market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

    TIME INVESTMENT
    dear forex member Forex trading business mein time invest krna bohat he ache baat hai agar Hum is business ko acha time dyn ge to as a result humein yahan see acha bonus aur acha profit hasil krny mein bohat help mily ge aur hue in aisa he krna chaheye humein apna time social media par waste krny ki bjae is business ko apna time dyna chaheye aur Yahan see ache learning ache experience ko Hasil krny ki Har Mumkin koshish krni chaheye kyun ky forex trading Mein ache kamyabi ache knowledge aur ache experience par depend krti hai
    REAL INVESTMENT
    forex trading Mein investment ka matlab just real investment nahi hai balky hum yahan par real investment apni mehnat ko bhi ly sakty hain apny time ko bhi le sakty hain Agar Hum yahan apni mehnat apna time invest krny mein ache kamyabi hasil kr lyty hain to hmare liye ache earning hasil krna koi masla nahi Rahe ga aur real money investment humrin us waqat tak nahi krni chaheye jab tak hum is market ko ache tarha samajh nahi jaty
    EXPERIENCE
    is business Mein acha experience hum apni practice see bhi Hasil kr sakty hain Agar Hum apni real trading ky saath saath demo trading ko daily basis par time dyty hain to hum behtreen experience hasil kr sakty hain aur is experience see hum apni trading ko asaani see successful bana sakty hain is liye humen demo account ko real trading ky saath saath ache importance dyny ki koshish Karni chaheye isi see ache kamyabi ko possible Banaya Ja sakta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

      Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex trading main agr hamy successful hona hy to hamy zyada sy ziada forex market ko time dyna ho ga market ko news or anylyses k zriay study kr k achi trading karni ho gi tbi ham successful traders ban skty han or ham agr investment ni kr skty or trading karna chahty han to hamy forex forum join kr k us m kam karna ho ga jis ka hamy bonus dia jata us py ham trading karty han or earning karty han mgr zyada tar log bonus account ko real account smj kr trading ni karty balky bonus account hi smjty hoay zyada twja ni dyty jb k hamy bonus account ko b real account smj kr us m kam karna chaiy is ka aik faida to ye ho ga k ham achi earning kr skty han or dosra bara faida ye b hy k ham bahtreen knowledge or learning hasil karty han is liay hamy bonus account m b zyada sy ziada mehnat Kar k achi earning krni chaiy
      • #18 Collapse

        Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

        Assalamu alaikum Dosto umeed kerta hun k ap log kheriyat se hon ge.
        Ji han dosto yahan per bht hi achi bt ki ja rhi hai ji dosto has ke hum sb janty hein ke pak forex aik bht bra online business hai is mein pory Pakistan se bht se log kam ker ry hein or is per time was nhi hota balky dosto agar hum is ko time don gy or is market mein invest kren gy to hum acha experience hasil ker skee gy dosto ye aik bht bara platform hai ji han Dosto hmen chahiye ke is platform ko zyada se zyada waqt deen taky acha experience hasil ker skeen or agr hmary pas acha experience hoga to hum is platform to time de ker acha prophet hasil ker skte hein dosto hmein chahiye ke hum is markrt mein apna acha knowledge or experience share kren taky hmari ki jany waly post ko like kiya ja sky or agr hamari post ko like kiya jay ga to hmein acha prophet hasil hoga Dosto hum is platform ko jitn time den gy or invest kren gy hmein utna hi experience hasil haga.THANKS
        • #19 Collapse

          Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

          Forex trading mai experience issi tarah haasil hota hai. Jo traders forex market mai ziada dair rehtay hain aur Market mai honay waali movement ko read kertay rehtay hain unhain he achi trades ka option mill Jata hai. Yeh zaruri nahi hota kay trading market mai her waqt rehnay say trading bhi ki jaey bulkay sirf experience aur movements ko samajhnay kay liye bhi traders ko market mai her waqt rehna chaiye. Traders ko MT4 trading terminal zarur seekhna chaiye aur usay seekhnay ka sub say best tareeka he market mai movements kay doraan mukhtalif indicators ko apply kertay rehna aur time frames change ker kay market kay trends ko samajhna experience ka sub say acha source hota hai. Expert aur senior traders ki trading ko Agar view kia jaey tou yehi pata chalta hai kay unn ki trades mai kaafi gap hota hai jo kay market readings kernay ki wajah say he hota hai
          • #20 Collapse

            Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

            Asalam o Alikum friends umeed ha kay ap sab theek hon gay forex ak lajawab bessines ha is jesa koi bhi bessines nai ha pori dunyia main or is kay sath he forex jesa seccure bhi or koi bessines nai ha forex main ham jab investment karty han to hamy is ki markit ko analys kar kay or parectice say is ko achi tara samjh saktee han ham is ki jitni parectice karee utni he kam ha is ki parectice ay leye hammy ak behtreen plate fourm mila howa ha jis pa ham apny analysis ko storg kar saktee han forex main jab koi bhi invest karta ha to us ko appni investet ko mazeed barhanii ki hoti ha is ky leye zarori ha ky us ky analysis bhi strong hony chaheye ta kay wo jab bhi markit main entry ly to usy apni trade ko profit main he band karee ye us waqat mumkin ho saktaa ha jab ham apni education ko sahi meaning main istamal main laee gay
            • #21 Collapse

              Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

              Dear friends forex business bohat he acha or fiday mand business hain market ko time dayna bohat zarori hain ku kay agar ni dat gai to hum is mai kamyab ni ho pai gai agar begar sochay he investment ki to loss ho sakta hain agar hamary pas knowledge or experience hain to hum pher he investment kar sakty hai pher hum kamyab ho jai gai agar hum din rat mahnat kar kay market ko time day gai tab he hum is mai investment karne say be experience hasil hota hain pher hum achay trader ban sakty hain acha trader wo he hai jo soch samaj kar kam karay loss be na ho balkay profet ho tb he acha tradere kahlai gai agar lalach say kam karay gai to ap ko loss he ho ga is liya experience ko sath rakhty howay ache strategy say kam karay or loss say bacahy pher he ap profet hasil kar pai gain.
              • #22 Collapse

                Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

                Ji han bilkul aapki baat se main hundred percent aagrah karta hun market Mein Jitna Jyada aap time spend Karenge Jitna Jyada aap time market ko Denge utna hi jyada benefit Hoga Kyunki forex market Ek bahut hi acchi aur professional market Hai Jab aap ismein Zyada time de Denge to usse aapko Jyada benefit hoga Kyunki usse aapko Achcha experience Hoga market ke bare mein acche Nelson aapke pass maujud Honge Jo Aane Wale Waqt mein aapko Achcha profit de sakte hain to isliye aapko chahie ki ismein acchi investment Karen Kyunki backup Mein Achcha balance he aapko market Mein acchi trade dilva sakta hai
                • #23 Collapse

                  Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

                  Yes member ap nay sahi kaha hai market may time dene say hi hum expert hotay hain ager hum is market may time nhi dey gay yah hum is market may kam nhi karay gay tu humay kuch pata nhi chalay ga and humara knowelege bhi nhi zayada ho ga humay is market may expert honay kay liye zayada mahnat karni ho gi or is market may kam karna ho ga ager humay is market may kamyab hona ha tu humay apni solide planing karni ho gi or dill laga kar is market may kam karna hai or zayada earning karni hai ager hum is market ko time nhi den gay tu humay kuch sikhnay ko nhi millay ga and humay learning karni ha ta kay hum is may expert ho jaye or aik achay or kamyab trader bhi ban jayee.
                  • #24 Collapse

