Trading se related complete detail
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading se related complete detail
    Forex market aur trading se related agar complete detail hasil ki jaye to es base par hi ham achi trading kar sakty hey aur professional traders be ban sakty hey, agar bahot zeyda loss every time hota ho aur account be wash hota ho to esy traders ko samaj lena chaye key Forex market aur trading se related us ka knowledge aur information bahot kam hay es key ley traders ko extra hardworking kar key kam karna chaye aur kesi be source se ye information hasil kar key apni trading ko behtar karny ka sochna chaye, professional traders esi useful information hasil karny key ley mehnat be karty hey aur long time tak es key ley work karna be zarori samjty hey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading se related complete detail

    Forex trading business ki complete detail haasil ker kay kaam kernay say results bohat achay hojatay hain . Jo traders forex ki complete detail kay baghair kaam kertay hain unhain bohat say masaael atey hain. Jinn mai chand eham aur Problems aisay hotay hain jo totally trading kay process kay related hotay hain. Unn mai say chand eham cheezain mai bhi yaha share kerna chahta hu takay sub kay kaam aa sakain aur sub members ko faida ho sakey aur umeed hai aap bhi zaroor iss thread pay kuch na kuch share karengay :-

    1. Trading Tools

    Traders ko apnay trading terminal pay mojud tamaam tools ka zaroor pata hona chaiye

    2. Payment Methods

    Traders ko payment method aur deposit/withdraw procedures ka pata hona chaiye

    3. Balance Arrangements

    Traders ko apany account kay balance ka pata hona chaiye aur ussay kaha say arrange kerna hai yeh bhi pata hona chaiye

    4. News aur Signals

    Traders ko news aur signals ka pata hona chaiye aur wo updated bhi honay chaiye

    5. Trades ki Execution

    Traders kay liye apni tardes ki executions kay tareeka kaar pay uboor hona chaiye
    • #3 Collapse

      Re: Trading se related complete detail

      Dear ap ko ais market mai kaam karny k liay sab se phly to sekhna pary ga k ais market mai kaam kai karna hai aor ye market kaam karti kaisy hai ais market mai moment kis waja se hoti hai aor hum ais market mai jo investment karty hai aus par hum ko profit ya loss kun hota hai jab ap ye baty sekh jaty hai to aus k baad ap ais market mai profit bana sakty hai ais market mai jab ap kaam karty hai to ap ko ais market mai trading k liay kisi se help leni chaye ya kisi se kaam sekh lena chyae aus se ap ko ais market mai kaam kary ka experince ho jaye ga aor ap ais market mai asani se trading kar sakty hai ais market mai ap jab trade lagaty hai to aus par ap ko kitna risk lena hai trading strategy kaisi honi chaye ye sab pata hona chaye tab ap ko ais mai faida ho ga.
      • #4 Collapse

        Re: Trading se related complete detail

        Jab ham log Pakistan Forex Panampilly Ada information share Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur Hamara knowledge bhi increase hota hai aur dusre members ka bhi knowledge and please Hota Hai jisse Sab fayda Hasan karte hain aur sab ko bahut fayda Hota Hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading se related complete detail

          Asalam o alikum friend ap ny bilkal tek kaha hy forex m agr trading sy related mukmal knowledge hasil na kia jiay to wo trading hmasha loss dyti hy or hamy hmasha nkami ka hi samna krna prta hy q k koi b kam ya business us wakt tk hamy profit ni dy skta jb tk k ham us ko mukmal tor par na smj lan or us ka mukamal knowledge hasil na kr lan isi tra forex to hy hi aik risky or difficult business is m hamy zyada mehnat ki zarort hoti hy agr koi trader trading krty hoay musalsal loss ka samna krta rahy to is ki aik hi wja hoti hy k us k pas trading ka mukamal knowledge or experience ni hy phly usy forex ko sekhna chaiy phr trading krni chaiy
          • #6 Collapse

