IMF (international monitory fund) & Free Floating Currencies?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    IMF (international monitory fund) & Free Floating Currencies?
    IMF (international monitory fund)


    IMF (international monitory fund) ye aik western duniya Ka combine Bank hai hai jo Kisi bhi country ki monetary policy ko ko samny rakhty hue loans ya funds release krta hai aur is Bank ka kam Kisi bhi country Ko diwaliya hone sy bachana hota hai is mulk main money bank kay pass kam aur logon k pass zayda ho jaati hay aur cheezon ke demand zayda hoti hay to chezzin mehngi ho jaati hain aur inflation zayda ho jati hay cheez ko control karny k ly banks interest rates zayda kar dety hain aur log bank se qarza kam lety hain aur sath e sath bank ma paisy jama karwaty hain jis sy un ko interest zayda milta ha.

    Click image for larger version

Name:	imf-brand-seal-01.png
Views:	1
Size:	60.1 کلوبائٹ
ID:	12585882

    Money Supply Control

    Jab log banks paisy jama zayda karwaty hain aur loan kam lety hain jis say money supply control main aati hay aur cheezon kay rate kam hoty hain. Aur mulk ke econmy ko stability milte hay trading ki bari gehri nazar hoti hay. aur trader us din ka wait kertay hain aur trading kay liye apnay analysis ko update kertay rehtay hain. que kay monetary policy main koe bhi statebank us currency ki demang aur supply ko control kerta hay aur us ki kami aur zayadti ko interest rate laga ker cotnrol kerta hay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-04T000306.990.jpeg
Views:	1
Size:	73.7 کلوبائٹ
ID:	12585883

    Currencies Of Countries

    jab bhi kisi currency ka interest rate up ya down ho jata hay to wo currency ki demand aur supply per asar kerta hay jis say kafi fast move hoti hay ye salana report jari ki jati hay aur pechlay chand saloon ki report kay sath is ka mawazna kia jata hay kay is saal mulk ki production kia rahi hay. is main mulki taman idaray chahhye wo sarkari ya neem sarkari hon un ka data akath kia jata hay aur kuch figuers akathi ki jati hain. jis say mulki tarakie aur amdan ka idea ho jata hay. GDP Report aik boht hi ahm report hotihay aur is per forex market main kafi ups and down atay hain. is new kay good ay bad report kay release honay kay bad market main kafi movement hoti hay.

    Click image for larger version

Name:	Pakistan Forex Reserve.jpg
Views:	1
Size:	40.2 کلوبائٹ
ID:	12585884

    Role of Federal Reserves in Financial Markets

    Federal reserves Financial Markets mai almost iss trah ka he role play karta hai jis tarh ka role Pakistan mai state bank ada karta hai. Dunyia kay saray he central bank aur federal reserve type kay edaray apny mulik ke currency kay flow aur iss ke international prices ko monitor karty hain aur apni zarooriat kay mutabiq iss ko adjust karny ke liye apni apni kohsish karty hain aur apny mulik ke economy ko behtar karny ke liye decision making b karty hain is me financial report ready ki jati hai jis main es molk main har insan k pass kis kaqar income hai or wo es main kitna earn kar rahy hain or kitna use kar rahy hain sara data hota hai or es namki bank bhi hain amrica main or es sysytem main hony waly sari informtaion es molk ki fanancial reprt par hoti hai jis main har banks es me banks main involve hain.

    Importance of Federal Reserves

    Agr baat ki jay importance ki to ye sb zeyda papolar bank hai or yah amrica main jitny bhi baks hain sub he es se nechy ki postion main chal rahy hain country ki currncy ka word hota hai jis se hum asani se parh lety hain k es molk main crrency ko kya kahty hain jub k es k ilwa pair do do molk ki currency se jory jaty hain jis main hmain aik currncy ko base banty howe trading karni hoti hai jsi main huma ik order lagty hain jesy k aik pair main aghr hum buy kar rahy hoty hain tu sath wali currncy ko hum automativcaly sell kar rahy hoty hain es trah se yah pair set kiye gay hain jo k hmari asani k liye set kiye gay hain.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-02-04T000236.270.jpeg
Views:	1
Size:	19.7 کلوبائٹ
ID:	12585885

    Free Floating Currencies

    Free float market capitalisation Stock market me use hony wali term Hy jis me Kisi bhi company Kay shares me stake holders aur promoters Kay share ko separately calculated Kia jata Hy aur is me free float in stocks Ka aik factor samny ata Hy jis main local aur international dono level py share me kafi fark parta Hy isi trha Kuch companies Kay shares par trading krne ke liye aur agar forex business me app 500$ be earn karty hey to mery khayal me within 1 week me app apny profit targets ko complete kar sakty hey, forex market trading ka 1 advantage ye be hota hay key currencies pairs me hoty hey jes ko app buy ya sell kar sakty hey.
    There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.

اب آن لائن

Working...
X