                    Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

                    Assalamu Alaikum dear friend agar aap forex market mein jyada time invest karte hain tab aap acchi practis kar sakte hain aur acchi practis Se Hi aap Achcha periods Hasil kar sakte hain forex market mein aap Kuchh avashya Kuchh der Mein complete experience Nahin Hasil kar sakte hain aapko Pina Sath karne ke liye regular work karna hoga aur iske liye aapko 6 month sale karvani attack ka bhi time lag sakta hai Kyunki market ki movement Kisi ek condition ya situation Mein Nahin Hoti Hai balki market different condition aur situation ki form banaa kam karti hai aap tab hi best experience Hasil kar sakte hain Jab aap regular words siani ke demo practice karte hue trading Karenge aur experience ki Bina per hi aap real account mein trading Karke profit and kar sakte hain
                    • #25 Collapse

                      Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

                      g mara bhai jo banad markit ma kam karta ha or es ma invest kar ka trading kara han en ko bohat faida hota ha or agr hamy expirence lana ha to es ma kam karna hu ga agr ham ya souchta han ka expirence asa hi a jay ga ya na mumkin ha exprience hamy os kam ma work kar ka milta ha pratically life ma ana parta ha forex Forum aik very important source hay jis say Forex trading ka knowledge gain kia ja sakta hay or Forex ki complete learning ki ja sakti hay jo markit ko time karta ha es ma har tara kitarading karta ha wo kamyab hu jata ha or os ko bohat acha exprience milta ha or usmein Jyada Se Jyada time lagaen aur Market ko samajhne ki practis Karen Jitna Ham market ko samajhne ki practis Karenge utna hi Ham market ko acchi tara analyse karan agr ap is tara apna kam karta rahan ga to ap es kam ma bohat jald expert hu jay ga or phr ap ki kamyabi ap ka samna hu gi ap bohat achi tyarading kar ka apni life ko enjoy kar sakta han
                      • #26 Collapse

                        Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

                        bhai mery ap ki baat bilkul sahi hai agr ham ma se hr banda markete ko proper time dai ar is ma investment kry ar phir time dai ta k hamain apni investment ka pta ho k ham nai kitni raqam ar kahan lagii hai ar markete ka ruhjaan kis traf h kon c cheez up ja rhi h ar on si down to is tarah time dainy se hi hamain markete ki asal situation ka idea ho ga ar hamain zyadase zyada experience gaun ho ga
                        • #27 Collapse

                          Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

                          ji Bhai aapane bilkul theek hai Agra Forex mein kam Karen kisi mein bhi kam kar rahe hain to aapko ismein experience hasil karne ke liye ismein time spend karna hota hai ismein mehnat karni hoti hai ISI tarah agar aap Forex mein kam karen to aapko market ko time Dena chahie ismein experience ke sath trade karni chahie ismein jitna jyada time spend karenge utna hi aapko is my experience hoga ek successful trade hamesha apne experience ki base pardesh mein kamyab hota haiJo ismein new hai inko main batata chalun kya agar aapke pass samay experience nahin hai to office mein kam na Karen Bal ke sabse pahle dam account per kam Karen market ko jyada se jyada time de daily basis per market panelized time management aur money money money ke sath chalen or risk management ko lekar chale tab hi aapas mein kamyab honge aur ek successful Ho sakenge
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: market ko time dene ur is main invesment krne se hi experince hasil hota ha ?

                            Foreign currency trading ek Aisa business hai jismein aapko Agar kamyabi Hasil karni hai to aapane yahan per bahut ziada time Dena hoga kyunki Forex trading mein kamyabi sirf aur sirf learning Hasil karne se milati hai aur lagne Hasil karne ke liye aapko different form hamen bahut zyada time Dena parta hai. Pakistan Forex forum Forex trading ki learning ke liye ek bahut accha platform hai aur iske alava bhi aap internet se kisi bhi site se learning Hasil kar sakte hain. Jab aap trading main new hote hain to aapko apna tamam focus learning per rakhen naki earning per kyunki Jab aap acche tarike se learn kar jaenge to fir aap ke liye Nahin cancel karna mushkil Nahin hoga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X