Forex trading main Stop Loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Forex trading main Stop Loss

    Ji hain dear forex friends agar hmmay loss horaha hota hain to hummay stop loss lagana chahiya takay hum mazeed loss sa bach sakay stop loss hummay zyada loss sa bacha saktay hain ya hammara account wash honay sa bachata hain ya ak best option hain is sa hummay bhari support milti hain ya hammay liya ak better tool ke tharha kam karta hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Forex trading main Stop Loss

      dear friends ham koi bhi karobar kar rahe ho hamare zehan main us ka ek image ban jata hai k ham kitna profit le sakte ha our loss ki sorat main ham kahan tak ka loss brdashat kar sakte hai ku k koi bhi business ho us main loss and profit dono zarori hote hai ham loss b hasil kar sakte ha our profit bhi our ye hamare knowledge experience our mehnat par depends karta hai k ham loss hasil karte hai ya profit dear friends aj k ye topic trading business main Stop loss ka use our us k benefits par mambi hai so sab se pehle hamara stop loss k bare main jan lena zarori hai

      Stop loss :
      dear friends Stop loss trading business main broker ki traf se dita gay ek optin hai ek order hai ya tool hai jis ka use kar k ham trading business main apne loss ko control kar sakte hai hai our zayda se zayda der tak market main survive kar sakte hai dear friends stop loss order hamen loss se to nahi bacha sakta hai lekin is ka use hame market mai ane wali bari deviation se mehfoz rakhta hai jis se hmara loss ek hd tak rehta hai our ham save secured rehte hai
      stop loss ek esa order hai jis main hm ek point choose karte hai our apan Stop loss order lagte hai or is bat ko mumkin banate hai k agar market hamare selected point tak hamare oppsit safar karti hai to hamara order ham se ham loss mai close ho jay our is trah jab bi market aap ko loss de g aap k stop loss level k hit hone tak hi aap market main raho ge stop loss k hit hone par aap ka order auto close ho jay ga is tarah aap kam se kam loss main market se out ho jate hai our aap next trade main us loss ko recover bhi kar sakte hai

      Benefits of Stop Loss :
      dear friends stop loss order ko use karne k beshumar advantages hai jo k aap ko professional trader banane our market main long time tak survive rehne k liye buhat zaroori hai

      • dear friends Stop loss order aap k loss ko control karta hai our aap ko big loss se bachat hai
      • stop loss order k lagane se aap ko daily bases par ya bar bar market ko dekhne ki zarorat nahi hoti hai
      • stop loss order aap ko confidence k sat trading kane ki ijazat deta hai
      • stop loss ka use aap k un jazbaat ko control karta hai jo k aap ki trading par asar andaaz ho sakte hai
      • is ka use us wakt buhat zayda faide mand hota hai jab aap bar bar market ko dekhne ki position main na ho



      Disadvantages of Stop loss :
      dear friends stop loss order such main buhat useful or important order ham lekin is k kuch nuqsan bhi hai

      • dear friends Stop loss ka sab se bara nuqsan ye hai main market main ane wali koi choti c Fluctuation b aap k stop loss ko trigger kar sakti hai
      • baz okat ham stop loss ko lagate hai or market pehle hamara stop loss hit karti hai our us k baad again revers chali jati hai is trha ham loss hasil karte ha jab k hame profit ho sakta tha
      • new traders ko stop loos ki sahi jaga lagne ka andaza lgana mushkil hota hai
      • agar ham stop loss ko bagir analysis k laga den to is k hit hone k chances zayda hote hai
      Ayisha Cutey's Trading Journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
      • #33 Collapse

        Re: Forex trading main Stop Loss

        Forex trading Mein profit or loss To Nahin business ka hissa hai Iske alava Bhi Koi Bhi business Ho vahan bhi profit loss donon chijen business ka paath hai agar Hamen Kabhi profit Ho Raha Hai To Hamen loss ko bhi man mein Rakhna chahie aur Agar Kahin loss Hai To Hamen yah mahine Rakhna chahie ki Hamen profit bhi Jarur Hoga Is Tarah Se Jab Ham working Karte Hain To Hamari working bahut acchi Ho Jaati Hai

        Stop-loss ko trading Mein zaroor use karna chahie Aisa karne se Hamari amount save rahti hai aur stop-loss se Hamen paraayaa hai ki Hamara Jaya Nahin Jata aur jab Hamen trading Mein profit hota hai to tabhi Hamari trade Hote close Ho Jaati Hai to stop loose per Agar Ham focus Karenge per Hamen bahut Achcha profit mil sakte hain stop-loss ko Jarur istemal karna chahie tha ki ek acchi earning ho sake aur loss se bacha Ja sake stop loss bahut important chij hai trading mein agar Ham ise use Karenge to Kafi jyada fayda ho sakta hai isliye Star Plus per Wapas karna chahie
        • #34 Collapse

