Swing trading strategy HL
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Swing trading strategy HL
    Forex Trading market mein aapko kamyabi hasil karne ke liye analysis krna hoty hain aur is kay sath sath different types ki information ki sakht zarorat hoti hai. Agar aap market mein stop loss ki proper calculation kar Kay apni working main shamil krty hain, tu definitely aapko bahut zyda faida ho sakhta hai. Aaj Mera discussion ka topic calculation of Stop-loss in Swing High and Swing Low hai, jab aap stop loss ki limit ko set krty Hain, tu sb sa phlay aapko swing trading ka idea hona cheye.

    Click image for larger version

Name:	download (6).jpeg
Views:	4
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12489953
    Define of Swing Trading

    Sb sa phly aapko swing trading ka idea hona cheye. Swing trading ka concept samjna bahut asan hai. Jab market apny momentum main movement krti hai, tu is main apni movement ko aik hi direction main complete nahin karti hai. Is main kahi bar apni retracement karti hai, jiski wajah sa kuch low and high point banty hain, is theory ko Swing kaha jata hai. Iski aap further clarification following points main Kar sakhty Hain.

    Click image for larger version

Name:	images (14).png
Views:	7
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12489954
    Swing Low

    Swing high kay bad swing low ko bhi understand karna cheye. Jab market aik higher point sa apni movement ko carry krty huye down side per aik lower point ko touch krti hai, tu is point ko aap Swing Low ka name sa Jan sakhty Hain. Is point ki recognition krna bahut hi aasan hota hai. Jab market mein strong seller's pressure hota hai, tu aapko market mein different swing low ki examples mil sakhti hai. Is ko aap further higher low and lower low level main bhi classified kar sakhty Hain.
    Process of SL

    Stop loss ko calculate krny ka idea hona cheye. Stop loss ki calculation ko aap different points per different ways sa calculate kar sakhty Hain. Swing trading main aap following mentioned Techniques sa stop loss ki limit ko set kar sakte hain.
    Swing low' SL

    Swing low per aap aik specific methods sa is value ko set krty hain. Stop-loss ki calculation aik important tool hota hai. Jab aap Swing Low and Swing High ki basis per stop loss ki calculation karte Hain, tu iska bahut asan process hota hai. Jab aap aik strong downtrend main aik swing low ki basis per buying ki entry laty Hain, tu ismein aapko lower swing ki value per stop loss ki value set kar leni cheye. Agar market is level ko break kar jati hai, tu is na phr further down ana hota hai.
    Swing High's SL

    Swing high per bhi stop loss ka aik completely process hota hai. Dear members Jab aap swing high per apni trade la rahte hoty Hain, jab aapko market main kei selling confirmation milti hai, tu aap last highest point per apna stop loss ki limit set kar sakhty Hain. Kunk higher point ko break krny sa aik or high swing ki formation ho sakhti hai.

    Deal in range

    Consolidation ka concept bhi important factor hota hai. Jab aap market mein enter hoty Hain, tu aapko hamesha market mein consolidation point per entry Lena hoti hai. Ya aik eisa point hota hai jab aapko swing high ya swing low point zyda price in perchantage ka no ban Raha hota. Kunk jab aapka stop loss ka Volume risk and reward ratio ko exceed kar jata hai, tu ya dangerous situation ho sakhti hai. Hamesha aapko us point per trade leni cheye jider aapko minimum stop loss ki value available hoti ha
    Forex Trading market mein aapko kamyabi hasil karne ke liye analysis krna hoty hain aur is kay sath sath different types ki information ki sakht zarorat hoti hai. Agar aap market mein stop loss ki proper calculation kar Kay apni working main shamil krty hain, tu definitely aapko bahut zyda faida ho sakhta hai. Aaj Mera discussion ka topic calculation of Stop-loss in Swing High and Swing Low hai, jab aap stop loss ki limit ko set krty Hain, tu sb sa phlay aapko swing trading ka idea hona cheye.

    Definition of Swing Trading

    Sb sa phly aapko swing trading ka idea hona cheye. Swing trading ka concept samjna bahut asan hai. Jab market apny momentum main movement krti hai, tu is main apni movement ko aik hi direction main complete nahin karti hai. Is main kahi bar apni retracement karti hai, jiski wajah sa kuch low and high point banty hain, is theory ko Swing kaha jata hai. Iski aap further clarification following points main Kar sakhty Hain.

اب آن لائن

Working...
X