Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?
    Dear ais market mai hum ne agar learning karni hai to hum ko ais market mai kitna time lagana pary ga jis k andar hum ais market mai achy trader ban jaye gy aor ais market mai khud apny analysis par trade karny k qabil ho jaye gy?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

    Learning ka koi time frame nahi hota kiyu kay learning her waqt hoti rehti hai aur her jagah hoti rehti hai. Forex ho ya koi aur business ho uss ki learning ka Matlab hota hai kay uss kay barey mai her waqt her baat jananay ki koshish kertay rehna. Forex mai bio traders ko yehi koshish kerni chaiye kay kahi say bhi kaisay bhi koi baat pata chalay jo unhain trading business mai madad day sakey usay zarur seekhain aur uss ko demo account mai practice bhi kia karain. Kiyu sirf learning say bhi kaam nahi hota apni learning aur knowledge ko demo account mai ker kay bhi daikhna chaiye takay Agar koi flaw ya kamzori ho tou usay bhi demo mai he dur ker Lia jaey.

    Forex trading mai learning kay liye ziada time nahi lagta hai kiyu kay jo seekhnay ki niyyat rakhtay hai unhain ziada time lagta bhi nahi hai. Kiyu kay jiss mai seekhnay ki jitni ziada Lagan aur shoq hota hai wo bohat jald aur Kamm waqt mai he seekh laita hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

      Dear trader agar Ham chahte Hain ki Forex trading mein kamyabi Hasil Karen to uske liye hamen lagatar learning Hasil Karni hogi. Forex trading ki learning Ham mukhtalif trikon se Hasil kar sakte hain jaise ke Pakistan Forex forum khud ek learning ka bahut bara zariya hai is ke alawa bhi aap different site se learning Hasil kar sakte hain. Senior expert ke opinion ko parh kar bhi aap bahut kuch Sikh sakte hain. Forex ke learning ko trading me bahut zyada ahmiyat Hasil hai lekin yah kahana ki aap itne time mein learning Hasil kar lenge yah bahut mushkil kam hai mukhtalif trades ka IQ level muktalif hota hai aur kuch log jaldi pick karte hain aur kuch thora late pick karte hain lekin aap regularly learning Hasil karte rahen ge to bahut jald aap expert trader ban jaen ge.
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

        Forex business me learning karna traders key mind setup par depend karta hay agar knowledge ko kam time me observe kia jaye aur routine key sath trading ki jaye to traders bahot kam time me learning complete kar sakty hey, kesi be trader key ley learning ka koi specific time nahi hota koch traders kam time me learning process ko pora kar sakty aur koch traders jes ko Forex market bahot zeyda mushkil lagty hey esy traders 4 years me be learning pori nahi kar sakty, traders me knowledge ko observe karny ki ability majood honi chaye aur mehnat ka jazba be trader me hona chaye.
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

          Forex market mein hum jitna ziada time spend kartey hein hum utna hi ziada is business ko pick kar saktey aur yeh totally apke apne Talent par depend karta aur apke apne time par depend karta hey apke pas jitna ziada talent hota hey aur aap is mn jitna ziada time invest kartey hein to aap is business ko utna hi ziada taizi ke sath pick kar saktey hein, iske ilawa hamen ziada se ziada Demo account par hardwork karna chahiye aur hum jitna ziada hardwork Demo par kartey hein hum utna hi ziada is market ko taizi se learn kartey hein aur jitne ziada analysis kartey hein utna hi ziada achi trha se experience hota jata hey aur hum is mein Analysis karne k expert bantey jatey hein.
          Iske ilawa hum kisi achey aur Senior trader ke student ban jaye aur unsey analysis karna seekhen wo hamen proper tarikey ke sath analysis karna sikha saktey aur aik expert teacher ke through hum bohot hi jaldi is market mn analysis karne ke qabil ban saktey hein..
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

            forex market main learning ka koi aik fix time nahi hota hai app ki hard working pay depend karta ha ky ap forex ko kitny time main sekhty hain ky on ky ju bhi ap ko time lagta hai wo sekhny main lagta hai uss ky bad practice kar ky experience hasil karny main lgta hai es lea forex main app ko ager jaldi kamyab trader banna hai tu ap ko utni he mehnat kaarni ho gi jitni demo pay practice karain gay aur apni skilss ko bar bar demo main apply kar ky kam karain gay success utna he jaldi milti jay gee forex main kabhi short cut apply na karain kyon ky forex aik big business hony ki waja say ap ko time ky sath sath he es main success milti hai jiss waja say hamain is main jaldi bazi say kam nahi karna chhaeay balky har aik chez ko soch samjh kar karna chhaeay.
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

