lLuck vs Experince,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lLuck vs Experince,
    assalamualaikum dear experience is the key to win or be successful in forex trading. luck on the other hand has little or no effect in trading. moreover luck also favours the brave.

    so i bet experience is the key and luck is trivia
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    me samjta hon key expernice key base par ki gai trading me etna loss nahi ho sakta jetna loss hamy luck par depend karny par trading me ho sakta hay, agar profit earn karny ki bat ki jaye to profit luck par ki gai trading me be ho sakta hay magar proper regular aur daily base par trading karny key ley expernice ki importance ko nazar anadaz karna hamari ghalti ho sakti hay, agar expernice hasil kia jaye to ye expernice trading career me hamary ley life time help de sakti hay hamy kabi be esi trading karny ki koshish be nahi karni chaye jes me hamara expernice shamil na ho.
    • #3 Collapse

      Good Question brother 2no is important hai why ? is professional trader b loss kartay hai why kiya woo galat entry kartay hai NO woo Entry bahot best kartay hai but us time us k sath us ka luck kam nahi kar leta and loss ho jatay hai market 2 type say run howa karti hai
      1) jo professional traders limit order place kartay hai woo am position nahi hoti bahot high level ka level howa kartay hai but market breakout kar jati hai
      2) and jo log breakout kartay hai woo b professional trader howay hai but us time wazan us k in k sath deti hai
      just simple


      Hmesha loss jub hota hai tu ik trader yehh bolta hai k may loser hun
      NO
      esa nahi hai us time us say achay trader usi position level par ziyda ho jatay hai our breakout kar detay hai
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
        assalamualaikum dear experience is the key to win or be successful in forex trading. luck on the other hand has little or no effect in trading. moreover luck also favours the brave.

        so i bet experience is the key and luck is trivia
        traders Agar Forex trading Bank some successful Hona chahte hai to uske liye traders ki hardworking matter karti hai aur traders garlic trading way traders ki bahut kam help karta hai agar traders Forex trading be successful Hona Chahte Hain traders ko chahiye ke apne lagte bahut kam depend Kare Kyunki Agar trailers Apne Lagte Hai depend Karke trading Karenge 24 proper tarike se trading nahi kar Sakenge
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          forex trading main jub hum trading karty hain tu hmara expiernce he hmain akmayb bnata hai or aghr hum luck ki bat karen tu hum yah kah skty hain k kbhi kbhi luck bhi hmara sath de deti hai es bat se bhi inkar nahi kar skty hain maghr kbhi bhi luck par zeyda der bahrosa na kren q k luck hoti hai chalti bhi hai maghr har bar kbhi nahi chal skti hai es liye kuj trador yah smjhty hain k hmara luck he hmain kamayb trador bnata hai es liye hmain apni leraning or expiernce ko ignoar nahi karna chahye q k jub tak apka expiernce hoga apki luck bhi ta tak he apka sath deti hai without knowledge ap ki luck bhi apko dhoka de jati hai es liye apny expiernce par dehan rakhty howe trading karen ta k hmain acha profit mily
          • #6 Collapse

            Trading ma shyed aik baar ya do baar apki luck chal jaay aur aap tajarba karin kay luck apka saath deti hai ya nahi to shyed apka experience aik ya do baar kamyaab ho jaay. Magar eventually aapka experience he hai jo aakhir time tak aapko help karta hai aur luck aur experience ko compare nahi karna chahey. Lekin agar aapka experience acha ha magar luck na chal rahi ho to shyed aik baar ya 2 baar kahin aapko uski wajha say nuqsaan bhe ho sakta hau. Magar yehi experience aapkay us nuqsaan ko bhe recover kar sakta hai aur aapko usky baad profit bhee dilwaata hai.
            • #7 Collapse

              sallam dosto kia hall hian app sab dosto forex main luck or Experince forex trading main luck jitni zaroree hian or itni he app ko forex trading main experince ke be zarortat hote hian agar app k forex trading main exprrince nahe hian tu pir kaam karab hain app logo ko chaye k pehly demo main kaam kar forex main acha experince hasil kari
              • #8 Collapse

                experience is more necessary as compared to luck luck tu kabhi kabhi aur kahien kahien chalti ha but experience is necessary for geting profit in the forex trading and to get profit
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                  assalamualaikum dear experience is the key to win or be successful in forex trading. luck on the other hand has little or no effect in trading. moreover luck also favours the brave.

