jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai
    forex mai kam karny ke aik limit hain hum limit ky uper kam nahi kar sakty hum is mai aik din mai aik limit ky mutabik 50 posts or 4 thread kakr sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ag pherhe hum passia kamas aky gy forex aik acha busienss hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik wasee busienss hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tbale ban kar kam kar sakty hain is mai students , house wife's , or job less mans be kam sakty hain hum is mai bager passiao ky account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qausr nahi htoa
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

    G mayray dost aap nay bilkul theek kaha or aik boht he piyaara topic choose kia hamaaray liaye. Dost hamay pakistan forex may aik limit tak kaam kerna chahiyay us say ziada ham kaam nai ker saktay qk yay is forum ka rule hay ham din may 50 posts ker saktay hay. Dostou yay aik aisa business hay jis may ham kabi b kahe b kisi b waqt kaam ker saktay hay yay business her koi ker sakta hay. Hay business part time kernay k liaye boht mufeed hay jo log part time nokri dhoondtay hay wo yay business karay or apnay liaye acha paisa kamaa saktay hay yay business students k liaye b boht acha hay wo issay apni study k baad karay or apni pocket money asaani say bana saktay hay yay business ghar bhayti hamaari behnay unkay liaye b boht acha hay wo ismay paisa kamaa ker apnay ghar ko achay say daykh sakti hay or ghar walou ki achay say help ker sakti hay. Tou dostou ham sub ko chahiyay k ham yay business dil lagaa k karay or apnay dostou ko b seekhaaye yay business takay yay business poori dunya may jald say jald her aik k paaas pohanch jaye shukria.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

      G han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy mutfiq hon forex forum m kam krny k kuch rules hoty han jin k mutabiq hamy kam krna hota hy agr ham un rules ko follow ni karty to kamyab ni hoty han forex k rules ko follow kr k is m kam krna chaiy forex forum m hamy daily 50 posts krni hoti han or 4 thread krny hoty han 50 sy oper agr ham posts krty han to wo count ni hoti ya delete kr di jati han q k hr kam ki aik limit hoti hy hamy us limit m ry kr kam krna ho ga tbi ham acha bonus hasil kr skty han forex aik bot bara or famous business hy ham is m investment kr k b kam kr skty han or bagar investment k b kam kr skty han forex hmara apna business hota hy is liay is m profit or loss b hmara apna hota hy hamy is m bharpor mehnat sy kam krty han to forum hamy hmari mehnat ka bahtreen sila dyta hy
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

        Dear jab hum ais forum par kaam karty hai to hum ko ais mai ye dekh lena chaye k hum ais forum par rules k hisab se kaam kary aus par kaam karny se hum ko bonus milta hai agar hum aik dafa rules parh lety hai to ais se hum ko ye pata chal jata hai k market mai hum ne kaam karna hai to ais mai hum ko kitna account ho jis par hun trade kary agar hum ais forum par acha kaam kary gay to hum ko ais mai acha bonus mil jaye ga aor aus par hum asani se kaam kar sakty hai aor ais market mai acha profit bana sakty hai agar hum ais market mai mehnat karty hai to ais market mai hum kamyab ho skaty hai magar ais k liay thora sa time lag jata hai, hum ko ais forum par daily thora thora kaam karna chaye aus se hum ko zayda faida hota hai aor bonus mai masla ni aata.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

          Jee bilkul forex par limit say zayda kam nahi kar skty hain . Forex par limited kam kar k forex forum humaye bht acha bonus dyty hain limit say kaam posting thread kar k bhi earnings kar kr skty hain laken phr jesa kam wese hee earnin hogi ye Pakistan ki phli ase site hai jo itny time say pay kar rahi hain or successful run kar rahi hain yaha par sub ko barabar earning karny ka moka milta hain sub yaha limit k mutabik kam kar k achi earning kama skty hain
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

