time to time Apne skills ko develop karte rehna chahiye ke jaise Jaise time hun guzarda aayega Hamare Aarti karne ke chances yahan par aur kisse Jyada increase Sochenge skills bahut bada strong balance Sona Tu hota hai Hamare Paas kaam karne ke liye Jis Se Hum Kafi Jyada information generate kar sakte hain aur Hamein nuksaan hone se ya Kafi Jyada se bhi kar sakti hai hamein chahiye kya apne account ko Aur Bhi Zyada save Rakhe kam karne ke liye yahan se
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: trailing stop

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Forex market me risk factor ka knowledge to har senior trader ho hi hota hay es ley trading me risk ki management be ki jati hay magar me newbies ko ye be batana chahta hon key risk management key sath reward/profit ki management be bahot zarori hay risk ki management key ley terminal me stop loss use ho sakta hay jab key reward/profit ki management key ley trailing stop order use hota hay, sab se best yahi hay key ham apny har order me stop loss key sath take profit order be place karen aur es be zarori ye hay key take profit order key down point par trailing stop order be place kar dia haye.
                  Dear friend forex trading main hum different instruments istamal karty han ache trading k ley jasa k stop loss take profit or pending order isi tahra humary pass aik trailing stop loss ka option ha jo humy profit bi data ha account k risk ko bi minimize bi karta ha means jab hum trading main trailing stop loss istamal karty han to is ko set karna parta ha aik point pe means ap ny trade open ki or us k 15 pips pe trailing stop loss set kar dea jata ha jis sy humari trade jab profit main 15 pips pe punchti ha to trailing stop loss active ho jati ha or jase jase profit aagy barhta jata ha ha to humy utna he ziada fayda hota ha or jab trade value wapis hoti ha to trailing stop loss run jata ha jab phr phr value agy jay to sath move karta jata ha or jab wapis ho to usi waqat trailing stop loss ruk jata ha or value jab wapis trailing stop loss k point tak punchti ha to humy to auto pe trade profit main close ho jati ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: trailing stop

                    Gee han forex main har factor ya phir zaida factor ka knowledge senior members ko hi hona hai har kisi ko nai har senior members k pass apna apna forex knowledge hota hai har trading apnay apnay trading style se trading karta hai is liay knowledge factor b apna apna hota hai jis k pass jitna zaida forex factor knowledge hota hai wo utna zaida profit banata hai is liay hum seb ko trailing stop sikhna chayie
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: trailing stop

                      Forex trading main sab best option ha Jo ap ki trade ko profit main close karny main help karta ha jab bi ap trailing stop loss istamal karty Han to is sy humy both ziada fayda hota ha means jab ap ny 30 pips pe trailing stop loss set kar dea or ap ki trade jab profit main jay ge 30 pips profit main to ye auto pe active ho jay ga or market value k sath sath aagy chalta jay ga means jab ap ki trade profit main jati jay ge to stop loss bi aagy move karta jay ga or 30 pips k distance pe ho ga jab market value wapis aay ge to ap trailing stop loss rukh jay ga or jab market wapis aagy jay ge to phr 30 pips k distance pe aagy bahrta rahy ga is ley humy loss ni hota ha or maximum profit he hasil hota ha is ley trailing stop loss best option ha mt4 main jis sy humari trade profit main he open hoti ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: trailing stop

                        dear forex ki markeet main hamko trialingstop ka use karna sab say ziada zimadari say use karnay ko ziada say ziada important banana chaye q k jub jub hamko achi trades milty jaynge ham sath sath apni trades aur apnay profit ko bhi secure karnay main success hotay jayengay aur agar ham aisi soch say kaam krtay hain to hamko markeeet k trend ka bhi acha khasaa experience milta jayega aur har trade k baad hamari markeet main pakkar bhi achi hoty jayege is liye k maine bhi is trialingstop say kaafi sara knowledge hasil kia hay aur sath sath achi earning bhi kar raha hoon ,trialingstop ka hamko koi bhi nuksaan nai hota hay balk iski help say ham apni aik trade say kaafi sara secure tareekay say earn bhi kar skatay hain aur phir learn bhi kar saktay hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: trailing stop

                          Ji han bilkul training Shop se aap bahut hi acchi trading kar sakte hain aur yah Hamen tab use karna Hota Hai Jab Ham newstime trading kar rahe ho aur uske alava Ham Kabhi Bhi Koi fast market movement ke dauran trading kar rahe hain to ismein aapko laptop ko on Rakhna Hota Hai Tabhi aapka trailing stop hit hota hai to trailing stop Mein Aa profit able hokar hi trade co close karo Baithe Hain To usmein aap apni pics ke hisab se trailing stop Lagate Hain jisse autotrade closer taiyar aapko Achcha profit ho jata hai to trading tools bahut hi perfect hote hain Jinse Ham mein bahut jyada benefit hota hai isliye Hamen Har trade Mein Apne trading tools ko use Karke kam karna chahie Taki Ham bhitar profit ki taraf a sake
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ramzan7 پيغام ديکھيے
                            As-salamu alaykum bhaijaan Agar Hum logo ko forex market Mein kamyabi Hustle karni hai to uske liye Hum logo ko chahiye Ke Hum Log Jyada Se Jyada hard work Kare Apne Xperia new Scorpio car trade Kar Hum logon ka fayda Hoga Aur Hum log new scooter bike trading karne Chahiye Pyar Hum logo ko bahut fayda Hota Hai Hum Log Kafi acha profit bana sakte hain
                            Dear ap apni trading mai jab scalping kartyy hain tu ap ko us ka faida yeh hota hai kay ap us kay sub tools jab seekh jaty hain tu ap ko bhout acha profit mil jata hai. Actually ap ko sub tools ka jab use a jaye ga tu ap achi tarha sy trading kar sakty hain. Ap trailing stop ka use kar kay scalping mai es sy bhout acha profit kama skaty hain. aik tu ap ko es ka use karna ana cheye or 2nd ap ko sahi tarha sy es mai es ka use ana cheye. es tarha ap es tools ka acha use kar sakty hain. Ap trailing stop kay kitny pips chose karty hain yeh ap kay fundamental analysis pay depend karta hai jis ka ap use kar kay earning ko zaida kar sakty hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X