what is Market Manipulation in our business ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    what is Market Manipulation in our business ?
    hi dear friends i have a question for my seniors please tell me what is market manipulation and is ko kis trha smjha ja sakta hai please example k sat reply raren
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&p=10350037#post10350037
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: what is Market Manipulation in our business ?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
    hi dear friends i have a question for my seniors please tell me what is market manipulation and is ko kis trha smjha ja sakta hai please example k sat reply raren
    Dear brother aapane bahut hi Achcha question Kiya Hai or is bat ko samjna bahut hi important hota hai kunk agr ap market ma kamyabi hasil krna chahty hain tu us ma apko es tarah kay sary points ko samjna cheye. Is question ka related kuch important information share karna chahta hun aur sb sa phly apko batana chahta hun ka Manipulation kia hoti hai.

    What is Manipulation:

    Manipulation aik esi illegal way or cleverly way hai jis main ap kuch advantages hasil kr sakhty hain js ka ap by law entitled ni hoty or ap unko unfair means use kr kay hasil kr laty hain. According to definitions of Manipulation forex ki markit hamesha banks or big players sa hi manipulated hoti hai.

    Manipulation kesy hoti hai:

    Agar aap manipulation ko samajhna Chahte Hain To iski main aapko Kuchh examples deta hun Jiske bad aap is position Mein a Jaenge ki aapko manipulation ki aasani ke sath samajh ah Jayegi Jab market mein kisi specific commodities ki prices bahut jyada Lo Ho Jaati Hai Aur use time per big players for example banks aur ISI Tarah Ki or institution Jinke Paas bahut jyada reserves Hote Hain vah Us commodity ko purchase kar lete hain aur Jaise hi us commodity ki prices high level Tak Jaati Hai To vah usko se Laut kar dete Hain Jiski vajah se vah consistently bahut jyada profit Hasil kar lete hain.

    Kyunki aapko pata hai ki Jab Bhi Kisi commodities ki Ham prices ko dekhte hain to vah totally demand aur supply per depend kar rahi hoti hai isliye Jab big players market mein kisi commodity ko bahut jyada limit Mein purchase ka lete hain to vah market mein bilkul short Ho Jata Hai Jiski vajah se uski demand increase Ho Jaati Hai Aur Jaise hi uski demand Tej Hoti Hai automatically uski prices Bhi Jyada Ho Jaati Hai Jiski wajah se Humko vah bahut jyada profit Deti Hai.
     
    • #3 Collapse

      Re: what is Market Manipulation in our business ?

      Dear brother aapane bahut hi Achcha question poochha hai aur Iske jawab dena na Duniya members ke liye Mushkil ho sakta hai Kyunki Ham dekhte hain ki jab tak trading mein aapke pass learning aur knowledge Nahin Hota aapas mein kabhi bhi achcha response Nahin de sakte Aur Is Tarah Ke question karna Ek ek level Tak pahunchne ke liye Jaruri hota hai Kyunki iske liye Kafi Jyada experience ki jarurat Hoti Hai Jis Tarah aap ka question Hai Ki Main Pareshan kya hoti hai Business mein dusre ke Jawab Mein Main aapko yah Kahana Chahunga ki aap Jab market mein kisi bhi price ko vah level per dekhte hain aur usko vahan Se Badi Laut Ke Sath purchase kar lete hain matlab ke aap ko pata hota hai ki yah ab bahut hi low level per Hai vah Iski bahut jyada pricedown ho gai hai aur isase Jyada Masjid down Nahin ho sakti to aap ismein use chij ko purchase kar lete hain aur ismein aap usko hold rakhte Hain Ki Jab bad Mein uski price Hai Hogi to aap usko sale Karenge dear is chij ko manipulation Kaha jata hai ismein aap Jab dekhte hain ki coronavirus ki vajah se market mein bahut jyada Asar hua tha aur crude oil ki price is bahut jyada down ho gai Thi Aur Jiski vajah se market per bahut jyada negative response hua tha aur crude oil negative Mein Chala Gaya Tha use Waqt Jin Logon Ne crude oil per bike ki trade Lagaye Hogi unko bahut jyada profit Ho Gaya hoga Jin Logon Ne crude I ko process Kiya Hoga vah Se Achcha profit and kar rahe Honge aur jo log abhi tak isko halt Rakhe hue hain vah future Mein isase Achcha profit earned Karenge Kyunki market Mein crude oil bahut jyada low-level per chala gaya tha aur ismein use Waqt market Mein Aise Samjha ke bilkul free mein Bik raha tha is Waqt crude Halki movement upward ho rahi hai to is Jin Logon Ne crude oil per use Waqt vate ki thi to usko Ham manipulation ka naam de sakte hain aap ek Kisan ka illegal bhi Kaise sakte hain Kyunki Islamic rules ke mutabik stock karna Jaise Nahin Hai aapko Vahi chij talk Karni chahie jo aap ismein normal routine main use karte hain agar aap ismein jarurat Se Jyada stock Karenge to aap ka vah illegal ho jaega.
      • #4 Collapse