          Re: Forex trading main Stop Loss

          Asalam o alikum dear ap ny both acha sawal pucha hy dear forex trading m stop loss or take profit ki bot zyada ahmiat hy ye do asy tools han jin ka istamal hum apni trading m kar k achi earning kar sakty han or sab sy bari bat ye k stop loss ka istamal kar k hum apny account ko safe rakh sakty han q k kbi asa b hota hy k hum trade to open kar lyty han mgr kisi waja sy market ko wach ni kar paty to ye stop loss hmary account ko safe rakheny m bot madad gar sabit hota hy wasy to humy chaey k hum analysis ko study kr k trades open karan mgr phr b agar market opposite side move kar rahe hoti hy to stop loss ki waja sy hmari trade loss m jany sy bach jati hy or hmara account b safe rehta hy jo traders stop loss ko ahmiat ni dyty or in ka istamal apni trading m ni karty to un ki gar mojodgi m market opposite side move kar k stop loss na hony ki waja sy un ka nuqsaan ho jata hy or kbi kbi ye loss itna bara b ho sakta hy k humara account bi wash hony ka dar rehta hy is leay her trader ko chaey k apni her trade m stop loss ka istamal lazmi karan ta k kisi bi bary loss sy bach kar apny account ko safe rakhan or kamyabi k sath earning karan forex trading aik difficult or risky business hy is leay is main humy mehnat kar k or soch samj kar trading karni chaey or stop loss or take profit ka istamal apni her trade m lazmi karna chaey
          • #35 Collapse

            Re: Forex trading main Stop Loss

            forex trading main stop loss ka bara he important role hota hae agar hum is main stop loss ka use karte hain to hum is main zaroor kamayb ho he jate hain bas hamen bhe is main esa he karna cahiye take hum apne account ko bhe safe rakh saken or is main hum apne ache trading ko bhe continue rakh saken lakin is ke liye forex ke rules yani money managment jis main stop loss or take profit a jata hae un ko hamen follow karna hota hae tab he to hum is main kamyab ho jate hain agar hum is main karte hain mehnat bas dil se mehnat karen klabhe bhe is main himmat na haren q ke jo bhe is kam main himmat har jata hae wo kabhe bhe is main kamayb nhe ho sakta hae to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main dil se acha kam karen take hamare liye he faida ho or hum is main trading kar saken ache tarah se stop loss nam se he zahir hae ke lioss ko rok dena is main hum aik makhsoos price set karte hain jis main hota yun hae ke market jab us price pe jate hae jo le hamare against hote hae hamare trade automatically kam loss main close ho jate hae jitna hum is main stop loss ka use karte hain is ka faida hamen yeh hota hae ke is main hamen zayada loss nhe hota hae or hamare trades stuck nhe ho jate hain or hum apne us loss ko asani se recover bhe kar sakte hain to is tarah se stop loss ke bahut faide hain hamen lazmi in ka use karna cahiye ache trading karne ke liye q ke aik professional traders hamesha apni trades main stop loss ka use karte hain jiske waja se wo is main kamayb hote hain
            • #36 Collapse

              Re: Forex trading main Stop Loss

              Assalam.o.alaikum dear forex friends Pakistan forex me stop lose ye hy k forex trading me jb ap trading krty hn to apko apni trading me lose ko loch krne or apne account ko save kr skty hn js se ap trading kr skty hn or apna account save rakh skty hn jba p forex forum me stop loss k use krty hn to apko forex me secure trading krne me asani hoti hy forex aik best online business hy jo pori world me spread hy gs mein dnia bhr k log kam krty hn or apni life ko asan bnaty hn forex forum trading krne k sath sath apko forex k tools ko b smhhan chahiye
              • #37 Collapse

