jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain
    aagr hum trend ky againts kam kary gy to hamy siraf or siraf loss ho jy ga hamara account wash ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik online or kabe be band na hony wala busienss hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai trend ke bohat ahmeyat hain hamy is ky sat sat cahlna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik wasee busienss hain hum is mai bager pasaio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex mai hamy kabe be kise be surat mai trend ko ignroe nahi karna chahey pher he hum agy bar saky gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

    G han bilkul market trend key against trades ko open karny me nuksan hi nuksan hay ham agar market trend key against trading karty hey to es se hamy etna loss ho sakta hay jes ka ham soch be nahi sakty, agar ham other trading techniques key sath trades open nahi kar sakty to ye be zarori hay key market trend key against be ham trading na hi karen es se risk factor me aur be zeyda ezafa ho sakta hay, important ye hay key ham agar technical strategies aur news trading nahi karty to hamary pass yahi 1 option hota hay key ham market trend ko hi follow kar kety trading kia karen.
    • #3 Collapse

      Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

      Dear members Forex trading mein trading trend ko bahut zyada ahmiyat Hasil hai. Jab Bhi aap trading start karne lage Tu technical Analytics aur fundamental Analytics ko read Karen Uske bad Ham donon ke Milap se trading Trend select Karen aur uske a favour mein Main Apni trades place Karen, start mein price up and down move hoti Rahegi lekin friend same Hota Hai isliye Ye aapane a Pareshan Nahin hona aur aur apne a hadaf ka Intezar Karen. Agar aap trading Trend ke opposite trade lagaenge gay to aapko Bada Loss bhi ho sakta hai isliye Hamesha avoid Karen. Donon session ko open hone ka waite Karen Taake trend clear ho jaaye phir Uske bad apni tradeplace Karen
      • #4 Collapse

        Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

        G han me be app ki bat se agree karta hon trend key against agar trading karny par depend kia jaye to es me nuksan hi nuksan hay, trend ko follow karna chaye magar true trend line ko hi find kar key es ko follow karny ki har mumken koshish karni chaye, market ko agar analysis kia jaye to bahot se trends ko ham daily dake sakty hey magar es me be true trend line bahot hi kam hoty hey jes ko follow karna zarori hota hay magar esy real aur true trend jes ko ham strong trend be kehty hey ko find karny key ley ham market ko different time frames me scan karna ho ga es key sath technical indicators ko use kar key be ham trend ko find be kar sakty hey aur conform be kar sakty hey.
        • #5 Collapse

          Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

          je ap ne bohat hi important baat ki ha forex trading ma hamesha trend k hisab se hi market ma entry leni chaye, trend k against kam karain gay to hmara loss hi loss hota ha, forex market hamesha trend ki surat ma hi move karti ha
          Forex market ma trend: forex market ma 3 tarha k trend hotay hain
          1. Bullish trend: jis ma market high se higher levels banati ha, nechay se uper levels ki taraf move karti ha, is ko ham buy ya up trend bhi kehtay hain,
          == Bullish trend ma sirf buy ki entry leni ha, sell ki entry ka sochna bhi nai ha, hamesah buy k signals ko follow kar k trading karni ha
          2. Bearish trend: is ma market low se lower level ki taraf jati ha, is ko down trend ya sell ka trend kehtay hain,
          == down trend ma hamesha sell ki entry lain,
          3. Range bound ya sideway trend: is ma market ka koi clear trend ni hota ha, particular pips k darmyan hi mover karti rehti ha
          == is trend ma wait karain, koi entry na lain, jab tak trend clear ni ho jata entry lenay se avoid karain
          Trend ko follow karnay se ham asha profit earn kartay hain aur loss se bach jatay hain, agar ham trend k against entry lain to hamin loss hi loss hota ha,
          Trend ko identify karnay k tools: fundamental tools, technical tools( trend line, moving average, stochestic oscillator, parabolic sar, pivot line, candlestick pattern)
          • #6 Collapse

            Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

            dear main apki is baat say koi ittefak nai krta hoon wo is liye k agar hamko trend k opposit koi aisa signal milta hay jis main support and resistence bhi shamil hain aur aur sab kuch hamaray he knowledge k mtabik hamaray favour main hay to hamko entery zarur lay laini chaye aisi surat main hamko trend k against ya favour main honay ka kabhi nai sochna chaye waisay bhi markeet ziada tar trend main nai rehty hay to kia hamko utni dair tak wait krna chaye k markeet jub tak kisi trend main moove nai krty hay to hamko markeet main koi bhi orders nai lainay chayen markeet main hamko ziada say ziada knowlegde say kaam krna hamaray liye better hay na k ham aik adh strategi say kaam start karain aur aur apnay aapko expert samjh kr lose krna start krtay jayen ,markeet main aisa bahut kuch hay k ham markeet k ranging main hotay huvay is main kaam krain aur achay say acha earn krnay main success hotay jayen aur markeet ko samjhtay jayen.
            • #7 Collapse

              Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

              Dear hum ye to ni keh sakty hai k trend k against hum agar trade kary gay to hum ais market mai loss hi kary gay kun k market trend k againt retracement atni le leti hai k hum agar aus par trade lagaty hai to acha profit nikal sakty hai jaisy ap ne dekha ho ga k ye market waves banati hai aor aus k hisab se hi chal rahe hoti hai agar hum ais mai waves par trade karty hai to market jab trend mai moment stop karti hai to new wave banany k liay phly trend k againt jati hai aor wohi time hota hai jab hum trend k against trade kar k profit bana sakty hai aor aus k baad jab market trend mai dobara moment start karti hai to hum ais market mai phir se profit bana sakty hai aor ais market mai kamyab ho sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

                Forex market mai trading kertay huay market watch bohat zaroori hai. Market watch say trend ka undaza kia jata hai. Jo trends trend kay khilaaf undazay pay trading kertay hain wo bohat barri ghalti kertay hain. expert traders kabhi bhi uss waqt trading nahi kertay hain jab koi trend final nahi ho raha hota. Market ki news ko samajh kay trading kernay waley trend kay shuru mai ya darmiyaan mai kabhi bhi trading nahi kertay hain. Jab koi trend kisi news kay mutabiq reversal point pay touch hota hai tab he trading kerna faida mai rehta hai. Trend kay khilaaf trading kernay mai bohat ziada loss kay chances hotay hain or ziada profit kay chakkar mai small balance waley accounts wash hojatey hain
                • #9 Collapse

                  Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

                  Mere Khyal Mein To trading strategy aur trading plan Mein kuchh khas defence Nahin Hota train plan aur satellite ji Vahi hoti hai jo traders trading karne ke liye bulate hain trading karne ke liye plan bahut jyada important hai ISI Tarah setar 8GB trading karne ke liye bahut important hoti hai isliye Jab day trading karen to Ek proper trading Ka Plan banaen Kis Se aap acche trading kar Sakenge
                  • #10 Collapse

                    Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

                    Hum logo ko Trend ke against Kam Nahin Karna chahie Agar ham log friend ke aage kam Karenge To Ham Logon Ko loss ho sakta hai isliye Ham Logon Ko Trend ke mutabik hi trading karne chahie jisse Ham logon ko bahut jyada fayda Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

                      g han bhai jan ap ny bilkul sahi bat ki hai main apki bat se agree krta hun forex trdaing main jo bhi mambers market k aginst trdaing karty hain wo kbhi bhi kamyb nahi hoty hain es liye hmain aghr forex main kamyb hona hai or profit ean krna hai tu hmain market k according chlna hoga jis se hum achi trdaing bhi kar skty hains ath main hum achi eraning bhi kar skty hain tu aghr ap forex main work hard ki base par mahant kar k apni trdaing main khud ko itna skillsfull bna lengy k ap market k according trdaing kar skty hain tu ap apni trdaing main kbhi bhi nakam nahi hong or apk loss ki ratio bhi kam se kam hogi tu hmain aghr forex main kamyb hona hai tu market ko smjhny ki ahliyat paida karen jitni strong grip hogi otna he hum kamyb trdaing kar skengy
                      • #12 Collapse

