Jaiza: "Bollinger Bands Indicator" in forex trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: "Bollinger Bands Indicator" in forex trading.

    forex market mein Koi indicator use karte hain to humko yah pata hona chahie ki is indicator ko dekhkar market mein kaise trade open karni hai jo trade forex market mein acchi trade lagate Hain to is market mein kafi jyada fayda ho jata hai agar Ham forex market mein indicator use karte hain to aapko is market mein paida hota hai jab Ham is market mein acchi plan karke kam ka jawab kshma khet mein achcha result Mil jata hai agar Ham forex market mein bullinger band indicator use karte hain to humko is market mein yah pata hota hai kam is market mein acchi planning karke kam karta tha Ham khush market mein kafi jyada fayda ho jata hai jo trade forex market mein kam karne ke liye planning karte Hain to is market mein successful Ho jaate Hain forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai jordar forex market mein rules banakar kam karte hain was market mein successful Ho jaate Hain agar Ham forex market mein trade lagane se pahle bollinger band indicator use karte hain to usse humko kafi acchi trades mil jaati hai
    bollinger bands indicator ki baat hai to dear ap ne bilkul sahi kaha hai ye indicator bohat behtreen indicator hai lekin dear is ka bhi faida humein usi situation Mein ho sakta hai Jab hmare pass is se related acha knowledge aur acha experience mojood ho GA aur hum is ka Sahi istemal SEEKHNY ky baad is ki apni trading Mein follow krny ki koshish kren ge otherwise humein nuqsaan bhi ho sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: &quot;Bollinger Bands Indicator&quot; in forex trading.

      Dear members trading main Kam krty howy AP different type k indicators r tools ka use krty Hain Jo k ap ki trading ko Kamyab banaty Hain. Ap ko in indicators ki madad sy in time market main entry aur exit point ka signal milta hy aur is tarha so asaani k sath acchi trading ke sakty Hain AP ko in indicators ko samjhny k liy work out krna chahay take market main trend ko find kia ja saky.

      Bollinger Band Indicator:
      Trading main indicators ka basic maqsad AP ko in time market k entry or exit point k sath sath market trend k bary main bataya jata hy Jo k old history k sath sath currently market k trend k bary main information deta hy. Bollinger Band Indicator bhi ek essay hi indicator hi jis ki madad sy AP asaani k sath kamyabi hasil kr sakty Hain Bollinger Band Indicator sy AP market k trend ko find kr sakty Hain. Bollinger Band Indicator ek price envelop ki type hy jis main upper aur lower level ki price levels define hoty Hain. Bollinger Band Indicator ek price envelop hota hy jis ko standard deviation level sy plot kia jata hai.aur ye ek moving average line k oper ya nechy hoti hy.

      Agr market main bands extend ho they hon to is ka Matlab hota hy k market ki volitelty increase ho rahi hy r market ka reversal start hony wala hy. Trader market k swing ki use krty howy apni trading it sakta hy market main wohi Banda Yan hy Jo k deeply in indicators ko read me k samjhy r trading main apply kry. Jb bhi market price bands ko moves out karta hy to is ka matlab market k trend ki further countiuention hoti hy. No doubt Jo bhi traders indicators ka istemal janty Hain wo I sy acchi trading kr rhy hoty hain.
      🌼 Never Give Up 🌼
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: &quot;Bollinger Bands Indicator&quot; in forex trading.

        Yes. Forex trading ma bhot sary indicators hain jin ka maqsad serf or serf trader ki help karna hota hai. Ye market ma trader k assistant ka kirdar ada karty hain or ye ik he page par market ki sari information display kar dety hain. Jb trader es information ko assume karta hai to usko foran pata chal jata hai k market kis trend ma hai or trader ko es time par kon si trade ko open karna chahe. Jo trader indicator ko use ni karty wo kbi achy trader ni ban paty kiu k unko market ki information hasil he ni ho pati. Es topic ma ham bollinger band indicator ko further explain karyn gy.

