Re: Jaiza: forex may kamyabi Kay liye goal set karain or struggle karain..
Dear ye to her trader ko chaye k jab wo ais market mai kaam start karna chata hai to aus se phly ais market mai kaam karny k liay aik plan bana ley aor aus k baad wo ais market mai jab koi trade lagata hai to sirf apni trading strategy k hisab se lagye agar market ne aus ka target pora kar dia hai to market se nikal jaye ye ni k lalch kary aor apna loss karwa ley agar ap ne ais market mai kaam karna hai to apko ais market mai ye dekhna hai k ais market mai ap ne kon se time mai trade karni hai aor kon se time par kaam ni karna agar ap apny plan k hisab se kaam kary gay to ap ko ais market mai faida ho jaye ga agar ap ais market mai mehnat karo gay to ap ko ais mai kamyabi ho gi other wise apna loss kary gay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим