Re: mihnat main azmat hai
ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends dunya ka koi bhi kaam ho jis main ham mehnat krein gay ham zaroor kamyab honge iss lay hamein chy keh ham zyda say zyda mehnat krein taa keh ham kamyab ho sakein friends mehnat main azmat hai our mehnat kerny wala kabhi nakkaam nai hota ALLAH PAK kesi ki mehnat ko zaya nai kerta balke usko pora pora sila deta hai ALLAH PAK parindo ko bhi rizq deta hai magar un kay ghunsaly main nai dalta unko unki mehnat ki waja say rizq dya jay ga.
No announcement yet.
تمام موضوعات
Forex
Crypto
Commodities
Shares
Trading Strategies
Forex signals
Humor
Trading Universities
13-07-2019, 05:37 PM
Advanced mode Normal mode
13-07-2019, 09:45 PM
Re: mihnat main azmat hai
Yes ham ko as mien mehnat karna ho gaa aor forex ek long term business hai or is k sath he ek trustful business bhe hai jis me hum kafi arsy k lye trading kar skhtay han or hum sochty han jis me hum invest kar rahe han wo sahe bhe hai ya nahe to forex is lehaj se ek best business hai aor ham ko as mien acha kaam karna ho ga aor kamana ho ga..

13-07-2019, 09:52 PM
Re: mihnat main azmat hai
Assalamu alaikum bhai aap ne bilkul theek kaha hai ki mehnat mein azmat hai forex trading sara kaam hai mehnat ka hai hamesha mein mehnat karne chahiye aur aur pure tawaja ke saath kaam karna chahiye kyunki hum jitni mehnat karenge hamein utna hi fayda hasil hoga kyun Kya ya kaam hi sirf mehnat ka hai

loading_messages
load_more