Simple moving average indicator kiya hy??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Simple moving average indicator kiya hy??
    Asslam o alaikum dear friends mujhy ap simple moving average indicator k bary mn btaen k ye kis chez ki average btata hy or is k benefit kiya hain .or is k back draw kiya hain? Achy sy acha reply kren knowledge full post take new members ki bhi achi training ho!!
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Simple moving average indicator kiya hy??

    Simple Moving average (SMA) indicator

    Simple moving average technical base par ye determine karny ki koshish karta hay key market trend bullish trend me hay ya bearish trend me, different period me moving average indicators ko set kia ja sakta hay agar 200 days period set kia jaye to ye indicator 200 days period key base par hi technical base calculation kar key ye define karny ki har possible koshish kary ga key market ki movement average bullish hay ya bearish, esi tarha 50 days ki setting be ki ja sakti hay aur long term trading key ley 500 days period ki setting karna be possible nay.
    Click image for larger version

Name:	SMA1_602x345.png
Views:	9
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12325296
    • #3 Collapse

      Re: Simple moving average indicator kiya hy??

      Dear ais market mai bahot sary indicators hai jin ko hum use kar k ais market mai trade kar sakty hai aun mai se aik moving average hai jis ko hum market ka trend check karny k liay use karty hai ais mai hum jab moving average lagaty hai to ais market mai hum aik period select kar lety hai ais mai agar hum 200 period select karty hai to ye indicator hum ko last 200 candles ki ratio k hisab se moving avearage draw kar deta hai jis se ye pata chal jata hai k market ka trend up ja raha hai ya down ja raha hai agar hum ais mai ais ko use karty hai to ais se hum ais market mai trading kar sakty hai aor ais se market ka trend dekh k ais mai trade laga sakty hai aor acha profit bana sakty hai ais ko hum resistance aor support k liay bhi use kar sakty hain.

      Click image for larger version

Name:	200 SMA.jpg
Views:	1
Size:	36.1 کلوبائٹ
ID:	12325301
      • #4 Collapse

        Re: Simple moving average indicator kiya hy??

        "SME" Simple Moving Average:

        SME mean Simple Moving average aur yeh bohot hi zabardast tools hey aur yeh bohot hi easy aur bohot hi ziada asan tool aur indicator hey jo pehle se hamen apne meta trader software mein default setting mein asani ke sath mil jata hey aur hum is se asani ke sath trade kar saktey hein jab hum simple moving average ko apply kartey hein apne live chart par to yeh hamen Market ki full detail bohot hi achi trha se dikha deta he keh is waqt market ka trend down hey up hey aur hum is mein simply achi trha se trade laga saktey hein agar Market is se uper ho to hum Strongly buy kar saktey hein aur agar market is se nichey ho to hum Strongly Sell kar saktey hein aur is trha se hum Safe Stop Loss and Take Profit laga kar is mein work kartey jatey hein aur asani ke sath hum is mein kamiyab ho saktey hein.

        Click image for larger version

Name:	moving average indicator.jpg
Views:	3
Size:	20.6 کلوبائٹ
ID:	12325310
        منسلک شدہ فائلیں
        https://t.me/pump_upp
        • #5 Collapse

          Re: Simple moving average indicator kiya hy??

          Jab ham candle stick pattern sy market ki movement ko read ker rehy hoty hain tou candles kabhi upward ban rehi hoti hai tou kabhi downward tou ham aesy time per market ky trend ko find kerny chahty hain ky candles tou kabhi upward ban rehi hain tou kabhi downward tou ham market ky trend ko kesy find ker sakty hain tou phir ham market ky trend ko find kerny ky liay SMA simple moving average ko use kerty hain ky market ky trend ko read kerny main asani rehti hai ky ham Trend ko moving average line hi hisab sy read ker lety hain ky market ky sath sath aik moving average line bhi candles ky sath sath move ker rehi hoti hai jis line ko simple moving average kehty hain jis sy ham market ka trend read ker ky trade open kerty hain
          • #6 Collapse

            Re: Simple moving average indicator kiya hy??

            Ji ap nay bohat acha sawal kia hay. Forex trading main many types kay indicators use hotay hain. jen main say sab say ziada moving average ko importance hasil hay moving average ki bhi agay say two types hain aik Simple Moving Average (SMA) dosra Exponential Moving Average (EMA) hain yahan ham Simple Moving Average (SMA) ki bat karain gay lakin es say pehlay main indicator and Moving Average ki definition karna chahon ga ta k Simple Moving Average ko easily understand kia ja sakay.
            Indicator
            Forex Trading main indicator woh sine hay jo market ki previous condition ko dekhtay howay market kay trend ko show karay Indicator kehlata hay. Forex main many types indicators use hotay hain yahan ham Moving Average and Moving Average ki types ki bat karain gay.
            Moving Average
            Moving Average aik simple sa khat hay jo price kay sath sath chalta hay aor jes market kay trend ka pata chalta hay. Agar price khat yehni line say oper ho to trend up hota hay aor agar price khat say nichay ho to trend down hota hay.
            Click image for larger version

Name:	MovingAverage.gif
Views:	2
Size:	15.8 کلوبائٹ
ID:	12325323
            Moving Average ki two types hain aik Simple Moving Average (SMA) aor dosra Exponential Moving Average (EMA). Yahan ham Simple Moving Average kay baray main bat karain gay.
            Simple Moving Average
            Simple Moving Average calculation simple tareqay say ki jati hay. Es main chart par lagay time frame main muayan karda waqat candle sticks ki closing price ko jama kar kay en ki tadad say taqseem kartay hain. Example kay tor par 1 hour kay time frame ko choose kar kay es par 5 days ki moving average lagai gai. Simple Moving Average main 1 hour main banany wali pichli 5 candle sticks ki closing price ko jama kar kay es ko 5 say tqseem kia jata.
            Click image for larger version

