market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

    Dear aapke question ke pahle paath Ka Main aapko yah jawab dena Chahta Hun Ki Jab market ki movement Upar Hoti Hai To usmein yah Jaruri nahin hai ki trading ko profit Ho Jaaye Kyunki Agar trader used condition mein Aisi trade lagakar Baithe hue hain Jiski prices Hai hone Se Usko fayda Nahin Hota balki usko nuksan Hona start ho jata hai To Aisi condition Mein usko profit Nahin Hota ke nuksan ho sakta hai.

    Aapke question ka second part yah hai ki agar market ki movement niche Hona start Ho Jaati Hai To Kya Har trader Ko nuksan Ho Jata Hai To aapke is question ke Jawab Nahin main aapko yah batana Chahta Hun Ki yah bhi depend kar raha hota hai ki aapane market mein kaun si trait open ki hui hai agar market ki movement aapke trade ke against hoti hai to usmein aap ko nuksan Hona start ho jata hai otherwise Aap To Hamesha profit hi ho sakta hai agar market ki movement aur aapki trade ki direction same Ho Jaati Hai To usmein aap ko Hamesha fayda ho sakta hai.

    Dear Forex trading me jitne bhi expert aur senior traders Hai unko bhi nuksan ho jata hai isliye iska Koi permanent solution nahin hai koi aisa Tarika nahin hai jisse aap apna nuksan bilkul zero kar sake aur aapko kabhi bhi nuksan na ho sake.

    Agar aap Kuchh important factors per hardworking Karenge to aap apne nuksan ko minimise Jarur kar sakte hain aur risk management ke rules and regulations ko follow karte hue yah apni trading co save kar sakte hain agar aap lot size ki selection Thodi rakhte Hain To usmein aapka account jaldi wash Nahin ho sakta aur aapko Jyada nuksan Nahin ho sakta iske sath sath agar aap stop last ki facility se utilise Hote Hain To fir bhi aap ke account ko Jyada nuksan Nahin ho sakta aur aap apna fayda Hasil kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

      Market key up down movement par traders ko bahot se challenges ka samna karna pardta hay market se related agar correct information traders ko na ho to traders market key na to up movement ko understand karny me kamyab ho sakty hey aur na hi down movement ko samjny me kamyab ho sakty hey, bahot se traders esi waja se hi Forx business me kamyab nahi ho sakty hey key un ko market ki up aur down movement samaj me hi nahi ati hay, market ki es movement ko samjny key ley jaha bahot achy knowledge ki zarorat hoti hay waha par traders ka experience be bahot hi ehmeyat rakta hay, knowledge aur experience dono hi agar perfect ho to traders market ki up movement ko samjny ki position me hoty hey aur sath me down movement ko follow kar key be kamyabi hasil kar sakty hey, esy traders bahot quickly market ki movement ko understand karny me kamyab ho sakty jo key market ka fundamental analysis karny me expert hoty hey esy traders ko ye advantage hasil hota hay key wo market ka long term base par jaiza le sakty hey aur esi waja se hi un ko market ki up aur down movement ko samjny me asani ho jati hay, traders me zaror ye ability majood honi chaye key wo market key har trend ko samjy aur agar market ki movement un ko samaj me na aye to technical aur fundamental analysis se zaror help leny ki koshish kary.
      • #18 Collapse

        Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

        my pricey forex contributors foreign exchange marketplace predominant marketplace do trha se circulate karti hai jis most important aik tu oper jati hai jis ko bullish market kahty hain or aik nechy jati hai jis ko hum breaish marketplace kahty hain or hmain kisi aik fashion ko observe kar okay apni trading karni hoti hai q okay aghr hum market ko achi trha se smjh nahi skty or marketplace k fashion ko apna freiend nahi bana skty tu hum kbhi bhi forex important kamyab nahi ho skty hain foreign exchange foremost market ko ap achi trha se evaluation kar okay apni trading karen jis principal ap achi tarding kar skty hain or acha earnings lay skty hain forex predominant jub marketplace up and down predominant flow kar rahi hoti hai tu es main marketplace major aspect way fashion hota hai jis fundamental trading karna risky hoti hai jis principal loss hony k chances zyda hoty hain es liye hmain marketplace ko wahan pakrna hai jahan hmain faida mily ga or hmain loss na ho forex foremost aghr ap chahty hain okay ap kamyab buying and selling karen tu apko forex primary marketplace ko achi trha se samjah kr apni tarde krna hogi jis se hum kamyab ho skty hain or achi earning kar skty hain foreign exchange important apko marketplace ko smjhny ki capacity ko strong krna hoga jis se ap achi buying and selling kar skty hain
        • #19 Collapse

          Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

          jab market ke movement up ho to hamy is mai trade lagane chahey hamy trade lagany sy pahly is main stop loss ko laga lyna chahey stop loss hamary account ko wash hony sy bachta hain hamy is ko kabe be ignore nahe karna chahe hamy is main daily he kam ko pora karna chahey yai aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is main live or sada urdu main kam karty hain hamy market ke movement ko samj kar kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hamy market ke movemrnt ky mutabik kam karmna ho ga hum is mai agar lalachi ban ky kamk arty hain to hamy loss ho jy ga is mai hum apny boss kdu ap he hoty hain yai aik legal business hain Ji trading karte hue Hamen market ka idea Hona chahie aur Market ki movement ko study Karya Ke Apna Kam Apne time par complete karna chahie if Ham Apna Kam Apne time par complete Karenge To isase Hamen surprise Milegi To Ham Sab Ko chahie Yahan per Apna Kam Karen aur successful hone ki koshish karen Jo Banda Yahan per Apna Kam Karega vah definitely Kamyab Ho Jaega To Ham Sab Ko Yahan per time invest karna chahie because investment karne se ki Hamen profit Milega jisse Ham future ke andar bheekh Kamyab Honge
          • #20 Collapse

            Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

            forex trading ik market business hai jis main humhy market ko dekh kar market ko smjh kar trading karni ho gai ku k forex main hum us waqt tak achi earning hasil nahi kar sakte jab tak humhy market ki movement ka pata nahi lag sakta ku k jab hum market ki movement ko dekh kar trade lagy gy tu humhy acha profit hasil ho sakta hai market ko dekhty waqt humhy market ki up down market ki analysis market ko soch smjh kr trade lagni ho gai ku k market ki movement har mint k bad change hoti rehti hai is liye humhy chaiye k humhy jldbazi main a kar kabi b trading nahi karni chiye ku k jaldbzi say hmsha loss hi ho ga or humhra account b wash ho sakta hai is liye humhy chiye k real account pay trading karny say phly demo account pay practice kar layni chiye taki humhy market k signals ka pata lag jaye forex main humhy mehnat karni ho gai market ko samjna ho ga ku k jab b market up down hoti hain tu humhy loss ho sakta hai ku k sell ki trade agr buy main chali jae tu humhy na sirf loss ka samna balky account b wash ho sakta hain is liye humhy chiye k market ko smjh kar market ki anaysis ko dekh kar trading kary us k liye humhy mehnat karni ho gai jldbazi ko avoid karna ho ga achy signals ka wait karna ho ga ku k achy profit k liye humhy market k achy signals ka wait karna chaiye taki humhyachy signals say acha profit gain ho sake
            s
            • #21 Collapse

              Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

              Asalam o Alakum dear forex members umeed han ka aap sub kahariyat sa hongay ji to dear friends yahan pa pucha giya hain ka market ke movement up and down honay per thrader ko ki cheez ka samna karna parta hain ji to dear friend forex ak online international business hain jahan bohat saray log kam kartay hain asay ma kai saray logo ko pata be nahi hota ka is wakat market ki kya suratihal hain or konsay wakat kya karna hota hain asay ma thraders ko puri tarha knowledge hasil karni chahiya or market ki ups abnd down ka baray ma information gain karni chahiya takay kisi be kisam ki loss sa bach sakay agar market ma ak be point samnay aata hain to wo market ma hal chal macha data hain asay ma market ka up ya down ka pata nahi chalta to asay ma thrading ko tora slow karna chahiya ya per stop karna chahiya yani thraders ko tora side pa hona chahiya
              • #22 Collapse

                Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                Sab say pehlay to hamain es bat ka khial rakhna chahiay k hamray pas Forex trading ka knowledge kitna hay aor hamari learning kaisi hay es kay elawa hamara Forex trading main experience kitna hay es kay bad Forex trading market main entry ka socha jay. Forex market ko bhi understand karnay kay liay zarori hay k trader kay pas acha khasa knowledge ho warna loss kay siwa kuch hasil nahi hota Forex market any time move karti rehti hay jis main movement kabhi bohat ziada hoti hay to kabhi bohat kam market ka up down hona aik lazmi amal hay es soorat main agar market up ja rahi hay to os time kai trader profit earn kar rahay hotay hain to kai loss esi taran jab down ho rahi hoti hay to os time bhi kuch faida hasil kar rahay hotay hain to kuch nuqsan jis ki chand aik wajohat darj zail hain.
                Loss honay ki Chand aik wajohat:
                1: Aik to yeh k trader koi bhi order laganay say pehlay es bat ka khial nahi rakhtay k market kahan hay aor kahan janay kay chances hain.
                2: Prices bohat ziada down hoti hain aor woh sell ki trade open kar daitay hain jis say baz dafa trend change ho jata hay aor market up honay say un ko loss honay lag jata hay esi taran prices bohat ziada up hoti hain to trader trend ko dekhay baghair hi Buy ki trade open kar daitay hain jis say jab market down hoti hay to trend chang ho jata hay aor un ko loss honay lag jata hay.
                3: Baz dafa market aik hi point pay up down ho rahi hoti hain aor market kay trend ka thek taran say pata nahi chal raha hota to us time bhi traders aik mistake kar jatay hain k woh Buy ya Sell ki trade open kar daitay hain jis say bohat ziada risk hota hay aor agar to market trade kay mutabiq up ya down jati hay to profit ho ga aor agar trade kay mukhalif move karti hay to loss ho ga.
                4: Aksar traders ka account balance bohat kam hota hay jaisa k less then 50$ lakin woh gold silver ya crude oil pay trade laga kar risk lay laitay hain halan k es main bohat ziada risk hota hay agar market thek simat main move karti rahi to acha khasa profit ho ga warna bohat ziada loss.
                5: Trades aik mistake aor bhi kartay hain k woh money management nahi kartay stop loss nahi lagatay aor na hi Take profit jis say woh aksar account wash kar bethtay hain esi taran woh small account balance ki soorat main big lot size use kartay howay trades open kar daitay hain jis say un ko bohat ziada loss ho jata hay aor aksar to over trading kartay hain ta k ziada profit ho lakin market ki wrong side movement bohat ziada loss day jati hay jis say un kay account bhi wash ho jatay hain.

                Yeh to thi loss honay ki chand aik wajohat jo taqreeban ziada tar new aor lalachi traders aam tor par kartay hain ya woh log kartay hain jin ko ziada knowledge and experience nahi hota.
                Loss say kaisay bacha jay?
                Ab main loss say bachnay kay liay chand aik guzarshat karna chahoon ga. Sab say pehlay to traders ko chahiay k apni learning complete karain aor ziada say ziada Forex trading kay related knowledge gain karain aor jitna ho sakay ziada say ziada Forex trading ki practice kar kay experience hasil karain es kay bad mukamal analysis kar kay market kay trends ko understand kartay howay trend kay mutabiq trades open karain aor khial rakhain k jaisay hi trend chang ho raha ho trade close kar di jay kabhi bhi trend kay against trade open na ki jay es kay elawa jab bhi koi trade open ki jay to apnay capital kay mutabiq lot ka choose kia jay kabhi bhi small account ki soorat main big lot na lagai jay aor na hi over trading ki jay aor sath sath stop loss and take profit zaror set kia jay news pay nazar rakhi jay aor phir osi hisab say analysis kar kay koi kamyab strategy tiar kar kay mukamal planing kay sath trading ki jay aor aik target set kar lia jay k aj etna profit hasil karna hay aor jab traget achieve ho jay to phir mazeed profit kay lalach main trades open nahi karni chahiay aor hasil kiay howay profit ko withdraw kar laina chahiay.
                • #23 Collapse

                  Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                  Forex trading naam he movements mai kaam kernay ka hai. Forex trading business ka Sara phenomenon he demand aur supply pay work kerta hai aur jab bhi kisi aik mai izafa hoga tou dusray mai ultimately kami he aey gi. Jaisay kay maths ki language mai isay aik dusray ka reciprocal kaha jaa sakta hai kay jab demand barhay gi tou supply Kamm he hogi aur jab supply barhay gi tou demand Kamm ho jaey gi kiyu kay supply he demand say ziada hogi. Ab traders ko Inhi d2 prociples ko lay kay saari trading kerni hoti hai. Trading buy aur sell ka naam nahi hai trading aik complete business hai aur buy aur sell iss kay main elements hain jinn say business mai profit hotay hain.

