jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain
    forex aik acha business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum news py be live trading kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wkt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex mai job less mans be kam kar sakty hain hamy news ko rozana dahkna ho ga news rozana new upate htoe hain hamy mahnet sy or tawajo sy forex mai kam karna ho ga pher he hum kam kar ky pasia kama saky gy forex aik acha busienss hain hum is mai ache learning ky sat ache earning be gain kar saky hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex pakistan mai legal busiens ban cuka hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

    G nahi dear economic news key base par hamy live trading karny ka koi faida nahi hota, live trading agar ki jaye to es key ley indicators hey sab se best option hay, economic news bahot jaldi se kesi currency par effect nahi karty agar long term trading karni ho go es key ley sab se best option hamary pass economic calander hi hey, market indicators ko me currency market movement ko understand karny key ley aur live trading key ley sab se best samjta hon, jo key short term ki trading me be helpful hoty hey aur long term trading me be profitable samjy jaty hey.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

      Baghir sochy samjy aur kesi be news ko jaldi me follow karna traders ki mistake hoti hay professional traders important news ka wait zarori karty hey aur esi news ko find karny ki be koshish karty hey magar jald bazi me kesi be news ko follow karna esy professional aur expert traders ka rule nahi hota hay, traders market trend key strong hony ka wait karty hey us key bad me risk ko manage karna zarori samjty hey, agar market trend strong be ho jaye per be high risk lena es condition me dangerous ho sakta hay, important news agar release hony ka time ajaye to es time trading ki planing kar leni chaye ta key bad me pareshani na ho.
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

        Dear ye to ap ko bhi pata hai k jab market mai koi bari news aati hai to aus time market kafi zayda move karti hai magar ais mai jab hum ko ye pata ho k market mai koi news aa rahe hai to aus se phly hum ko pending orders laga leny chaye aor jab news aye gi to market humra order autha k aik taraf nikal jaye gi aor hum ko profit ho jaye ga ais k sath hum ko 2 trades opposite laga deni chaye aor ain k sath stop loss aor take profit laga lena chaye ain mai stop loss kam ho aor take profit zayda ho jab news aye gi to aik trade ka stop loss hit ho jaye ga aor market humri aik trade profit mai close kar dey gi jis ka profit loss se zayda ho ga aisy hum news k time par asani se acha profit bana sakty hain.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

          Kafi dafa traders news trading ko asan samajh kar iss mai trading karty hain. lakin jahan tak maire apna khayal hai , News trading khabi b asan nai hoti hai aur news trading karny ke liye traders ke pass kafi achi education aur trading ka tajarba majood hona lazmi hai . aur iss sab k baad he trader iss qabil ho sakty hain ke woh news trading kar sakin.
          News trading iss lye b kafi mushkil kaam hai ke kafi dafa aik jaisay Data ke release ke baad market pehli dafa ke nisbat kafi different react kart laite hai aur zaroori nai hota hai ke aik jaise news per market ka har dafa same he reaction hota ho.
          Iss ky elawa news ko understand karny ke liye ager trader kay pass economics ka acha knolwege ho tu phir he shaid woh iss qabil ho sakin ke woh news ko understand kar kay trading kar sakin warna news trading baghir samjhy karna aur b risky ban jaata hai.
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

            Pyare dost Jaisa ki aap Jante Hain trading mein Do Tarah Ke analaytics Hote Hain Ek technical Analytics aur dusry fundamental Analytics. Technical Analytics ap khud se judge Karte Hain charts, indicators, aur mukhtalif tools ki madad se magar fundamental Analytics ko aap follow kar sakte hain Magar unko predict karna bahut Mushkil kam hai. Aap ne jo Sawal Kiya Hai woh bhi fundamental ke sath relate karta hai ki Jab Bhi Koi Bari news Aati Hai to market violet Ho Jaati Hai, market price mein up ho ya down moment fast Ho Jaati Hai. Agar aap ne in time trade Lagadi to aap achi khasi learning Le sakte hain aur Agar aap ne late trade Lagaye to aap ko nuksan ho sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