            Re: Trading se related complete detail

            ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya agar aapko friends ke bare mein mukammal trail hasil karni hai to aap form per is per sari post dekhkar aap ek achcha knowledge hasil kar sakte hain iske alava aap iske bare mein mukhtalif website per news padh sakte hain aur kisi expert ko follow kar sakte hain kisi expertaapko agar is mein kamyabi hasil karni hai to aapko ismein mehnat karna hogi ismein jyada se jyada apne experience ka game ka naam hoga jitna aapas mein experience ka game karenge aur jitna aap achcha aur behtar trade karenge utna hi jaega ismein profit hasil karenge hamesha time managementke sath chalta hai aur ek acchi baat par aur ek acchi trailer jata hai aur isko business ke taur per chalata hai aur ismein time spend karta hai tu Hi vah ismein success hota hai aur ismein karta hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading se related complete detail

              Trading.
              Pyare doston trading ek mukammal zabta ikhlaq ke sath ki jaati Hai is ke apne rules and regulations agar ham trader ki Life ko dekhte hain to woh kuch set-up rule ke sath life se karte Hain agar aisa nahin karte to woh acche trader nahin ban sakte agar ham trading Ko samjhen ge to phir trading aap ko fayda de gi isi tarah ke kuch jata hai ek zawabit Hain Jo trading mein bahut zaruri samjhe jaate Hain Main apne zaati tajurbe ki buniyad per aapke sath share karta hun.
              1. Trading ke liye zaruri equipment ki maujoodgi.
              2. Trading mein dilchaspi aur basic learning.
              3. Trading mein Main kam karne ke auqst ki ki pabandi.
              4. Market ko judgement karna aur news ki daily routine.
              5. Demo trading account per mukmmal interest ke sath practice karna.
              6. Emotions per control ki koshish karna.
              7. Trading mein mustaqil mizaji.
              • #8 Collapse

                Re: Trading se related complete detail

                G han 1 professional trader ko Forex market me trading se related complete aur full information ka hona zarori hay, basic learning me app complete information hasil nahi kar sakty magar jesy hi app ki advance learning start ho to app ko complete information hasil ho sakti hey,

                1. Technical indicators aur news
                2. Leverage ka 100% perfect use
                3. Time frame ka market ko analysis karny ka sahi istamal
                4. Forex news events aur latest updates

                ye esi information hey jo hasil karna professional traders key ley important hey, advance learning professional banny key ley hi ki jati hay.
                • #9 Collapse