                  so i bet experience is the key and luck is trivia
                  i think so k luck itne important ni hai jitna experience matter karta hai q k mere khayal main luck apka kbhy ek time pai sth dai ge luck acah hone ki wjah s eap ek dafa kahin maidan mar lo gay ya do dafa mar lo gay ya jeet jao gay laiken main samjhta hon k agar ap k pas experience hai to uski wajah se har tarah ki mushklm ko asan bna sakte hain aur experience har jagah pai kam ata hai ajise forex trading main ap luck ki bina pa ek dafa trade se profit lai loo ya do dafa lai lo laiakne agar ap k pas experience ai to ap o kbhy loss ni ho sakta agar hoga bhe to ap apne experience se usko recover beh kar saket ho
                  • #10 Collapse

                    Dear jaisy ap ne suna ho ga k luck her jaga chalti hai ho sakta hai k ais market mai bhi luck chalti ho magar jaha tak mainy ais market mai dekha hai k kuch logo ki luck bahot achi hoti hai magar wo ais market mai jab kaam karty hai to aun ko ais mai loss hi hota hai ais market mai ye hai k agar hum ne paisa kamana hai to ais mai experince hona chaye kun k ais mai agar ap kaam sekh k aaty hai to ap ko ais mai faida hota hai aor agar ais mai aisy hi kaam start kar lety hai k ap ki luck bahot hi achi hai to ho sakta hai k 2, 3 dafa ap ko ais mai fiada ho jaye magar ais mai end ap ka loss hi hona hai kun k market ka kuch pata ni hota k kaha move kar jaye aor kitna move kar jaye ais liay ais mai kaam sekh k karna chaye.
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                      assalamualaikum dear experience is the key to win or be successful in forex trading. luck on the other hand has little or no effect in trading. moreover luck also favours the brave.

                      so i bet experience is the key and luck is trivia
                      Assalamualaikum Ji Bhai aap bilkul theek Kaha your experience Hota Hai Uske Muqabla Mein Koi my name is Rathan main aapko Aaj Ek baat batata hoon ke agar aap Yeh Soch CarTrade Karenge ok Meri lag Hogi to achha Ho Jayega To aap dost Ka Saamna Karenge agar aap trading business Mein kamyabi Hona chahte hain aap ko chahiye kya aap Forex trading ka experience Hasil Kare or ager experience hoga to aap apni lag Ko Dikhane nahi hai uske sath sath aap ko lag di kaam aayega Agar aapko expediency Nahi Hoga Tu apna Lagta Kisi Kaam ka nahi hoga
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                        assalamualaikum dear experience is the key to win or be successful in forex trading. luck on the other hand has little or no effect in trading. moreover luck also favours the brave.

                        so i bet experience is the key and luck is trivia
                        Lok Bojhena important Surat Yahan Par Agar Apke Pas experience and experience is the key of success AC repair flex experience increase Hota Jayega aap aap time to time is my working Kaate Jayenge isko samajhta Jayenge is Mein Aapki learning both are the important rehti hai jitni Jyada learning Karenge Itna Jyada aap ka kaam hoga
                        • #13 Collapse

                          Forex trading mai luck kay role ko b avoid tu nai kiya ja sakta hai. Luck ke waja say trader ko trading mai kuch na kuch faida zaroor mil jata ha . lakin maire khayal say sirf luck ke base per kuch trades tu win ke ja sakti hain lakin long term mai trading karny ke liye trader ko luck ka kuch khas faida nai hota hai aur long term kamyabi sirf proper learning aur education kay baad he mil sakti hai. Luck per zaida barhosa karny waly traders forex trading say bohot he jaldi out b ho jaty hain jab kay learning aur proper experience say trading karny waly ager chaiye tu lamby arsay tak trading kar sakty hain aur apny liye forex trading say achy results hasil kar sakty hain.
                          • #14 Collapse

                            expiernce in forex trading:
                            forex trading main expiernce ki boht ahmiyat hai or forex trading main expiernce gain karny k liye hmain demo account ki zarort hoti hai jis main traing ki practice ki jati hai or jub hum trading ki practice karty hain tu hmara expiernce bhi increase hota hai forex trading main expiernce ki base par hum profitable trading kar skty hain or achi eraning bna skty hain
                            luck in forex trading:
                            forex trading main luck chalti hai maghr hum har trade par he hum luck par depend nahi kar skty hain es liye hmain luck par bhi blive kar lena chahye maghr es k liye apka expiernce bhi acha hona chahye forex main q k boht se trador luck by chance par forex main kam karty hain jo k kuj arsy bad he apna ccount wash karwa lety hain tu hmain apni luck se zeyda apny expiernce par tawjoh demi chahye

                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yeah papa explain working karne ke liye aap ke pass jitne Jyada experience Hoga wo aapke liye utna Hi Kam Hoga aapko chahiye kya aap Jyada Se Jyada experience Parichay ki Rakhe aur aap isme Lakhon Jyada utilise Thackeray experience core generate Karte Jayenge aap ki skills bhi kam karne ke liye increased Jyoti Jayegi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X