                Re: Forex trading main Stop Loss

                Dear frend jesa k ap sab log janty hai forex treading mai stop loss or take profit use kiya jata hai es ko use karny ka maqsa ye hota hai k agar jab hm stop loss use karty hai or jab hm tread open kar k bhol jaty hai to stop loss ki waja sy hmari market loss mai agar chali gai to aik khas point py aa kar rok jati hai or khud he hmary thory loss k bad tread close ho jati hai or es tarha hmara account washed hone sy bach jata hai es liye ye bhot zaruri hai k hm apni tread mai stop loss lgaye or take profit ka b hmari tread mai bhot zayada roll hota hai agar hm tread lga kar bhol jaye ue kisi waja sy hm tread ko close na kar saky to jab hm tread ko aik khas point py set karty hai to market waha py pouch kar close ho jati hai es sy ye hota hai k hmari tread b close ho jati hai or hmy profit b mil jata hai es liye hmy yahe koshesh karni chaye k apni tread mai stop loss or take profit ko lazmi use kary ta k ap ko profit b mil saky or ap ka account b washed hone sy bach saky.
                • #38 Collapse

                  Re: Forex trading main Stop Loss

                  Forex trading business place stop loss ki bahut jyada value Hai Jitna Jyada Ham stop-loss Ko use Karenge Forex trading business Mein Kamyab Ho Jaenge stop-loss Hamare account ko Vash hone se Bacha Tha Hai Hamen apni trading Mein Hamesha koshish karni hai ki take profit aur stop loss ke margin to Jarur use ke apni trading mein jyada Se Jyada Kamre ko prefer Karen Itna Jyada Ham kam risk Lenge Ham Forex Mein Kamyab Ho Jaenge bahut se trader apni trading Mein stop loss ke margin ko use Nahin Karte Jiski vajah se unko loss ka Samna karna padta hai Lo se bachne ke liye Hamen market mein jyada Se Jyada Khush karni hai ki Forex main market ki up and down movement ko Dekhte Hue trading Karen aur forex market Mein trade order Lagate Waqt stop loss ke ko Jarur set Karen Hamen kabhi bhi to se 2%jyada risk Nahin Lena chahie risk management ko aur money management ke rules and regulations for follow karte hue threading karne mein hi kamyabi hai otherwise Forex Mein Kamyab Hona bahut jyada Mushkil Hai Hamen dekhna hai market ki up-and-down ko aur Market Mein Kamyab hone ke liye struggle karni hai Jitna Jyada struggle karte hain market ke rules ko follow Karte Hain Ham forex market Mein Kamyab Ho Jaati Hain forex market Mein sometime news ki vajah se bahut jyada speed Mein market ki movement Ho Jaati Hai jisse Hamen loss ke chances Jyada rahti Hain Hamen Jyada Se Jyada market mein loss to control karte hue trading karni hai Taki Ham maarpeet Se Achcha profit Hasil kar sake Shukriya
                  • #39 Collapse

                    Re: Forex trading main Stop Loss

                    Forex trading mein hamen apni trading mein stop loss our take profit ko zarur use karna chahie kyonk forex trading mein stop loss our take profit ki wajah se ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah se forex mein hamara bonus account increased ho jata hai aur forex trading mein stop loss ko use karne se ham zyada loss se bach sakte hain sakta hain aur forex trading main achi trading ke liye money management bahut hi zaruri hai isliye forex main trading money management ke sath karni chahie aur forex trading se pahle hamen market ko achi tarah se analyse karna chahie aur forex market ka fundamental our technical analysis karna chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen trading achi learning aur ache confidence ke sath karni chahie isliye forex mein work our trading se pahle jitna ho sake apne experience our knowledge ko increase karna chahie aur forex trading ache confidence ke sath karni chahie aur forex mein apne experience our knowledge ko increase karne ke liye hamen demo account ko use karna chahie aur zyada se zyada demo account per practise karni chahie aur forex main achi trading karke achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein hamen himmat aur housale ke sath work karna chahie aur forex main use waqt tak apni mehnat jari rakhni chahiye jab tak hum kamyab nahin ho jate forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamari mehnat bahut hi zaruri hai.
                    • #40 Collapse

                      Re: Forex trading main Stop Loss

                      Asslam o alikum umeed ha k ap thk hon gy or apna kaam asani sy kr skty han forex aik aisa business ha jo pori duniya m aphail chuka ha forex ma
                      trading krty howy ham stop loss is liay lgaty han ta k hmara account save rah sky or loss sy bach sky jab ham trading krty howy stop loss lgaty han
                      to ham achi trading kr skty han or loss sy bhi bach skty han hmay chahiay k ham trading krty howy pahly market ko achi trah analysis kr ly ta k hmay
                      trading krty howy koi moshkal na ho...
                      ham forex ma stop loss is liay use krty han ta k ham zyada loss sy bach sky stop loss lgany ka ya mqsad hota ha k ham jitna chahty hmay
                      otna hi loss ho ga os sy zyada ni ho skta ham apny profit ko save rkhny k liay stop loss use krty han ta k hmay zyada loss na ho trading
                      krty howu zyada sy zyad experience ki zrorat ha jitna acha experience ho ga ham market ma otni achi trading kr skty han isi liay hmay zyada
                      information gain krni chahiay ta k ham acha profit hasil kr sky..
                      • #41 Collapse