                  Re: Trading se related complete detail

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                  Trading se related complete detail<br />Forex market aur trading se related agar complete detail hasil ki jaye to es base par hi ham achi trading kar sakty hey aur professional traders be ban sakty hey, agar bahot zeyda loss every time hota ho aur account be wash hota ho to esy traders ko samaj lena chaye key Forex market aur trading se related us ka knowledge aur information bahot kam hay es key ley traders ko extra hardworking kar key kam karna chaye aur kesi be source se ye information hasil kar key apni trading ko behtar karny ka sochna chaye, professional traders esi useful information hasil karny key ley mehnat be karty hey aur long time tak es key ley work karna be zarori samjty hey.
                  Ji ap nay bil kul thek bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hoon. Forex trading main gar traders kamyabi hasil karna chahtay hain to un ko Forex trading kay baray main complete knowledge hasil karna chahiay aor trader ko Forex kay baray main jo bhi details hain un ko understand karna ho ga ta k easily Forex join ki ja sakay aor es say kamyabi hasil ki ja sakay Forex kay baray main basic information jo maray knowledge main hay woh main share kar raha hoon.
                  1: Definition of Forex
                  Forex basically two words foreign and exchange ka combination hay jes main foreign say For and exchange say ex lia gia hay es taran yeh donon mil kar Forex banta hay others words main ham esay Foreign Exchange bhi keh saktay hain. Aik currency ko sell kar kay dosri currency ko buy karna Forex kehlata hay.
                  2: Forex ki khasosiat
                  Forex trading aik profitable international business hay. Yeh learning kay bad very easy hay. Forex aik simple business hay jesy har age main join kia ja sakta hay aor es main kam investment say bhi trading ki ja sakti hay yehni trader 1$ say bhi trading start kar sakta hay. Forex kay liay kisi khas office ya setup ki zarorat nahi hoti jes jaga pay internet ki saholat mojod ho wahan pay hi Forex trading ki ja sakti hay. Forex ko din kay kisi bhi time main start kia ja sakta hay. Forex main profit and loss ka tamam record any time trader kay samnay hota hay aor trader profit and loss ko khud control kar sakta hay. Forex main profit ko withdraw karwanay main koi qaid nahi hay jab chay trader esay withdraw kar sakta hay. Forex trading main investment kay block honay kay chances bohat kam hotay hain trader kisi bhi time apni invest ki hoi amount withdraw kar kay trading close kar sakta hay. Forex trading main demo practice ki saholat bhi mojod hoti hay jes pay real trading start karnay say pehlay achi taran trading ki practice ki ja sakti hay.
                  3: Forex trading kaisay start ki jay?
                  Forex trading ko start karnay kay liay sab say pehlay trader ko computer/Laptop/Mobile aor internet kay elawah Forex trading account ki zarorat hoti hay.
                  i: Forex trading ka knowledge and learning
                  Forex trading ko start karnay say pehlay trader ko Forex ka basic and technical completely hasil karna chahiay aor Forex ki strong and complete learning karni chahiay kun k Forex main kamyab honay kay liay har hall main Forex ka knowledge and learning ka complete hona zarori hay.
                  ii: Forex broker and trading account opening
                  Forex trading kay liay trader ko first of all kisi reliable international Forex broker ka choose karna ho ga aor aisay broker ka intikhab zarori hay jo broker regulatory authority say manzoor shuda ho example kay tor par America main NFA and CFTC kay sath registered brokerz ya UK main FSA kay sath registered brokers. En brokers main say InstaForex aik best broker hay. Aik achay broker kay intikhab kay bad es kay sath trading account open karna ho ga jo k broker ki website pay ja kar account opening form ko pur karnay par hoga. Account open karnay kay bad es ki verification bhi karwana zarori hota hay verification kay liay broker trader say ID card aor address proof kay liay kuch documents mangta hay jen ko scan kar kay upload karna hota hay. Address proof kay liay bank statement ya utility bill (jo account holder kay nam pay hon) qabl-e-qabool hain. Correct documents ki soorat main account verify ho jay ga. Trading account ko broker ki taraf say diay gay ID aor password ki madad say login kia jay aor trading kay liay es main jitna ho sakay amount deposit karain. Aam tor par Forex trading account 10$ say lay kar 1000$ tak kisi bhi amount say open kia ja sakta hay. Trading account main amount crated card, bank account ya electronic payment system say deposit ki ja sakti hay. Aj kal bohat si websites Paypal and Money bookers waghaira online funds transfer ki saholat provide kartay hain en websites kay sath account open karna hota hay aor funds transfer par kuch fees pay karna parti hay. electronic payment system main Skrill and Neteller ziada famous and popular hain. Yahan par aik bat aor karna chahon ga k broker ko choose kartay waqat es bat ka khas khial rakhna chahiay k woh achi khasosiat ka hamil ho aor traders ko ziada say ziada saholiat daita ho jen main jen main Good Will, Best trading software, Minimum Deposit, Minimum Spread, Maximum Leverage, No Slippage, Live chat or Live Support, Instant Execution provider and Demo account ki saholiat shamil hain.
                  iii: Forex market and Currency pairs
                  Forex market world ki sab say big trading market hay jes main daily 5.3 trillion dollar ki trading hoti hay aor traders sab say ziada investment Forex market may hi kartay hain. Forex market 24 hours open rehti hay jes main koi bhi any time any place pay kisi bhi currency ko buy ya sell kar sakta hay. Forex market main direct enter nahi howa ja sakta kun k es main aik trade open karnay kay liay kam az kam 10000$ ki zarorat hoti hay jo k aik aam trader kay liay kafi mushkil hay es liay Forex market main trade open karnay kay liay kisi na kisi broker kay through trading karna parti hay.
                  iii-1: Currency Pairs
                  Forex market main trading currency pairs ki shakal main hoti hay. Kisi bhi do currencies kay combination ko currency pairs kehtay hain example kay tor par EUR/USD aik currency pair hay jes main Euro and US dollar two currencies hain en main say pehli currency ko base currency kehtay hain aor dosri currency ko quote currency kehtay hain. agar koi trader EUR/USD ka pair buy karta hay to woh dar asal USD kay badaly EUR buy kar raha hota hay. Aam tor par currency pairs two types kay hotay hain aik major currency pairs dosra crosses currency pairs major currency pairs woh hain jen main USD directly involve hota hay example kay tor par JPY/USD, USD/EUR,NZD/USD and USD/CAD waghaira aor crosses currency pair woh pairs hotay hain jen main directly USD shamil nahi hota jes taran EUR/JPY, GBP/CAD and CHF/AUD waghaira ziada behtar trading major currency pairs say hoti hay.
                  iv: Market analysis
                  Forex trading main aik bat ka khas khial rakha jata hay k market kay analysis zaror kiay jatay hain kun k en say yeh pata chalta hay k market kis direction move kar rahi hay up move kar rahi hay ya down analysis main fundamental analysis and technical analysis shamil hain traders ko koi bhi trade open karnay say pehlay market kay full analysis kar kay hi trade open karni chahiay aor kabhi bhi market kay against trade open nahi karni chahiay. Forex trading main analysis kay sath sath charts and indicators ka use bhi kia jata hay.
                  4: Precautions in Forex trading
                  Forex trading main kamyabi kay liay traders ko kai ehtiati tadabeer karna bohat zarori hain jes main say chand aik darj zail hain.
                  1: Without knowledge and learning kay trading start na ki jay.
                  2: Real account main trading karnay say pehlay demo account pay trading ki practice ki jay aor acha experience gain kia jay.
                  3: Forex trading aik risky business hay es liay hamesha small lot kay sath trade open ki jay.
                  4: Loss say bachnay kay liay stop loss ko zaror use karain yehni trade main set karain.
                  5: Hamasha regulated and registered broker kay sath account open karain.
                  6: Forex trading andazay aor tukay ki bajay market trend, news, economic indicators and charts ki madad say karain.
                  7: Forex main big profit gain kar kay rato rat ameer bananay kay lalach say bachain aor soch samajh kar Forex ko totally understand kar kay hi start kia jay kun k Forex aik risky business hay es main profit ki nisbat loss kay chances ziada hotay hain.
                  Forex kay baray main complete details share karnay kay liay aik post na kafi hay es liay jo mumkin ho saka Forex kay baray main information share kar di hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading se related complete detail