        Bolinger band indicator. Forex trading ma indicator 3 bands k zaryae trader ko market k signal provide karty hain. Bollinger band ko ham upper band lower band or middle band kehty hain. Jb market ki current location middle band ko cross kar upper band ki taraf move kar rahi hoti hai to es ka matlab hai market ma up trend hai or trader ko buy ki trade ko open karna chahe. Jb trading ma market currently middle band ko crosa kar lower band ki taraf move kar rahi ho to es ka matlab ye hota hai k trader ko sell ki trade open karni chahe. En signals ko trader ko chahe k wo apny experience k sarh judge kary. Jo trader blindly forex indicator k signals ko follow karty hain unk lae profit ko hasil karny ma bhot problem hoti hai. Kiu k bhot sary indicator asy hain jo hamesa fake signal ko he generate karty hain or trader k lae phr en sy nikal pana bhot mushkil ho jata hai. Jb trader ka account wash ho jae to usk lae bach pana bhot mushkil ho jata hai.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: &quot;Bollinger Bands Indicator&quot; in forex trading.

          .BOLLINGER BAND

          Bollinger band bhi forex market main trade kerny ky liay use hony wala aik indicator hai jis main difference moving averages use hoti hain ky is main bhi jo moving average sab sy kam hoti hai woh next up ya next down moving average ko cross kerti hai tou hamary pas chance hota hai ky ham phir same direction main ky agar up wali moving average ko cross kery tou buy laga dain agar down wali moving average ko cross kery tou sell ker lain tou acha profit hasil ho sakta hai.

          forex business mein cross over ke bohot sarey indicators hein jis mein CCI RSI and iske ilawa bhi traders ne apni taraf se bohot kuch develop kiye hotey hein aur us par achi trha se work kar rahey hotey hein but in mein se Most favourite hey aur jo log bohot hi ziada purey world mein use kartey hein woh Moving average Cross hey Moving average Cross over aaj kal bohot hi ziada popular hey aur log is mein bohot hi ziada work kar rahey hein aur achi trha se earning bhi kar rahey hein isliye mein samjhta hun keh hamen in ko agar achi trha se learn karne ka moqa milta hey to ham kabhi bhi yeh moqa zaya na hone den iske ilawa jo Bollinger Band hey yeh bhi bohot hi acha aur bohot hi zabardast indicator hey aur iski madad se bhi hum forex mein bohot hi ziada profit karne ke qabil ban saktey hein agar hum isko achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein.
          Deegai picture mein aap moving average ka cross over dekh saktey hein aur phir market ka profit bhi dekh saktey hein.

          forex market main yeh dono indicator ki apni apni movement hai jis say forex main market ka pata chala jata hai cross over moving average say laga kar niklta hai aur market ka trend chaneg hoty wakt log aksar yehi use krty hain cross over ko aksar big time frame main laga kar chek kia jata hai kyon ky phir he es ki achi accuracy banti hai aur bolinger band ju indicator hai us ko aksar log scalping main use karty hain scalping ky bolinger band aik best indicator hai jiss say ap aik din main achi achi trades ko pick kar sakty hain es lea forex market main jitny bhi indicator hain sab kam ky hoty hain mager ap nay practice kar ky phir he es ki theory ko samjhna hota hai practice ky bgair ap ka koi bhi indicator kam nahi kar sakta ha.
          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: &quot;Bollinger Bands Indicator&quot; in forex trading.

            bands indecators ko additionally dawn ache aurapproach Kay saath Kam kartay trestle criticize at haum carry through and cutting use karney Kay liye koi animate planstarteeb daytay enduring tou phir haum united states of americaplan Kay mutabiq apney objectives ko gainkarney ki koshish kertay supply bagair seekhay aur bagair profit Kay haumarykhabhi bhi reach and ad nai kerni chahiye aor hamesha yack luggage and facilitate cleverness moreover comrade as tolerably as near analaysis koistamaal kartay hoye into and advertising karni chahiye takay haum possessions and set the drum huskiness totalling cad ki move planskr t humy agli trades kon colourless or kitny supply spirit off forthright karni hy kon calm trades mtake conclude or kon B m foretell cold ka istamal zrori hy Overbearing pahly lecture jan lyty hanq satisfying humari dawn condense m nick ko agree to karna carry out and propaganda ki gaining experience of or expertisehasil karna b shamil han Receive and ornament ki commencement treaty month-to-month b ki ja sakti hy or humbuying and cutting edge ki opening inclination show b kar sakty han or ziada classify depart select about investors yearbook the stamp plansko give a speech to tarjeh dyty han q pleasant weekend pe marketplace complement up hoti hy or attract close by into and headway nakarny ki waja sy agly pory week m ko selection mesmall endanger folding bossy signally affair the Forex coppers succeed in and combine qualified aap hamesha
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: &quot;Bollinger Bands Indicator&quot; in forex trading.

