Assalam Alaikum dosto price channel ka bara main, price channel chart pattern ka hi eik roop ha, price channel chart pattern ka hi eik roop ha , price channel chart pattern do horizontal line khenchna sa Banta ha ,price channel ko Trisha rectangle Bhi kahta hain . Iski two types hoti hain Bullish continuation price channel and bearish continuation price channel ,bullish continuation price channel tezi ka trend ko barkarar rakhna ka signal deta ha matlab keh jo tezi ka trend chal rha ha wo agey or bhi chala ga. Bearish continuation price channel downtrend ka signal deta ha matlab abi or price necha aye gi .How price channel is formed?Bullish Continuation Price chanel :Dosto chart main ham dekhte hain market-main uptrend chal Raha ha bullish continuation price chanel ka bana ma yha zaruri ha shuruwati trend uptrend ho iska bad price resistance bana kar necha ana lagta ha lakin uptrend ko maintain krna k lie ek support bana leta ha or wapis sa upr jana lagta ha is tarah sa pahla resitance or pahla support ban jata ha iska bad price upar jana lagta ha or wapis sa 2nd resitance banata ha , lakin yha pahla resistance dusra resistance ka mutabik lower hona chayie , or fir sa price necha ana lagta ha or fir price 2nd support banata ha ,or ya pahla support sa lower hona chayie , dosto ab yaha pa 2 lower resitance or 2 lower support tayar h chuki hain to ab hamain dono resistance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna ha is trend line ko is pattern ka sath main trend line kahta hain iska bad hama dono support ka low ko touch karta hue ek dusri trend line khenchna ha , is trend line ko is pattern ka sath channel line kahta hain iska bana ma ya zaruri ha yha 2 support 2 resistance banein , dosto jab ap trend line khenchein to ya dono parallel honi chayien , agr dono lines parallel nahi hogi isa valid rice chanel nhi mana jaye ga ,iska bad price resistance level tor kar upar chali jaye to ya patteren pura hota ha or uptrend fir sa chalna lagta ha.Buying With Bullish Continuation Price Channel:Dosto agr apko bulish continuation price channel nazar araha ha to apko sabsa pahla 2 support ko touch karta hue ek trend line khenchna ha , iska bad dono resitance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna ha ab hama buying karna ka lie yha dekhna hain jab koi candle price channel complete hona ka bad resistance line ka upar closing da da to uska bad wali canlde ma buying karni ha or stoploss uska low ka neha lagana ha or profit book karna ka lie jaha pahla support bana ha usa kahta hai point B or jaha pahla resistance bana ha usa kahta hain point A, or iska jo difference hoga wo hamara target hoga .Bearish Continuation Price Channel:Dosto chart main ham dekhte hain market-main downtrend chal Raha ha bearish continuation price chanel ka bana ma yha zaruri ha shuruwati trend downtrend ho iska bad price support bana kar upar ana lagta ha lakin downtrend ko maintain krna k lie ek resitance bana leta ha or wapis sa upr jana lagta ha is tarah sa pahla resitance or pahla support ban jata ha iska bad price upar jana lagta ha or wapis sa 2nd resitance banata ha , lakin yha pahla resistance dusra resistance ka mutabik lower hona chayie , or fir sa price necha ana lagta ha or fir price 2nd support banata ha ,or ya pahla support sa lower hona chayie , dosto ab yaha pa 2 lower resitance or 2 lower support tayar h chuki hain to ab hamain dono resistance ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna ha is trend line ko is pattern ka sath main trend line kahta hain iska bad hama dono support ka low ko touch karta hue ek dusri trend line khenchna ha , is trend line ko is pattern ka sath channel line kahta hain iska bana ma ya zaruri ha yha 2 support 2 resistance banein , dosto jab ap trend line khenchein to ya dono parallel honi chayien , agr dono lines parallel nahi hogi isa valid price chanel nhi mana jaye ga ,iska bad price resistance level tor kar upar chali jaye to ya patteren pura hota ha or uptrend fir sa chalna lagta ha.Iska sath time frame ka zaruri nahi kuk ya har time frame ma banta hain or acha sa kam karta hain .Selling With Bearish Continuation Price Channel:Dosto agr apko bearish continuation price channel nazar araha ha to apko sabsa pahla 2 resistance ko touch karta hue ek trend line khenchna ha , iska bad dono support ka high ko touch karta hue ek trend line khenchna ha ab hama selling karna ka lie yha dekhna hain jab koi candle price channel complete hona ka bad support line ka upar closing da da to uska bad wali canlde ma buying karni ha or stoploss uska low ka neha lagana ha or profit book karna ka lie jaha pahla support bana ha usa kahta hai point A or jaha pahla resistance bana ha usa kahta hain point B, or iska jo difference hoga wo hamara target hoga .