                  Yeh baat traders ka low experience ko zaahir kerti hai kay profit sirf market ki up movement say he hota hai aur down movement say sirf loss he hota hai. Traders ko apna experience barhana chaiye aur trading kay baisc business model ko samajhna chaiye. Agar trading kay doraan buy ki trade hogi tou market ki up movement say profit hoga aur down movement say loss hoga. Issi tarah agar sell ki trade hogi tou down market movement say profit hoga aur up movement say loss he hoga. Loss say bachnay kay liye traders ko market ko sahi tarah judge ker kay he trades open kerni chaiye uss kay elawa koi tareeka nahi hai jiss say aisa ho sakey kay opposite movement pay bhi kisi trader ko loss na ho.

                  Loss ka permanent solution ho he nahi sakta kiyu kay forex aik business hai aur business mai profit aur loss dono he ho saktay hain. Iss liye loss ko Kamm kernay aur recover kernay kay liye achi learning aur experience gain kerna chaiye iss kay elawa koi dusra na tou solution hai aur na he short cut hai
                  • #24 Collapse

                    Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                    Jija Bima Kyunki movement of and double Hoti Hai To trader ko Hamesha Mike pirath rakhni chahie because movement ke upar niche hone se Hamari trade bhi profit or loss Mein Chali jaati hai aur tractor ko Mushkil 8 ka Samna hota hai usmein aukat ho to trade Lagaye Ho To suddenly Maike Chali Jaaye to Sara loss ho jata hai so isliye Hamen Mike ko dekh kar aur Karke apni trading Koi Nahin chahie hamen bhi milati hai so isiliye Ham Sabko Dil lagakar Apne time online Aana chahie Agar Ham ek hi time pass kam karte hain aur Unki Apna time set Karte Hain To Hamen Se kamyabi Hoti Hai To Ham Koi Yahan per Raham karna chahie ke sath Apna time par online Aane Wala Insan Hamesha Kamyab hota hai Sulfi liye Hamen apni duty Apne time paper Kaun kharidna chahie aur apni duty ko Hona Stri per phone karna chahie Agar Ham hornest hokar Apna Kam karte hain Dil lagakar kam Karte Hain To isase Hamen kamyabi hoti hai isliye Ham Sab Ko Hone vah kar Apna Kam karna chahiye Mohabbat ke sath Apna Kam karna chahie aur Agar Ham mehnat Karte Hain To Ham mein kamyabi milati hai so isliye Ham Sabko Yahan per Apna time frame follow karna chahie aur kisi dusre timeframe ke andar Kam Nahin Karna chahie Jo isliye Hamara bonus level kam aata hai aur log Kam Nahin Karte so Ham Sab Koi Yahan per Apne time per Apna Kam karne ke liye mehnat karna Hogi
                    • #25 Collapse

                      Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                      Market kay andar ups and downs aatay rehntay hein jo k infoa sakte hain lekinham tanmay sabsepahle ek mistake kar dete Hain vahhai exercise Hamuseinformation ko obtain karke samajh lete hain kyahamen sabkuchh aage jab ke Hamexercise nahinkarenge Ham kuchh Bhi hasil nahin hogaTo hamen chahie ki Hamsabse pahle exercise Karen aurjo information hamare paas hai uskojyada Seassocicise Karni parti hayphir hellokamyaabi hasalhotihay.overseas exchange purchasing for andselling additionally can additionally jabhaum exercise kibatkartay hayto haumaryexercise ati hay .jab haum the the the Forex market market marketbuyingand selling additionally can additionally demoaccountpay exercise Kartayhoye actual accountpay purchasing for andsellingkertayhay to haumay bohut zayada kamyaabi hasal hoti hay. exercise ake insanko ideal bnatihay.overseas exchange purdselling karneyKay liyebohat zayada enjoy Kaysaath exercise kibohutzarorat hoti hay.appbuying andselling additionally canadditionally jitni ziada mehnat Kaysath exercise kartay hay haumaysing for andselling additionally can additionally haumjab exercise kartayhoye purchasing for andsellingkartayhay to haumay bohat assist miltihayapni errors ko choose ouey ki koshishkertay hay aur overseas exchange purchasing forand selling additionally canadditionally perfectionKay sath purchasing for andselling kartang additionally can additionally exercise hotihay to haumayapnaKam karnay additionally can additionally faidahotahay haum acha Kam kartay hay aur apnaesaenterprise a jintagekarhygy ,utna ziada ine cotributors, overseas exchange enterprise mykamyabiihasilkarny okay liay kam kosmjhna bht ziada zaroori a ,r kam ko hmtabe smjh sakhy gy jb hm kam keurchasing for andselling accountko comply with karna a,demo purchasing for andselling accountb actualaccount ke trh ehta. Lrchasintributors ke publish ko
                      • #26 Collapse

