Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.
    dear friends yeh meri post un forex trader k leay lea hai ju forex main expereince hony k bajood loss karty hain aur main bhi iss ka shikar raha oun es lea sab apna expereince shaare kar raha hun forex main jab bhi ap bar bar galti karty hain tu ap ka psychology level ka thek na hona hota hai yani k ap apny mind ko control he nahi kar paty hain trading k doran is wakt yeh traders ki sab sy bari mushkil hai is lea main kuch tips share kar raha hun zror follow karain
    1.subha trading start karny say pehly aik plan ko aik print out kar k apny pas rakhain
    jab bhi trade karain tu uss main ju ju ap ki weekness hain usko lazmi dekhain ager ap galti kar rahin hain foran ruk jain kyon jab ap practice nahi rukain agy tu ap ko faida nhi ho ga aur uss k bad jb bhi koi trade lgaty hain tu pehly sochain k kia yeh main trade rules k mutabik laga raha hun ager nahi tu phir bhi trade na lgain aur uss k bad ager ap ko achi trade aik week bhi na maily tu ap na lagain ye sab chezon par control karny say he ap apny mind ko control main rakh sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.

    g bhai ap thek kah rehy hain forex aik asa business hai jiss main say sy ziada loss sirf app k mind ki waja say hota hai jitna strong ap ka mind ho ga usi hisab say app ki ziada trade success ho gee jiss waja say ap ko psychology pay control karna parta hai es lea ap ko sab sy ziada jis stratgey pay kam karna chaheay wo ap ka mind he hai kyon k ager yeh thek samjh aur soch laita hai tu ap iss say wo kam lay sakty hain ju aik robot bhi kam anhi day sakta hai iss leay ziada trader loss karty hain main ny bhi iss ki waja say boht nuksan kia hai mger main senior k mashwry say jab say iss par control karna sekha hai tu oss k bad main forex market main success hona shuru hoa houn ess lea ap ko bhi ager kamyab trader banna ha tu iss par control karn sekhain aur amli tor par is par kam karain na k baton say.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.

      Same mistakes ki waja se agar bar bar hi loss hota ho to ye traders ki psychology par control na hona es ki waja hoti hay, knowledge, trading experience aur market me risk management strategy par control hony key bawjood be agar traders mistake karty hey to es ka blame traders par hi lagaya ja sakta hay,

      Demo account me jes type ki trading practice ki jaye esi tarha ki trading real account me be trading karty hey agar ham demo account me esy mistakes par control hasil nahi kar paty to real account me be ham mistakes bar bar hi karen gey, demo account me esy har 1 mistake ko khatam kar dena chaye jes ko control karna hamary ley mushkil ho.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.

        dear waisay to hamko kisi bhi kaam main mistakes ki koi gunjaish nai hoty hain agar ham kisi mistakes main phans bhi jaen to hamko us say nikalnay say pehlay aur sath sath is baat ka bhi jaiza litay jana chaye k aisa q huva hay aur isak aisa kia reason huva hay jiski wajha say markeet nay hamko lose dia hay aur agar ham in baaton pay koi khaas tawajo nai daitay hain to ham same mistakes baar baar krtay jayengay aur hamko markeet main lose hota jayega jiski wajha say ham markeet main apni psychlogy pay control krnay main nakaam hotay jayengay ,yahan pay har koi yahi chahta hay k usay achay say acha milay koi bhi mistakes nai krna chahta hay to ham q kisi ko aisa mouka dain jis say koi hamari mistakes say earn krta jaye.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.

          forex mai aik mistake ke waja sy hamy big loss ho ga hamy apne mistakes ko avoid karna ho ga pher he hum loss ko avoid karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat ache earning be gain kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy kuch be hasial nahi ho ga hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy losss ho jy ga is mai market ka balm nahi htoa forex aik acha busines hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be aasane sy kam kar sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.

            G ha dear ye to ap ne sahe kaha hai k agar hum ais market mai aik hi ghalti bar bar karty hai to hum ais market mai apna loss karty hai magar hum ko ais mai apny oper control karna ho ga aor aus k baad hi hum ais market mai kamyab ho sakty hai kun k ais market mai hum apni ghaltian sahe kary gay to hum ais market mai loss se bach sakty hai agar hum loss karty rahy gay to hum ko ais market mai kaam ni karna chaye kun k ais market mai agar hum apny mind par control ni kar sakty to hum ko ais market mai aisy kaam karna chaye jis se hum ko ais market mai faida ho agar hum ais market mai apni ghaltian sahe kary gay to hum ko ais market mai faida ho ga warna hum ais market mai apna time hi zaya karty rahy gay.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.

              Forex market Mein Ek mistake ki vajah se Ham Logon Apna account wash Karva sakte hain isliye Ham Logon Ko mistake Se Dur Rahana chahie Varna Ham Logon Ko iska bahut hi nuksan hota hai aur ham log is nuksan ko Bura bhi nahin kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.

                Forex trading business mai agar aik he mistake baar baar hoti rahey tou iss ka Matlab kisi kisam ki psychology problem nahi hota hai bulkay iss ka Matlab achi aur proper learning aur knowledge ka na hona hai. Asal mai hota yeh hai kay forex trading business mai jab new traders apna business start kertay hain tou unhain real trading mai kaam shuru kernay ki bohat jaldi hoti hai. Aur aisay traders yeh khayaal bilkul bhi nahi kertay hain kay abhi unhain mazeed knowledge aur learning ki zarurat hai laikin woh iss baat ko samajhay baghair real trading maturity na honay ki wajah say same mistakes ko repeat kertay hain. Aisay traders ko chaiye kay jab unn say baar baar aik he ya kuch makhsus mistakes ho rahi ho tou unhain apni loss waali trades ko analyze kerna chaiye aur uss mai mistakes ko zarur talaash kerna chaiye takay unn mistakes ko khatam kernay kay liye apni learning aur knowledge ko improve aur update kia jaa sakey
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:forex main aik mistake bar bar hona psychology control na hona hai.

                  Hmm sahi kaha bhai, agar bar bar wahi galati ho jae to matlab yahi hai ke ap ko apne emotion spe control karna nhi ata, aur ap ko apni trading strategy ko sahi se implement karne mein mushkil ho rahi hai to ap apnin daily life ki choti choti chezo pe control karna sekhe aur apne dimag ko chezo pe control karne ki adat dale jab ap ka apni roz marha ki bato pe full control ajae to ap trading mein bhi kafi had tak emotions pe control kar pae ge.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X