              Assalamu Alaikum dear Forex number ji Nahin dear economic news ki base per Hamen live trading karne ka koi fayda nahin Hota live trading Agar ki Jaaye to uske liye indicators hai Sabse best option Hai Kaun make news bahut jaldi se Kaise currency perfect Nahin Karte Agar long term trading karni ho to iske liye sabse best Korean hamare pass account mein current rahi hai market indicator score currency market moment ko understand karne ke liye aur live trading ke liye sabse best jata hai jo ke short term trading may be helpful hote hain aur long term trading mein bhi profitable samjhe Jaate Hain isliye Forex main use khilaf trading Se Koi fayda Nahin Hai
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

                Ham Sab Logon Ko news Ko Dekhkar trading Karni chahie Agar ham log news Ko Dekha trading Karte Hain To iska Ham logon ko bahut hi jyada fayda hota hai aur ham log Kafi acha profit National kar sakte hain Agar ham log news ko dekh kar trading Karte Hain To Ham Logon Ko kamyabi milati Hai
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

                  Forex trading business bahut hi behtarin business hai Ham Forex trading business Mein trade order Lagane ke liye Hamen news Karnal message karna bahut jaruri hai agar Ham news ko Dekhte Hue trade or Dhal Gaye To Ham isliye cprofit Hasil kar sakte hain Hamen chahie ki Ham market mein news ko live Dekhte Hue trade order lagaen Kyon Ke Kamyab hone ke liye Hamen news market ka analysis karna bahut jaruri hai jo market ko Dekhte Hue trade order Lagate Hain Aise traders Hamesha Kamyab hote hain aur Is Tarah Hamara knowledge experience bhi increase hota hai Forex trading business Mein Kyon ke kisi Bhi Insan ka interfere Nahin Hai ismein Bal automatically internet Keru Ham trade set karte hain aur Baton per work hota hai jismein koi bhi fraud ka chance Nahin Hote aur na hi Ham Kisi Ko blame kar sakte hain Ham Khud apni trade select karte hain market ko Dekhte Hue aur profit ka vate Karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

                    Ji han friend ap ny bilkal tek kaha hy m ap ki bt sy agree karta hon forex trading aik bot bara profitable business hy ye aik online business hy ham is m news ko read kr k live trading kr skty han forex m ham live kam krty han ye aik international business hy jo kbi b bnd na hony wala business hy ham is m achi earning or achi learning dono hasil kr skty han forex m lalichi traders ki koi jga ni na hi emotional traders is m kam kr skty han forex m trading krty hoay jb ham loss krty han to is m market ka koi qsor ni hota forex m loss hamy hmari mistakes ki wja sy hota hy forex m ham ghr byth kr b easily kam kr skty han q k ye aik online business hy ham is m part-time b kam kr skty han or full time bi kam kr skty han
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

                      Your friend news bahut hi jyada risky Hoti Hai newstime trading karna bahut hi jyada risky hai ismein koi bhi e Itni achi trading nahin kar sakta jitni acchi 1 expert trader kar sakta hai Paas Rehte Hain joki bahut jyada expert Hai To vah yah news time hi trading karte hain usse Achcha Profit kar sakte hain isliye news time agar aap market ko analyse kar le to aap Kuchh minut Mein Hi Achcha profit Hasil kar sakte hain aur Behtar property aapki life Badal sakta hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : forex mai news ke live trading asane sy ke ja sakte hain

                        Forex trading business mai news ka bohat important role count kia Jata hai aur tamaam expert traders aur expert analyst iss baat ko bohat ehmiat daitay hain kay traders news ko follow kia karain. Aisa bilkul hota hai kay news ki wajah say real trading mai bohat faiday haasil ho saktay hain. Kiyu kay news ki base pay technically bohat ziada market changes her waqt ho rahi hoti hai. Kisi bhi country ka job rate, central bank ka interest rate aur koi bhi big contract forex market ko kaafi tabdeel ker daita hai. Forex traders ko kisi bhi business news ko bohat serious he laina chaiye kiyu kay achi earnings aur achay business kay liye yeh bohat laazmi bhi hai. Jab koi trade plan ker rahey ho to pehlay lazmi tore pay uss kay barey mai news aur expert analysis ko daikh laina chaiye kiyu kay uss say strategy develop kernay mai bohat help bhi mill jaati hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X