        Re: what is Market Manipulation in our business ?

        Ek trader ke liye trading market bahut hi important hoti hai aur hamen chahie kya Ham jaruris business ko samajhne ki koshish karen aur is business mein apna experience banae Jab hamara experience Ban jaega to yah business hamare liye easy ho jaega aur hamen is business mein working karne ke liye is ko samajhna bahut hi jaruri hai tab hi Ham is business may qualify kar sakte hain agar Ham is business ke liye hard-working nahin karte Hain to Ham kabhi bhi is business ke liye qualify nahin kar sakteisliye hamen chahie ki Ham Kya Karen Taki Ramesh business ko samajh sake aur is Dil se sake otherwise Ham sabhi successful nahin ho sakte hain....
        yah business bahut hi risky hota hai aur ismein coffee features bahut hi kam hote hain isliye hamen chahie Ham is business ke liye experience nahin tab hi Ham ismein profit gain kar sakenge aur agar hamara experience nahin hoga to hamen profit nahin milega isliye hamare pass strong experience hona chahie aap hi business mein hamen success mil sakti hai otherwise is business mein successful hona bilkul bhi impossible hai kyunki ek risky business hai aur ismein without experience but rather be working karta hai wo loose ho jata hai
        • #5 Collapse

          Re: what is Market Manipulation in our business ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
          hi dear friends i have a question for my seniors please tell me what is market manipulation and is ko kis trha smjha ja sakta hai please example k sat reply raren
          What is market manipulation in our business ?
          Forex Mein darasal buyer or seller ki fight Hoti Hai Jiski wajah se market movement Karti Hai Karte Hai yani Agar market ke andar buyer ki tadad Jyada Ho Jaati Hai to market Upar ki taraf Move karti hai yani uptrend main movement karte hain aur Agar market Ke Andar Seller ki tadad Jyada Ho Jaati Hai to market down trend ke andar move Karti Hai To aisi vajah se market Mein UP ya Down trend banta hai .
          Baz dafa Market fake movie Deti Hai Jiski vajah se jo beginner trader hote hain vah confuse ho Jaate Hain aur is market ke andar Ek Bada profit Lene Ki Koshish karte hain Aisa ose Waqt Hota Hai Jab Koi news event hota hai aur big news ki announcement hoti hai to baz dafa aap dekhte hain ki market mein bahut jyada high movement Hoti Hai Jiski vajah se beginner Dhokha kha Jaate Hain aur vah ek Bada profit Hasil karne ke liye ismein Bade lot size ka istemal karte hain Jiski vajah se market Unka account minut Mein wash kar deti hai Hamen market ki manipulation Se Bachana chahie Agar Ham Bachana Chahte Hain hamare pass forex trading ka knowledge Hona chahie aur experience Hona chahie .

          Bahut jyada indicator ki madad se Ham buyer aur seller ki tadad ko find kar sakte hain aur uske bad Ham market ke uptrend or down trend ki identify kar sakte hain ais market ke andar Agar Ham successful hunna Chahte Hain To sabse pahle Hamen Forex trading ka knowledge Hasil karna hota hai aur uske bad Hamen demo account ke upar practice karni hoti hai aur demo account ke upar Hamen different types strategies aur indicator ko test karna hota hai aur Jis strategies aur indicator se Hamen best results provide hote hain usi ko Ham real account mein istemal Karke Ek Achcha profit Le sakte hain Hamen kabhi bhi is market Mein Ek indicator ko use nahin karna chahie Jab Ham 2 se 3 indicator back Waqt use karte hain aur vah Hamen same result provide karte hain to ose Waqt ham is market ke andar Ek acche entry Le sakte hain .
          • #6 Collapse

            Re: what is Market Manipulation in our business ?

