Dear Forex Members
Ap jab trading karty hain bitcoin main tu future jo kay har trader kay bus ki bat nahi hai tu ap us sy behtar hai spot trading karain. spot trading mai faida yeh hai kay ap ko los nahi hota hai. ap ka loss zero percent ho jata hai jab ap hold karty hain
Spot trading ka naam he hold karna hai. hold karny sy murad yeh hai kay ap nay kuch dollar kay bitcoin lay kay rahk leye hai or jab un ki price upar chali jaye ap un ko sale out kar kay profit lay lain
2nd baat jab market down ho jaye tu ap ko ghabrana nahi hai. ap wait karain jab market upar jaye ap nay sale out kar daina hai. es mai ap ko faida yeh hai kay ap ko loss nahi hota kabi na kabi market us price ko jis pay ap ny buy kiya hai touch kar kay upar jaye gi ap nay sale kar daina hai. es leye spot mai koi leverage or margin ka chakar nahi. bhout simple hai khareed ky chor daina
Shukriya.