              Market Mein different type ke indicators maujud hote hain ya indicators traders ki trading karte waqt bahut jyada help karte hain aur ye traitors market Mein in indicators ka istemal free mein karte hain Inko istemal karte waqt hone Kisi Ki sankhya investment Nahin Karni padati isliye Tamam members ko chahie ki vah market Mein in Tamam indicators between difference ko acche tarike se clear Karen

              Forex trading Mein in different type key indicators Mein ballinger bands Ek bahut hi test indicator hota hai market Mein ballinger band Ek technical indicator hota hai aur ballinger band indicator ko market Mein Main traders apni trading ke liye use karte hain market Mein traders ballinger band indicator ko market Ka Trend ko confirm karne ke liye istemal Karte Hain

              Market Mein bollinger Band ke jariya Se Hi market ke trend ko acche tarike se confirm kiya Ja sakta hai uske bare mein complete information Hasil ki Ja sakti hai Jab traders market Trend ko confirm kar lete hain to Uske bad unhen market Mein Apni trade Mein stop loss ka istemal karte hue apni trade Dena chahie aur is stop loss ko unhen bahut hi best Jagah per set karna chahie market Mein traders ko apni trade ke liye bahut hi best opportunities ko select karna chahie aur an opportunity is ka istemal karne se pahle unhen unke bare mein complete information Hasil kar leni chahie aur jo best opportunity opportunity ko hi Apne trade ke liye select karna chahie tha ki aap inke jariya se apni trade ko safe trading Bana sake aur in Kesariya se market Se Achcha profit Diya Kar Saken traders ko apni trading ko start karne se pahle market ko acche tarike se analysis kar lena chahie aur Market Mein without trading ke knowledge ke Kabhi trading start Nahin Karni chahie Kyunki Is Tarah Se market Mein acchi Shiksha shasan nahin kar Payenge
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: &quot;Bollinger Bands Indicator&quot; in forex trading.

                Forex market main technical analysis kay baghair koi trader trading order main successful nai ho sakta. Is liye ager trader technical analysis karny main expert hoga to usko yahan bahut useful earning ho sakti hay. Kai indicators per aboor hasil hony ka matlab hay keh trader kay pas forex market ka technical analysis ka knowledge kafi ziada hay jis say woh yahan per long term trading benefits lay sakta hay.

                Bollinger band and its functions.
                Bollinger band aik aisa indicator hay jo bands kay through market ki volatility measure karny kay liye use kia jata hay. Is indicator main trader ka experience bahut matter karta hay q keh ye indicator koi values nai day raha hota aur sirf bands ki squeeze ya expand movement ho rahi hoti hay jo price movement kay sath kam ya ziada ho rahi hoti hay lehaza ager trader kay pas acha experience nai hoga to woh baghair experience kay kabhi bhi is indicator kay bands ko nai samajh paye ga aur youn is kay liye trading say earning karna bara mushkil hoga.

                Trading strategies through bollinger band indicator.
                Bollinger band indicator ka use hamain trade main entry, trend ki strength, security ki volatility aur trend say exit ka bhi signal daita hy. Jab lower band price line ko cross kar kay up jaye to ye up trend ki indication daita hay youn traders buy ki trade lagaty huye earning karty hai. Isi tarah ager upper band lower side pe movement start kar day to ye down trend ka signal samjha jata bay aur trader is main sell ki trade karty hain. Bollinger band indicator ki badolat trader market ki volatility main swing trading say effective earning kar sakty hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: &quot;Bollinger Bands Indicator&quot; in forex trading.