Name:	simple-moving-average-1024x636.jpg
Views:	2
Size:	59.4 کلوبائٹ
ID:	12325326
            Click image for larger version

Name:	SMA1_602x345.png
Views:	9
Size:	32.9 کلوبائٹ
ID:	12325327
            • #7 Collapse

              Re: Simple moving average indicator kiya hy??

              hamy simple moving average ko achy sy samaj kar is main mehant sy kam karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy bagwr paiso ky account bana kar be kam kar sakty hain agr ham is main emotion ky sayj gereedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hainor hamara account be wash ho sakta hain is main makret ka yai hamary brokers ka ki be qasoor nahi hota loss hamy apni hi galtio ki waja sy hota hain hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar sakty hain yai aik asa business hain jis main kam karmy ky liye hamy kisi be office jan ki zarirt nahi hoti ham apy gar beth kr is main kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Simple moving average indicator kiya hy??

                A easy shifting common (SMA) is an mathematics transferring common calculated by means of adding current expenses and then dividing that via the range of time intervals within the calculation common. as an example, one should upload the final rate of the security for a number of time periods and then dividing this total by using that equal number of periods. quick-time period averages respond quick to adjustments in the charge of the underlying, even as lengthy-time period averages are slower to react. There are different styles of shifting averages, which include the exponential transferring common (EMA) and the weighted shifting average (WMA).a 10-day moving common might average out the final charges for the primary 10 days as the first statistics point. the next facts factor could drop the earliest price, upload the rate on day eleven and take the common, and so on. Likewise, a 50-day transferring average would accumulate enough statistics to average 50 consecutive days of records on a rolling foundation.
                • #9 Collapse

                  Re: Simple moving average indicator kiya hy??

                  forex mai SMA aik indicator hain hamy expert ban ky is ko learn kar ky use kr ky kam karna ho ga pher he hum munfa kma skay gy forex aik best karbar hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt k time table bana kar km kar sakty hain hum is mai part tme be kam kar skaty haian hum is mi full time be kam kar sakty hain hamy forex mai indciator ko kabe be ignore nahi karna caey hamy market ke movment ko samj kar market mai risk lena ho ga forex mai dunya ky bary bary mumalik involve hain forex aik famous tareen business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga forex ak unique bsinesss hain hum is mai apne marze sy tiem table bana kar kam kar sakty hain yai aik internaitonal or unique karibr hain
                  • #10 Collapse

                    Dear ap apny major pairs mai jo trade karty hain tu woh ap moving average kay mutabiq karain. Yeh aik aisa indicator hai jis ki base pay achi trade kar sakty hain. Ap apni trade main jab moving average ko chose karty hain tu ap es mai simple value ko chose karain jo kay us ki default value hoti hai. Ap apni trade main jab tak balance ko maintain karty hain tu ap ko cheye kay es mai risk management kar lain. Ap ko jo support or resistance milti hai us ki base pay ap apni trade ko behtar bana sakty hain.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Simple moving average (SMA) ek technical analysis indicator hai jo trading mein istemal hota hai. Ye ek asaan tareeqa hai market trend ka analysis karne ka. SMA, mukhtalif maamooli douron ka hisaab lene mein madadgar hota hai, jo keemaat ke mareezon mein aksar samanay hoti hain.
                      SMA kaam kaise karta hai? Ye indicator market ke mukhtalif douron ki keemaat ka average hisaab karta hai, aam tor par mukhtalif waqt ke douron ke liye istemal kiya jata hai, jaise ke 10 din ka SMA, 50 din ka SMA, ya phir 200 din ka SMA. Har din ka SMA us dour ke peechay chhupa hua hisaab hota hai, jisse ke market ke trend ko samajhne mein madad milti hai.

                      For example, agar 50 din ka SMA aik stock ke liye calculate kiya jata hai, to ye indicator peechlay 50 dinon ke keemaat ka average darj karta hai. Agar abhi ka keemaat is average se oopar hai, to yeh ishara karta hai ke market uptrend mein hai, aur agar keemaat is average se neeche hai, to yeh ishara karta hai ke market downtrend mein hai.

                      SMA ki importance kya hai? Ye indicator trading mein istemal hone wala sab se purana aur sab se mukhtasir tareeqa hai market trend ka analysis karne ka. Iske istemal se traders ko market ke mukhtalif douron ke beech ke patterns aur trends ko dekhne mein madad milti hai.

                      SMA ka istemal karte waqt, traders ko yaad rakhna chahiye ke ye indicator sirf past performance ko dekhta hai aur future ke market movements ke liye kisi qisam ki guarantee nahi deta. Isliye, iska istemal doosre technical analysis tools aur indicators ke saath mila kar kiya jata hai takay sahi aur mufeed faislay kiye ja sakein.

                      Ek aur important point ye hai ke SMA ka istemal sirf trend ki pehchan ke liye hota hai, aur isse trading signals ko confirm ya refute karna zaroori hota hai. Kuch traders doosre indicators jaise ke MACD, RSI, ya phir Bollinger Bands ke saath mila kar SMA ka istemal karte hain takay unhe accurate trading signals mil sakein


                      Click image for larger version

Name:	download (2).jpeg
Views:	19
Size:	46.2 کلوبائٹ
ID:	12996390

                      To conclude, SMA ek aham technical analysis indicator hai jo trading mein market trend ka analysis karne mein madad deta hai. Iske istemal se traders ko market ke mukhtalif douron ke beech ke patterns aur trends ko dekhne mein madad milti hai, lekin yaad rahe ke iska istemal sirf trend ki pehchan tak mehdood hota hai aur accurate trading signals ke liye doosre indicators ke saath milana zaroori hota hai

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X