            Pakistan forex forum is platform pay bahut se senior log working kar rahe hain Jin logon ka knowledge and experience bahut hi jyada hai aur UN logon ko working karte hue aur posting karte hue kafi time gujar chuka hai aur UN logon ke knowledge bahut hi achcha hai main ummid karta Hun ki vah log aapko market manipulation ke bare mein good information de sakte hain
            Market manipulation khush samajhna bahut jaruri hai hai unki market mein kam karna aasan nahin hai hai market se mulakat uthana bahut mushkil hai kuch log is kam ke liye dictators ko istemal karte hain aur indicator ki madad se market mein kam karte hain lekin poochh lo analyses ki madad se pura karne ki koshish mein samajhta hun ki agar hamare technical and fundamental analysis behtar Ho jaate Hain to hamara kam bahut hi behtar ho sakta hai aur ham market se bahut hi achcha munafa utha sakte hain isliye hamen chahie ke Ham jarur apne fundamental aur technical analysis ko behtar Karen Taki hamen aasani ke sath Punjabi mil jaaye aur ham apne kam mein aasani ke sath kam jab ho sake aur ine chijon ko samajh sake yahan per bahut se aise senior log Hain Jin ka tajurba bahut hi achcha hai aur aur ine sawalon ka jawab vah bahut acche tarike se de sakte hain aur hamari information mein izafa kar sakte hain lekin jo new log Hain vah log bhi ine jawab baat se kafi fayda utha sakte hain aur vah log bhi apni trading ko kafi behtar banaa sakte hain
            💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
            • #7 Collapse

              Re: what is Market Manipulation in our business ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
              hi dear friends i have a question for my seniors please tell me what is market manipulation and is ko kis trha smjha ja sakta hai please example k sat reply raren
              Agar ham forex market main successful trader banna chahty hain tou hamain market per effect hony waly her factor ko importance deni hogi aesa nehi hota ky ham just market ki movement ko dekhty huey trade open kerain aur hamain profit hasil hota rehy kuch trades main tou aesi possibility hoti hai ky market kisi aik hi direction main movement kerti hai tou agar same movement hamari favour main ho tou hamain acha profit bhi hasil ho sakta hai lekin hamain her open ki jany wali trade main agar profit hasil kerna hai tou hamain her factor ko samjhna hoga ky ham loss sy bach ker profit hasil ker sakain tou in factors main market manipulation bhi hai jis ko discuss kerna zaruri hai

              Market manipulation

              Jab market main bary investors enter ya exit hoty hain tou iska market ko bahot effect hota hai aur aksar market main aesy time per bahot bari movement ho jati hai jo kisi bhi support ya resistance ko break ker sakti hai tou aesy time per kuch investors jin ko pehly sy aesy action ka pata hota hai woh bahot zyada faida hasil ker lety hain yehi market manipulation hoti hai ky illegal way sy market ki movement ky faida hasil kia jata hai

              Manipulation effect per trade entry

              Jab kisi bhi commodities main market ki price manipulation ki waja sy bahot zyada low ho jati hai jo demand na hony ki waja sy price bahot zyada low hony per traders bari lots use ker ky trade enter kerty hain aur phir bari demand dal dety hain tou jesy hi demand supply ki nisbat increase hona shoru hoti hai tou aesy time per price bhi increase hona shoru ho jati hai aur bary investors aesy time per market sy bahot zyada faida hasil kerty hain jo market ky manipulation effect ki waja sy hota hai

              Agar ham bary loss sy bachna chahty hain aur acha profit hasil kerna chahty hain tou hamain market main trade enter kerny sy pehly her terha ky analysis ker leny chahiaen agar ham achi terha sy fundamental analysis kerty hain tou ham market manipulation effect sy bhi faida hasil ker sakty hain
               
              • #8 Collapse

                Re: what is Market Manipulation in our business ?

                Forex market mein aapane agar trade Lagani hai to aapko manipulation ke bare mein information Ka Hona bahut Jaruri Hota Hai Kyunki is market mein aap Jab Bhi Koi trade Lagate Hain To aapko ismein yah Pata Hona chahie kis time market mein kitne volume ke sath trade ho rahi hai aap jis bhi currency pair per trade Laga Rahi hote hain aapko ismein yah Pata Hoga Ki is time Agar market Mein volume bahut jyada use ho raha hai to aap use currency pair per trade open karke Achcha profit Hasil kar sakte hain manipulation Mein banks or big traders Shamil Hote Hain Jo market Mein Kabhi Jyada mat Karva Rahe Hote Hain Jab Bhi market mein bahut kam rate Karte Hain Uske map is market Mein Kafi Jyada investment Karke Apna target Hasil kar sakte hain is market mein agar aap manipulation Se Bachana Chahte Hain To aapko is market Mein volume indicator ko use karna chahie isase aapko yah pata chal jata hai ki is time market Mein volume Kitna Jyada use ho raha hai agar aap is market Mein volume ko acchi tarike se use karte hain to aap is market manipulation Seva sakte hain Aise time per market Kafi Jyada movement karti hai aur aap ko Aise time per bahut jyada nuksan ho sakta hai agar aap is market Mein acche tarike se kam Karte Hain To manipulation Se Bachkar Apne account per Achcha profit Hasil kar sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: what is Market Manipulation in our business ?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
                  hi dear friends i have a question for my seniors please tell me what is market manipulation and is ko kis trha smjha ja sakta hai please example k sat reply raren
                  Assalam o Aluikum! Dear forex members, apna bhot acha topic choose ki ha, Market manipulation k bara man bhot kam members ko understanding hogi. Aj man apka sath Market Manipulation k bara man apna knowledge share karon ga.

                  What is a "Market Manipulation"?


                  Market Manipulation actually ak type ki market abuse ha jis man jan bojh ker market k ander artificially misleading regarding market prices cread ki jati ha.

                  Market Manipulation man market k ander Inflation aur defladeflation ki situation ko artificially creat kia jata ha market price man sirf aur sirf apna persnal benefits k liye.

                  Market Manipulation ko zayada ter countries man mana kia gya ha. Iski waja sa trader ka market per trust khatum ho jata ha.

                  How do you Market Manipulation the market?

                  High frequency trader aur day trader market ki high volitality koblike kerta han, q k market jitni zayada volatile hogi itna he unko trade lagana k chances zayada hon ga. Trader volatility ko hasil kerna k illegally act ker k market price man inflation aur defaltion create kerta han.

                  Key Points :

                  1. Spread of a currency pair or commodities hamen galat information deti ha.

                  2. Market ki demon aur supply true picture nahe dati ha.

                  3. Fraudulently market k ander price man increase decrease banaya jata ha.

                  Market Manipulation Techniques:

                  1. Churning: Is technique man day trader zayada bulk man cheezan buy ker k kuch small time k liye, aur few second man usko sell b ker deta ha. Wo asa kafi dafa ak din man kerta ha. Ye ak legal technique ha.

                  2. Wash Trading: Ye technique b zayada churning k close ha. Is man trader sell and re purchasing ker trade volume ko kam zaya ker k artificially inflation create kerta ha. Ye ak illegal technique ha.

                  3. Pump and Dump: Is technique k ander mis-guide kia jata ha trader ko kisi particular commodity or currency paits k bar man aur trader sell ya buy kerta han. Is terha promotors unki holding ko dump ker deta han.

                  4. Bear Raiding: Is technique k ander investor or particular group create down falling in particular commodity. Ye technique illegal ha.

                  5. Market Cornering:
                  Is technique man trader bhot zayada amount man particular commodity or currency pairs ko Buy kerta ha aur pher market man Manipulate aur prices ko control kerta ha. Is sa small traders ko bhot loss hot ha.

                  Conclusion :

                  Market Manipulation zayada illegal ha aur is sa hm dosron ko nuqsan aur sirf apna apko. Illegally profit de sakta han.
                  • #10 Collapse

                    Re: what is Market Manipulation in our business ?

