Ek he point par Buy or Sell.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    When market is trading in a range and frequently showing ups and down two way position can be helpful, and after closing one position in profit you can wait for the another to return in profit and close that so you get good profit with minimal risk.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      ek point par buy aur sell nahi karna chahiye is sey ap ko na to nuqsan hoga aur na hi ap ko faida to aisi chez ka kia karna jo faida na day.
      • #78 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
        app kiya kehety ho ek he point par ager app buy or sell kartey ho main to esi taran se trading karta hn app ki kiya raye ha es barey main ye sahi hy ya phir ghalat hy..
        ya bhai jan i thing ak hi point par buy and sell our forex hi vo point hai jaha par sell and buy haati hai is main koi shak nahi hai yar vase majhe idna nahi bta hai q ke main is feald mian naya hon.
        • #79 Collapse

          My dear brother ho sacta ha aap es tarhan say trading karnay say successful hon lakin main ziada tar heg nahi karta or agar karta b hon tu same point per buy or sell nahi karta.
          • #80 Collapse

            agr hum is business main treading karty hay aur hum ak point pay bay aur cell lagty hay to humain us main loss aur profit hasil nahi hota is liay agr hum loss aur profit hasil karna chaty hay to humain ak point pay he kam karna chaiy ta k humain loss na ho aur hum acha profit hasil kar saky..
            • #81 Collapse

              ak he point par bay or sal karna galat ha.ya to vohe kar sakta hay jiss ko ya nahe pata ho ga k trading kiss ko kaha jata hay.q k ap ak he jaga trade plas ma or minas ma kasay la saktay ha.asa to ao lo loss he loss ho ga ya to galat ha g
              • #82 Collapse

                ek hi point pe buy and sell kerrna headging kehlata hia so is me koi faida ni hia agr ek hi
                account me headign kerni ho to ek hi borker me.agr ap do difrent brokerrs k account me
                headging kerrty hian phr apko faida hia .
                • #83 Collapse

                  i think isko hedge kehteyhain keh hum aik hi point par buy aur sell kartey hain aur iske liye hamen kafi achi techniques ki zaroorat hoti hey tab hi hum is se acha profit nikal saktey hain.
                  • #84 Collapse

                    me ap ko ek he point pay buy aur sell ka mshwara nahi deta hn me to yehi kaho ga k ap yaha pay ek achi tarha wala account bnae aur maintain rakhen k aesay me hum ko profit b ho aur humara account b survive kar sake.
                    • #85 Collapse

                      es ko hedging kahte hain agar app ak he rate pay kisi b pair ko buy ya sell karte ho to app hedging karte ho es say app ko loss ni hota
                      • #86 Collapse

                        agar ap ak he point par buy sell laga day gay tu ye ap k nill ho ae ga aur ye ap ko na tu profit day ga aur na he loss day ga es mai ap ak order lagao one sided pher he kuch ho ga
                        • #87 Collapse

                          jee ap akh sell per akh buy per lgtain hain to ain ap ko bth dhun ap asain earn ni ker sktain or ap ko bth dhu ager ap forum per asain kerain gyh to ap ko block ker diya jahain ga ku ky insta ap ko asa kerny ke ijazat ni deta han ap real my work ker ky asa ker skta or market ko dekh ker akh sell ke or akh buy ke lga sktain hain.
                          • #88 Collapse

                            Master bhaei eisa kar k to ap aik trading min to profit lin ge magar dosri trade min to apko loss ho ga eisa nahi hot ak market hamehsa bilkul zig zag pattern pe hi chale k ap aik point pe buy kar k profit lin aur market phir usi point se wapas dosre point tak jaei. Hum sirf kar ye sakte hin k esi technique ko hum hedging kehte hin aur jab humare account min loss hone lage to hum hedge kar lin aur phir jab time munasib ho to hum hedge ko open kar din.
                            • #89 Collapse

                              yar ya koi bat tu nhi aik he point par ap buy sell kar dain yar tarding ko samjo phr dakho k ya profit nhi dati har banda khta hai manat na karo our earning ho asa nhi hota
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                han aksaer aisa hota hai k jub market new support dhund rahi hoti hai tu ik hi point per buy ar sell laga dia jata hai tu market dono py profit dy jati hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X