                    Dear friend forex trading duniya ka best online business ha is jasa or koi business ni ha is main both sari chezen han jin ko humy ache tahra seekena chae ha
                    indicators forex trading main different indicators istamal ho rehe han jin ki information hasil karna lazmi ha or in ko in k kam k mutabiq istamal karna zarori ha tab he ap fayda hasil kar sakeny gy
                    Chart forex trading main different chart istamal hoty han jin sy ap market ki movement ka andaza laga sakty han is ley humy sary chart ko samjena chae ha
                    Currencies pairs forex trading main hum different currency pairs main trading karty han jin jin pairs main trading karty han humy un sab ka knowledge or experience hona chae ha
                    Is k alawa bi forex trading ka knowledge both bara ha jo aik he post main ap hasil ni kar sakty han tohra tohra kar k forex trading ko seekeny or samjeny or phr trading start karny
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading se related complete detail

                      Forex trading aik aisa business he keh jo totally aik achey knowledge and experience par hi depend karta hey aur agar hum is business ko achi trha se learn karne mein kamiyab ho jatey hein to phir hum apne sarey ke sarey khwab bhi is business mein purey kar saktey hein, isliye hamen trading mein enter hone se pehle forex trading ki complete detail ka achi trha se pata hona chahiye aur hamen yeh bhi pata hona chahiye keh hum is business mein kis trha se work karengey aur kis type ka work karne se hum is business mein kamiyab ho saktey hein isliye yeh sari ki sari trading ke hawale se hamare pas details ka hona bohot hi ziada zaruir hota hey tab hi hum is business mein achi trha se kamiyab ho saktey hein.
                      https://t.me/pump_upp

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X