                    forex friends Forex k rules ko follow karna bohat hi zaruri hay agar ham forex trading k rules ko follow karen achi tarha say forex ko seekhnin and sath sath practice karen demo account pay practice kartay rahain regular jab achi tarha say practice kar lain and experience gain kar lain to hi trading karain us say pehlay trading karnay ki try karain gay to aap ko koi faida nai ho ga bal k aap ko loss ho jay ga jab aap experience gain kar lain and achi tarha say knowledge bhi gain kar lain to aap apna account balance yani k apna Capital increase karain bhalay bonus say karen ya apni personal investment say karen laikan account balance ka smart hona bohat hi zaruri hay aap ko money managment aati ho phir main cheez aati hay k aap ka analysis kesa hay practice k doran apna analysis strong karen Fundamental and Technical analysis dono tariqay use karen and news ko lazmi check karen aao money management kartay hoay apnay account me trade lgatay hoay lot size select karen Lot size ki importance bohat hi ziyada hay lot size ki koishish kren k minimum hi rakhen aur jab achi trha say analysis karnay k bad trade lganay k liay best entry points mil jain to un pay trade lagain aur phir apnay decision pay confident ho jain k mera faisla theek hay jab aap apna analysis ko lay kar sure hon gay to hi trade main kamyabi mil sakti hay agar aap ko dar laga rahay ga k yeh trade pata nai loss main jay gi ya profit main jay gi to aap apna confidence loose kartay jain gay khud pay confidence and control hona bohat zaruri hay apnay emotions and feelings ko side pay rakh kar trading karen kyun k agar aap emotional ho jain gay to loss ki sorat main aap ko samaj hi nai aay gi and aap koi aesi ghalti kar bethen gy k jis say bohat bara loss uthana par jay ga aap ko jab aap apni trade lagain to us main Stop Loss and Take Profit k tools ka istemal bhi karen kyun k yeh bohat important tools hain jin ki madad say account saffe rehta hay and loss ki soorat main account wash nai hota agr rules ko achi tarha say read kar samaj k trading karen gay to hamain kamyab trader ban'ny say koi nai rok sakta laikan us k liay shart yehi hay k rules and regulations ko fully follow karen laalach na karen daily weekly and monthly target set karen aur phir un targets ko achieve karnay k liay mehnat karen din rat mehnatt kareen kyun k mehnti traders hi kamyab traders bantay hain aur manfa kama saktay hain baqi sary traders banny ka khawab adhora chor k forex ko leave kar jatay hain
                    • #11 Collapse

                      Re: what is Market Manipulation in our business ?

                      Bahi ap na accha question kia hai manipulation ka matlab yah hai ki kya market nahin Ham buy jaate Hain ya sal jaate Hain to market me changing aati hai sal ke taur per agar buyer yada ho jaaye Auto market bike etawah Jana shuru kar deti hai isliye market mein manipulating aati hai market bahut bheji se up and down hoti hai market mein kitni bhi changing aati hai vah sirf aur sirf by karne se yah sale karne se aati hai agar paye karne wale log jyada hai aur cell karne wale log kam hai to market bike hai ki aur agar cell karne wale log se aata hai aur buy karne wale log kam hai to market sale mein jayegi isliye Ham market ko manipulate kahate Hain market mein yah changing hamesha buyer aur saler ki intry se hoti hai Delhi hamen mis soch samajhkar trading mein entry leni chahie aksar 2 aisa hota hai ki koi bahut bada trader investment karta hai aur ek pair mein vah bahut jyada vyast karke usko sell kar deta hai to market uski taraf karna shuru kar deti hai aur Baki jinhone bye kya hota hai vah last mein chale jaate Hain isliye hamen bhi soch samajh Kar trade lagani chahie news ke aane ke bad market mein bahut changing aati hai hamen news ka Bihar mein chahie yah bhi market mein Anu plating ko tarji deti haiyah bahut achcha dost the ismein jismein be learning on knowledge and silky Ho kamyab hua main marne ke sath kam karna chahie Taki Ham kamyab ho sake aur ek achi earning kar sake ismein kamyabi ke liye hamen bahut mehnat karni padati hai koi yahi vajah hai ki ham log bahut acchi kamyabi answer kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: what is Market Manipulation in our business ?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
                        hi dear friends i have a question for my seniors please tell me what is market manipulation and is ko kis trha smjha ja sakta hai please example k sat reply raren
                        G han dear jis tarha kisi business kaliye koi form istmal ki jatye hai esi tarha forex mai aik jadeed business ki waja say es mai bhi aik form istmal ki jatye hain jis ka matlab ap kay khyal mai mnipulation ka kha jata tu insankoi bhi kam karta hai life mai tu wo ye soch kay kam karta hai kay wo es mai kamyabi hasil karye ya life mai kuch aisa karye jis ka us ko faida ho ab jub wo faida bhi laina chata hai per wo chata hai kay es mai kam bhi acha ho aur us mai milnye wala profit bhi acha ho tu insan ko chaye kay wo koi business karye jis mai us ka kafi faida ho sakta hai tu ap ka kam hai kay ap nay life mai koi bhi kam hai tu wo acha hai tu ap es pay trust kar kay acha kam kar saktye hain tu business mai forex aik kafi acha business hai aur ap es mai kafi acha kam kar saktye hain aur ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap baki kisi bhi kammai interset na lain ap ka kam simple sa hai ap forex mai a jain aur ap es mai kam karain kiyu kay ye aik market mai badshah broker hai ap es mai kam kartye hain tu ye ap ko kafi faida daita hai yhan tak kay ap kaliye es mai unlimited ka word bhi istala hota hai ye aik aisa business hai jo es time duniya mai kafi mashoor ho gaya hai es mai day by day logo mai izafa ho rha hai aur es mai kafi log kam kar rhain aur kafi logo nay kam kiya hai tu jhan tak mera khyal hai tu ap es mai acha kam kar saktye hain aur ap es mai baki kamo ko chor kay ager mahnet kay sath kam kartye hain tu ap ka kam kafi easy ho jata hai aur kafi acha ho jata hai jis kay bad ap es mai acha profit laye saktye hain aur ap es mai kamyab ho saktye hain
                        $$$ Never Give Up $$$
                        • #13 Collapse

