Jaiza;fundamental news kiya ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza;fundamental news kiya ha?
    Dear friend kya koi trading Mein fundamental news ke bare mein acchi Tarah Se Bayan kar sakta hai ki Ham isko Kaise read kar sakte hain aur iski vajah Se Kaise Achcha profit Hasil Kiya Ja sakta hai Kyunki bahut Sare trader Hain joki technical aur fundamental trading Ki Halat se acchi earning kar rahe hain to usko acchi Tarah Se explain kar deta ke sabhi ko Iske bare mein acchi information Hasil ho sake aur Sabhi achha profit Hasil kar Saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

    Fundamental (news) trading ye hoti hay key traders news events aur koi be important news data jab hasil karta hay to zahir hay ye news market par be asaar karti hay esi news ko follow karty howy agar trading ki jaye to es ko fundamental ya per news trading ka name dia jata hay,

    other financial markets ka jaiza leny aur Forex market ka jaiza leny key ley traders 2 types ki market analyzing karny par depend karty hey

    1. Technical market analyzing
    2. Fundamental analysis (news)

    market me trading performance ko increase karny key ley sab se behtar aur important fundamental analysis ko samja jata hay es type ki market analyzing market ki condition aur situation ko clear karny key ley ideal samja jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

      Forex trading mai bohat si baato ka khayaal rakhna parta aur traders ko her waqt international news say in touch rehna parta hai. Market mai jab bhi market up ya down hoti hai tou woh kisi na kisi wajah say hoti hai. Traders ko iss baat ka knowledge rakhna parta hai kay market kiss wajah say move ker rahi hai aur yeh knowledge traders ko hamesha news say he milta hai. Demand aur supply ka tanasub jab bhi uper neechay hota hai woh international banking systems ya bhi producers ki wajah say hota hai. Aisi news markets mai her waqt available hoti hain kay kiss country nay job rate Dia hai, kiss country kay central banks nay interest rates announce kiye hain, kiss country nay monetary policy announce ker di hai. Yeh sub aur aisi he bohat si news her waqt market mai discuss ho rahi hoti hai. Inn news ko fundamental news kehtay hain kiyu kay yeh sub news direct currency ko valued ya devalue ker rahi hoti hain jinn say exchange rates bhi change ho rahey hotay hain
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

        Economic calendar agar aapane dekha ho to usmein schedule deya hota hai jinko economic news kahan jata hai aur unke analysis ke liye aapko Inka time ka maloom hona zaruri hai ise ko fundamental analysis kaha jata hai kisi news ki efficiency aur iske impact ko study karte hain aur unko understand karne ke liye aapke pass information hona zaruri hai economy ki fact and figures ko janne ke liye fundamental analysis kiya jata hai trading ke liye market mein hote hain hote hain aur Market mein bhi hote hain lekin nahin hote hain hote hain hello dear Forex trading members aapko market mein main emotional control ke sath tension free hokar strong economic and fundamental analysis ke bad trading open karni hai nowadays
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

          Dear ap ne agar dekha ho to ais market mai jo moment ho rahe hoti hai wo ya to trade karny ki waja se hoti hai ya koi aisa issue ho jis ki waja se koi currency strong ho jaye ya weak ho jaye to aus time market moment karti hai ap ne agar ais market mai kaam karna hai to ap ko ais mai ye pata ho k kon se time par kon si news aa rahe hai aor aus ki waja se ais market mai kitni moment ho sakti hai aus time best yehi hai k ap market mai trade hi na kary jab market mai news ka asar khatam ho jaye to aus k baad ap ais market mai trade kary ais se ap ko ye faida ho jata hai ap ki trade agar loss mai jati hai to aus ko ap asani se recover kar lety hai ais market mai ap jitna zayda acha kaam karty hai ap ko faida ho jata hai.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

            Dear traders ap ko pata hona chahye k market mein trading karny k liye market ki movement k bary janna bahut zaroori hota hai aur market ki movement k bary janny k liye analysis kiye jaty hain aur analysis maximum 2 tarha k hoty hain technical aur fundamental analysis aur jo ap ne pocha hai wo fundamental analysis hain jab bhi market mein koi fundamental news ati hai tu market bahut zayada fast ho jati hai aur wo fundamental news tab ati hai jab kisi bhi country ki currency achanak kisi waja se down ho jaye ya up ho jaye tu us country ki currency ki achanak value barh jany ya kam ho jany ki waja se market mein us currency se jury jitny bhi pairs hoty hain unki movnent bahut zayada fast ho jati hai tu is ko kehty hain k fundamental news aa gai hai aur news ko check karny k liye investing.com p shedule diya jata hai daily k kisi waja se agar currency k acahnak price ki movement kam zayada honi ho tu us k mutabiq trades open ki jati hain.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

              forex market main news wo hoti hain jab kisi bhi mulk ki economy main behtri ya khrabi hoti hai wo daily basis pay nes ki sorat main hoti hain aur forex market main boht ziada gehra asar dalti hai kyon ky har major country main jitna bhi business hota hai ya jitna bhi koi nuksan hota hai wo news ki sorat main ata hai aur phir forex market main uss ka asar hota hai aur trader bhi ziada tar tab he market main enter hoty hain kyon ky market jab bhi fast hoti ha ya market main jab bhi koi news ani hoti hai tu hr trader ki yehi koshihs hoti hain ky news ky time main achi earning kar saky jiss say market un ko he acha profit daiti hai jin ky pas news ky bary main acha knowledge hota hai es lea hamy news say pehly trader karny ky lea pehly achi tara say news ko samjh kar phir he karna chaheay.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

