Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye
    Agar humay forex trading main nuqsan ho gya hay to humay es waja say hosla nahi chorna chahiye balkeh humay chahiye keh note karen konsi galtio ki waja say humay nuqsan uthana para hay to hum un sab galtio ko theak karen aur apny trading knowledge ko acha karen es trha he hum esmain agy achi earning kar sakty hay bohat say new traders hosla chor jaty hay jab keh aisa nahi karna chahiye
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

    Dear brother forex trading aik risky business hey iss men risk ki waja se loss bhi ho jata hey iss liay hamen loss ko dekh kar himat nhi harni chahiay balkay pahlay se ziyada mehnat aur lagan se kam karna chahiay kiun k forex trading men agar aj loss huwa hey tu kal profit bhi ho sakta hey iss liay hosla nhi harna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

      dear friend forex trading mn aksr new join krnay walay forex ko easy smjh kr join krtay hn aur forex k baray mn knowledge aur experience gain kiay baghair trade shro kr detay hn to jb loss hota ha to himat har kr forex ko chhorr detay hn to meray khial mn loss sa himat naen harni chayay ziada mehnat krni chayay ta k kamyabi hasil kr sken
      • #4 Collapse

        Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

        G dear bilkul aisa he hai forex aik aisa business hai jis mai ap ko kabhi bhi husla ni harna chaye aur lose pay bhi hat se kam karna chaye kiyu kay ye aik risky business hai aur es mai pta ni chalta hai kay kab ap profit se lose pay chlaye jataye ho
        • #5 Collapse

          Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

          As-Salaam-Alaikum dear friends Forex trading mein Aksar member ko loss ho jata hai aur wo Pareshan ho karDil Chota kar lete hain aur Unka kaam karne ko dil nahi karta lekin kabhi bhi e Hosla Nahin Har na chahi Himmat se kaam Lena chahi Agar Himmat Karenge in sha Allah kamyabi zaroor milegi Agar aapko loss ho gaya hai to aapko Apne Kisi mistake ki vajah se loss Hua hoga aap apni mistake ko Dobara repeat na Karen iska knowledge aur experience ko acchi Tarah Sikar kaam Karenge gay hosle ke sath aur mehnat ke sath to aapko kamyabi zaroor milegi aur accha profit Bhi Milega
          • #6 Collapse

            Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

            joo bhe iss kaam mein neww ata haii woo....shuru shuru mein bhut nuqsaan krtaa haii apnaa ...isliyee phtt bjtt saraii traderss himmaat haar jataii hain isloiyer kabhi bhee himmaat nii harnaa chaiyaii...q k shuru mein haar koi aisaa hee krtaa haii apne ghltio koo ....agarr hum sahee kr laiin gyy tOo kabhii bhee nuqsaan nii hOga
            • #7 Collapse

              Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

              Forex trading main jab kabi logon ko loss hota ha tu wo sbr krna chor dety han or hosla ni rakhty jis ki wajha sa apna r zyda loss kr dety hab asa members ko chaiya k kabi bhe sabr k daman na choren hosla rakheb or choti lot size sa trading kren gaky agr loss ho v tu recover ho jay
              • #8 Collapse

                Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

                pricey brother foreign exchange buying and selling aik unstable commercial enterprise good day iss men hazard ki waja se loss bhi ho jata good day iss liay hamen loss ko dekh kar himat nhi harni chahiay balkay pahlay se ziyada mehnat aur lagan se kam karna chahiay kiun ok foreign exchange buying and selling men agar aj loss huwa good day tu kal profit bhi ho sakta hey iss liay hosla nhi harna chahiay
                • #9 Collapse

                  Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

                  g han dosto jaise bhe halaat hon hamein chahye k ham sbit qadam he rahein or har nahe manein kion k kuch log jab loss experience kartay hain tu under pressure aa k galt way main trade karna start kar daitay hain jis ki wajah say unhein loss hona start hojata hai or wo galt direction main trading start kar daitay hain es liye ye zarori hai k loss ki surat main har na mani jay balkay new way main mehnat kar k behter say behter trading ki try ki jay
                  https://t.me/pump_upp
                  • #10 Collapse

                    Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

                    G Han friends bilkul thek bat hai forex trading men Ap ko kabhi bi hosla ni chorna chayie Kyun k hosla hi Ap ki sub se big power hai Ap ko successful hona hai to kabhi bi hosla na chore
                    • #11 Collapse

                      Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

                      Dear kabhi bhi hosala nahi haarna chaiye kiyu kay mayoosi say hamesha nuksaan hota hai or hosla chore dainay sey ghalat faislay hotay hai.Jab bhi aap ko loss ho to sub sey pehlay sakoon sey new trade open kernay sey pehlay pichli trades ka jaiza lain takey new trades mai wo ghaltiaan na dohrai jaa sakey.Apni learning,knowledge or demo practise ko mazid behtar karey takay forex business ko ziada behtar tareekay sey agay barha sakey
                      • #12 Collapse

                        Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

                        zindagi me bohat sy lamhat aty hain apko kabhi me mushkil halat me himat nahji harni chiaye apko saber sy kam lena chaiye or skill use krny chiaye taky ap waqat sy acha fida utha saky.
                        • #13 Collapse

                          Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
                          Agar humay forex trading main nuqsan ho gya hay to humay es waja say hosla nahi chorna chahiye balkeh humay chahiye keh note karen konsi galtio ki waja say humay nuqsan uthana para hay to hum un sab galtio ko theak karen aur apny trading knowledge ko acha karen es trha he hum esmain agy achi earning kar sakty hay bohat say new traders hosla chor jaty hay jab keh aisa nahi karna chahiye
                          Dear members... Hamein Himmat nhi harni chahiye agr hamien loss ho bhi jy to zyada disheart na ho or daily laerning or working kre loss bhi hota hai or profit bhi..thankx
                          • #14 Collapse

                            Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

                            G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kaha hain apko forex mein ihtiyt se kam karna chahye aur ap forex mein zada earn kars akte hai aur forex hi best hain jis mein ap earning kars akte hain apko agar loss hota hain to apko himmat bilkul hi nahi haran chahye aur apko aur dil laga kar kam karna chhaye qk apne forex ko chorna bilkul bhi nahi hain isse earning karni hain chahye apko kiye dafa loss ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kabhi bhi Hosla Nahi Chorna Chahiye

                              g ahn bhai apkok kabi b loss ho jae tu sabar sae akm lo or us loss ko kam krnae kae lya emhtn kro apkio glty ko dekho usko soldve kro or isi trah ap kamyab ho skty ao or axe trrha mhnt kr ake hy ap akmyab hos kty ho forex pr or isi trah ap foerx pr prfoti bans kty ho or isi trah ap kamyab ho skty hoor profti gain kr skty ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X