Dear Forex Members
Jab ap crypto market ko study karain tu ap ko maloom hoga kay aik time aisa hota hai jab bitcoin move karta hai.Yani btc jab pump karta hai tu sub alt coin pump hona shoro ho jaty hain yeh aik normal situation hoti hai jab aksar ap ko aisa daikhny ko milta hai. or phir kuch time bad ap ko aisa time daikhny ko milta hai jab btc pump tu kary ga lekin alt coin us kadar girna shoro ho jaty hain. es ka matlub yeh hota hai log alt coin sy paisa nikal kay btc mai dal rahy hoty hain tu aisi sorast mai ap apni investment ko ready rahkain or us ky bad ap apni investment ko alt coin jab down a jain phri us mai invest kar dain
Es ka faida yeh hoga kay aik had tak jab btc up jaye ga tu log us sy paisa nikal kay alt coin mai invest kar daity hain jis sy ap ko kuch he time mai ap ko bhhout acha profit altcoin sy a sakta hai
Shukriya.