            Dear friend ap ny bilkal sahe kaha ha Pakistan forex forum main hum apni limit main reh k kam kar sakty ha is ley humy apni limit 50 posts sy ziada post ni karny chae han balky tohry sy kam post karny chae han ta k humy koi masla na ho or hum ache post kar k ziada sy ziada bounce hasil kar sakeny forex trading main kamyab tab he ho sakty han k humary pass maximum bounce ho jis sy hum ache earning kar sakty han contest bounce withdraw karwa sakty han jab k normal bounce ko hum trading kar k ziada sy ziada profit hasil kar k withdraw kar sakty han is ley humy Pakistan forex forum main apni limit main reh k withdraw karwa sakty han or ache earning kar sakty han is ley humy rules ko follow karna ho ga or limits sy ziada koi kam ni karna chae ha
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

              Bhai forum main posting ki daily ki limit hai ky ham daily basis per fifty posts ker sakty hain aur four threads ker sakty hain tou hamain agar daily base per itny threads aur posts kerny main bhi asani hai tou phir hamain is sy zyada kerny ki zarurat bhi nehi hai ky agar hamara aik month ki posts including threads and posts fifteen hundred sy zyada ho jati hain tou hamain month ky end our bahot acha bonus hasil ho jata hai hamain chahiay ky ham daily base per koshish ker ky aik month itni posts ker ky acha bonus akatha ker lain tou hamain phir kei month secure trade kerty huey dobara forum main itni zyada posts kerny ki zarurat hi nehi pery gi hamain forex market main trade kerty huey itna zyada bonus hoga ky account wash nehi hoga

              Forum main spam sy bachny ky liay hamain fifty posts aur four threads tak limited ker dia gia hai aur yeh hamary liay behter bhi hai ky ham zyada forum main agar lagy rehain gy tou hamari eye sight ky sath sath aur bhi hamain sehat ky problems aa sakti hain tou thori thori posts kerty huey ham daily ki fifty posts agar ker lety hain tou hamain koi masla bhi nehi hota aur month ky end our achi quantity main posts hony per hamain acha bonus bhi hasil ho jata hai

              Agar ho saky tou fifty posts are four threads zarur kerain lekin start main tou itni quantity main posts kerna bahot mushkil hota hai tou jitni zyada sy zyada ho sakain ker leni chahiay zyada tension leny ki zarurat nehi ky her surat her roz fifty posts aur four threads zarur kerny hain tou zaruri nehi hain bahot zyada posts per bhi yahan per ham bonus aur kam posts bhi bhi members ko zyada bonus hasil hota hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

                forex aik international business hain hum is mai limit rahk ky kam kary gy to hamy kmaaybe hassial ho jy ge forex mai hum aik din mai 50 posts kaer sakty hain hamy acha or mayre kam karna ho ga pher he hum agy bar saky gy forex ak wasee busienss hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahamil hain forex pakistan mai legal ban cuka hain forex aik acha business hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to hamy kmayabe hasial ho jy ge hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy kuch be hasal nahi ho ag forex aik bohat bara busienss hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

                  Ji bil kul agar ham Pak Forex Forum kay rules and regulation ko read karain to es main posting ki aik khas limit hay khas kar aam Forex ki gufgu main ham daily 50 posts kar saktay hain lakin contest main koi limit nahi hay jab k contest main threads kay reply main lengthy posts karna hoti hain es liay koi bhi members 50 posts say ziada nahi kar sakta bohat kam log hotay hain jo daily contest main 50 tak posts kartay hon gay ziada tar maximum 20 ya 30 posts kartay hain kun k en posts main quantity kay sath sath posting quality ka khial bhi rakhna hota hay contest main 4 say ziada threads create karna bhi bil kul allow nahi hay aik member daily yehni 24 hours main just 4 threads create kar sakta hay 4 say ziada threads delete kar diay jatay hain es taran yeh bat bhi haqeqat hay k forum pay limit say ziada posting nahi hoti es liay hamain ziada quantity ki bajay posts ki quality ki taraf tawajoh daini chahiay aor ziada posting karnay ki bajay achi posting karni chahiay.
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

                    Dear sab se pehle to mein apko yeh batata chalun keh yeh limit forex ki nahin hey balkeh yeh limit just is forum ki hey aur forum and forex mein different bhi apko maloom hona chahiye aur baqi bat apki theek he keh is forum par hum daily basis par aik limit par hi work kar saktey hein jesa keh agar hum yahan par daily basis par posting kartey hein to woh hum total posting daily basis par 50 kar saktey hein jabkeh uske sath sath agar hum yahan par threads post karna chahtey hein to uski bhi apni limit hey aap yahan par daily basis par agar thread post karna chahen to woh aap 4 se ziada nahin kar saktey hein uski bhi apni aik limit hey is trha se hamen apna kam aik limit ke mutabiq aur apna target pura hona par close kar dena chahiye.
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

