What is dfference between forex and stock exchange?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is dfference between forex and stock exchange?

    Stock market aur forex market do ahm markets hain jis ki waja say pori dunia main trading ho rahi hay. aur cheezon ka lane den ho raha hay. jab kis mulak say koe chezen dosray mulak main jati hain tu un ki price kay nateejay main ya to wo mulak paisy deta hay ya chezen deta hay. ager wo paisa deta hay to wo paisa kis lehaz say deta hay aur jow currency say currency change kernay kay rate nikalta hay aor exvchange rate kehlata hay.
    is ki waja say kuch log currency ko khareedna aur beechna shoro ker detay hain jis ki waja say forex market wajood main i. is time tak forex market ka hujam stock market say boht zayda ho gia hay aur boht say log stock ko zayda like nahi kertay aur forex main invest kerna chah rahay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is dfference between forex and stock exchange?

      forex trading or exchange ki aghr bat ki jay tu stock exachnge main public ki commenies k stock hoty hain jis main hmain buy or sell krna hota hai stock exchange main aghr hum koi stock khareedty hain tu hmain pahly osko sell krna prhta hai es ko hum bari invest k sath kar skty hain jis k liye hmain boht se research karni parhti hai jis k bad hum es main apna business karty hain es main boht time avoulble hota hai jis k liye hmain boht mahnt bhi krna parhti hai.........
      forex trading aik internatiol trading bsuiness hai jis main hum currncies ko buy or sell karty hain es k liye hum boht choti invest se bhi apna business kar skty hain es k liye hmain itni mahnt bhi nahi karni parhti hai or hum kam time main apni trading k bad achi eraning bna lety hain or es main hmain kisi currency ko sell karny k liye pahly buy nahi krna prhta hai
      • #18 Collapse

        Re: What is dfference between forex and stock exchange?

        Ager dekha jaye to forex market aur stock market main koe khas difference nahi hay. dono aik hi asool per kam ker rahi hoti hain. bas in main trade honay wali cheez ka farak hota hay. stock market main log stock ko khareed rahy hotay hain ya bech rahay hotay hain. is main kisi companay kay shares hi ho saktay hain. aur koe stock bhi ho sakta hay.
        Forex market main log currency ki khareedo farookhat ker rahay hotay hain. aur is main mukhtalif currencies kay pairs hotay hain. jin per trader apni trading ker rahy hotay hain. forex market ki investment stock market ki invest ment boht zayda hay. forex market ka hujam takreeban stock market say 4 guna bara hay aur shayad ab to is say bhi zayada ho gia ho.
        In dono markets main chart aur makrket ki harkat ka andaz aik jesa hi hota hay. in main lot size ka farak hota hay.
        • #19 Collapse

          Re: What is dfference between forex and stock exchange?

          Forex aur stock exchange ma itna ziadah farg ni ha lakin phir forex aur stock exchange ma darj zail farq ha
          == Forex ma currencies ki trading hoti ha ur stock exchange ma different exchange ki trading hoti ha,
          == Forex trading ma trading ki bohat sari opportunities hoti hain balk stock exchange ma limited hain
          == Stock exchange ma ziadah mehnat ki zarurat hoti ha lakin forex ma ziadah asani se trade ki ja sakti ha
          == Forex market 24 hours open rehti ha lakin stock exchange country k hisab se open aur close hoti ha
          == Stock exchange ma profit k lye bohat time lagta ha magar forex ma ap thoday se waqt ma bohat sara profit kama saktay hian
          • #20 Collapse

            Re: What is dfference between forex and stock exchange?

            dear jaisy ap ne baat ki hai stock marketplace ki aor forex ki to ais mai sab se bara exchange ye hai ok inventory aik united states ki market hoti hai aus mai time hota hai aus okay andar hello aus mai kaam karna hota hai magar foreign exchange pori dunia ki marketplace hai aor ais mai her time kahe na kahe se log ais mai kaam kar rahy hoty hai ais mai ye hai ok hum agar ais mai kaam kar rahy hai to ais mai thori si funding kar k bhi kaam kar sakty hai aor ais mai ye hai ok agar koi currency vulnerable ho rahe hai to hum aus ko promote kar okay income bana sakty hai magar stock mai aisa ni hota agar ap ne koi inventory lia hai aor aus ki charge down ho rahe hai toa us mai ap ko loss hello ho ga ais liay aj kal ap ne dekha ho ga k log stock se nikal okay forex mai aa rahy hai.
            • #21 Collapse

              Re: What is dfference between forex and stock exchange?

