Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai
    Ham forex market main jab bhi trade open kerty hain tou hamary mind main earning ka aik target select hota hai lekin hamain jab bhi earning ka target more than fifty percent achieve ho jaey tou her surat trade close ker deni chahiay kabhi bhi target pura achieve hony ka wait na kerain ky yeh forex market hai yahan per market ki movement kisi bhi waqat kisi bhi direction main ho sakti hai tou hamain hamara target jesy hi fifty percent tak achieve ho raha ho trade close ker deni chahiay warna ya tou hamain jo profit hasil ho chuka hota hai woh kam ho jata hai ya phir bahot acha profit hamain mil raha hota hai aur ham trade close nehi kerty sirf target achieve kerny ky liay tou market bari move reverse direction main ker jati hai tou bahot bary profit sy bahot bara loss ho jata hai hamain her surat apni trade ko kesy hi time per close ker dena chahiay jab profit more than fifty percent of selected target hasil ho raha ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

    G han dear jhan tak bat hai kay earning kay target ki asal mai baz daf es mai hita ye hai kay hum zayda ka sochtye hain jo kay zayda tar log sochtye hain kay hum atna earning kar lain kiyu kay ager ap aik time pay aisa sochtye hain tu merye khyal say ye ghlat hai ab ap daikhain na zayda eraning karni hai aik he time mai yani kay jaldi say tu us mi humain risk bhi usi hisab say zayda laina hota hai kiyu kay risk ni lain gaye tu us mai humain earning khain ho gaye jub kay risk laina parta hai us kaliye humainblot size bhi zayda rakhna parta hai kiyu kay jub tak humara lot size zayda ni ho ga tab tak human es mai zayda jaldi profit nhi hota hai basicaly ab ap nay bari lot tu kaga li us mai ho ga ye kay wo ap ka account jo hai na lose mai chala jaye ga ab ager wo kam lose mai jata tu hum us ko recover asani kay sath kar saktye hain ab ap nay lot size ko barha rakha ho ga tu wo thorye he time mai kafi lose kar daye ga ap ka yani kay ho sakta hai kay ap ka account he wash ho jaye tu jo thori bhut earning honye the us say bhi gaye tu human hamesha lot size ka kam rakh kay thori thori earning start karni chye yani kay risk maintain rakhaina chye ta kay humainbad mai masla aye kiyu kay thora thora kar kay humain achi earning kar saktye hain aik he dafa earning karnye say tu better he hai es mai tu ye yad rakhain kay lose say bhter hai profit thora he kiyu na ho
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

      G han bahot achi information share ki hai apne aksar hamary sath aesa hi hota hai jab ham trade open kerty hein mind mein earning ka aik target rakh ker tou usi time hamein loss hona shuru ho jata hai per kabi kabi market bahot zyada hamari favour mein move ker rehi hoti hai tou hamein acha profit hasil ho raha hota hai per ham trade close nehi kerty phir market reverse hoti hai tou profit sy bi zyada loss ho jata hai bahot achi bat hogi agar ham more than fifty percent target ka profit hasil hoty hi trade close ker dein tou ham acha profit akatha ker sakty hein lekin her dafa bary profit ka bara target hamein achieve nehi ho sakta market tou dono taraf move kerti hai kabi profit ho raha hota hai tou kabi loss ho jata hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

        Gee haan forex mein kamyabi hasil kernay kay lye humain forex mein mehnat kerna hoti hai aur jub hum forex mein trading kertay hain tou uss waqt hum yeh zaroor sichtay hain kay hum forex mein mehnat sae kaam kerain gay aur bahut achi income hasil kerain gay jis per hum trade lagatay hain aur sochtay hain kay thora thora profit jama kerain tou agar hum aisa kertay hain tou forex mein kamyab bhi hotay hain lakin agar aisa nahin kertay aur bari trade laga ker take profit lagatay hain tou phir humain TP kay hit honay ka wait nahin kerna chahyea aur jub humain munasib profit ho jaye aur market kay reversehonay kay chances hoon tou humain apni trade kam profit per hi close ker deni chahyea iss mein hi humara faida hai aur humain achi income ho sakti hai aap forex mein kaam kerain aur mehnat kerain aur soch samajh ker mehnat kerain ta kay aap ka forex mein waqt bhi zaya na ho aur aap ki income bhi achi ho
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex jasa k aik behad profitable business hy is m kam kr k ham bot sa profit hasil Kar sakty han ham jb b trading krty han to hmary zahn m koi na koi plan hota hy k aj ham ny ktna profit lyna hy hmara aik target hota hy k ham is target ko ponch skan mgr ye bt b drust hy k hamy agr hmari marzi k mutabiq profit milta hy hmara target 50 percent tk b ponchta hy to hamy zyada ka lalich na krty hoay trade close kr dyni chaiy q k agr ham zyada ka lalich krty han to ho sakta hy jo profit hamy mila hy wo b khtam ho jaiy ya market aik dm sy up ya down m jaiy to hamy bot bary loss ka samna krna pry is liay risk ni lyna chaiy
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

