jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .
    asslam.alaikum
    main stock exchange sey agayain ki baat kar rha hun .> jab dekha geya k logo ka rojhan stock markeet ki traf barh rha hai to phir forex ko motarif karwaya geya .ham janty hain k forex traiding ziayda porani nahi hai magar phily phily yeah serf bank or maliyati adaro tak mahdood thi .internet ki aam adami tak punch k bad phir forex traiding k darwazey aam admi k lia khol deyai geyai .or aj ap janty hain k traiding k bahot saryy baroker majood hain .bahot jald ameer bany serf ik mint main asey bahot sary add awam ko apni trf raib karny main masrof hain .forex monasib taleem na honey , real account sey phily na kafi parctise ,nkami sarmaya or aik achy traider ki khasosiyaat na paida karny ki waja sey 90 % sey92% log apni investment sey hath dooh beth tey hain .forex ap k lia faida mand hai ya nahi ?? ji han forex ka complte knowledge bahot door hai ap serf basic hasil kary ,agar ap traiding ka shonk rkhty hain to forex traiding k motliq ziada sey ziada knowledge hasil kary or mukhtalif website sey muft educetion ley forex traiding k relted i hope you understand .thank you
    information for Beginners
    Complete Forex Knowledge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .

    Forex market main hamari trading ka start hamesha loss sy hi hota hai ky hamain market main trading ka experience nehi hota phir bhi ham forex ko join ker ky real investment per trade open kerty hain tou hamain loss hona shoru ho jata hai Bar bar ham market main investment kerty hain aur bar bar hi hamara account wash ho jata hai tou jab long time loss kerny ky sath bhi ham forex market main trade continue rakhty hain tou hamain phir kuch profit hasil hona bhi shoru ho jata hai jab hamara experience increase ho jata hai tou hamain phir forex market main real account sy trade kerty huey acha profit bhi hasil hona shoru ho jata hai

    Jab tak hamain forex market main trading ka acha experience hasil na ho jaey hamain kabhi bhi real account sy trade open nehi kerni chahiay hamesha forex market main trading ka start demo account sy kerna chahiay ky hamain jab experience na hony ki waja sy trading ky start main loss hota hai tou hamara woh loss agar demo account sy ho tou hamain koi farq nehi perta ky ham just demo account ko reset ker lety hain lekin jab hamain start main hi investment per loss ho jata hai tou phir hamara dil nehi kerta further investment ker ky trade continue kerny ky liay
    • #3 Collapse

      Re: jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .

      Forex market mein sirf Vahi log Kamyab Hote Hain Jo log hard work karte hain isliye Ham Logon Ko Jyada Se Jyada mehnat Karni Hogi to aapke ham log market Se Achcha Praful banaa sake aur ham Logon Ko iska fayda ho sake aur ham log Kafi Achcha profit hassil kar sakte hain aur ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hota Hai
      • #4 Collapse

        Re: jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .

        Dear friend forex trading jab sy internet aam hua ha tab sy sab k ley open ha means 2007 sy ahsta ahsta forex trading pehlta gea ha or Pakistan main ye 2010 sy ziada aam hua ha forex trading main hum online kam kar sakty han is main har koi kam kar sakta ha is main koi limit ni ha na koi age limit ha or na he koi dosri limit ha k jo kar na sakty hon is ley humy pehly forex trading ko seekena or samjena chae ha or us k bad humy real account main kam karna chae ha ta k hum easily successful ho sakeny or ache trading kar k ache earning kar sakeny or forex trading main kamyab ho sakeny forex trading ko jab bagar knowledge or experience k karny gy to humy loss ho sakta ha is ley humy proper money management or risk management sy trading karni ho ge jis sy hum ache earning kar sakty han or forex trading main proper stop loss or take profit istamal kar k hum apna account safe rakh sakty han or ache earning kar sakty han
        • #5 Collapse

          Re: jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .

          Dear friend Forex trading Jabse internet aanwala Hai Tab Se Sab ke liye open high means 2005 se Aastha Aastha Forex trading failta Gaya aur Pakistan mein yah 2010 se jyada Aam Hua Hai Forex trading Mein Ham online kam kar sakte hain ismein Har koi kaam kar sakta hai ismein koi bhi study ki limit Nahin Hai aur na hi koi age ki limit hai aur na hi koi dusri limit hai ki jo karna sakte ho isiliye Hamen pahle Forex trading ko sikhana aur samajhna chahie aur uske bad Hamen real account mein kam karna chahie Taake Ham easily successfully ho Satya aur acchi trading Kar Ke Achcha earning kar sakte hain aur Forex trading Mein Kamyab ho sakte hain Forex trading co Jab knowledge or experience ke Karenge To Hamen loss ho sakta hai isiliye Hamen proper money management or risk management se trading Karni Hogi jisse Ham acchi earning kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .

            forex trading ko suro howy bohay sal ho cuky hain or yai kabe be band na hony wala business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mi free acount bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar llachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kkamaybe hasial ho jy ge forex aik legal business hain hum is mai pairs mai or currncy mai kam kasr sakty hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamary account baned ho jy ge forex jasa koi or business nai hain hum is mai apny boss ap he hoty hain
            • #7 Collapse

              Re: jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .

              Forex business ki ibteda na to 2005 me howi hay aur na hi 2010 me Forex business ki history ko agar discus kia jaye to 2nd world war key bad es ki ibteda howi hay, esy countries jo key 2nd world war me apni economy ko barbad hota deka to Europe union ne ye decide kia key esi market banai jaye jes me currencies ki trading ho saky aur dekty hi dekty ye bahot hi profitable business banta gia, 2nd world war me jen countries ki economy low ho gai ti ye strong hona start howi aur Forex business me brokers key involve hony se ye business be advance hota gia, pehly online trading nahi howa karti ti aur investors ko bahot pareshani howa karti ti magar ab investors broker key help ki waja se online trading ki ka be advantage hasil kar chuky hey.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .

                Assalam walekum bhai jaan good morning Forex trading mein Forex encyclopaedia last month mein aapko trading ke liye share karta knowledge ko important Deni chahie trading members ko appreciate Kiya karna chahie sometime Forex trading members forex trading without stop loss and take profit without management maximum lot size use karte hue leverage mentality ko ignore karte hue kam karte hain jisse unko loss hota hai laser main aapko yahi request karunga ki aapko Forex trading mein technical aur fundamental aspects ko ignore nahin karna chahie ibtada Forex trading members ko Forex trading mein jyada struggle karna hoti hai aur mostly apna time demo account mein spend karna hota hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .

                  Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading ki ibtada both pehly ho chuki h ajab sy internet Aya ha to ye online Kar di ge the phr Jase Jase internet aam hota gea ha to forex trading banks or bary adarun tak mehdood the phr jase Jase sab awaam k ley aam ho gea to phr forex trading bi sab k ley open kar di ge ha jab forex trading online ha to phr sab log yahan broker k zariye join Kar k forex market tak risaai hasil Kar sakty han forex trading ko seek or behtar planning or strategy sy trading Kar k ache earning kar sakty Han or forex trading main behtar trading kar k ache earning kar sakty Han
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza: Forex ki Ibtada (Start) .

                    Dear agar apne ais market mai dekha ho to ais mai hum jo kaam karty hai wo stock market se milta hai kun k ais market mai ap ko buy ya sell karna hota hai magar ais market mai ap ko ye faida hota hai k ais market mai ap jab chaye kaam kar sakt hai aor aus k sath ap ais market mai jitni investment se kaam start karty hai ap ko ais mai aus k hisab se kaam karna chaye agar ap ais market mai zayda risk lety hai to ap ko ais market mai ho sakta hai k loss ho jaye agar ap ais market mai planing kar lety hai to ap ko ais market mai kamyabi ho jati hai magar aus k liay ap ko ais market mai soch samjh k kaam karna parta hai agar ap dar jaty hai ya over trading karty hai to ap ko ais market mai ho sakta hai k kafi zayda time lag jaye ais market mai kamyab hony mai.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X