Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?
    Forex trading business mai kaam kernay waley traders ko apni trading ka monthly analysis kerna chaiye ya nahi? Monthly analysis ki kia importance hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

    monthly analysis lazmi karna chahie is se ap ko Apne trading history ke bare me pata chalay ga ke kaha par profit or kaha par loss howa ha or jis point per ap ko loss howa ho ga ap os point ko again learn karne ki try kare is tarah ap ko learning karna or new knowledge hasil karne ka muka mile ga os is tarah ap ko exprience bhi aye ga jub ap har month apni history ko analysis karne se jo kuch mistake ho jati ho gi un ko har month theek karte rehay gay tu aik time aisa aye ga ke ap ki mistake boht had tak kam ho jaye gi or mistake kam hone ki waja se loss kam or profit zeyda ho ga or ap ka wining ratio bhi increase ho jaye ga yeh ap ke liey boht zeyda feyday mand sabit ho sakta ha agr ap har month Apni privious trading history ko analysis karte hain
    • #3 Collapse

      Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

      Dear friend ap ny both acha sawal kea ha Jo bi trader trading karta ha usy chae ha wo apna monthly ya weekly analysis karny k us ny ktna profit earn kea ha or ktna losa kea ha or usy kya bacha ha means us ny withdraw karwaya ha or ktna us ny loss kea ha or account safe ha balance pura ha ya trade loss main han ya profit main han in sab baatun ka analysis karna chae ha is k alawa jin trade main losa hua ha wo kis waja sy hua ha search karny or anda dobra same galti na karny ta k ap ko ziada loss na ho or ap ko koi masla na ho or ap easily ache trading kar k ache earning kar sakty han or apni galtiun sy seek k ap ache trader ban sakty han or ap easily ache earning kar sakty han is ley humy apny analysis khud karny chae han k hum ny ktni galtien ki han jin sy humy loss hua ha or uny tek karny ki koshish karny
      • #4 Collapse

        Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
        Forex trading business mai kaam kernay waley traders ko apni trading ka monthly analysis kerna chaiye ya nahi? Monthly analysis ki kia importance hai?
        Agar aap ko Forex trading Kaise critical Business mein kamyabi Hasil karna hai to aap ko monthly basis ke analysis karne ki jarurat nahin hai balki aapko chahiye ke aap daily basis per market ko analyse Karen Kyunki market every second move karti hai monthly analyse to vah log Karte Hain Jinke pass billions of dollars hote hain hamare pass to Ek bahut hi small Sa capital hota hai jisse Ham Bade timeframe per Kam Nahin kar sakte isliye Hamen small time frame per hi analyse karne chahie aur monthly analyse ke bare mein abhi tak Nahin sochana chahie Kyunki monthly analyse karne ke liye bahut jyada experience ki jarurat hoti hai agar aap starting se hi itne Bade analyse ke bare mein Sochenge to kabhi bhi acchi earning Hasil nahin kar Sakenge
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
        • #5 Collapse

          Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

          Dear jab ap ais market mai long term par kaam karty hai to ap ais market mai aik dafa hi month k start mai analysis kar lety hai aor trades laga dety hai aus mai ye faida hota hai k ap jo ais market mai jo trade lagaty hai aus par ap ko apna target aor stop loss set kar lety hai aor ais market se side par nikal jaty hai agar ap ne ais market mai agar week mai aik dafa analysis kar liay hai aor aus par trade lagaty hai to aus par ap ko ye faida hota hai k ap aus week mai trades laga sakty hai ais tarha ap ne apny account k hisab se decide karna hota hai k ap jo trades lagaty hai wo kitny din k liay hold karni hai ais tarha ap ais market mai acha profit bana sakty hai aor account growth kar sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

            Forex trading market mein technical or fundamental analysis reading karna mumkin nahin hai yah baat ham sab log jante hain bus stand karne ke liye sabse pahle aapke pass Forex trading market ki complete scenario complete picture hona zaruri hai Forex trading market mein trading members or expert trading professionals market analyse karte hain jab unko trading market mein koi opportunity nazar a Rahi hoti hai to usko avail karne ki koshish karte hain long term trading main bhi yahi theory use ki jaati hai ki jab dekha jata hai ki kaun sa tera long term ke liye bullish hai yah pareshan karega to use trading per long term trading policy use ki jaati hai is leay apko forex trading ma sentimental analysis ko bhi importance dena ho ge
            • #7 Collapse

              Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

              Asalam o alikum friend forex trading karty Han to humy loss bi hota ha or profit bi hota ha to isi waja sy humy chae ha hum monthly apny analysis karny k hum ny Kya paya ha or Kya khoya ha is main humy apny galtiun ko dakhena chae ha or in sy seekena chae ha k hum ny kya galti ki ha or phr next time is galti ko dobra Ni karna chae ha ta k hum kamyab ho saken or jtna hum apni galtiun sy seek sakty han or kisi Chez sy Ni seek sakty han is ley humy behtar ache analysis karny hon gy or apni galtiun ko apny zahan main rakheny or in ko dobra hony sy rok saken jtna hum behtar planning or strategy sy trading karny to hum kamyab ho saken gy is ley humy behtar analysis monthly karny chae ha ap khud apny analysis karny k in at seek sakty han or forex trading main successful ho sakty han
              • #8 Collapse

                Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

                Ji Bhajan frustrating Karte Hain To Hamen loss bhi hota hai profit bhi Hota Hai ISI vajah se Hamen chahie ki Ham monthly Apne analysis Karen Taki ham Mantri Apne analyses Karenge Hamen kya ho raha hai Hamen apni galtiyon ko dekhna chahie aur ine se sikhana chahie ki Humne kya galti ki hai aur FIR next time is Galti ko dubara nahin karna chahie Taki Ham Kamyab ho sake Jitna Ham apni galtiyon se Sikh sakte hain aur kisi chij se nahin Sikh sakte hain isliye Hamen Behtar acche analyses karne Honge aur apni galtiyan ko Apne Jahan Mein Rakhna aur Inko dwara hone se rok Sakenge Jitna ham beta planning aur acchi Soch se trading Karenge To Ham Kamyab Ho Sakenge isliye Hamen Behtar analyses monthly karne chahie Kyunki aap khud Apne analysis karne ki in 86 sakte hain aur frocks Mein Kamyab ho sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

                  Monthly base par market ka jaiza leny se long term trading asani se ki ja sakti hay monthly base par agar market ko analysis kar leya jaye to traders market ki high aur low movement ko understand karny me kamyab ho sakty hey aur ye cheez traders ko short term trading me be faida de sakti hay, long time key ley jab be traders market ka jaiza lety hey traders key ley market ki condition etni hi zeyada clear ho sakti hay, weekly aur monthly market ko analysis karny ka faida yahi hota hay key market ki condition ko short term trading key ley aur long term trading key ley clear kar leya jaye ta key kamyab aur profitable trading ko possible bana leya jaye.
                  • #10 Collapse

                    Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

                    Ji Bhai aapane bahut Achcha Sawal Kiya Ja sake aapko bahut bada online business Mein Lakhon karodo log kam kar rahe hain aur isase bahut se log fayda Utha rahe hain aur isko business ke Taur per le rahe hain aur ismein bahut jyada bharkar hai to isiliye ismein jo bhi kam Karta Hai Is per daily basis ya FIR monthly message per Apne account ko kya karna hoga usko analyse karna hoga balki Main To Kahta hun usko a calendar banana Hoga aur uska isko Ye Jana Hoga Ki Har mat score Kitna profit Kitna loss hua hai aur isko Apne analyse karna hoga usko pata chal sake is MAT isko kya loss hua hai aur kya isko fayda hua hai aur isase ki trade balance Rahegi Aur vah bhi nahin rahega Apne A trade ko apni trade ka monthly Taur per analyse karna bahut jyada jaruri hai Kyon Kaise pata chal jata hai ki aapane kaun si mistakes Ki Har kin mistakes Ko Nahin Dobara na aur aapane Kitna ismein kam Kiya yaar Kitna aapko isme fayda hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

                      dear har trader ko monthly analysis es lea karny chaheay kyon ky jab ap aik dafa month ky analysis akr laity hain tu ap ko phir trading karni asan ho jati hai aru ap aik month ky bad market ka guess bhi kar sakty hain ky next month main market kis tarf ja sakti hai e lea hamesha jab bhi ap analysis karain tu sab sy pehly market ka long term setup dekh kar phir he trade karian kyon ky market big time frame say he apne trend ko follow karti hai aur ap ko ager achi accuracy laini hai tu ap ko big time frame say mily gee kyon ky wahan pay bohat he kam fake signal milta hai es lea ap ko aik month ky analysis pehly ssay kar ky rakh lainy chaheay ta ky pora month ap ko market main prdiction ki need na rahy.
                      • #12 Collapse