                        Re: Forex trading main Stop Loss

                        forex trading main jub ap trading karty hain tu apko apni trading main loss ko lock karny or apny account ko save rakhny k liye stop loss ka use krna chahye jis se ap apni trading kar skty hain or apny account ko save rakh skty hain forex main ap apni trading main jub stop loss ka use karty hain tu apko forex main secure trading karny main asani hoti hai forex aik best online trading ka business hai jis main ap kamyab trading kar k achi earning kar skty hain forex main jub ap apni har trade main trading tools ko achi trha se sue karty hain tu ap apni trading main achi earning kar skty hain apko loss bhi kam hota hai or ap apni trading main profit bhi hasil kar skty hain
                        1: stop loss ka maqsad:
                        forex trading main jub ap stop loss ka use karty hain tu es ka apki trade main yah faida hota hai k ap aik selected loss ko face karty hain ap jitna loss chahty hain otna he hota hai or es se zyaada apko loss nahi hota hai es liye apko chahye k apni trading ko save rakhny k liye har trading strategy k sath apni trading kar rahy hain stop loss ka use karen jis se ap achi trading kar skty hain or acha profit lay skty hain stop loss se apko loss hony par apka account bhi wash nahi hota hai tu apni har trade main stop loss ka use lazmi karen..
                        • #42 Collapse

                          Re: Forex trading main Stop Loss

                          Market mein jo kam ho rahe hote hain vah unpredictable hote hain ya nahin Hamen pata nahin Hota ki aage kya hoga kaise hoga Kyon Hoga Kis Tarah hoga yah Jaise Humne Socha hota hai Vaisa Hoga bhi ya nahin Tu ine sab chijon se bachne ke liye stop stop last Ek Aisa mechanism Hai Joker Tradus ko unke Jyada loss se bachane ke liye Hota Hai Forex Ki Duniya Mein Star Plus jo hai vah Muslim Shakal aur tariko se apply Hota Hai.
                          5 tarikh Ke Hain Star Plus tragedies ke Jin ko apply kar sakte hain Forex trading ke dauran
                          1. 1 tarikh aaya hai ki Aap Jo aapke Star Plus per Aap Jo price fixed Karen aap usko stating kar de na hi aap usko change Karen aur na hi usko Kahin aur move Karen tab tak jab tak aapki limit price per
                          2. Ya FIR jo aapane jo stop ki setting karni hai usko Jo actual market ki maloomat hai use sabse usko Is Tarah set Karen aur uske liye indicator istemal Karen.
                          3. Manual training stops star mein aisa hota hai ki jo trader Hai Jaisi uski position jo hai uski favour Mein Maaf Karna Shuru Hoti Hai To uske sath hi vah Apne Jo stop last ki limit Hoti Hai usmein trailing Lana Shuru kar deta yah news ko manually adjust karna Shuru kar deta hai apni e Jo Uske Karm Mein uski favour main swing a raha tha Uske hisab Se Hi Hua uski values ko mandali appear down karta hai
                          4. chauthe number per trailing stop function Jis ko istemal karte hue Jo trader ya broker hai voice function ko istemal karte hue Apne trading score ab Piya down karta hai apne stop + favour ke hisab se
                          5. Traders hote hain vah trailing stop ko Is Tarah bhi adjust kar lete hain incrementally Jani Ja Jaise jafet aayega Usi sabse Hua uski movement Hogi Unki favour main to use sabse Vasco adjust karte rahenge thanks.
                          • #43 Collapse

