Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?
    Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

    Forex trading me jo trading account ham create karty hai us me option ati hai affiliate ki agar ham affiliate me code likhy gy to hamara jo account ho ga affliate account ho jaye ga agar ham waha par koi b code nahi linkhy gy to tab jo hamara account ho ga wo normal account ho ga.
    Or agar ap ny account me code do gy to hi ap ka trading account jo hai wo attach ho ga agar ap code nahi do gy to ap ka account attach nahi ho ga forum waly account k sath is liye code dena zroori hota hai ta k ap ka trading wala jo account hai wo forum waly account sy attach ho jaya kary.
    Or agar ap account ko affiliated account nahi bnao gy to ap ko trading k liye khud sy investment karni ho gi or ap ko posts sy bonus nahi mily ga is liye agar ap forum sy bonus lena chahty hai to ap ko affiliated account hi bnana ho ga ta k ap ko forum par posts kar k bonus mil saky or ap trading ko kar saky.
    • #3 Collapse

      Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

      affiliated account wo hota hay jab app kesi website me es ley work karty ho key app ko trading key ley koch bonus mil jaye, jo be online trading work hota hay har broker ki koshish hoti hay key members ko bonus be dia jaye magar es key ley members ko koch work be karna hota hay, instaforex be traders ko bonus deta hay magar es key ley Forex forum me work karna zarori hota hay aur esi ko affiliated account ka name dia jata hay, wo trading account jes me hamy bonus trading key ley mil jata hay ye hamara 1 tarha ka affiliated account hota hay jes me bonus milny key bad ham trading kar sakty hey aur ye bonus siraf trading key ley hi hota hay.
      • #4 Collapse

        Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

        Jab ham apni insta forex trading account register kerwaty hain tou last per hamain affilliated account ka option ata hai ky ham apny account ko kis ky sath affilliate kerna chahty hain tou agar ham insta forex main bonus account banana chahty hain tou hamain same affiliated code main Portalforum likhna perta hai phir hi hamara insta forex trading account pak forex forum ky account ky sath affiliated hota hai then ham apny account ko forum account ky sath attach bhi ker sakty hain aur jab ham pak forex forum main posting kerty hain tou month ky end per hamary trading account main jo forum account ky sath attach hota hai main bonus transfer ho jata hai jis sy ham forex market main trade ker ky profit hasil kerty rehty hain

        Agar ham apna account forum sy affiliated nehi banaty tou phir hamara account register tou ho jata hai lekin forum account ky sath attach nehi ho sakta ky ham jo forum main posting kerty hain tou hamain iska bonue bhi hasil ho saky hamain forex market main agar bonus per hi trade continue kerni hai ky ham forum main her month zyada posts ker ky acha bonus hasil ker ky trade continue kerain gy tou hamain bonus per trade kerty huey profit bhi acha hoga tou hamary liay zaruri hai ky ham apna insta forex trading account pak forex forum sy affiliated banaen taky hamara bonus hamary account main transfer ho saky jis sy ham forex market main trade continue ker sakain
        • #5 Collapse

          Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

          Dear friend trading me up affilited account ka matlab hai aisa Kaun Jo kisi ke reffer ki vajah se banaa Ho push account ko kaha jata hai jismein agar aap Koi account banate hain to aap apne doston Ko invite karte hain to uska Commission bhi aapko Milta Hai To Aise account ko refer account Kahate Hain agar aap Jyada Se Jyada refer banate Jaaye to aap ko Jyada Se Jyada profit Milta Jaega Kyunki Jitna aapka dost kam Karega uska 10% aapko Milega yah form ka rules Hai To isliye jitne Jyada logon ko aap invite Karte Jaenge utani hi jyada free mein aap running Karte Jaenge to isliye form ko hard work samajhkar kam Karen aur Jyada Se Jyada Logon Ko form ke bare mein Wednesday aur Forex ke related Sabhi kuch guide Karen
          • #6 Collapse

            Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

            darhaqiqat jo affilated ka mean hai , wo hai ilhaq karna yani jab ap kise browser ya pher kise person ki waja sey pak forex forum ya forex traiding mt5-forum ets kise bhe paltforum main ineter hoty hain to jo ap ko invite karta hai os k pass ik affilated ka account ban jata hai phir jo ap work karty hain os paltforum par ap k work main jo companey ka profit hota hai os ka koch his os bandey ko milta hai jise ney ap ko join karya hota hai kise paltfroum (pak forex forum ) par to wo jo bouns hota hai os k affilted k account main transfer hota rhta hai yeah silasl os waqat tak jari rhta hai jab tak ap kam karty rhty hain os bandy ko fund milta rhta hai or os k affilted account main transfer hota rhta hai .
            pak forex k ilwa bhe or bahot sey paltforum hai affilated karveny par founs dety hain but pak forex forum par rhty hoy ap bilkul bhe cheating nahi kar skty hain is mamley main dekhney main aya hai k bahot sey log khud ko apney hi reffer sey invite kar key account create kar lety hain affilted account main free ka bouns hasil karny k lia but yeah ik ghalt baat hai is ka pak forex forum ko pata chal jata hai or wo hamryy dono account bann kar deti hai is trhaa . ap ko rolls k motabik hi har kam karna hai thats all
            information for Beginners
            Complete Forex Knowledge
            • #7 Collapse

              Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

              Pak forex forum instaforex ka sponsored forum hai. Jiss pay kaam ker kay Humm monthly bonus haasil. Kertay hain. Aur bonus ko trading kay liye use kertay hain kiyu kay wo bonus trading account mai use kernay kay liye uss bonus ko instaforex kay real trading mai Ana chaiye tab he trading ki jaa sakti hai tou jab pak forex forum kay members instaforex ka real trading account create kertay hain tou uss waqt account registration form mai aik option aata hai kay affiliated code kia hai jiss ka Matlab hai kay ye account kisi aur jagah affiliate hona hai ya independent working kay liye hai tou jo account forum kay saath attach hona hai uss mai portal forum likhna zaruri hoga kiyu kay independent account forum kay saath attach nahi ho sakta.


              Issi tarah aik affiliate program bhi insta forex aur pak forex forum ki taraf say kaam kerta Hai jo kay apany referral link say kisi dusray member ko pak forex forum mai join kerwana kay mutaliq hai aur pak forex ki taraf say affiliate program ka faida uthanay waley members ko 67% tak affiliate bonus bhi diya jaata hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

                Agar ham log affiliate program Ko follow karke Kisi Ko Forex to join Karvate Hain To ismein jo bhi investment Ho karta hai iska Ham Logon Ko fayda hota hai aur ham Logon Ko Bhi bonus Milta Hai jisse ham log trading Karke Achcha profit cancel kar sakte hain aur ham Logon Ko iska bahut hi jyada fayda Hota Hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

                  Dear friend ap ny both acha sawal kea ha instaforex trading ya or koi bi broker ho to ap us main affiliate program hota ha means ap ny us broker ya company ko apny dostun ristadarun ya kisi ko bi introduce karwana hota ha jab ap introduce karwaty han or ap ka dost join karta ha or us main investment karta ha or us k bad trading start karta ha to ap ka dost jtni trade open karta ha usi hessab sy har trade main kuch commission ap ko milta ha us trade main ap k dost ko profit ho ya loss ap ko commission milta ha same is ley hum jtny ziada dostun ko invite karny gy or jtny dost humary link sy join karny gy or trading karny gy to humy utna he ziada fayda ho ga humy utna he commission ziada mily ga is ley humy ziada commission hasil kar k us sy trading bi kar sakty han or us ko withdraw karwa bi karwa sakty han jis sy hum ziada sy ziada earning kar sakty han is key humy ziada sy ziada behtar earning karni ha to ziada sy ziada apny dostun ko invite karna chae ha or ziada sy ziada commission hasil kar sakeny gy
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: sajidzaman پيغام ديکھيے
                    Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?
                    Bhai bahut hi simple si Baat Hai Ham Jis account per kam kar rahe hain vah bhi forum affiliate account hai Jaisa ki aap Dekh Rahe Hain Ki Ham Pakistan mein Forex forum per kam karte hain aur ise affiliate code Kesariya se Ham insta Forex ka ek account banate hain jis mein Hamen portal form Jarur likhna padta hai Jiski vajah Se Hi Hamara bonus Hamare account mein transfer hota hai insta Forex ki ham advertisement kar rahe hote hain Jiski vajah se Hamen bonus Diya Jata Hai forum per posting karne ki vajah se iski rating Hi Ho Jaati Hai Aur ab yah advertisement ka naya Tarika a Gaya Hai Jiska sarir Aise log ko paise dene ki vajah se kam Karva kar paise liye Jaate Hain aur ham to sirf thoda let ke tarike se kam kar rahe hain lekin bahut Sare log jo is form ko join Karke apni real money ko bhi invest kar rahe hain is vajah se bhi insta Forex ke member Jyada Hote Ja Rahe Hain yah Bhi Ek vajah hai ki Hamen bonus Mil Jata Hai Hamen chahie ki Ham forum aur insta Forex donon ke rule 2 ko hi follow karke kam Karen Agar Hamen kamyabi Hasil karna hai
                    https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