                        Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

                        Foreign currency trading Main analysis ko bahut ziada ahmiyat Hasil hoti hai, aap ne trading mein technical analysis fundamental analysis or self analysis karna hota Hai. Jab aap trades place karne lagte Hain to usse pahle aap technical analysis bhi karte Hain aur fundamental analysis ko bhi follow karte hain tab ja kar aap ek tradeplace karte Hain. Agar trading se hat kar baat ki jaaye to ek tere ko weekly ya monthly basis per self analysis bhi karna chahie jo ki trading ke related Ho, misal ke taur per aapane last week mein kitni trade place ke aur us mein kin kin tradeds mein aapane kis vajah se a lost uthaya ya profit liya. Aisi kaun si khubi yah kami hai jo aapki trading Main pareshani ka bais ban rahi hai, yah tamam chezen Jab aap analyse karenge to in future aapko iske acche results milenge.
                        • #13 Collapse

                          Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: anwaarz پيغام ديکھيے
                          Forex trading business mai kaam kernay waley traders ko apni trading ka monthly analysis kerna chaiye ya nahi? Monthly analysis ki kia importance hai?
                          Agar Ham apni trading ki monthly basis per analyses Karte rahiye to iska Hamen bahut fayda Hoga Hamen apni trading history ko check Karke Pata chalega ki Humne trading Karke Kitna profit Banaya aur Kitna loss Hua mein hua tha isliye Agar Ham Apne trading ki history check Karte Rahen aur monthly isko Dekhte Rahe To Hamen iska bahut fayda ho sakta hai aur Hamare trading bhi bahut jyada improve ho sakti hai isliye Hamen apni monthly trading ke history Dekhte Rahana chahie aur usko analyse Karta Rahana chahie aur Har Manati Ek Koshish Karna chahie ki Ham Apne trading ki history ko improve Karte Rahen Jo mistake Humne last month mein kiye the vah next month mein mistake na Karen
                          FRD 07 TRADING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

                            Bahut hi Achcha topic select Kiya Hai aapane a analysis trading ka basic point hai aap monthly analysis Karenge Tu usse aapko Apne weak zone strong zone Ka Pata Chalta Hai aur jo mistakes aapane Kiye Hai hi use aap kabhi repeat Nahin Karenge aur jo positive points hi uspe aap Mazeed kam Karke a Ek behtarin result Le sakte hain trading mein knowledge experience analysis bahut hi important basic points hai Jisko Ham apply Karte Hain aur kamyabi Hasil Karte Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Her trader ko apna monthly analysis kernay ki kia importance hai?

                              Just salaam alaikum Pyare bhai aapane bahut hi Achcha Sawal kiya hai aapko bahut bada online business Mein Lakhon karodon log kam kar rahe hain aur isase bahut se log fayda Utha rahe hain aur is business ke Taur per le rahe hain aur ismein bahut jyada worker Hain Akbar ke isliye ismein jo bhi kam karte hain use per daily basic ya FIR monthly message per Apne account ko kya karna hoga aur usko Usi se karna hoga bolke Main To Kahta hun usko calendar banana Hoga aur uska usko yah Janna Hoga ke har mint sakor Kitna profit Kitna loss hua hai aur isko Apne 79 se karna hoga usko pata chal sakta hai ki empty isko kya loss hua hai aur kya isko fayda hua hai aur aur iski trade balance Rahegi Aur vah bhi nahin Rahegi Apne trade ko apni trade ka monthly Taur per message karna bahut jyada jaruri hai Kyunki Kaise pata chal jata hai ki aapane kyon se mistake Ki Hai Har ki mistake Ko Nahin Dobara na aur apne kitne ismein kam Kiya yavar Kitna aapko ismein fayda Hoga ya Aap Ko Sab Pata Chalta Hai Jab aap ismein acche se kam karte hain aur dekh sochkar kam Karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X