                        Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

                        g han ap ny bilkul sahi bat ki hai forex trdaing aik eraning bsuiness hai jis main hum jitna es k roles k according trdaing karengy otna he hum kamyb ho ngy es liye sub se pahly tu hmain market kos mjhny ki salhiyat ko paiakarna chahye jub hum market ko achi trha smjh kar kam kar skty hain tu hmain apni trdaing main kam se kam loss hota hai or hum achi eraning gain kar skty hain es liye aghr tu forex main kamyb hona hai tu market kos mjhny ki qabliayt paida karo jitna ap market ko smjhna sani karengy otna he apko apki trdaing main jaldi kamybhi milti hai or ap apni trdaing main kamyb trdaor ban skty hain or apko loss bhi kam se kam hota hai tu hmaisha apni trdaing ko bahtr karny k liye work hard karty rahen or trading ki practice karty rahen q k practice makes a man perfect
                        • #13 Collapse

                          Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

                          Assalamu Alaikum dear production members ji han bilkul market Trend ke against AIDS ko open karne mein nuksan hi nuksan hai agar Ham market Trend ke against reading Karte Hain To isase Hamen Itna loss ho sakta hai Jiska Ham Soch Bhi Nahin Sakte Agar Ham Udhar trending techniques ke sath trades open nahin kar sakte to yah bhi jaruri hai ki market Trend ke against bhi Ham trading na hi Karen is risk factor Mein Aur Bhi Jyada ijafa ho sakta hai important yah hai ki Ham Agar technical Strategies or new reading Nahin Karte to hamare pass Yahi Ek Option hota hai ki Ham market friend ko hi follow karke trading Karen is Sahi Ham Kamyab ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: jaiza : trend ky against kam karny ky nuqsan he nuqsan hain

                            Assalam O Alaikum Dear Friends , Forex Men Khush Aamdeed , Rujhan K Khelaf Trade ... Agar Anen Ault Ault Hone Ka Shuba Hai , To , Zyada Tar Trader Ghor Se Dekhte Hen , Aor Jab Qeemat Dosri Tarha Se Chalna Shru Hoti Hai Tab B Aik Hesiet Akhtyar Karte Hen. Lekin Hum Istamal Karte Huwe Bohat Sare Takneki Aalat Qemton Se Peche Reh Jate Hen , Lehaza Pahle B Kisi Ault Pheel Ko Maloom Karne K LIe Faysale Ki Tarha Zyada Ki Zrorat Hoti Hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: forex99 پيغام ديکھيے
                              Mere Khyal Mein To trading strategy aur trading plan Mein kuchh khas defence Nahin Hota train plan aur satellite ji Vahi hoti hai jo traders trading karne ke liye bulate hain trading karne ke liye plan bahut jyada important hai ISI Tarah setar 8GB trading karne ke liye bahut important hoti hai isliye Jab day trading karen to Ek proper trading Ka Plan banaen Kis Se aap acche trading kar Sakenge
                              janab bhout sy indicators hai woh against trend laga kar ap ko achi earning hasil kar skaty hain. Jaisy kay ap apni trading mai indicator ka sahi use kar kay ap against rend pay ja kar achi trade laga sakty hain. ap ager bat karain tu RSI indicator ko daikh lain jab market oversold ya overbought hoti hai tu ap RSI ki values kay mutabiq trade kar kay achi earning kar sakty hain. jab ap es ka use major pairs mai use karain gy tu ap asani sy apni trade ko behtar sy bethar kar sakty hain. ap apni trade mai RSI ka use kar kay woh ap ko against trend ka signal dait hai jis ko ap use kar sakty han or scalping be kar kay earning kar sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X