                            Re: Forex trading main Stop Loss

                            Assalamu alaikum dear friends Stop loss ka use kar ky hmy forex ke market mai km krna ho ga phr he hum pasa kma saky gy hamy market mi stop loss ko kbe be ignore nh karna chaey hamy ik time table bn kar kam karna ho g hum is mi live trading kr ky pasia kama sakty hin hamy soch smj kr forex m kam karna ho g then hum km kr ky earn kar sky gy hum is mi night mi be km kar skty hin hum is mi day mi be km kr skty hain hum is mai agar km krty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hin to hamy loss ho jy ga hamy is mi apny boss ap he hoty hain forex ko smjn aik din k km nh hain hum is mi night mi be kam kar skty hn hum is mi day mi be km kr skty hin yi aik legal business hain hum is m agar stop loss ko ignore kar dety hain to hamara acount be band ho skt hain s liye hmy is mi soch samj kr km karna ho g forex aik legl business hain hum is mai apny boss kud ap he hoty hain hum is mai mahnet karty hin to hmy kmybe hsl ho jy ge hum is mi agar stop loss ky sat take proft ko be use krna ho g then hum km kr ky earn kr sky gy forex mai agar stop loss hit ho jy to hmy garbnna nhi chey hamy saber karna ho ga then hum kam kar ky earn kar saky gy forex kko samjna aik din ka kam nahi hain hum is mi musalsal mhnet karty hain to hamy kmybe hsul ho jy ge yai aik legal busness hain is stop lose ka kafi hai kiyu kay ap nay aik bar trade laga diya hai ab ap es mai bar bar daikh nhi saktye hain kay ap nay bar bar met kay sath connect kar diya hai aur ap bar bar apna trade watch nhi kar saktye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai tool ka istmal kiya karain tu wo es tarha kiya ja sakta hai kay ap es mai stop lose laga kay kam karain ta kay ap ko bad mai ager trade na daikhna parye tu ap ka trade jis jagha pay hai us pay he yani kay utnye lose kay bad close ho jata hai kiyu kay ap nay stop lose lagaya hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain aur ap kosesh kiya karainkay tool har aik use kiya jarsin kiyu kay tools pay kam karna kafi asan hai aur ye ap kaliye kafi faida bhi daita hai tu ap nay acha kam karna hai tu ap aik tu ap mahnet kay sath aur lagan kay sath apna kam kiya karain aur es mai dusra ye hai kay ap es mai har aik tool kay barye mai daikh kay aur jan kay kam kiya karain kiyu iay tool ka maqsad hota hai kay wo ap ko kafi faida daita hai jis kay bad ap es maj acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu better work ap ka tools kay hisab say kam karnye mai he hai aur ap ka kafi faida bhi hai tu acha kam aur mahnet kay sath kam kartye hain tu ap aik kamyab trader ban saktye hain hmra koi be boss nhi hn.
                            • #44 Collapse

                              Re: Forex trading main Stop Loss

                              Assalamu Alaikum Forex trading me stop loss bahut bahut important hai agar Ham stop loss use karte hain tu Hamen main Jyada loss Nahin Hota stop loss ke bahut Sare fayde Hain for example Ham trade Lagate Hain aur Hamen Koi kam Aan padta hai yah Kisi kam ki vajah se Ham apni Nazar Nahin Rakh Sakte is Waqt stop loss Hamare account ko bacha leta hai hamara account wash hone se bus jata hai Forex trading mein stop loss take profit bahut jyada faydemand rahti hai ek trader ke liye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Forex trading main Stop Loss

                                Assalamu Alaikum agr hum Forex trading kar rahe hain to hamen trading karne se pahle Forex ke har rules ko follow karna hoga agar Ham rules ko ignore karte hue trade open karte Hain to Ham kabhi bhi Forex mein kamyabi Hasil nahin kar sakte aur na hi acha profit hasil kar sakte hain Ham sab se pahle money management ko follow karna hoga trading karte hue kabhi bhi lalach nahin karni hogi normal lot size ke sath aur money management ko follow karte hue hi trading karni hogi jab tak ham money management ko follow nahin karte tab tak Ham Forex mein kamyabi ko bhi possible nahin banaa sakte sometime aisa hota hai ki Ham fundamental analysis and technical analysis ke basis per aur candle ko read karke trade open kar dete hain lekin hamare analysis hamare against chale jaate Hain jiski vajah se hamen bahut hi zyada loss ho jata hai stop loss ka use karte hain to ham log se baat sakte hain aur hamara account wash hony at bacha se sakta hai isliye hamen chahie ki hamesha Forex mein samajhdar saree ke sath teading Karen kabhi bhi trading karte hue jaldbazi na Karen hamesha Forex ke rules ko follow karte hue ismein kam Karen jab tak Ham rules ko follow nahin kar lete tab tak Forex mein kamyabi ko bhi possible nahin banaa sakte agar Ham trade open karne se pahle stop loss ka use nahin karte to hamen bahut hi zyada loss ho jata hai hamen kabhi bhi Forex ki rules ke against nahin Jana chahie hamesha Forex ke rules ko follow karte hue ismein kam karna chahie

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X