            ji mere Bhai aapane bahut achcha sawal Kiya jab Ham fracturing karte hain to hamare Jahan mein ek gol hona chahie ki Ham ne kitni trading karni hai aur kitna profit hasil karna hai agar hamare yahan mein main Koi gaoll set hoga tu Hi ham ek acchi trade kar sakenge kaisa business hai jo worldwide faila hua hai ismein hamare pass jitna experience hoga utna hi jyada Ham profertil kar sakenge aur ismein ham jitni mehnat karte hain profit milta hai isiliye hamen apne target Tak pahunchne ke liye mehnat karni chahie aur experience ke sath trade karni chahie ismein Lal ki nahin karni chahie aur apne doll to set rakhen aur confidence ke sath trade karen to hi aap ek achcha profit hasil kar sakenge
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

              Gee haan humain forex mein apnay earning target ko poora kernay kay lye bahut zayada mehnat kernay ki zaroorat ho gi aur uss kay lye humain apni trading mein planning kay sath kaam kerna ho ga jub tak aap apni trading mein kisi strategy aur planning kay sath kaam nahin kerain gay tou aap ko forex mein kamyabi milna mumkin nahin ho ga
              Forex mein kamyabi hasil kerna her trader ki khawaish hoti hai hai lakin yeh zaroori nahin hai kay her trade uss mein kamyab bhi ho jaye lakin agar kisi ko kamyabi nahin bhi milti tou uss ko himat nahin haarni chahyea balkay uss ko forex mein apni mehnat mein izafa kerna chabyea aur zayada hard work keray ga tou aik din aap sub ko forex trading mein apna earning target achieve kernay mein aasaani ho jaye gi
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

                target bana kay forex mai bohat acha business hota hai. traders jab koi target banatay hain tou usay haasil kernay kay liye mehnat kertay hain. Target ko haasil kerna tab he mumkin hota hai jab traders apnay target pay focus ker kay apni trading ki strategy banaey. Forex mai aik baat ka khayal rakhna bohat zaroori hota hai jo aksar tarder miss ker daitay hain kay apna earning target bhi hamesha apnay account kay balance ya capital kay mutabiq he banain. jaisay kay agar aik trader ka balance 500$ hai aur wo daily target 10$ rakhta hai aur usay haasil kerta hai tou ye aik achi strategy hogi magar aik trader jiss ka balance he 50$ ho aur wo daily ka 10$ ka target bana lain tou isay risk kaha jaey ga.

                earning ka target itna he hona chaiye jo poora bhi kia jaa sakey aur risk kay baghair poora kia jaa sakey. iss liye humain apni earning ka target poora kernay kay liye usay haqeeqat kay qareeb he rakhna chaiye. aur achi safe trading kertay huay usay pora kerna bohat asaan hojata hai
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

                  bhai jan aghr tu ap eraning ka target set karty hain tu apko osi k according mahant bhi krna hoti hai q k jub tak ap mahant nahi karty ap kbhi bhi apna target pora nahi kar skty tu aghr ap pallning main targets set karty hain tu boht ahtoyat se trading karen or hmaisha choty level par apny target set karny chahye q k foex main hmain kub loss ho jay hmain khud pahly kbhi bhi nahi pta hota hai es liye hmari jo eraning ka arget hai wo itna rahna chahye o asani se pora ho sky or aghr jitna bhia pak eraning target hai aghr wo apko aik he trade main mil gya hai tu kbhi bhi lalach na karen jub ap lalach karty hain tu ap kbhi bhi apny targets ko achive nahi kar skty es liye hmaisha acha or miyari kam karny k liye apny emotion spar control rakhna zarori hai q k alalch main ap har bhi skty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

                    forex trdaing main aghr ap apna ik daily earning ka target bnaty hain tu apko chahye k ap apny target ko set karty apny qabliyat ka khas khyal rakhen q k aghr apko lgta hai k ap itna target achive kar skty hain tu apko otna he set ar lena cahhye laken ap hargzi apni trading ability se zyda koi bhi target set na karen jis se apko kuj bhi naamily es k ilawa apko aghr apna arget pora karna hai tuapko apni trading ko miyari bnan hoga jis main apko proper planning k according apni rading ko lay akr chlna hoga jis main apko apna riks ko manage karna bohtz arori hoga risk ko ap jitna mange kar k trading karengy otna he ap apni trading main apny earning ki jo limit ahi wo pori kar skaengy or apko kbhi bhi loss nahi ho pata tu hmaisha yah sub chezon ko notekar k rading karen aghr kamyb hona hai tu
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