                  bolingger bands aik asa Indicator hy jis sy hamen trend ko analyse krne me bht faida ho sakta hai but hamen completely indicators pe depends nhi rehna chahiye q k jab ham completely indicators pe depends rhen ge to ham kabhi bhi kamyab nhi ho saken ge Is liye hamen khud se apme experience aur skills se trend ko analyse krna chahiye ta k ham kamyab ho saken bollinger band mai trade lagana chaty hai to aus k liay hum ko ais mai sabse phly to dekha chaye k hum jo short term trading k liay use kar rahy hai ais mai hum ne time frame kon sa use karna hai aus k baad hum ko ye dekhna chaye k hum ne ais mai simple scalping trade hi lagani hai ye ni hai k trade laga k beth hi jaye aor baad mai hum wo trade phansa k beth jaye agar hum ne ais strategy k hisab se entry leni hai to jab bhi bollinger band upper band ko touch kary to hum ko sell laga deni chaye aor jab market center band ko touh kary to ap ko ya to trade close kar deni chaye ya phir ap ko trade ka stop loss entry point par laga dena chaye ais se ye ho ga k ap ki trade secure ho jaye gi ais se ap ka account slow slow growth hota jaye ga.
                  bollinger band ko tor k bahir nikal jati hai ais mai ye hai k hum ko tab sell karna chaye aor jab market bolliner band k andar aa k close candle to aus time hum ko apni trade close kar deni chaye ais mai ye hai k humri zayda tar trades profit mai aati hai kun k ais mai ye hai k hum ais mai bahot hi over ho jaye to aus time entry lety hai jis ka faida ye hai k humri trade kam az kam 10 pips to profit mai aati hai jis se hum trade asani se nikal sakty hain aor ais strategy mai ye hai k ye trade bahot kam nazar aati hai magar jab ye trade banti hai to hum ko accha profit dy jati hai trading main Bollinger bands ya stochastic sy hum market ki movement ko dakh k trend ko maloom kar sakty han or Bollinger bands ko dakh k hum down ya up main value laga sakty han or jab signal Mily to Han is ko close kar sakty han sirf humy indicator ko samjny ki zarort ha jab in indicator ko samj jany gy to easily ache trading kar saken gy is ley pehly indicator ko seeken samjny or us k baad in pe amal karny ta k ap easily successful hon bollinger bands ko mady nazer rahk ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar kam karty howe bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading be kar sakty hain.
                  💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: &quot;Bollinger Bands Indicator&quot; in forex trading.

                    Forex trading ki market Mein bullinger Band indicator Ek bahut hi popular indicator hai ki market Mein Bulandshahar band indicator bahut important role play karta hai bollinger band indicator Ek bahut hi simple indicator hai Ham is indicator ko buying or selling main bhi istemal kar sakte hain Hamen is indicator per bahut jyada practice karni chahie Jitna Jyada Ham is indicator per practis Karenge Ham is indicator ko acche tarike se apni trading Mein apply kar Payenge aur apni trading Mein Achcha result bhi Hasil kar Payenge Hamen is indicator ke related complete knowledge Hasil karna chahie Jab Ham is indicate ko apni trading Mein istemal karne lage To Hamen is indicator ko acchi Tarah se analysis kar lena chahie

                    Forex trading ki market Mein bullinger Band indicator Ek bahut hi Jabardast indicator Hai market Mein is indicator ko bahut jyada value Di jaati hai bahut se trader bullinger band indicator ko istemal karke hi market Mein trading karte hain bullinger band indicator trader ko Trend ke related acchi information deta hai isliye trader ko is indicator ko Chitra se follow karna chahie bollinger band indicator trading Co market ke related signal bhi provide karta hai bollinger band indicator ke through trader market ke trend ko acchi Tarah Se find kar sakte hain

                    Bollinger band indicator Ek technical indicator Ki Tarah kam karta hai bollinger band indicator Kesariya se market ke trend ko acchi Tarah Se confirm kiya Ja sakta hai bullinger band indicator ki help se trader market ki volatiy ko bhi acchi Tarah Se Measure kar sakte hain Bulandshahar band indicator se Ham market ko Chitra se analysis kar sakte hain bullinger band indicator market analysis karne mein trader ki bahut jyada help Karta Hai trader ko bullinger band indicator ko kabhi bhi ignore nahin karna chahie balke isko Chitra se apni trading Mein istemal karna chahie

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X