              G bhai aapane bahut achcha kiya jaaye aap ke upar depend karta hai ki aap kitni der mein uski learning sikhate Hain agar aap ismein expert banna chahte Hain to aapko jyada se jyada mehnat karni hogi aur yah sab aap ke upar depend hota hai ki aap kitna jyada time is spent karte hain aur kitna daily basis per market ko analyse karte hain aur aapka knowledge hasil karne ka Jahan kitna hai aur aap kitni der mein uske expert banta hai iske liye aapko kaun sa jyada se jyada kam karna hoga daily basis per market analyse karna hoga kisi ko follow karna hoga Kam karengeutna hi awaaz mein achha tradable sakenge iske liye aapko jyada waqt darkar nahin hai lekin han Agra mehnat nahin karenge to aapko kafi waqt lag sakta hai isiliye ismein Tera mehnat Kare to bahut jaldi iske expert Ban sakte hain aur ek achcha aur successful profit hasil kar sakte hain aur acchi trade lagane ke kabil Ho jaenge
              • #8 Collapse

                Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

                Forex market main sab sy pehly hamain forex basics ko learn kerna hota hai jis sy ham forex market main trade continue ker sakty hain tou ham same learning bahot jald ker lety hain ky ham forex market main trading ky liay basic tools ko learn ker ky jab trading start ker lety hain tou hamain sath sath apni advance learning ko improve kerna perta hai then ham forex market main continue trade kerty huey long time ky liay forex ki learning bhi kerty rehty hain ky ham forex market main expert trader tab ban sakty hain jab ham apni learning complete ker lety hain tou forex market ka knowledge bahot waseh hai jis ko learn kerna bhi asan nehi ky ham long time forex market main trade bhi kerth rehty hain tou sirf main learning bhi continue rakhty hain tou hamain kafi aersa phir bhi lag jata hai ky ham forex ki mukamal learning ker skein jis ky liay hamain different platforms ko use kerty huey apni trade aur learning ko continue kerna hota hai jis main hamain bahot zyada time required hota hai agar ham forex market ko full time dety hain tab bhi minimum six month required hoty hain forex ko complete learn kerny ky liay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

                  Asalam o alikum dear ap ny bot acha question kea hy mgr ham forex trading ko jb chahy learn kr skty han trading start karny sy pehly hamy apni learning achy sy mukmal kr lyni chaiy hamy trading start karny k bd b sath sath learning krty rahna chaiy q k trading k mutaliq hmari learning jitni achi ho gi utna hi ham forex m agy barhty jain gy learning k bagar ham trading ni kr skty q k jb tk ham kisi kam ko sekhan gy ni to usy kasy achy sy kr skan gy ham agr demo account bna kr us m agr ham practice krty han to hamy km az km do sal tk mehnat krni chaiy is sy b ham achy sy forex ko sekh skty han hamy chaiy jitna zyada ho sky achy sy learning karan or successful hon
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

                    Forex market ki learning app 1 din ya few weeks me nahi kar sakty agar app ne ye socha hay key app koch time learning key bad achy traders ban sakty ho to esa bilkul be nahi hay, Forex market ki learning key ley bahot zeyda time ki zarorat hoti hay, koch traders 2 years me perfect traders ban jaty hey aur per be din rat es waja se mehnat karty hey key Forex market me success ko maintain raka jaye aur koch traders 5 se 10 years me be slow learning ki waja se kamyab ho sakty hey.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex market mai learning kitny time mai ho jati hai?

                      forex main learning kabhi khtam he nahi hoti hai because yeh aik asi big market main jiss main ap ky ager acha experience bhi ajata hai tab bhi ap ko learning ki zrorat rehti hai jiss waja say app forex main expert banny ki bad bhi apni learning karty he rhty hain mager wo learning ap ko karna bohut zrori ha jiss ki waja say ap ko profit milta hai aur ap ko wo learning 4 say 5year karni parti hai because itni huge market ka complete knowledge aj tak koi hasil he nai kar saka es market main jis nay bhi successs haisl ki hai wo rules ko follow karty hoay he kia hai es lea forex main apni learning ko behter bnany ky lea ap ko time lagta hai achanak say ap ko forex main success nahi milti hai ap ko time ky sath sath he forex ka experience milta hai es lea jald bazi na karain proper learning karain phir he success mumkin ho sakti hai.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X