              Dear ager app us main deikhain to forex aik open business hai us maih world mnain kahean bhe beith k app forex o access ker sagty hean us ko trade ker sagty hain ouir dosare traf stock exchange ki baat ki jeay to ye kse bhe country ki aik specific market hoti he us k her koi trade nahe ker sagta hai pher ye online nahe hota hia us main share app ko purchase kernay parta hai un ki selling hote hai ya buying our limited log us country k ker sagtay inhain ye main difference hai un dono market main forex dono main best hia
              • #22 Collapse

                Re: What is dfference between forex and stock exchange?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                Dear kia ap muja ya bata sakta hain ka forex or stock exchange mai kia fark hai kia same hai jasa forex pr investment hoti hai tu kia stock exchange bi ya hi kam krti hai please reply
                Assalamu Alaikum Forex trading business or stock exchange Mein Koi Jyada Fark Nahin Hai stock market Mein Aam public key companies ke stock available label hote hain Jahan Par Hum Unmai trading ka sakte hain shares free sakte hain Jis main aapko Itni hi ownership milti hai jitne ke AAP share Street Hain lake in forex market Ek different business hai ya Ek online business hai isme aap aap ki koi company Nahin Hoti bol ke aap directly shares by kehte hain aur chal karte hain ya 24 ghante chalne wala business hai is main mukhtalif kism ki currency is metal aur Koyal par trade ki Ja sakti hai aur electronic currencies Jaise ke Bitcoin Hai in SAB par trade Kiya jata hai
                • #23 Collapse

                  Re: What is dfference between forex and stock exchange?

                  Dear stock market aur forex market main kafi fark hota hai jas trah forex market 24 hours open hoti hai lakn stock market ki ak time limite hoti hai jas py stock market open aur close hoti hai forex market main ap km investment say bi apna business start kar sakty hai mtlab trading shoro kar sakty hai lakn stock market main ap ko zyda say zyda investment karna parta hai forex market main ap agher ap pair ko buy karty ho to wsi pair ko ap sell bi kar sakty ho lakm stock markt main as trah ni hota us main ap kasi share ko buy kay bagher sell nai kar sakty forex market main stock market ki nsbat zyda profit hota hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: What is dfference between forex and stock exchange?

                    main to bhae shuro say he forex trading he kie hai stock ka koi idea naeh hean forex maian acha profit hai us mian kafi faiday hain koi third party nahe hia us main ap ka direct link broker k sath profit withdrawal ho ya pher deposit ho app online bank zareya apny account main kerty hain app analysis khud kertyhain dil ho to kaam kerean buy ya sell karein nahe hai to na karein our pher he app ko ache earning hoti hai jab sure trade ho stock main easa nahe hia
                    • #25 Collapse

                      Dear Forex market dunia ki worldwide market hai jaha daily basis pay trillions ka business hota hai or har koi har currencies pay trade kar sakta hai or jab kay stock market aik country kay undar tak hoti hai jis mai shares or baqi market kay rates main up ya down ata rehta hai or jaha log aik khas mehdod had tak sarmaya kari kar sakty hain or jab kay Forex worldwide hai ap kahi sy be es mai koi be currencies invest kar kay es mai trading kar kay earning kar sakty hain.
                      • #26 Collapse

                        FOREX TRADING VS STOCK EXCHANGE:-




                        Forex aur stock exchange mein farq ye hai:

                        1. Forex (Foreign Exchange):

                        - Forex, yaani kay 'foreign exchange,' mein currencies (mudraayen) ki khareed o farokht hoti hai.
                        - Forex market 24 ghanton ke doran khuli hoti hai, haftay mein 5 din.
                        - Is market mein aam taur par international currencies, jaise ke Dollar, Euro, Yen, aur Pound, ki trading hoti hai.
                        - Ismein leverage (qarz) istemal kiya ja sakta hai, jisse traders apni investing amount se ziada trading kar sakte hain.
                        - Forex trading mein currency pairs hoti hain, jin mein ek currency doosri currency ke khilaf trade hoti hai, jaise EUR/USD (Euro/US Dollar).

