aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove krty..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove krty..
    dear mairay khayal say ham forum main achi quality is tarha say he bana saktay hain k jub ham yahan pay apna real experience share karaingay to,dear maira yeh zaati experience hay k jub markeet aik he level ko baar baar reject krnay k baad moovemnt start krty hay to phir hamko trend ki directions ko daikhtay huvay us main long positions main trades lainay main koi harj nai hay aur hamko us say acha profit bhi milnay k bahut saray chances hotay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

    Assalamu alaikum dear forex trading members main aap sabki baat se aagree karta hun Forex trading mein jub market specific point se usko reject karti hai breakout nahin kar paati hai to iska matlab hota hai kiye market reversal legi aur bahut zyada up jayegi lekin agar market specific breakout kar leti hai spot ko to then market bahut jyada down chali jaati hai aap ko maloom hona chahiye ky market mein liquidity term use hoti hai agar liquidity provide ho rahi ho to market muove karti rahti hai jahan per liquidity stop hoti hai to market ruk jaati hai
    Trading mein market ka technical analysis hasil karna bahut important hai support and resistance breakout ko review karna analyse karna isky elawa market main tools or indicators ko use karna bahut zaruri hai
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

      G han bilkul market agar top level par ho ya bottom level par agar market two times top ya bottom level ko reject karti hay to ye market reversal point hota hay es ko top line ya bottom line ka name dia jata hay, hamari ye koshish honi chaye key ham esy level ko hi find karen aur market ka support and resistance level hamy har time frame me define karny ki zarorat hoti hay ham agar top ya bottom line jo key market ki movement es ko reject karti hay ya nahi es ka andaza hamy support and resistance level se be asani se ho sakta hay.
      • #4 Collapse

        Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

        اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
        dear mairay khayal say ham forum main achi quality is tarha say he bana saktay hain k jub ham yahan pay apna real experience share karaingay to,dear maira yeh zaati experience hay k jub markeet aik he level ko baar baar reject krnay k baad moovemnt start krty hay to phir hamko trend ki directions ko daikhtay huvay us main long positions main trades lainay main koi harj nai hay aur hamko us say acha profit bhi milnay k bahut saray chances hotay hain.
        Walaikum assalam Ji Bhai Jaan aapki baat bilkul theek hai Jab Ham Forex trading business Mein kam kar rahe hote hain to main bahut jyada Khyal Rakhna chahie Mera Apna yah experience hai ki agar market ke level ko Ham Bar Bar result karte hain aur bad Mein market Hamare mutabik he move Karti Hai To Hamen is se Kafi nuksan ho sakta hai Hamen Ek simple discipline ke sath Forex trading business Mein kam karna hai Nahin to Koi fayda Nahin Hai is business Mein kam Karke aur posting ki quality ko bhi increase karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

          Assalamu alaikum dear Forex trading member Forex trading mein market ki rejection on support and resistance predict karti hai ki market mein liquidity problem hai hi agar market downtrend mein aao aur aur major support per rejection ho jaaye to short time sellers and scalping trading liquid ti hi hoti hai jiski vajah se market reflect ho jaati hai lekin jaise hi liquidity required limit tak liquiditt providers se mil jaati hai to market dobara apni train track per a jaati hain
          Forex trading mein agar aapki technical analysis per grip strong hai to aap successful ho sakte ho Forex trading mein fundamental events geopolitical analysis fundamental and technical strategies manage karna risk manage karna Forex trading mein kamyabi ki zmanat hain
          • #6 Collapse

            Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

            MajorSupport aor resistance ko market ka reject krna do mani rakhta hai Aik to agr wo break nhi kr pata support ya resistance to phr market bahot zeyada bara reversal ly skti hai lkn kabi kabar aisi bhi hota hai ky market support aor resistance break kr jati hai lkn dobara sy liquidity milny ki waja sy reversal ly leti hai stoploss hunting ky leay market ma short term traders big lots ky sath in hoty hain aor exit ho jaty hain jiski waja sy market dovara same level py ponch jati hai
            Forex trading market ma isi waja sy stoploss qor take profit use kia jata hai keun ky is ma market flash crash kr jati hai aor kabi kabar market apki trade beat kr deti hai aor apka apka account wash ho jata hai
            • #7 Collapse

              Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

              Jab kisi pair mein aesi position ban jati hai ky bar bar aik level per aa ker market reverse ho jati hai ya jab market kuch points ko support aur resistance bana ker continue in ky darmian hi move kerti rehti hai tou hamein soch lena chahiey ky jab market three to four time same points per ja ker reverse ho jati hai tou phir jab bhi is level ko break kerti hai tou bahot bari move hoti hai hamein chahiay ky aesy time ka wait ker lein ky jab market same point sy three to four time reverse ho chuki ho aur phir usi point per ponch chuki ho tou reverse order main trade ka risk na lein ky phir jab market reverse ho bhi jati hai tou usky chances bahot kam hoty hein lekin aksar itny times reverse jany ky bahd aik dafa break kerny of bahd bari move ker jati hai
              • #8 Collapse

                Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

                G han dear bilkul aisye he bat hai kay market kabhi kabhi aik leavel pay bar bar atye rhatye hai aur aik time pay us kay bad yani kaynus ki move us time tu aik cercle ki tarha he hotye hai per us kay bad wo aik dum say kafi tezzi kay sath move kar jatye hai aik he side pay jis ka humain faida bhi ho sakta hai aur lose bhi ho sakta hai wiaye bhi humain jo tools miltye hain na trading mai hum un ka istamal ni kartye hain hala kay humain un ka use karna chye kiyu kay ager un ka use ni karain gaye tu humaim koi faida ni hota hai us time pay humain zhen mai rakh kay hamesha sl aur pt ak istamal karna chye kiyu kay us time oay jo hai na trade ko close karna mushkil he ni na mumken he samjhain us time pay atmi speed chal jatye hai kay aik dum say ya tu humara sl hit ho jata hai ni tu humari tp zaroor hit ho jatye jai es mai pta ni chalta hai aik dum say he move karta hai tu tool es kaliye use kiye jatye hain ta kay humaim es mai faida daye sakain
                • #9 Collapse

                  Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

                  Forex market mein jub aap kaam kertay hain tou aap nay dekha ho ga kay kabhi kabhi market aik hi point per bar bar aa ker rukti hai aur phir wahan sae reverse move kerti hai aur thori daer baad phir ussi point per ati haiaur bar bar uss point ko hit keray gi aur yeh point uss ki resistance hoti hai ya phir support jis ko woh break kernay ki koshish kerti hai
                  Aisay mein agar tou chart per RSI centre mein ho ga tou market mein support ya resistance break ho sakti hai lakin agar RSI top per ho ga ya bottom per ya phir overbought ho ga ya oversold tou market support ya resistance ko bar bar hit kerti rahay gi lakin break nahin ker sakay gi aur aisay mein RSI ouper ya neechay move keray ga lakin market move nahin keray gi tou jub RSI per gap banay ga tou hi market support ya resistance ko break keray gi
                  • #10 Collapse

                    Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

                    Gee haan brother aap ki baat theek hai forex mein akser market support aur resistance per ruk jati hai aur agar yeh support ya resistance weak ho tou market forun hi agay move ker jati hai lakin agar forex market mein support ya resistance strong ho tou market uss point per aa ker ruk jati hai aur bar bar support ya resistance ko break kernay ki koshish kerti hai lakin ker nahin pati aur kafi daer uss point per ruknay kay baad aik dum sae move kerti hai aur yeh movement kisi bhi taraf ho sakti hai ouper bui aur neechay bhi aur yeh movement bahut bari move hoti hai jis sae kisi ko tou bahut zayada profit hota hai aur kisi ko bahut zayada loss aur kae logoun kay tou account bhi wash ho jatay hain tou aap oo chahyea kay jub bhi market mein aise koi bhi situation ho tou aap oo uss waqt market kay analysis kya kerain aur jub tak woh situation clear na ho tou uss waqt tak humain trade open nahin kerni chahyea aur sabar sae kaam lena chahyea
                    • #11 Collapse

                      Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

                      Dear agar ap ne dekha hai k market kisi resistance level par jati hai aor aus ko bar bar break karny ki try karti hai magar break ni kar pa rahe to ap ko samjh jana chaye k ais k baad market ne kafi zayda moment karni hai agar market aus level ko aik dafa break kar leti hai to aus k baad market bahot hi zayda moment karti hai kun k ais market mai agar ap ne dekha ho jab bhi koi major resistance ya support break hoti hai to aus k baad market next major level tak lazmi jati hai agar market fail ho jaye to aus k baad phir support tak jati hai aor phir try karti hai ais liay ap ko chaye k chart par major resistance aor support level draw kar leny chaye ta k market ki moment ko phly se samjh jaye.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: aik level ko baar baar reject krnay say markeet position main aa kr long moove kr

                        G han bilkul agar market ki movement bar bar support ya resistance level ko bar bar reject kary to market khud ko big movement key ley tayaar karny ki koshish karti hay, market me bahot se traders ne note kia ho ga key market hamesha support ya resistance levels ko agar break nahi karti to market trend reversal key base par big movement karny ki koshish karti hay, hamy pehly to breakout ka wait karna ho ga agar market bar bar kesi strong point ko three times reject karti hay to samaj lena chaye key ye bahot hi zeyda strong point hay jo key break nahi ho sakta hay esy me hamy trend reversal key base par trades open kar leny chaye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X