                Dear forex trading members bohut lazmi hota hy k hum Fundamental (news) trading key traders news events aur koi be important news data jab hasil karta hay to zahir hay ye news market par be asaar karti hay esi news ko follow karty howy agar trading ki jaye to es ko fundamental ya per news trading ka name dia jata hay,
                other financial markets ka jaiza leny aur Forex market ka jaiza leny key ley traders 2 types ki market analyzing karny par depend karty hay
                market me trading performance ko increase karny key ley sab se behtar aur important fundamental analysis ko samja jata hay es type ki market analyzing market ki condition aur situation ko clear karny key ley ideal samja jata hay.aur successful hony k liye yi lazmi hy
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

                  Ji Bhajan Forex trading members bahut lazmi hota hai ki Ham fundamental news trading ke traders news events aur koi bhi important news Deta Hai Jab Hasil karta hai to ja raha hai yah news market per bhi Asar Karti Hai is news ko follow karte hue Agar trading ki Jaaye to isko fundamental ya FIR news trading ka naam Diya Jata Hai other final market ka charger Lene aur Fresh Market ka jayja lene ke create two types ki market analysis karne per depend karte hain market Mein trading perform going correction karne ke liye sabse Behtar aur important fundamental analysis ko Samjhana Jata Hai is type ki market analysis market ki condition aur session ko clear karne ke liye Idea samjhaye aur scufull hone ke liye yah lazmi hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

                    Trading mein ham log sankay analysis istemal karte Hain pahla hota hai technical analysis aur dusra kahlata Hai fundamental analysis. Aaj Ham apni is post mein fundamental analysis ko discuss karenge ki aise kaun se issues Hai jiski vajah se pair ki movement fast Ho jaati Hai. Jab bhi Koi national ya international disaster aata hai joki directly economy per effect karta Hai jaisa ke aajkal coronavirus sem ISI tarike se Koi aur bhi disaster ho ya koi aisi press release jismein trading ke hawale se Koi discussion ki ho ya kisi e almi Bank ki koi statement ya tamam vah news hoti hai jo directly affect karti Hain trading per in news ko fundamental effects kaha jata Hai tamam children's ko chahie ki agar vah trading se hundred percent result Lena chahte Hain to fundamental issues ko hamesha consider karte hue Trading place Karni hogi tab Hi vah ek acche aur expert ki taraf badh sakenge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

                      Assalamu Alaikum dear friend Forex trading Mein Bahut Si Baton Ka Khyal Rakhna padta hai aur trader ko Har Waqt international news se touch Rahana padta hai market Mein Jab Bhi market up ya down Hoti Hai To vah Kisi Na Kisi vajah Se Hoti Hai traders ko is baat ka knowledge Rakhna padta hai ki market Kis vajah Se Munh kar rahi hai aur yah knowledge traders ko Hamesha news se hi Milta Hai demand aur kaatna Shubh Jab Bhi Upar niche hota hai vah international banking system ya abhi e producer ki vajah se hota hai aisi news market Mein Har Waqt available Hoti Hai Ke kis country Ne job rate diya hai kis countary ke Central Bank Sneh interest rates announce Kiye Hai is countary Ne monetary policy announce Kar Di Hai yah sab aur Aisi hi Bahut Si news Har Waqt market Mein discuss ho rahi hoti hain ine news ko fundamental news Kahate Hain Kyunki yah sab news direct currency core value ya D value kar rahi Hoti Hai Jinse exchange rates bhi change ho rahe Hote Hain aur in fundamental news Ka Khyal Rakhna traders ki bahut badi jimmedari hoti hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza;fundamental news kiya ha?

                        Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan Forex trading members bahut lazmi hota hai ki Ham fundamental news trading K traders news aur koi bhi important news Deta Hai Jab Hasil karta hai to ja raha hai ki news market per bhi Asar Karti Hai is news ko follow karte hue Agar trading ki Jaaye to usko fundamental ya FIR news trading ka naam Diya Jata Hai other final market ka charger lena aur Suraj Market ka ki Jaaye Lene Ki correct to type ki market analysis karne per depend karta hai aur Market Mein trading perform going for vacation karne ke liye sabse Behtar aur important fundamental analysis ko samajhna Jata Hai is type ki market analysis market ko condition aur session ko clear karne ke liye Ye Idea samjhaya aur usko read Kiya Jata Hai tab hi Banda samajh sakta hai ki fundamental kya hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X