news ka technical analysis kase kiya jata hai...??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news ka technical analysis kase kiya jata hai...??
    Aslam o Alikum umeed hai sab khairyt say hun gye Dear seniors forex trading business may market kay analysis kay liye humakn news kase help karti hai hum kis tarha news ka analysis karty hoe future forecast karty hain or trade order lagty hain...???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: news ka technical analysis kase kiya jata hai...??

    Dear aik baat mind mai rakh ley k ais market mai kaam karny k liay jo banda technical par kaam sekhta hai wo news k time par trade na kary tab hi ap ko ais market mai loss ni ho ga agar ap ais market mai news k time par technical ko dekh k ais market mai trade lagaty hai to ap ko ais market mai loss ho ga kun k news k time par market fundamental k hisab se move karti hai aor ap ko ais market mai faida tab hota hai jab ap ais market mai fundamental analysis k hisab se ais market mai trade lagaty hai agar ap ne ais market mai kaam karna ho to aus k liay ap k pass news k related knowledge ho ga to ap aus trade par acha profit bana sakty hai news k time par ap ko trade k sath stop loss laga lena chaye aor lot kam use karni chaye.
    • #3 Collapse

      Re: news ka technical analysis kase kiya jata hai...??

      Forex news ka technical analysis traders khud he kertay hain. News ka technical analysis kernay ka bahtreen tareeka ye hai kay trader ko jab koi news milay ya uss tak pohanchay tou uss news kay mutabiq jo pairs uss say related hoo unhain trading terminal pay daikh lay. Trading terminal pay time frames issi liye diye gaey hain kay agar koi trader chahta hai kay wo news ya signals confirm kerna chahay tou unka sahara lay ley. For example agar iss baat ko iss tarah samajh lia jaey kay gold ki news ho kay iss ki buying bohat ziada honay waali hai ya ho rahi hai ya kahi pay gold ki prices mai koi upward movemnet kisi mazhabi tehwaar ki wajah say supply kamm aur demand ziada honay ki wajah say anay waali hai tou traders ko terminal pay big time frames ko daikhna chaiye kay gold iss waqt kaha hai aur kiss price pay hai. Kaha tak gold maximum pichlay kuch dino ya haftoo mai gaya hai aur news mai kia price up janey ki higher limit bann rahi hai. Iss tarah traders news ka technical analysis ker laitay hain aur phir apni trade uss kay hisaab say apnay account balance kay mutabiq laga laitay hain ya aik pending order placement ker daitay hain
      • #4 Collapse

        Re: news ka technical analysis kase kiya jata hai...??

        News se market ka fundamental jaiza hi leya ja sakta hay technical jaiza nahi, market ka technical jaiza agar app ne lena hay to app ko es key ley technical analysis ki learning karni chaye, indicators key bary me app ko information hasil karna hoti hay indicators ko demo account me kesy use kia jaye aur signals kesy hasil key jeye es sab ki training hi app ko market ka expert technical analysis karny wala trader bana sakta hay, news base par just market ka fundamental analysis kia jata hay es se market key future trend key bary me idea lagaya jata hay.
        • #5 Collapse

          Re: news ka technical analysis kase kiya jata hai...??

          Forex business mein bohot sarey traders aisey hein jo keh news trading kartey hein aur woh is barey mein ziada tar news se touch rehtey hein aur woh is barey mein ziada parhtey rehtey hein jesa keh US ki news hoti hein aur uske sath sath jitne bhi baqi countries ki news hein woh inko ziada read kartey hein aur phir Fundamental news ke sath sath woh Technicals ko bhi dekh rahtey hotey hein, kioun keh jab news aney lagti hey to Techncial mein bhi kafi ziada clear way nazar aney lag jata hey keh market kis taraf janey ko is waqt tayar hey, isliye jo news traders hotey hein woh news se update ho kar foran technical mein ajatey hein aur phir News and Technical ka aik Mixture bana kar us mein trade kartey hein aur ziada tar pending orders par hi trade lagai jati hey.
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Re: news ka technical analysis kase kiya jata hai...??

            ji mere Bhai forex ki news ko technical analysis trader khud Hi karte hain use ko technical like karne ke liye battery dikhaiye hai ke tractor ko jab Koi news milegi use Tak pahunch jaaye to use news ke mutabik job fair use related Ho unhen trading terminal per likh de aur trading terminal per uske bare mein dekhenge yah kya yah Sach hai serial cal form kaisa chahie to unka samna Lele for example a Gaya is baat ko ek tarah samajh Le aur gold ki news hai ki vah bhai vah jyada hogi to iske bare mein jyada se jyada experience Le aur iske bare mein pade aur iski movement ko check Karen aur uske bad FIR use per trade jaaye kahan tak gold maximum pichhle kuchh timeframe ko dekhna chahie is waqt kahan hai aur kis price per hai kahan tak gaya hai is tarah aapko pata lag jata hai aur aap news ko technical ise karke awake achcha profit uski kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: news ka technical analysis kase kiya jata hai...??

              dear forex market main news ko samjna hai tu us sky lea main ap ko aik asan sa hal bta daita hun ap news ko technical analysis ky sath mila kar jab kam karain gay tu ap ko news bhi tang nahi karaiy gee farz karain forex main daily chart chart main trend kisi currency main buy ka chal raha hai tu ap ko news ko bhi buy ki tarf he dekhna chaheay aur ager news ell ki tarf ayy tu usy trade na karain kyon ky wo traders ko tarop kar rhi hoti hai jiss waja say ap news main phansty hain ager ap es chez ko dekh akr news main kam akray gay tu ap ko news main kafi acha faida ho skata hai aur ap news time bhi kafi acha earn kar sakty hain es lea apny technical analysis ko asy news ky sath attach kar ky kam karain tu koi mushkil nahi ay ge.
              • #8 Collapse

                Re: news ka technical analysis kase kiya jata hai...??

                hamy news ko watch kar ky kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain agar hum forex mai new hain to hamy techincal analysis ko use kar ky kam karn aho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hamy is mai ahteyta sy kam karna ho ga pher he hum agy bar skay gy forex aik wasee business hain hum is mai pairs mai or curency ma hum kam kar sakty han hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga forex east wast mai bohat taze sy famous h raha hin hum isy apna life time career be bana skaty hain yai aik asa business hain jo ky kabe be band nahi ho sakta forex aik acha business hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: news ka technical analysis kase kiya jata hai...??

                  Trading news ko analyse karna bahut aasan hota Hai, economic based news directly nahin aati balke yeh tamam schedule meeting aur speeches ki buniyad per after completion of event news release hoti Hai jiske bad market mein rapid changes aati Hai. Isliye agar ap economic calendar Ko follow karte hain to aap ko trading related news ke economic events aur tamam meeting ka pahle se time ke hisab se pata hota hai aur use ke sath market ko analyse karna aasan hota Hai. Sirf ek aisa ziriya Hai jis ki wajah se Koi news rapid ya directly and unschedule a jaati Hai yeni koi bahut bara country disaster ja Koi terrorism action Is tarah ki situation main unschedule news a saktin Hain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X