                      trading ek online market business hey is me ap ko investment ki need hoti hey or phir ap trading karty hen jis say phir profit earn kiya jata hey or is me loss k cahnces b ho jaty hen dear trading ek puri dunya me chalny wala karobar hey or ye dunya ka sab say bara online business hey is me hamary pass ek or b option hoti hey jisay hamyn Affiliated account kehty hen ye b broker ki traf say hamary liay hota hey is ko agar dekha jay to ye b forex trading ka he ek hissa hey lakin is me kam ka treka zra or trah ka hota hey is me kam karny k liay apko kisi kism k risk leny ki zrurat nahi hoti hey sirf ap ny ye wala account open karna hey or logo ko forex trading k bary me bata kr ap ny beth jana hey jab jab wo loog jinko apny account open karway they apny affiliated account say tab tab apko unka commission milta rhyga is me kisi kism ka b risk nahi hota na koi or trah ka kam ya hard working sirf or sirf logo ko forex trading k bary me btana hota hey.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

                        Janab dear Forex trading member trading affiliated program Pakistan Forex forum program program diya ja raha hai trading members program se aapko market mein sabse zyada monthly weekly bonus Mil jata hai instaforex trading program se ham log knowledge experience bonus at a time gain kar sakte hain bonus affiliate program ke liye aapko Pakistan Forex form mein daily post and trades karna hote hain iske alava aap apna account attach karna hota hai bonus program Pakistan Forex form se iske alava aapko market mein main form portal code use karte hue trading account mein related box mein yah code use karna hota hai tab jakar aapko monthly bonus milta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

                          Assalamu alaikum to all dear forex members and friends affiliated account hota hai jab aap kisi website mein isliye work karte Hain ki aapko trading ke liye achcha bonus mil jaaye jo bhi online trading work hota hai har broker ki koshish yahi hoti hai ke members ko bonus bhi diya jaaye magar iske liye members ko kuchh waqt bhi karna chahie star forex trader ko bonus deta hai magar iske liye forex form mein baat karna jaruri hota hai aur ISI ko affiliated account ka naam Diya jata hai vah trading account jismein hamen bonus trading ke liye Mil jata hai yah hamara ek tarah ka affiliated account hota hai jis mein bonus Milne ke bad ab isko withdraw nahin kar sakte lekin Ham is trading karke bonus Jo Kama sakte hain Jo profit kam saktay hein usko Ham withdraw krwa skte ha aur use bhi kar sakte hain yah bahut hi accha tarika hai Waris sarkar ne kaha vishva kam karke achcha bolo sada kar sakte hain aur FIR use bonus se trading karke profit Kama sakte hain kuchh log sochte Hain ki Jo bole uske $1 hai agar ine se loss bhi ho jaaye to Koi masla nahi aur vah toka trading start kar dete Hain hamen yah nahin karna chahiyhamen is baby itihaas se acche se market ko dekhkar trade qari chahie Taki hamen achcha prophet hasil ho sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

                            Asalam o alikum dear ap ny both acha sawal kea ha forex trading main successful hony or ziada sy ziada earning k ley affiliate program sy apny dostun ko Pakistan forex Forum or instaforex trading ka bta k uny join karwa sakty han jtny ziada dost humary reference sy join karny gy to humy utna he ziada fayda ho sakta ha I ley humy ziada sy ziada behtar planning or strategy sy trading Kar ho ge tab he hum kmayba ho sakty han is key humy ziada behtar planning or strategy sy trading Kar k hum kamyab ho sakty jtny ziada dost humary hon gy join karny trading karny gy to hum utna he ziada profit hasil Kar saken gy or utna he commission ziada hasil Kar sakeny gy or forex trading main ache earning kar sakeny gy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me affilated account se Kya Murad hoti hai ?

                              Dear jab ap ais market mai account banaty hai to aus mai ap ko investment karni hoti hai magar jab ap ais forum par kaam karty hai to ap ko ais mai jo insta forex ka real account banana hota hai wo ais forum k affilated code se account banana parta hai tab ap aus par jo account banaty hai to aus mai ap ko jo account ki leverage rakhni hoti hai wo ap ko 1:50 rakhni hoti hai aus k baad ap ais mai apna wo account attach karty hai agar ap ais forum k sath account attach karty hai to aus account par ap investment bhi kar skaty hai agar ap ais forum par kaam karty hai to yaha se bhi ap ka bonus aus account mai add ho jata hai aor ap aus account par asani se trade kar skaty hai kun k ap ki aus mai investment bhi hoti hai aor aus par asani se trade kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X