                        Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                        Dear aapke question ke pahle paath Ka Main aapko yah jawab dena Chahta Hun Ki Jab market ki movement Upar Hoti Hai To usmein yah Jaruri nahin hai ki trading ko profit Ho Jaaye Kyunki Agar trader used condition mein Aisi trade lagakar Baithe hue hain Jiski prices Hai hone Se Usko fayda Nahin Hota balki usko nuksan Hona start ho jata hai To Aisi condition Mein usko profit Nahin Hota ke nuksan ho sakta hai.

                        Aapke question ka second part yah hai ki agar market ki movement niche Hona start Ho Jaati Hai To Kya Har trader Ko nuksan Ho Jata Hai To aapke is question ke Jawab Nahin main aapko yah batana Chahta Hun Ki yah bhi depend kar raha hota hai ki aapane market mein kaun si trait open ki hui hai agar market ki movement aapke trade ke against hoti hai to usmein aap ko nuksan Hona start ho jata hai otherwise Aap To Hamesha profit hi ho sakta hai agar market ki movement aur aapki trade ki direction same Ho Jaati Hai To usmein aap ko Hamesha fayda ho sakta hai.
                        Loss honay ki Chand aik wajohat:
                        1: Aik to yeh k trader koi bhi order laganay say pehlay es bat ka khial nahi rakhtay k market kahan hay aor kahan janay kay chances hain.
                        2: Prices bohat ziada down hoti hain aor woh sell ki trade open kar daitay hain jis say baz dafa trend change ho jata hay aor market up honay say un ko loss honay lag jata hay esi taran prices bohat ziada up hoti hain to trader trend ko dekhay baghair hi Buy ki trade open kar daitay hain jis say jab market down hoti hay to trend chang ho jata hay aor un ko loss honay lag jata hay.
                        Loss say kaisay bacha jay?
                        Ab main loss say bachnay kay liay chand aik guzarshat karna chahoon ga. Sab say pehlay to traders ko chahiay k apni learning complete karain aor ziada say ziada Forex trading kay related knowledge gain karain aor jitna ho sakay ziada say ziada Forex trading ki practice kar kay experience hasil karain es kay bad mukamal analysis kar kay market kay trends ko understand kartay howay trend kay mutabiq trades open karain aor khial rakhain k jaisay hi trend chang ho raha ho trade close kar di jay kabhi bhi trend kay against trade open na ki jay es kay elawa jab bhi koi trade open ki jay to apnay capital kay mutabiq lot ka choose kia jay kabhi bhi small account ki soorat main big lot na lagai jay aor na hi over trading ki jay aor sath sath stop loss and take profit zaror set kia jay news pay nazar rakhi jay aor phir osi hisab say analysis kar kay koi kamyab strategy tiar kar kay mukamal planing kay sath trading ki jay aor aik target set kar lia jay k aj etna profit hasil karna hay aor jab traget achieve ho jay to phir mazeed profit kay lalach main trades open nahi karni chahiay aor hasil kiay howay profit ko withdraw kar laina chahiay.
                        • #27 Collapse

                          Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                          Assalamu alaikum dear friends market moment up side bhi kr sakti hai aur down side bhi ho sakti hai ismein aapane market ki umra ko khud Sama Na hota hai aur iske bad is market Mein trade open karni hoti hai agar aap is market Mein trade open karne se pahle analysis kar lete hain to aapko yah pata chal jata hai ki is market mein aap kaise treat open karenge jisse aapko fayda ho jaega is market Mein trade open karne ke different tarike hote hain agar aap is market mein koi ek strategy banaa rahe hain to usmein aapane yah decide karna hota hai kya aapane entry kaise leni hai agar aap is market Mein indicators used karke trade lagate Hain to usmein jaise hi indicator aapko signal deta hai aap is market Mein trade open kar dete Hain agar aap is market mein main Koi to use kar rahe hain to use bhul ki madad se aap US market Mein acche analysis kar lete hain jisse aapko is market Mein acchi chij mil jaati Hain agar aap is market Mein apne analysis ko strong kar lenge to is market Mein aasani se achcha profit bana sakte hain is market Mein kamyab hone ke liye aapko mehnat karni hogi main wapas market Mein mehnat karte Hain to aap ko aasani se kamyabi Mil jaati hai kitne trade abhi is market Mein x band kar rahe hote hain unko is market ka experience ho jata hai aur vahi market Mein achcha kam kar sakte hain agar aap is market mein time spent karte Hain to aap mujhe pata hona chahie ki jo trader is market mein time lagta hai usko kamyabi tabhi milati hai jab horse market Mein soch samajh Kar kam karta hai agar aap is market Mein mistakes karte rahenge to aap kis market mein kabhi bhi kamyabi nahin milegi isliye aapko chahie kya aap is market Mein soch samajh Kar kam Karen aur apni mistake per control Karen agar aap se koi mistake Ho jaati hai to foran trade ko close kar den is tarah aap is market mein jyada nuksan se baat jaate Hain.
                          • #28 Collapse