                          Sawal: &quot; Trading main manipulation&quot; kisy kehty hain..??

                          Assalamu Alaikum dear members kaise hain aap sab log ummid karta hun kya aap sab thik Honge dear senior and junior member Mera aap sab se yah Sawal Hai Ke A trading Mein Mani pollution Kise Kahate Hain kindly Apne Apne knowledge or information share Karen thank you...
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal: &quot; Trading main manipulation&quot; kisy kehty hain..??

                            Trading manipalution
                            Forex trading me manipulation se murad hai k jab banks apne faide ko hasil karne k leye market ki trading pair me hera pheri karen (dhoka bazi). Forex trading me sara kaam banks k under hi taqreeban hota hai aur hamare brokers k account bhi uni k pas hote hen to hamari trading k dowran agar wo asal market se khilaf warzi karte howe hemen dhoka me rakh kar apna faida hasil karte hen to ye faorex trading ki manipulation hoti hai. Forex trading market me rozana ki bunyad pe bohut ziada trading hoti hai aur 2013 ki aik report k mutabiq daily base pe 5.35 trillions of dollars ka karobar hota hai. Is waja se kuch masle masayel banks ki tarf se bhi a sakte hen jo currency k rate ko disturb kar sakte hen apne leye.
                            Manipulation ki waja kia banti hai
                            Forex trading me bare bare banks shamil hote hen jo ye kaam daily base pe kar rahe hote hen aur ye is waja se dunya ki sab se bari market bhi hai. To in bari transaction ki waja se forex trading market me banks k pass har waqat million of dollars me trade order received hote hen. Aur wo agar kisi k order recieve hone k baad un ko kuch pal k leye lagata hai k market un k khilaf chali gaye aur is waja se un ko bohut bari loss ka sabab banne wali hai to wo stocks ko bhi time differ kar wa kar (hold kar ya pehle time pe release kar) hamen new price k hisab se deal karti hai agar un ko us me faida ho aur agar un ko porane time pe faida melta hai to wo us ko apply karte hen.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal: &quot; Trading main manipulation&quot; kisy kehty hain..??

                              DJ member Assalamu Alaikum manipulation in Forex is made through different Bank the forex candle is a fun National scandal that involves the Revelation and subsequent investigation dad bank score loaded for at least a decade to manipulate exchange rate for their on financial gain manipulation by brokers is a retail trader price aur places order with the hope that the forex broker who act as a market maker really offers are competitive but quite a scam broker would often within the spread and create artificial spike so that a trader lost capital quickly can Forex trading make you rich Forex trading may make you rich if you are a huge Fund with deep pockets are an unusual skill currency trader but for the average retailer today rather than being an easy road to witcher Forex trading can be Rocky Highway to am Norris losses and intestinal

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X