Agar currencies ,metals aur future energies ki bajaey companies mai trading ki jaey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar currencies ,metals aur future energies ki bajaey companies mai trading ki jaey?
    Forex trading market mai sirf currencies,metal aur crude oil waghaira pay trading business nahi hota bulkay trading terminal mai agar symbols ko daikha jaey tou bohat si companies kay share ki bhi trading hoti hai. Agar unn companies kay shares ki trading ki jaey tou kaisa rahey ga? Senior aur expert traders ki raey ka intezaar rahey ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Agar currencies ,metals aur future energies ki bajaey companies mai trading ki ja

    Companies main price ki increase ya decrease seasonal basis per hoti hai tou agar ham companies main trade start ker lain tou hamain phir analysis bhi seasonal basis per kerna hongy ky jis season main market price increase hoti hai tou hamain usi season main long term buy ki trade open ker leni chahiay aur jis season main price kam hoti hai tou same season main sell ki trade open ker leni chahiay lekin companies main trade sirf long term traders ko faida deti hai scalpers ko companies main trade kerny sy kam faida hota hai ky forex market main companies main trade total seven hour ky liay hoti hai tou us ky bahd ham na tou apni trade ko close ker sakty hain aur na hi trade open ker sakty hain hamain apni open trade ko adjust kerny ky liay bhi market ky open hony ka wait kerna perta hai so long term traders ky liay companies main trade kerna kafi profitable ho sakta hai lekin scalpers ky liay sirf currency pairs aur commodities hi best option hai companies main scalpers ko faida nehi hota
    • #3 Collapse

      Re: Agar currencies ,metals aur future energies ki bajaey companies mai trading ki ja

      Currency 💱 ki trading bohat ziyda profitable jab Kay companies ki trading may sometimes bohat ziyda loss ka samna karNa parhta hai isky Kay sath sath companies ki prices according to the season change hoti hai ziyda flexibility nahi hoti is liye hum companies pay trading kar Kay kabi bhi ziyda profit earn nai kar skty is liye koshish karain Kay commodities or currency 💱 pay hi trade ki jiye currency ki trading market may 24 hours hoti hai jab Kay companies ki trading market may sirf 7 to 8 hours tak rhti hai is liye yah kafi risky investments hoti hai is liye bohat say experts traders currency ki trade ko hi prefer karty hain...
      • #4 Collapse

        Re: Agar currencies ,metals aur future energies ki bajaey companies mai trading ki ja

        Forex trading business Ek bahut hi Jabardast business hai agar aap starting Se Hi Achcha knowledge experience Hasil kar lene ke bad ismein kam Karte Hain To hi aap is business Mein kamyabi Hasil kar sakte hain aap Kisi bhi pair per kam kar rahe ho pahle Achcha knowledge or experience Hasil kar len to Jarur aap apne trade se profit Karva Lenge
        • #5 Collapse

          Re: Agar currencies ,metals aur future energies ki bajaey companies mai trading ki ja

          hum currecny mai kam kar ky ache earning gain kar sakty hain metal aik acha pair hain hamy aik time table bana kar is mai kam karna ho ga pher he hum earning gain kar saky gy forex aik acha business hain hum is mai night mai be kam kar sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain yai all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain hum is mai agar gaar mayare kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik acha business hain hum is mai apny boss ap he hoty hain forex aik bahtren busiens hsian hum is mai agar emotions ko kar kam kary gy to hamy kuch be hasail nahi ho ga forex aik international bsuienss hain
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Agar currencies ,metals aur future energies ki bajaey companies mai trading ki ja

            Dear ye to her trader ki apni marzi hoti hai k hum agar ais market mai kaam karna chaty hai to hum ko ais market mai kon se pair par kaam karna hai agar hum ais market mai kaam karna chaty hai to hum ko ais market mai koi bhi aik pair select kar lena chaye aor aus k baad aus pair par analysis karny chaye kun k hum agar ais market mai aus k levels ko apny mind mai rakh lety hai aor aus k baad hum agar ais market mai aus pair par jab koi trade lagana chaye to hum ko aus mai aun levels par pending orders lagana chaye aor jab market waha par jaye to aus time hum ko ais market mai trade laga deni chaye ais tarha hum asani se acha profit bana sakty hai aor ais market mai se acha profit bana sakty hai.

            اب آن لائن

            Working...
            X