                            Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                            Market ki movement up and down hoti rahti hai isliye Hamen chahie Kitni tradingqna refocus Karen Kyunki Agar Hamen Kabhi profit hua hai to loss per Jarur Hoga aur Kabhi law square to profit bhi Jarur Hoga Kyunki business hai aur ismein profit or loss chalta rahata hai isliye Hamen Koshish Karna chahie ki Prophet Hasil Karen Hamesha Dekhkar aur Soch samajh kar rahi treating start karen aur indicators ko Dekhte Hue use Karen jo aapko Jyada accha profit or loss se vichar Nahin isliye Hamen chahie Prophet Hasil Karen
                            • #29 Collapse

                              Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                              assalamu alaikum dear friend forex market mein jab Ham trade open karte hain aur jab market up aur Down hoti hai to isase trader ko kafi pareshani ka samna hota hai ismein pareshani woh log lete hain Jin logon ke pass Forex ka knowledge nahin hota Jo log Forex ka acha knowledge aur acha experience rakhte Hain woh ismein market ke up aur down hone per kisi tarah ki Koi pareshani nahin rakhte kyunki unko khud Par bharosa hota hai woh apni trade ko open karne ke bad stop loss aur take profit use karte hain jaise woh behtarin profit ko book kar lete hain yah sab unke acche knowledge per depend karta hai jo log acha knowledge nahin rakhte woh trade open karne ke bad ismein market ko follow karte hain aur up aur Down hone per aksar woh apni trade ko loss mein close kar dete Hain jis ki wajah se unko kafi nuksan a jata hai isliye aap ko chahie forex market mein Main kamyab hone ke liye aap ke pass acha experience hona chahie aap acche knowledge sahi ek behtarin trade open kar sakte hain hamesha koshish karen apne acche experience ko hasil Karen Forex ek behtarin online business hai jis mein hum sirf aur sirf acche knowledge or experience a he is main acchi earning ko possible kar sakte hain hamesha mahnat Karne wale log Forex mein kamyabi hasil karte hain ya ek behtarin online business hai jis mein Ham sirf aur sirf apni mehnat se Hi kamyabi hasil kar sakte hain is business ko join Karen ismein mehnat aur hard-working se kam karte rahen aap ismein zarur kamyabi hasil karenge
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: market kke movement up or down hony par trader ko kis cheez ka samana karna parta

                                Forex mein hamen trading us waqt karni chahie jab market ki taraf se hamen ache aur strong signals hasil ho rahe ho aur is tarah se forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein ham aik kamyab our ache trader bhi ban sakte hain aur forex main market ke ache analysis ke liye aur achi trading ke liye hamen market ka fundamental our technical analysis karna chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning our achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex trading mein achi trading ke liye achi learning aur ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein work our trading hamen achi leaening our ache confidence ke sath karni chahie jisse forex mein achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.aur forex mein achi trading ke liye sabar bahut hi zaruri hai isliye forex hamen trading sabar ke sath karni chahie aur forex mein achi trading ke liye fresh aur active mind ka hona bahut hi zaruri hai isliye forex mein trading fresh our active mind ke sath karni chahie jisse forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex hamen kamyab trader bhi ban sakte hain aur forex main achi trading ke liye jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko increased karna chahie aur forex main work trading aur work ache confidence ke sath karni chahie kyunki forex main achi kamyabi hasil karne ke liye achi learning aur ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai jiski madad se forex mein hum achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X