The main reason for the failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    many traders aisey hein jo is business ko without learning ke join kartey hein unhen is main loss hota hey aur many traders is main greedy bantey hein aur apne emotions ko control kiye baghair is mein work kartey woh bhi is main fail hotey hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      mere dost forex main fail hony ki bohat se reasons hai but kuch common reason yeh hai ja ak new comer forex ko join karta hai tu wo forex ko just thora bohat learn kar leta hai aur forex ki live trade start kar deta hai aur jab wo trade krta hai tu trading main lalach karta hai aur apni feelings aur emotions pe control nahi kr pata hai in reason ki waja se forex main log fail ho jaty hai aur phr forex ko choor dety hai aur kehty hai forex main tu loss he loss hai profit nahi hai
      • #93 Collapse

        salam bhai jee forex mein fail honay ki main reason laaluch hai koi plan ka na hona saber na karna yaah saab cheezian mil kar loss ka saabab banti hain
         
        • #94 Collapse

          salam bhaijee forex mein fail honay ki main reason app ki laaluch hai is ko chor kar app saber se kaam lain app ko kaamyaab ho ge ??????????
             
          • #95 Collapse

            mer ekhayal n kaey reason hu skatay hai k trader ya tu greeedy hu jata hia is leye us ko yaah per lsos huta hia ya pher trader emotional hu jata hia is leey ayah per us ko loss hu jaat hai.,
            • #96 Collapse

              I think forex mai zyada tar wo log fail ho jate ha ju direct jayse he forex ke bare may sunte ha aur bag ke ate ha aur kafee sara investkarke barbad kar dayte ha ju ke aysa nahe karna chaheya ache tah pahle learn karke markeet may aya karo koye be cheese asane se profit nahe dayta is liye hamay ziada se ziada forex ko samjna chyee hai or forex k rule apply karna chyee hai.
              • #97 Collapse

                Dear is business me zyada tar log woi loss karty hain jo is business ko proper learning or proper experince k sath nahi karty hain woi is business me loss karty hain or woi is business me loss kar k apni sari investment ko waste karty haain
                • #98 Collapse

                  Hr bnday ka apna experience hota hai lakin SB main common cheez yeh hai k ap jb BH loss ko face kartay hain toa apko frustration ho jati hai or dil karta hai k ap SB kaam chor char k baith jaen
                  • #99 Collapse

                    salam bhai jee forex mein fail honay ki main reason hai app ki jaldbaazi aur laaluch app ko chahyia kay app saber se kaam lain ????????
                       
                    • #100 Collapse

                      Dear forex trading me faliure ki sab se bari waja ye hi k bohat se trader lalach kr jaty hi or zeyyada profit k chakar me apna loss krwaty hi or es liey bohat zeyyada log fel hoty hi or apna pesa zaya krty hi...
                      • #101 Collapse

                        1st ye hai kay, jab ap forex trading ko bagair knowledge kay start karta hai. 2nd ye kay, ager ap forex trading main bagair experience start karo gay
                        • #102 Collapse

                          dear brother forex main fail honay ki main waja demo account istamal nahi kertay hain or real account pe direct chalay jatay hain
                           
                          • #103 Collapse

                            Is business me zyada tar woi log fail hoty hain jo is business ko proper knowledge k bgair start karty hain ya phr wo is business ko greed k sath kam karty hain woi log is business me fail hoty hain or unhi logo ko is business me loss hota haa
                            • #104 Collapse

                              failure ka main reason aap ki mistakes hain and forex mei confidence lam hai aur forex mein success ky liye aap ky pass full confidence hona chaiye tab aap success ho saktay hain aur is business mein aap ky pass knowledge aur experience acha hona chaiye aur aur yehi best success wah hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                forex mein wohi fail hotey hain jo is main achi trha se learning nahin kartey hain aur forex ke rules ke mutabiq trade nahin kartey hain to woh always is main afial hi hotey hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X