                      Bhai him logo ko market ma zayada information ky sath sath apny knowledge ko increase karna chahie or is ky sath sath him logo ko zayada sy zayada hardwork krna ho ga phir kamyabi mily gye forex market Mein
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

                        Pak forex forum pay kaam kerna her member ki apni marzi pay hai kay wo forum ko Kitna time daita hai. Pak forex forum pay kaam kernay kay liye bohat acha knowledge aur learning ka hona bohat zaruri hai. Her member ko aik limit di gai hai aur koi member us limit say ziada kaam Karey tou usay aglay 24 hours kay liye suspend ker Dia Jata hai. Ye iss liye kia gaya hai kay sub members ko kaam kernay kay yaksaa mawaqay mill sakain. Pak forex forum pay her member 24 hours mai maximum 50 posts ker sakta hai aur 4 threads bhi kiye jaa saktay hain. Pak forex forum pay her section mai kaam kernay kay bhi rules mojud hain. Normal monthly posting mai her post say Kamm 2 lines ki honi chaiye aur contests mai her post Kamm say Kamm 500 characters ki hona zaruri hai. Jo memebrs achi posting kertay hain unhain monthly bonus aur contests ka withdrawable bohat acha milta hai. Pak forex forum pay her member ko apni limit kay mutabiq kaam kerna chaiye takay waqt aur mehnat zaya nahi ho
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

                          G han ye Forex forum ka rules be hay kesi be member ko limit se zeyada posting work karny ki ejazat nahi hay, Forex forum me work etna hi karna chaye jetna key hamy allow kia jata hay, members key ley Forex forum me daily limit se zeyada work karna bilkul be nahi kia jata hay 1 tarha se ye achi bat hay agar ye rule na hota to har member daily unlimited posting work karta magar Forex forum key har rule ko ham apny ley be aur other members key ley be acha hi samjna chaye, daily posting ki limit ki waja se forum me spam kam hey agar unlimited posting allow hoti to forum me bahot se spam ajaty.
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

                            Hello brother how are you?

                            Limit say uper kam karna

                            Forex trading main ap eak limit hoti hen jis main rehtay huway he ap kam kartay hein aor agar ap un limits ko cross kartay hein to apko danger main a saktay hein. Limits har filed ki different hoti hen jaisay kay ap agar pak forex forum ki baat karen to is main ap daily ki 50 posts kar saktay hein aor agar ap is say uper janay ki try kartay hein to wo pending main chali jati hen aor moderator wo check kar kay approve karta hai.

                            Eak aor example limit ka yeh hai kay ap log jantay hein kay forex main apko kam karna hai to ap eak week main just 5 days work kar saktay hein 2 days off hotay hein saturday aor sunday is liye in limits ko cross kar kay ap log kam nahi kar saktay lazmi hai in ko follow kiya jaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: jaiza : limit sy uper hum kam nahi kar sakty forex mai

                              assalamu alaikum dear Forex trading members bhai ne bahut acchi baat ki hai ki limit se jyada Kam nahin kar sakte har chij ki ek limit hoti hai aise hi Pakistan Forex forum ki bhi ek limit hai aur hamen is limit ko follow karna jaruri hota hai aapko 1 din mein 4 thread banana hote hain lekin encyclopaedia hamara behtarin jawab contest main aapko mukabale mein hissa lene ke rul ko fulfill karne ke liye sirf ek question banana hota hai iske allahabad jis ke jitne acche jawab honge usko utna hi achcha award milega aur yah award withdrawable hota hai hi hai isliye aapko Forex mein main Pakistan Forex forum mein approximately 50 post per day 28 hai system ki taraf se lekin aapko intelligent system for content analysis rule ko follow karna chahie aur 1 din mein 20 se 25 post banakar kam karna hoga isliye aapko main yah advice karunga ki 1 din mein limit ko cross Na Karo aur acchi trading karo aur aur post acchi ismein threads bhi generate karo

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X