                      Dear friend forex trading main humy apna account main asy trading karni chae k agr humy trade value main 5 sy 7 dollar fayda ho raha ho to humy apni trade close kar dani chae ha isi tahra ap analysis karny or phr trade lagany to ap ko fayda ho 5 sy 7 dollar to phr close karny asy ap ko apna target achieve ho jay ga wasy ap samjny k ap ko aik he trade main profit ho jay to asy both muskal ha k ap apna target pura kar sakeny is ley humy different trade lagani hon ge tab hum easily apna target achieve kar sakty han forex trading main trading karny small lots sy or tohra tohra profit hasil kar sakeny or apna target achieve easily kar sakeny
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

                        Dear traders market ma profit target poora krnye ky hazaro tareeky hain pending order aor instant execution krna zarori hai jin trader ka focus market py hota hai wo apna target achieve kr lety hain aor aik bat aor ahm hain ky apko apna target bhi haqeeqi bnana chye agr ap 20 dollar ky account py apna target months ka 100 dollar profile profit ka rakh len to yeh bahot he inappropriate kaam hai aor yeh traget achieve krna bahot he mushkil hai is ma apko 90 percent cchance account wash ky aor 10 percent targwt achieved hony ky hoty hain market ma agr ap technical analysis ma sirf support aor resistance ko follow kro aor indicators aor a oscillators ma sy kis achy ko choos3 kro tb bhi apka kam chl skta hai aor ne2s calendar ko follow krty raho
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

                          Forex mein agar hum nay koi bhi earning target set kya hua hai tou uss kay lye humain forex mein mehnat sae kaam kerna hota hai kyun kay hum nay apna earning target achieve kerna hota hai jub aap kay samnay koi aim ho ga tou aap uss aim ko hasil kernay kay lye hi planning kerain strategies banain gay tou aap ko forex mein kamyabian milti hain
                          Humara kaam bhi forex mein earning hasil lerna hai tou humain bhi chahyea kay hum forex mein mehnat sae kaam kerain forex ka knowledge hasil kerain forex ko seekhain aur agar hum aisa ker letay hain tou hum forex mein kamyab ho saktay hain aur doosri baat kay humain trading mein daily ka apna earning target set kerna chahyea aur uss ko achieve kernay kay lye humain forex market kay analysis kernay chahyeain aur forex mein soch samajh ker kaam kerna chahyea market kay trend ko follow kerain aur uss kay mutabiq kaam kerain
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

                            Dear sab se phly ap ko apny account k hisab se apna daily ka target select karna chaye aus k bad ap ko ais market mai analysis karny chaye agar ap ko koi trade mil jati hai to ap market mai enter ho jaye agar ap ko achi trade ni mil rahe to ap ais market mai enter hi na ho aor jab ap ko ais market mai kisi aik trade par loss ho jaye to aus din mazeed trade na kary kun k ap k mind mai wo loss ho ga aor ap ais market mai loss ko recover karny k checker mai zayda bari lot lagye gay jis se ap ais mai kafi zayda loss kar sakty hai ais liay agar ap ko koi trade mil jati hai to aus par trade lagye aor apna target pora hony k baad market se nikal jaye ais market mai zayda risk na ley warna ap ko loss ho sakta hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: hamain earning ka target kesy pura kerna hota hai

                              apni ek bohat he achi or bohat he safe strategy share ki hey or mery khiyaal me ye newbies k liay nehait aham baat hey or ye har ek new trader ko apply karna hoga kiu k ek new trader ka market m itna experience nahi hota hey or usko market k U turn ka pata nahi hota andaza nahi hota is liay chup chaap apni trade ko chalny deta hey lakin jo uska profit araha hota hey wo us sey b jata hey is liay cheaheay k jab apka plane ho k apny market sey aaj 10$ uthany hen ek trade me sey to jab apko wo trade koi 5-6$ profit me jaa rahi ho to usy waha par close krden ta k ap ka profit kahi phir sey khatam na hojay ap bana huwa profit utha len then again wait kren market ka new trade lagayn kiu ye worldwide market hey or is me kisi b waqt koi big invester ajta hey or market ki simat ko badal kar rakh deta hey jis say apka aya huwa profit b phir sey gaib ho sakta hey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X