                        2. Stock Exchange (Hisaydar Bazaar):

                        - Stock exchange mein companies ke shares (hisse) ki khareed o farokht hoti hai.
                        - Stock exchange market aksar set waqt mein kam karti hai aur aksar business days pe band hoti hai.
                        - Companies ke shares trading hoti hain, jinse investors companies ke hissedar ban sakte hain.
                        - Stock trading mein investors companies ke performance aur future prospects ko madde nazar rakhte hain.
                        - Stock market mein leverage ka istemal kam hota hai, aur aam taur par shares ya stocks par trading ki jati hai.

                        Last edited by ; 03-11-2023, 03:17 PM.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhan Malik پيغام ديکھيے
                          What is dfference between forex and stock exchange?

                          What is the Difference Between Forex and Stock Exchange?

                          When it comes to investing and trading in financial markets, two popular options are the Forex market and the Stock Exchange. While both offer opportunities for financial growth, they are fundamentally different in several key aspects. In this article, we will explore the distinctions between the Forex market and the Stock Exchange to help you understand which one might align better with your investment goals and preferences.

                          1. Asset Class:
                          • Forex Market: The Forex market, short for foreign exchange, deals with the trading of currencies. In this market, participants buy and sell currency pairs, such as EUR/USD (Euro/US Dollar) or GBP/JPY (British Pound/Japanese Yen). Forex trading revolves around the exchange rates of various global currencies.
                          • Stock Exchange: The Stock Exchange, on the other hand, primarily involves the trading of company shares (stocks), as well as various other financial instruments like bonds, commodities, derivatives, and Exchange-Traded Funds (ETFs). It centers on investments in publicly traded companies.

                          2. Trading Hours:
                          • Forex Market: The Forex market operates 24 hours a day, five days a week, starting from Sunday evening and continuing until Friday evening. It is known for its continuous global trading, and it is divided into different trading sessions corresponding to major financial hubs around the world.
                          • Stock Exchange: Stock exchanges have fixed trading hours and trading days, which can vary by country and exchange. Generally, stock exchanges are open for trading from Monday to Friday and follow specific time schedules and holidays.

                          3. Leverage:
                          • Forex Market: Forex trading often involves the use of leverage, which allows traders to control larger positions with a relatively small amount of capital. While leverage can amplify potential profits, it also increases the risk of significant losses.
                          • Stock Exchange: In the stock market, the use of leverage is typically more limited, and investors usually need to provide the full margin or capital for their trades.

                          4. Market Participants:
                          • Forex Market: Participants in the Forex market include central banks, financial institutions, corporations, individual traders, and investors.
                          • Stock Exchange: Stock exchanges cater to a broader range of participants, including retail investors (individual traders), institutional investors, mutual funds, hedge funds, and publicly traded companies themselves.

                          5. Market Dynamics:
                          • Forex Market: The Forex market is highly liquid, characterized by frequent trading and relatively small price fluctuations. Economic events, central bank policies, and geopolitical developments have a significant impact on currency prices.
                          • Stock Exchange: In the stock market, individual stock prices are influenced by factors like a company's fundamentals, earnings reports, market sentiment, and broader economic conditions.

                          In summary, the choice between the Forex market and the Stock Exchange depends on your investment objectives, risk tolerance, and trading preferences. The Forex market focuses on currency pairs, while the Stock Exchange offers a wide range of investment opportunities, primarily in the form of company shares and other financial instruments. Understanding the differences between these two markets is crucial for making informed investment decisions.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X